- 6,489
- 20,688
- 174
beshak bhalla kuch to karega..lekin kya..ye sawaal hai...vivek and suhaana ke taar rakesh empire se Jude hai..unhone ne shaalini ka payment nahi kiya..is kaaran se dono ka saamna suraj se hoga naina to sath rehti hi hai...dhannywaad sath bane rahiyyeSayad bhalla ko chod kar kuch galt kar diya khan ne.. Bhalla jaise aadmi kabhi nhai sudarte. Ab woh jarur kuch kaand karega..
Vivek aur uski bharn bhi suraj ke peechpad sakte hain... Do do dushmnao ko ek sath jehlna padega
















