Vidya ne abhay ko chaku se gardan mai halki karoch kar diya aur abhay ko dara bhi diya hai lekin abhay filhal badle ki aag mai jal raha hai dekhte hai aage kya hota hai








bhai...kahani me suspens chalta rahega..kyunki ye kahani hi is tarah ki hai...dhannywaad sath bane rahiyyeBhai barey suspense pe update end kia..
Ab to agley update ka intezar karna bohat mushkil hai