- 35
- 161
- 34
Thodi hi der main doctor room se bahar ata hain sab log doctor se puchte hain ki doctor sab kesa hain wo.
Doctor - wo ab thik hain. Kal un ko hosh ayega ap fr mil lena filhal mera kaam ho gya main jata hun.
Sameer- doctor sab ap kha ja rahe ho ajj yaha nahi rukna kya apne
Doctor - nahi Durrani se baat hogi hain meri us ne meri ticket Kara di hain chalo abh main chalta hun . Ap log vi aram kare.
Doctor ke jane ke baade sab log bhagwan ka shukr karte hain.
Or fr sab log Durrani ka wait karte hain. Par Durrani Aya nahi.
Agle din commissioner vi hospital ajata hain. Jab rajveer ko hosh ata hain. Sab log us se milne under jate hain. Or commissioner vi jata hain . Fr rajveer ko hospital ke vip room main shift kar deta hain. Sabhi rajveer ka halchal puchte hain par kisi ne avi tak Durrani ke bare main nahi bataya tha. Fr Ayushi tv on karti hain jo room main laga hua tha.
Achank sab chonk jate hain news sun kar. Jis main ata hain famous businessman rajveer chauhan par jaan leva hamle karwane Wale lago main se kuch logo ko kal rat kisi ne maar dia. Bataya jata sabhi logo ki body se un ka sir alag kar ke eksath rakha gya tha.
Filhal avi tak mastermind ka pta nahi chala hain.
Jab ya news sab sunte hain to harain rah jate hain. Or chouhan family samaj jati hain ki ya kaam Durrani na kia hain par Durrani hain kha par .
Tabhi room ka gate open hota hain white t shirt or dark blue pant sath hi ankho par black chashma laye Durrani ander ata hain. Jisa dekh kar sabhi log kho jate hain.
Or Durrani chal kar rajveer ke pass ata hain. Rajveer sab ki or dekhta hain jesa puchna chata ho ke ya kon hain.
Fr durrani bolta hain ke log muje Durrani kehta hain. Jab rajveer ya sunta hain to uth ne ki koshish karta hain par uth ni pata Sameer un ko lete rehna ke liye kehta hain.
Durrani vi bilkul pass jake beth jata hain.rajveer us gale lagata hain. Or rone lagta.
Durrani - rajveer chouhan main app ka beta nahi hu. Jo app esa ro rahe ho.app ka sirf ek beta or ek beti hain samjhe.
Main yaha par sirf kuch ahsan o ka badla dena aya hu samjhe app.
Jab sab ya sunte hain to hairan ho jate hain.
Jab ya baat megha or rajveer sunte