Judge shab is vyakti ka update dena ka man mahi ha islie ye vyakti is prakar ki dustayein kar raha ha update review itne logo ne aache se diya mene socha is baar mene nahi dena h...

isliye apun ne nahi diya sime apun ka kya galti story to sabke liya hoti hana my lord to is bander ki puch me aag laga di jaye....

i ghati

(wesa aadipush jo new movie aayi itni ghatia ha wo....ram ram...

toba toba sara mood kharab kar diya ye last movie thi Bollywood ki jo mene dekhi aaj ke baad Bollywood dekhna hi chod rahi hu)
Ha to jugde shab bum se uda diya jaye is parani ko