wo kya hai na ye lounge hain rules me rahkar hum kishi bhi baat par charcha kar sakte hain jo is forum par chal raha pahle se par admin member gf bhai bol rahe ki pm karo yahan baat mat karo ab baat ye hai ki meri thread dikh jati sabko par wo thread na dikhti jahan galat ho raha hai meri thread par aane ka time hai wahan nahi ja sakte kya pata khud hi likh rahe hon alias se ab kya kahun ek somo saar ji to story par jate kai story par jate bas wahan na jate unki marji