- 6,489
- 19,741
- 174
update 80
RANJEET TUM SABKUCH JAANTE HO WO LADKI KITNI SHATIR HAI..PHIR TUMNE AUSA KYUN KIYA BOLO JAWAB DO..
ranjeet is waqt jail me vijay sing bhalla se milne aaya tha..ranjeet bhalla se kuch nahi chupata aur sabkuch use bata deta hai...
kaidiyon se milne ka sthan jaha ek taraf jaali ke piche vijay sing bhalla ranjeet par bhadak raha tha..aur ranjeet khade khade sun raha tha..
bhalla gusse me ek gunsa lohe ki jaali par maarta hai..magar bhalla ki takat lohe ki jaali ke aage bauni sabit ho jaati hai...
bhalla ...ranjeet maine tumse jawaab Manga hai..bolo meri izazat ke bina tumne aisa kadam kyun uthaya..
ranjeet ...main aapko vidya ke baare me sabkuch bata chuka hoon..phir bhi aapko lagta hai..ki vidya asafal ho jaayegi ..
bhalla ...ranjeet tum sabkuch jaante ho wo haraamjaadi kitni chatur hai..
ranjeet ...haan main sabkuch jaanta hoon wo bahot shatir hai..uske ander lomdi jaisa dimaag hai..magar vidya kitni shatir hai ye abhi usko pata nahi hai..jab pata chalega tab tak bahot der ho chuki hogi...
bhalla ...main bhi apne aapko bahot shatir samajhta tha..akhiri time tak mujhe laga tha..baazi main khel raha hoon..aur saare ikke mere paas hain..magar jab baazi palti tab mujhe ehsaas huwa ..baazi wo khel rahi thi..saare ikke uske paas the..main sirf jokar bankar reh gaya tha...aur uske khel ki wajah se main jail ki salakhon ke piche hoon ..
ranjeet ...har baar aisa nahi ho sakta is baar wo jaroor haaregi...pichli baar ke dono muqable usne jeete hain..kyunki ek baar uska saamna vicky se huwa tha..ek baar aapse ..magar is baar kuch khaas hai..isiliye wo jaroor haaregi..
bhalla ...is baar aisa kya khaas hai
ranjeet ...aapne ek baat par gaur nahi kiya hoga..dono baar uska muqabla aadmi se tha..matlab vicky aur aap..magar is baar uska muqabla ek ladki se hai.. ladki ek ladki ko bahot aasaani se maat de sakti hai..ye mera experience hai..
ranjeet ki is baat par bhalla apne dant piste hue bolta hai..
bhalla ...bhaad me gaya tumhara experience..agar vidya haar gayi to is baar vicky jinda nahi bachega..us kutiya ka bhai suraj use jaroor maar daalega..aur main apne bete ki lash nahi dekhna chahta...
ranjeet ...pehli baat to suraj uska bhai nahi hai..ye aap bhi jaante hain..uske baap sanay ne ye khulasa kiya tha...dusri baat vidya aaj tak haari nahi hai...teesri baat suraj aur naina ki engagement ho chuki hai..shaalini ne apni beti ki shaadi suraj se karne ka faisla kiya hai...
ranjeet ki baat sunkar bhalla ko 440 volt ka jhatka lagta hai..
bhalla ...whaattttt
ranjeet ...kamaal hai pura dehli shehar ye baat jaanta hai..surf aap nahi jaante isiliye aise chounk rahe hain..
bhalla ...jail me reh kar mujhe kaise pata hoga ki bahar kya ho raha hai.
ranjeet ...magar ab to pata chal gaya
bhalla ...hmmm wo sab chhodo ranjeet vidya par tumko pura bharosa hai..yahi bolna chahte ho..
ranjeet ... haan mujhe pura vishvash hai is baazi ko vidya jitegi
bhalla ...mujhe bhi apne aap par pura vishvash tha..ki main hi jeetunga..magar ant me haara kaun..sirf main..jyada over confidence acchi baat nahi us ladki se dimaag se nahi takat se jeeta ja sakta hai..
ranjeet ...vidya takat me bhi bahot aage hai..isiliye aapko pareshaan hone ki jaroorat nahi hai...
bhalla ...main nahi chahta ki vidya ki wajah se vicky ki Bali chadh jaaye..isiliye main tumse jo bolne ja raha hoon use dhyaan se suno...vidya ne jo khel start kiya hai..use abhi ke abhi rok do...
khel ruk nahi sakta vidya ne jo khel start kiya hai..wo khel apne anzaam ki aakhiri seedhi chadhne tak chalu rahega..
vidya aa chuki thi aur uske sath me tha vicky...vidya badi style ke sath vijay sing bhalla ke kareeb jaati hai
vidya ka wahi attitude uske chahre se Jhalak raha tha...jo har waqt uske ander rehta hai..

vijay sing bhalla pehli baar vidya ko dekh raha tha...bhalla bhi vidya ki khubsurti ki prashansha kiye bina na reh saka...
kasi jeans me kasa vidya ka kamuk badan bhalla ki laar tapkaate ke liye kaafi tha...magar bhalla ko jaise hi ehsaas hota hai ki wo is waqt jail me hai..aur vidya jo khel naina ke sath khel rahi hai..uske kitne bhayankar parinaam ho sakte hain...
agar ye ladki naina se haar gayi to jaroor sacchai saamne aa jaayegi...kyunki haarne ke baad ye sabkuch shaalini ki aulaad ke aage bak degi..
jaise hi unhe pata chalega ki saare khel ka mastermind vicky hai..to is baar vicky ke haath pair nahi tootenge balki is baar vicky ki jaan jaayegi..aur mere rehte aisa hargiz nahi ho sakta...main apni aulaad ko nahi kho sakta..isiliye mere bahar aane tak kuch nahi hona chahye..jo kuch karunga main karunga..mujhe vidya ko rokna hoga...
bhalla ...hmmm tumhara naam vidya hai...
vidya apni bhawen sikodti hai..uske chahre par dohri smile saz jaati hai..ek smile me katuta thi..ek smile me ghamand..
vidya ...aapko koi shak hai..ki mera naam vidya nahi hai...
bhalla vidya ke ghamand par aagbabula ho jata hai...
bhalla ...dekh ladki tameez se baat kar tu jaanti bhi hai tu is waqt kisse baat kar rahi hai...VIJAY SING BHALLA HOON MAIN...
vidya ...main jaanti hoon main kisse baat kar rahi hoon..aapko apna naam bataane ke liye cheekhne ki jaroorat nahi hai...
bhalla ...tere ander bahot ghamand hai..magar tu shayad jaanti nahi..vijay sing bhalla acche acchon ka ghamand todna jaanta hai...
vidya ...hhuuhh khaak ghamand todna jaate hain..ek ladki se haar kar jail ki chakki pees rahe ho..aur baaten to aisi kar rahe ho jaise koi bahot bata teer maar kar aaye ho..
vidya seedhe seedhe bhalla par prahaar karti hai..kyunki wo naina se haar kar jail me kaid tha...
vidya ki baat sunkar bhalla ka krodh ubal padta hai..wo jordaar ghunsa jail ki jaali par maarta hai...
bhalla ...jubaan sambhaal ke baat kar..ranjeet samjha apni aulaad ko warna...
bhalla itna bolkar ruk jata hai..mamla aage badhte dekh ranjeet beech bachaw karne aa jaata hai..
ranjeet ...vidya ye tu kaise baat kar rahi hai..maine tujhe bataya tha..bhalla hamare kya hain..tu jo bhi life jeeti hai..aisho aaraam ki jindgi guzarti hai..sab inki den hai..
vidya ...main jaanti hoon..main to bas inhe Aina dikha rahi thi..magar aine me inhe khud ki shakal pasand nahi aayi to isme meri kya galti hai...
bhalla ...vijay sing bhalla ko aina dikhaane ki koi jarurat nahi hai..main tumse jyada behas nahi karna chahta..tum jo khel us ladki ko fasane ke liye khel rahi ho..wo abhi isi waqt band kar do...
vidya ke chahre par kutil muskaan saz jati hai..magar is muskaan me kitna kamina pan tha..ye sirf vidya hi jaanti thi...
vidya ...vidya jo kaam hath me leti hai..use pura kiye bina piche nahi hat ti..ab chahe kuch ho jaaye vidya aage badhegi...aur apne maqsad ko anzaam degi...
bhalla ki tyoriyan chadh jaati hain..
bhalla ...saali kamini mujhse barabar jubaan ladaati hai..main tujhe jaan se maar dunga...
vidya ke chahre ki muskurahat ghehri ho jaati hai...
vidya ...vidya koi mom ki gudiya nahi jise koi asaani se maar de..vidya hoon main jo har vidya me nipud hai..
bhalla...kash is waqt main jail se bahar hota tab tujhe batata bhalla kya cheez hai..main tujhe randi ki tarah bistar par nangi karke raundta ..uske baad tujhe ehsaas hota tune kisse jubaan ladane ki gustaakhi ki hai...
vidya ...lund chalaane wale muh nahi chalaate mr bhalla..jo mard hote hain wo lund chala kar chut ka bhosda banaate hain..jis din tu jail se bahar aana tab bolna..vidya khud apne saare kapde utaar degi..uske baad main dekhungi tere lund me jyada dum hai..ya meri chut me lund sehne ki jyada takat hai...
bhalla ...tu meri mardangi par sawaal utha rahi hai..soch le bahot badi galti kar rahi hai..kaah is waqt tu mere bister par hoti tab main tujhe batata main kitna bada mard hoon..
vidya ...mr bhalla vidya mard ki izzat karti hai.. darpok logon ki vidya ke dil me koi izzat nahi...mard wahi jo aurat ko bister par chod chod kar kutiya bana de..kya tere ander wo dum hai...
bhalla ...waqt aane de main tujhe apni mardangi jaroor dikhaunga..
vidya ...hmmm vidya ko us pal ka intezaar rahega..agar tu meri chut ki garmi nahi nikaal paya to vidya tere muh par thook kar chali jaayegi..aur tu chahkar bhi mera kuch ukhaad nahi paayega..
vidya ab bhalla ko aap nahi bol rahi thi..wo vijay sing bhalla ko mr bhalla bol rahi thi..magar vidya ki thookne wali baat se bhalla aape se bahar ho jaata hai..jail ki chaar deewari ne use rok rakkha tha..warna ab tak pata nahi kya ho jaata...
bhalla ...ranjeet samjha le apni beti ko warna iski maut nishchit hai...
vidya ...wo kya mujhe samjhaayenge unhone hi mujhe bulaya hai..wo mere cerroctor ko acchi tarah jaante hain..vidya kya kar sakti hai..ye baat tumko mera baap bata chuka hoga...agar jail ki salakhen beech me na hoti to ab tak teri mundi Kat kar jameen par gir chuki hoti...
vidya se behas karne ke chakkar me bhalla ye bhool gaya tha ki vidya kya cheez hai..magar jab vidya mundi katne ki baat karti hai..tab use ehsaas hota hai..ki vidya kitni badi khilaadi hai...bhalla ke tevar narm pad jaate hain..
bhalla ...dekho vidya main nahi chahta ki tumhari wajah se vicky par koi aanch aaye..agar tum fail ho gayi to jaroor tum sabkuch bak dogi..uske baad kya hoga ye tum acchi tarah jaanti ho...
vidya khilkhilaate hue hasti hai
vidya ...hmmm to ye baat hai tumko dar hai kahin main vicky ya tumhari tarah naina ke changul me na fas jaun..magar tumko shayad ye pata nahi ki vidya vicky ya tumhari tarah darpok nahi hai..vidya ek sherni hai..jo sirf shikaar karna jaanti hai..shikaar hona nahi jaanti...
vidya ki baat sunkar bhalla khoon ka ghoont pikar reh jata hai..kyunki vidya ne use darpok kaha tha..
bhalla ...jyada confidence acchi baat nahi hoti..maan le tera plaan fail ho gaya tab kya hoga...
vidya ... aisa hoga nahi..vidya 100% kaamyaab hogi..
bhalla ...agar nahi hui to...
vidya ...agar main kaamyaab nahi hui tab bhi vicky ka naam nahi aayega..ye vidya ka wada hai...
bhalla jo sunna chahta tha..wo vidya ne bol diya tha...vidya itna bolkar dhad dadaate hue nikal jaati hai..
vidya ke jaate hi bhalla vicky ko kuch samjhata hai..vicky ko acchi tarah samjhaane ke baad bhalla vicky ko ranjeet ke sath wapas bhej deta hai...
........................................................
abhay college me vidya ki taraf ghoor ghoor kar dekh raha tha..jab bhi vidya uski taraf dekhti wo apni nazren uske chahre se hata leta...
achanak suraj aa jaata hai..suraj ko dekhte hi abhay udaasi wala face banakar baith jaata hai..
suraj...tu muh latka kar kyun baitha hai...
abhay...kya batau yaar jab se babita ne mujhe chhoda hai..tabse mujhe kuch accha nahi lagta...
suraj ...hmm to ye baat hai...magar ab udaas hone se koi fayda nahi ..babita tujhe maaf nahi karne wali
abhay...yaar suraj kabhi kabhi mujhe rona aata hai..aankhon me ansu aa jaate hain..babita ki Judai mujhe bardasht nahi hoti..
suraj ...dekh abhay mere saamne emotional drama mat kar...
abhay...main koi drama nahi kar raha ..main jo kuch bhi bol raha hoon sach bol raha hoon...phir maine kya bola tha..bas choti si baat boli thi..ki babita khubsurat aur sexy nahi hai..wo bhi mere muh se galti se nikla tha...
suraj ...ye tere liye choti baat hogi..magar kisi ladki ke liye ye bahot badi baat hoti hai...accha bata babita kis angel se khubsurat aur sexy nahi hai...
suraj ke is sawaal par abhay ki bolti band ho jaati hai..tabhi college ke gate se babita aati nazar aati hai..uski matwaalu chaal aur gand ki thirkan dekh kar suraj abhay se bolta hai...
suraj ...wo dekh babita aa rahi hai..kitni sexy lag rahi hai.. uski gand to kamaal ki hai..dekh kaise hil rahi hai aur tu bolta hai babita sexy nahi hai...
sexy to tab lagegi jab wo mujhe kuch karne degi..saali ne aaj tak kissing ke alawa kuch nahi kiya..upar se hazaar nakhre dikhaati hai...mujhe ab babita nahi chahye mujhe wo ladki chahye jo bahot khubsurat hai..
suraj ...kya soch raha hai
abhay ...k kuch nahi..
suraj ...nahi tu kuch soch raha tha..jaroor tu kuch galat soch raha hoga..
suraj ki baat sunkar abhay halka sa hadbada jata hai..magar dusre hi pal wo khud ko sambhaal leta hai..
abhay.....tune babita ki gand ko lekar abhi jo bola hai..main usi ke baare me soch raha tha...
suraj ...maine kuch galat nahi kaha hai..babita ki gand dekh kar har koi uski gand maarna chahega..magar tujhe to babita me kuch dikha nahi..ab muh latkaane se koi fayda nahi hone wala..bhool ja babita ko..aur apni padhai par dhyaan de..
abhay...iska matlab tu babita ki chudai karne ke baare sochta hoga..tabhi tu aisi baat bol raha hai..
suraj ...tera dimaag to kharaab nahi ho gaya..meri jindgi me naina hai..main uski izazat ke bina kisi ko chu nahi sakta...
abhay...phir tune babita ko lekar aisi baat kyun boli...
suraj ...abe chutiye main tujhe bata raha tha ki babita kitni sexy hai..aur tu meri baat ka ulta matlab nikal raha hai...
abhay ...hmmm I'm sorry yaar main gadha hoon jo teri baat ka matlab nahi samajh paya...
suraj ...ab baaten bahot ho gayi chal class me chalte hain..warna us din ki tarah aaj bhi bhumi mam mujhe claas se bahar kar dengi..
abhay....yaar aaj mera padhne ka mood nahi hai..main aaj koi class atand nahi karunga...
suraj ...apne mood ko fresh kar le agar isi tarah babita ki yaad me udaas raha to tujhe fail hone se koi nahi bacha sakta...
abhay...suraj main babita ko bhoolne ki puri koshish karunga..bas aaj mood thoda upset hai..isiliye mera class me jaane ka man nahi kar raha...
suraj abhay ki baat ka koi reaction nahi deta wo apni claas me chala jaata hai...
vidya bhi aaj claas me nahi jaati wo apne sir dard ka bahana bana kar canteen me baithi rehti hai...
sabhi apni apni class me ja chuke the..sabke jaane ke baad vidya apni jagah se uthti hai..aur college se bahar jaane wale gate ki taraf badh jaati hai...
gate par pahunchte hi wo abhay ki taraf dekhti hai jo usi ki taraf dekh raha tha..abhay ko apni taraf dekhta pakar vidya ke chahre par muskaan khil jaati hai...wo apni ungli ke ishaare se abhay ko bulaate hue gate ke bahar nikal jati hai...
vidya ka ishara paate hi abhay fataak se apni jagah se uthta hai..aur wo bhi college ke bahar nikal jaata hai...
kuch hi der me abhay vidya ke sath ek park me baitha tha..aur vidya uske upar apne sawalon ki jhadi laga rahi thi...
vidya ...abhay tum college me mujhe ghoor ghoor kar kyun dekh rahe the.
abhay ...m main kahan aapko dekh raha tha..ab aankhen hain kisi taraf bhi dekh sakti hain..inhi aankhon ke chalte meri nazar aap par pad gayi..to imse meri kya galti hai...
vidya ki baat ka jawaab dete waqt abhay ki jubaan uska sath nahi deti wo halka sa ladkhada jaati hai..magar vidya uski jubaan par koi khas reaction nahi deti...
vidya ...dekho abhay mujhse jhooth bolne ki koshish mat karo..main acchi tarah jaanti hoon ki tum mujhe ghoor rahe the...
abhay ab seedhe mudde par aa jata hai..wo jaanta tha ki vidya ne uska jhooth pakad liya hai...isliye ab uske jhooth bolne ka koi fayda nahi hone wala..
abhay...w wo aap itni khubsurat hain ki na chahte hue bhi meri nazar aap par chali gayi..
vidya ...hmmm kyun babita ko chhod kar mujh par line maarne ki soch rahe ho..kyunki main babita se jyada khubsurat hoon..
abhay...m Maine babita ko nahi chhoda balki usne mujhe chhoda hai
abhay ki jubaan har baar ladkhada rahi thi..abhay ki ladkhadaati jubaan dekh kar vidya ke honth muskuraane ki mudra me fail jaate hain...
vidya ...usne tumko kyun chhoda ye nahi bataoge...
abhay...maine galti se itna bol diya tha ki tum khubsurat aur sexy nahi ho..bas wo mere upar bhadak gayi aur usne mujhe chhod diya...
vidya ...hmmm iska matlab tumko babita se khubsurat aur sexy ladki chahye isiliye tum mujh par try kar rahe ho..magar vidya aisi vaisi ladki nahi hai..jo tum jaison ke jhanse me fas jaaye...
abhay...meri itni aukaat kahan jo main aapko fasane ke baare me soch saku...
vidya ...mujhe fasaane ke baare me sochna bhi mat main babita nahi hoon vidya hoon..aur phir tum jaise Ladkon ka kya bharosa..aaj tumne babita ko chhoda hai..agar main tumse dosti kar lu to kya guarantee hai kal tum mujhe nahi chhodoge..
abhay ...main aisa ladka nahi hoon..main bahot seedha aur shareef hoon..magar meri ek galti ki wajah se babita ne mujhe chhod diya..
vidya ...chalo maan leti hoon ki tum bahot shareef ho..magar mujhe tumhari baat par koi bharosa nahi hai..jo ladka ek ladki ka dil tod sakta hai..wo dusri ladki ka dil bahot aasaani se tod sakta hai...
abhay...aisa nahi hoga aap ek baar mujhse dosti karke to dekhiye..
vidya...agar koi mujhse bhi khubsurat mil gayi tab bhi mujhse dosti nahi todoge...
abhay ...main uski taraf dekhunga bhi nahi...
vidya abhay ki baat sunkar uski aankhon me gaur se dekhti hai..
abhay...maan lo tumko naina mil jaaye tab bhi tum yahi kahoge jo abhi bol rahe ho...
abhay ke chahre ki rangat ek pal ke liye badalti hai..magar dusre hi pal wo normal ho jata hai...ek pal me vidya kuch nahi samajh paati..
.magar abhay ke baat karne ka dhang badal chuka tha..uski awaaz me talkhi aa chuki thi..
abhay...vidya naina meri hone wali bhabhi hai..uske baare me kuch galat mat bolna...tum mujhse dosti karo ya na karo..magar main apni hone bhabhi ke khilaaf ek shabd bardasht nahi kar sakta...
ye mera danw to ulta pad gaya maine kya soch kar naina ka naam liya tha aur kya ho gaya..kahin ye galti mujh par bhaari na pad jaaye...
hmmmm pehle ise apne attitude se daraati hoon uske baad bhi agar iski akad kam nahi hui to isse dosti karne me hi fayda hai..warna mera pura khel kharaab ho jaayega...vidya itna sochti hai..aur tez awaaz me bolti hai...
vidya ...akad kisko dikha raha hai saale darpok..
abhay...vidya jubaan sambhaal kar baat kar abhay darpok nahi hai...
vidya ...tu darpok hai..pehle suraj se thappad khaya..uske baad naina se thappad khaya..isko bolte hain darpok aadmi jo maar khaane ke baad bhi kuch kar nahi pata...
abhay ...to kya huwa..suraj mera dost hai..aur naina meri hone wali bhabhi...agar dono ne mujhe thappad maar bhi diya to kaun sa aasmaan toot pada...
ye ek number ka darpok aadmi hai..maine socha tha main ise naina ke khilaaf istemaal karungi but.ye mere kisi kaam ka nahi hai..vidya kuch kar nahi to tu khud fas jaayegi.. abhay suraj se bol dega ki tu use naina aur suraj ke khilaaf bhadka rahi thi...
vidya itna sochte hi khilkhilaate hue hasne lagti hai...
abhay ...vidya tum has kyun rahi ho..
vidya ...main to tumhari parikhsa le rahi thi..main dekhna chahti thi..ki tumhari aur suraj ki dosti kitni gehri hai...tumhaari baat sunkar main is natize par pahunchi hoon ki tum galat nahi ho...galat babita jisne tum jaise hire ko chhod diya..are jo ladka apne dost ki khatir itna kar sakta hai..wo apni premika ke liye to jaan bhi de sakta hai..babita bad naseeb hai..jo usne tumko chhoda..
vidya ki baat sunkar abhay ki aankhon me chamak aa jaati hai...
abhay...vidya kisi ne to mujhe samjha warna sab meri hi galti nikal rahe the...
vidya ...abhay vidya hire ki parakh karna jaanti hai...
abhay ...vidya kya ab main tumhari dosti ke kabil hoon...
vidya ...abhay main khud soch rahi hoon.. pata nahi main tumhari dosti ke kabil hoon bhi ya nahi...
abhay...ye tum kya bol rahi ho vidya
vidya ...abhay tumhari sacchai janne ke baad main khud bahot sharminda hoon...
abhay...vidya khud ko sharminda mehsus mat karo..khali ye batao..kya hum frend ban sakte hain
vidya ...tumse dosti karke mujhe khushi hogi..magar abhi sirf dosti rahegi uske aage mat sochna..jab mujhe lagega ki ab hum aage badh sakte hain..tab hamara rishta dosti se aage badh jaayega...
abhay...vidya mujhe bhi tumse dosti karne me khushi hogi...
vidya ...to aaj se hum dost hain wo bhi pakke wale..magar ye baat kisi ko college me pata nahi chalni chahye...
abhay...college me kyun pata nahi chalna chahye...
vidya ...abhay abhi kuch din pehle tumhara babita se breakup buwa hai..itni jaldi agar unhe hamaare bare me sabkuch pata chal gaya to meri friends mujh par hasengi..kyunki wo tumko galat samajhti hain...magar main jaanti hoon ki abhay galat nahi hai...
abhay ...tum sahi ho vidya..main kisi ko hamaari dosti ke baare me kuch nahi bataunga...
vidya ...abhay hum college ke bahar mila karenge..magar college ke ander ek dusre se anzaan bane rahenge...
abhay....hmmmm
vidya ....abhay ab tum college jao main thodi der me aati hoon..agar sath me jaayenge to sabko shak ho jaayega...
vidya ki baat sunkar abhay muskuraate hue nikal jaata hai..abhay ke jaate hi vidya apna sir peet leti hai...
uuufff jaan chhuti tu bhi vidya pata nahi kya soch kar tune is gadhe ko bula liya...Maine socha tha main ise apni ungliyon par nachaungi ..magar nahi jaise hi maine do thappad ka jikr kiya sala mujh par hi bhadak gaya..sala dosti ke liye do thappad bhi kha liye..bada wafadaar hai..
isse mera kaam nahi banne wala..mujhe akele hi aage badhna hoga..agar maine aur galti ki to sara plaan choupat hone me waqt nahi lagega..
wo to accha hai abhay bilkul bewaqoof hai..agar samajhdaar hota to aaj hi mera bhanda foot jata hai..chalo jaan bachi to lakhon paaye wali kahawat mujh par is waqt bilkul sateek baith rahi hai...
vidya apna sir khujaati hai..aur college ki taraf chal deti hai...
doston samay bilkul nahi hai...isliye update me deri ho rahi hai..10.12 update let aayenge..uske baad phir se update apne sahi time par aane suru ho jaayenge....like karen support karen....dhannywaad