Suraj ne jitna Jalil abhay ko Kiya hai babita ke samne uska badla woh sahi samay par bhi le sakta hai aksar hum jise darpok samjhate hai ki woh kuch nahi kar sakta wohi kuch bada kaand karte hai
dhannywaad shukriya bhai and keep supportingNice and superb update....
dhannywaad shukriya bhai and keep supportingPlanning update
aage bahot kuch naya dekhne ko milega..Bhai hamesha ki tarah aapne story Mai kuch naya dikhane ki koshish ki
vidya attitude se bhari ladki hai..wo kisi ko kuch nahi samajhti..aage vidya kya karegi ye pata chalega....dhannywaadBhai Vidya aapne dad ko kutta samjhati hai kya usko beer pine ke liye khud le sakti hai lekin apna attitude apne baap ko bhi dikha rahi hai
bhai maa baap se badhkar kuch nahi hota..bas ye kahani hai usi hisaab se likh raha hoonBhai hum India mai rahte hai yaha bhale hum dusre ki ijjat na kare ye hamari personal life hai lekin maa baap se baat karne ka tarika hota hai