Episode 12
Bahar gaav me wo ladki se baat karke mai ghar aa gaya. mousi ke saath khana khaya. mai dekha aaj mousi dukhi thi.
mai pucha-kya hua mousi.
mousi boli-kuch nahi beta..
mai bola-batao na mousi...
mousi boli-kya batayen tumko... meri jindagi ajib si ho gayi hai. jab choti thi tab meri badi didi ghar se bhag gayi aur fir unke hisse ka sara daat maar humlogon ko hi mila. dheere dheere laga sabkuch thik ho jayega lekin aisa kuch nahi hua. thik hone ke bajay chije aur bigad gayi. meri dusri didi yani tumhari maa bhi ghar se bhag ke shaadi kar li. ab sabka gussa ghar me mujhpe hi utarne laga. mai padhayi likhayi me khub mehnat ki medical exam nikali doctor bani. mujhe ek ladke se pyaar hua to us se shaadi bhi kar li. lekin chije fir bhi waisi nahi rahi. mera pati achha to tha lekin utna achha nahi tha jitna mai sochi thi. use anger issues the. lekin shaadi ke pahle ye baat mujhe maloom nahi tha. fir meri ek beti hui. apne noukari aur apne pati gussail mijaj ke karan jadatar samay hum dono shaadi ke baad bhi alag hi rahe haan humare bich pyaar ke kuch hasin pal jarur the jiske chalte mai jinda thi. fir meri posting yahan is gaav me hua. mujhe laga mai gaav walon ka bhala karungi to sayad mere dil ko sukoon milega dimag ko shanti milegi lekin yahan bhi sab kuch ulta hi ho gaya. is gaav ne mere pati ko mujhse chin liya. meri beti ki jaan aur ijjat dono jaate jaate bachi. mujhe hi dekh lo na. raat me mujhe doura padta hai mai nind me dar ke maare chillati hoon. yahan ka pani mujhpe asar kar gaya hai to mere sex drives bhi bahut badh gaye hai. kul milakar mai adhi din dukh se tadapti hoon aur adha din apni jism ki ye garmi se. mujhe jindagi me bahut paise, bahut aiso aaram ki chah nahi thi. chah thi to bas ek aisi jindagi ki jisme ek sahara mere saath ho. ek aisa aadmi mere saath ho jo mere dukh ko sukh ko sabko mere saath bate lekin dekho jindagi ko mujhe kya diya hai. tumhe pata hai kabhi kabhi lagta hai mai hi panauti hoon. jahan jati hoon bura samay suru ho jata hai. is gaav ko hi dekh lo. jab se mai is gaav me aayi hoon usi samay se yahan ye hakkem apni aiyassi suru kiya hai. iske pahle jo baba tha wo gaav walon ko thagta jarur tha lekin kisi ki ijjat ke saath nahi khelta tha.
mousi udas hote hue boli-na maa baap ka pyaar mila na bhai bahan ka pyaar mila. ummid thi pati ka pyaar milega wo bhi nahi mila. ab sochti hoon jindagi me kuch na kar saki to kam se kam in gaav walon ko hi kuch dukh se ajad kara pau. mera bdala bhi pura hoga gaav walon ka bhi bhala hoga aur kya pata isi bahane mujhe kuch sukoon mil jayega.
mousi ki baat sunkar mujhe bura lag raha tha.
mai kuch der socha fir bola-mousi mai ek baat bolun.
mousi boli-kya..
mai bola-mujhse shaadi kar lo.
mousi ye sunte hi boli-tu pagal ho gaya hai kya.
mai bola-mousi isme galat kya hai. aapko kabhi pati ka pyaar nahi mila. aap apne bachhe ke saath bhi kabhi nahi rah paye. mai bhi aapke bete jaisa hi hoon. mai aapko ek bete ka pati ka maa baap ka sabka pyaar dena chahta hoon. aapne aadhi jindagi dukh me gujar diya lekin mai chahta hoon aap baki ki jindagi khushi se bitaye.
mai fir bola-mousi mere taraf se koi jor jabarjasti nahi hai. agar aapko sahi lage to thik hai. kyunki mai aapko aur tadapte hue nahi dekh sakta.
meri baat sunkar mousi kisi soch me gum si ho gayi fir boli-mujhe sochne ke liye samay chahiye.
mai bola-bilkul mousi aap jitna samay lena chahte hai le lijiye 5 saal 10 saal 20 saal mai intejaar karunga.
mousi ek baar pyaar se mere taraf dekhi fir boli-ansh mujhe smaya chahiye.
mai bola-ji mousi.
fir mousi apne kamre me sone chali gayi.
mai bhi apne kamre me sone jaa hi raha tha ki bahar se koi humara darwaja bajaya.
mai jakar darwaja khola to dekha saamne wahi gaav wali aurat thi jo aaj hakeem ke pass gayi thi.
mai apna ghar lock kiya aur use lekar medical office me aa gaya.
mai dekha us aurat ko ya kahe ladki ko kyunki uski umra muskil se 20-22 ki rahi hogi.
mai bola-ji aapka naam kya hai.
wo boli-ji aarti.
aarti mujhse boli-aap bol rahe the aapke pass divya shakti hai to pahle aap mujhe kuch shakti dikhaiye.
mai bola-mai tumko shakti ek hi shirt pe dikhaunga aur wo shirt ye hai ki tum mere is shakti ke baare me kisi ko nahi bataoge. agar mujhe pata chal gaya ki tumne kisi ko bhi mere shakti ke baare me bataya hai tab mai tumhara ilaj nahi karunga.
aarti boli-thik hai.
mai bola-aarti apna haath do.
mai dekha aarti ke haath me kalai ke pass thoda sa jalne ka nisan tha.
mai aarti ko pucha-tumhare ghar me koun koun hai.
aarti boli-mai hoon meri saas hai aur mere pati hai.
mai muskuraya aur bola-dekho aarti mai apni shaktiyon se ye jaan paa raha hoon ki tumhri haath pe ye daag tumhare saas ne lagaya hai.
ye sunte hi aarti boli-isme kya baat hai koi bhi ye baat bata dega.
mai bola-nahi bata payega tumhare ghar me tumhara pati bhi to hai uspe bhi to shak jaa sakta hai. khair ek aur baat suno.
mai fir bola-tumhare yahan doodh ke pass ek til hai. aur suno tumhare kamar ke pass ek chota sa nisan hai.
mai bola-aur suno tum bahut dukhi rahti ho. tumhare ghar wale bahut garib hai. jabse tumhari shaadi yahan hui hai tum achhe se khush bhi nahi rah pati ho.
mai ye sab ek saas me bol diya fir bola-itna kaafi hai to thik hai. meri shaktiyan in chote mote kaamo ke liye nahi hai. tumhe meri shakti check karna tha isliye mai tumhe bol diya. agar tumhe lagta hai mai tumhara ilaj kar sakta hoon to thik hai nahi to tum apne ghar jaa sakti ho.
meri baat pe aarti boli-mujhe bharosa to hai lekin meri saas aur mere pati nahi manenge.
mai bola-achha batao dono me se kise manane se tumhara ilaj ho payega.
aarti do minut sochi fir boli-meri saas ko lekin wo manegi nahi ek number ki chudail hai.
mai aarti ko bola-tum chinta na karo. bas mujhe ye batao din ka koun sa samay hai jab tumhara pati ghar me nahi rahta hai aur tumhari saas aaram karti hai.
aarti do minut sochi fir boli-dophara ke 3 baje mera pati khet chale jate hai us samay meri saas ghar me aaram karti hai.
mai bola-thik hai kal dopahar 3 baje mai aaunga.
tumhara kaam ho jayega.
mai aarti ko bhej diya.