Kadir mere aane se bada khush tha aur wo mere se pata nahi kis kis din ki baat kar raha tha par meri nazar sirf aur srif aunty par thi.
Aur wo bhi mujhe bich bich main dekh leti to ya to main nazar jhuka leta ya aunty jhuka leti.
Par ye silsila chalta raha aur ek din nahi kai dino tak.
Wo is liye kyu ki main college ke baad kadir ke sath uske ghar aa jata aur wahi par apna lunch karta studies karta aur moka dekh kar aunty ko niharta rehta jo din b din mujhe aur khubsurat nazar aane lagi thi...
Ya kahu ki wo meri bajah se tyar bhi ho kar rehti iska indaza mujhe is baat se hua ki aksar kadir unse puchta ki kahi ja rahe ho kya ammi aur wo mana kar deti.
Is bajah se meri himmat bhadne lagi aur main moka dekh kar unki tarif kar deta to wo mujhe dekhti par kuch kehti nahi.
Kyu ki wo janti thi ki mere dil main unke liye kya hai.
Par kehte hai na sabar ka fal meetha hota hai..
To wo waqt bhi aya jab unke ghar tha aur aunty ko market jana tha to unhone kadir ko bola ki unke sath jaye aur main ghar par intzaar karu par tabhi kadir ke abbu ki call aai ki usse kisi unke kaam se urgent jana hai is liye wo waha chala gye aur kadir jate jate mujhe bol gya ki ammi ke sath main market chala jau
Andhe ko aur kya chahiye tha main turant unke sath jane ko tyar ho gya aur jab wo tyar ho kar aai to bata nahi sakta ki mujhe kya hua tha pagal ho gya tha

Par main kuch nahi bola
hum ab market ke liye ja rahe wo bhi meri bike par.
Aur ap log soch sakte ho ki mera kya haal hoga kyu ki meri fantasy meri bike par baithi thi
Par tabhi
Aunty_ hame market nahi jana hai
Main_ to kaha jana hai
Aunty- hum movie ja rahe hai
Ye sun kar maine bike ke break laga kar bike side ki aur unhe mud kar dekhne laga
Aunty_ kyu mere sath jane main problem hai kya
Main_ nahi nahi wo main
Aunty_ ab chale movie ka time ho raha hai
To maine bike start ki aur bhadi di aur apni kismat par yakin nahi ho taha tha ki main apni fantasy ke sath movie ja raha hu.