• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

mistyvixen

Shameless 😸
261
613
94
Sahi hai apni mom ka pahla kiss lips par.
Par ek baat mujhe pareshan kar rahi hai
Agar Nandini itni achhi aur tez fighter hai to kamar mein dard hona mushkil lagta hai
Karan ne apni mom ka task pura kar diya ek baar apni mom ko harane ka.
Karan ki sword Meher kaphi naught lagti hai.
Nandini ek magician hai...magic kar skte hai.... aise movement nhi hai itna
 
  • Like
Reactions: parkas

Deny the Devil

New Member
62
63
19
Chapter 9


VanRajya ke ek kamare mein raat ke andhre mein ek halki se roshini thi. Akansha bistar ke shahre apna haath rkhe apne paas khade Karan ko dekh rhe thi. Usne halke safed rang ke kameez pahene hue the jo uske shareer se chipak rhe the...

Image-20241028-235005

"Toh Karan samjhe maine jo tumhe...yahan ke chaaron Rajyon ke baarein mein bataya..."

Karan ne ek nazar uske laal honthon pe daale jo bolte waqt woh beech beech mein ek dusre se thoda sa ragadte thei..."haa....haan Mausi....lekin main kuch aur puchna chaata hoon..."

Akansha aage badhi aur Karan ke baaju pe ek ungli ferte hue bole, "puchooo....Karan...kya janana chata ho apne Mausssi....se"

Karan ne apna dhayan uske stano se fer ke woh jo bol rhe the usspe kiya, "mausssi...main sochta hoon ke Traas kitna takatvar hai...abhi mujhe kitne mehant karne hoge uska saamna karne ke liye..."

Akansha ke aankhon mein ek ghambirta aa gye, "Traas...yeh toh koi nhi janta Karan....lekin ye jaan lo ke Traas ke teen mukhya sevak hai...jinhe Kaal Raj aur Rani ke naam se jana jata hai...Tamasya, Vinashikaa aur MahaSharan. Aaj Tak bas ek baar Tamasya ne hi VanRaaj pe 180 saal pehle hamla kiya tha...aur...us waqt pura AnantPur milke bhi uska saamna nhi kar paa rha tha...tab agar Samantar Sanghon ne hamare madat nhi ke hote toh...shayad..."

"Maussi... Traas chahta toh aasne ke yahan sabkuch tabah kar skta hai...fir.."

Akansha ne uske baat beech mein kaate hue bole, "koi nhi janta...Traas kya chata hai...Traas agar AnantPur mein pravesh karta hai toh...iss duniya ka pura santulan bigad jayega..."

"Fir 180 saalon pehle...usne Tamasya ko kyu bheja tha?"

"Woh kise ko nhi pata Karan...lekin itna main pure dave ke saath bata skti hoon...ke woh AnantPur pe kabza karne ke liye toh nhi tha...Traas...ko kuch aur hi chaiye tha...tumhare Pitaji se..."

"Pitaji? 180 saal pehle...? Yeh kaise...ho skta hai! Mausi aap.... kitne" Karan Akansha se uske umar puchne wala tha...lekin fir ruk jata hai.

"Hm...Tumhari duniya ke hisab se...main agle saal 256 saal ke ho jaungi..."

Karan ko vishwas nhi ho rha tha yeh sunke...lekin ab usko in sab cheezon ke aadat pad chuke the...aakhir yahan ka samay dharti se alag chalta tha.

Akansha usse paas aaye, uske garam saanse uske bilkul naak ke paas, "toh ab tumhe Mausi budi lag rhe honge?"

Karan ne Akansha ke muh ke taraf dekha...fir neeche uske bade bade stan jo uske kameez mein bilkul tight chipke hue the...aur aankhen band karke lambi saan lein, "budi...aap hamari duniya mein...hote toh...aap ek SuperModel se kam nhi hote..."

"Yeh supermodel kya hote hai...hmmm?" Akansha ne jigyasa bhari aankhon se pucha...

Karan thoda has ke unhe smjhane laga.

***

"Toh main jaise bata rhe the...lekin ek azeeb baat bhi hai...pehle Traas ke keval do hi mukhyasevak the...lekin AnantPur pe kabja karne ke baad...ek naye KaalRani Vinashika bhi aa gye....koi nhi janta yeh kaise hua..."

Karan bas ab ghambirta se sab sun rha tha.

"Raja Dravya ne humein bataya tha...yeh Vinashika ne Kaalandar mein Tamasya ko hara ke Traas ke mukhyasevakon mein apna sthan haasil kiya..."

Karan janta tha yeh sab uske aur uske parivaar ke zindagi ka saaval tha, "aur... MahaSharan? Uske baarein mein kuch pata hai aapko?"

"Nhi Karan...lekin Raja Dravya ne bataya tha ke...MahaSharan Traas ka sabse pehla aur purana sevak hai...aur aajtak Kaalandar mein kise ne bhi usse lalkaarne ke koshish nhi ke.."

Karan ne apne muh par haath fera, yeh akela Traas hi kam tha kya...jo yeh nayi mushibat bhi aa gye.

***

Raat aur gehre ho gye, Akansha bistar se ute aur Karan ke gaal pe ek chota sa kiss kiya, "aaj ke liye itna bahut hai Karan...aage baad mein bataungi ab mujhe need aa rhe hai..." Usne ubasi lete hue apne haath upar kiye...jisse uske dono stan aapas mein takarte hue ubhar gye.

"Thee...thekk hai...Maussi..."

Aur fir Karan apne kashya ke taraf chal diya haath mein Samantar Sanghon ke kitab ko lie hue.

***

Whi dusri taraf Payal, Mukhya Salahkar Ajay ke saath RajMahal ke balcony mein khade hoke jaroori gustgu kar rhe the.

"RajKumari...abhi MahaRani Nandani ka kuch pata nhi chal paya hai...humein Karagrah ke jaanch ke toh...aisa laga ke jaise woh wahan se gayab hi ho gye ho..."

"Main janti...hoon Maa...jaadu jaanti hai lekin...Adrishiya hona fir bhi smbhav nhi hai..." Woh bagal mein mude aur Ajay ke taraf dekha..."tumne bola tha ke do bure khabar hai..."

Ajay ne Adar ke saath neeche sir jhukya, "Ji Rajkumari....dusri...ke Raat mein VanRajya ke seemaon pe NarBhediyon (Direwolves) ke sankhya badhte jaa rhe hai...aur unke hamare praja pe hamle bhi badhte jaa rhe hai..."

Payal ne gusse mein muthe band ke, woh janti thi yeh sab Kaljayi ke gayab hone ke wajah se ho rha tha.

Usne apne gusse ko control kiya aur Ajay ke taraf ghambirta se dekha, "dakhsin disha ke aadhe sena ko...purv ke seemaon par lagva do...aur baaki do senaon ko pure tarah se satark rhene ka aadesh diya jaye..."

Ajay ghutne ke bal neeche jukha, "jaisa aapka hukum... Rajkumari"

"Ek aur baat...main khud vyesh badal ke dekhna jaongi...jameen pe kya sthiti hai..."

"Par... Rajkumari...aapki suraksha..."

"Hukum ka palan ho" Payal ne drad awaaz mein bola.

Ajay ke aankhe band kar ke sir Haan mein jhukaya.

***

Raat mein andhera ghana tha aur Karan apne kashya mein uss kitab ko padhne mein laga hua tha...usse ankhon mein need kahan thi...

Tabhi darwaje se kise ke khatkhatne ke awaaz aaye.

Usne Jake darwaaja khola toh dekha ke uski Didi bahar khade thi...aur kuch pareshan lag rhe the.

1729477080578616-16

"Kya kar rhe the Karan...abhi tak soye nhi...itne raat ho gye...?"

Karan ne apne sir ke peeche haath rkhe fera...
"Kuch nhi di...bas woh...mausi ke mujhe kuch padhe ko diya hai...haa...aapko maa ke baarein mein kuch khabar mile?"

Karan ka chera dekh, Payal ne apna haathno se udaas hoke apne dono palke band ke, "Nhi Karan...abhi tak nhi...mujhe samjh nhi aa rha kya karun...maa jaise gayab hi ho gye...hai...main unse dhang se mile bhi mile bhi nhi aur unhe kaid bhi kar liya tha..." Payal ke aansu nikal aaye.

Karan ne yeh dekha toh usse bhi apne behan ke liye bura laga aur uske kandhe pe haath rkha jisse Payal ke sharir mein ek azeeb se anubhuti hue, "Di...ham milke dhudenge maa ko...chinta mat karo aap...yaad hai maa ne kaha tha ke unhe aape garv hai..."

Payal ne apne aansu poche aur Karan ne narm aankho mein dekha, "sukriya, Karan... main...kal... VanRajya mein..."

Payal kuch bol hi rhe the...ke uske dimag mein kuch aaya, "Karan kya tum mere saath kal VanRajya dekhne chaloge raat mein? Mujhe thoda kaam bhi hai...iss bahane main apne bhai ke saath bhi thoda waqt beeta loongi..."

Karan ne aasha se bhari apni badi behan ke chere ko dekha aur woh mana nhi kar paya.

"Ek aur baat Karan....Mausii agar tumhe yahan se baare mein sikha rhe hai toh...maine bhi Tay kiya hai main abse tumhe kshtr-kala sikhaungi...kyu seekhoge?"

"Di...main aapse puchne hi wala tha uske liye...mere paas ek talwaar bhi hai jo-" Karan ruk jata hai.

Payal ne uske kandhe pe haath rkha, "koi baat nhi Karan abhi bahut raat ho gye hai, baaki baat kal karenge"


***

VanRajya se 3250 km door...


Thanasala


Agle din

Dopahar

789510590965078176

Charon taraf rait se bhare reigistan...mein ThanaSala ka RajMahal garv ke saath khada tha uske...gaarvit itihaas ka prateet.

Lekin RajMahal ke andar ke deewarein keval logon ke cheekene se goonj rhe thein.

"Rakshon (guards)... Rajkumari Vaani ke rakhsa karo...unhe jadli Jadui bhulbhaiya mein le jao..."

"Nhiiiiii....main aapko chord ke nhi jaungi maa..." RajKumari Vaani apne Maa Rani Nidhi ke haath se chipat ke chilaye.

"Mere bache tumhe...yahan se jana hoga...main tumhe Traas ke sena ke haathon nhi lagne de skti..."

"Maa...aap bhi chaliye mere saath..."

"Nhi...Vaani...main agar main tumahre saath chale gye toh...Mere Sena ka manobal tut jayega...bina unke Rani ke...tumhe akele hi-" Nidhi ke aansu fut gye aur usne paas mein khade ek rakshak ko halka sa isara kiya...

Rakshak ne dhere se Vaani ke sir bhi vaar karke usse behosh kar diya, "Ab Rajkumari ke suraksha tumhare jimedari hai...Vidut"

Vidut, Thansala ka sabse takatvar Rakshak tha...aur MahaRani Nidhi ke surkhasha bhi whi smbhalta tha, "Aap fikr mar kijye... MahaRani...mere hote Thansala ka kabhi ant nhi ho skta..."

Nidhi ke Vidut ke kandhe pe haath rkha, "Dhanyavaad, Vidut...tumhare eshan ThanaSala kabhi nhi bhoolega..."

Vidut ne ek baar aakhiri baar MahaRani Nidhi ko dekha...jisske usne Puri zindagi suraksha dekhe the...lekin Traas ke Sena ke aage ab usse unhe aise hi chord ke jana pad rha tha...

"MahaRani main...inse lad skta hoon...aap agya dijiye...main aapko kuch nhi hone dunga..."

Nidhi thode se mushkure...aur Vidhut ko apne peeche aane ka aadesh diya.

***

Nidhi, Vidhut ke saath RajMahal ke balcony mein khade the..
Saamne Traas ke Anant Sena thi...jo kie aisa lag rha rha ke jaise pure registan pe fail gye ho.

IMG-20241028-174617

Nidhi ne aascharya mein khade Vidut ke taraf dekha, "ab bolo Vidut...kya tum akele sab ko bacha paoge..."

Vidut ne gusse mein apne haath balcony ke railing pe maare, "mujhe maanf kar dijiye MahaRani..."

Nidhi ne ek lambi saans le, "Vidut jaldi se Rajkumari Vaani ko jadui Bhulbhulaiya mein le jao...aur wahan ke rakhsason se uske raksha ab tumhare jimedari hai..."

Vidut ne saamne khadi vishaal sena ke taraf dekha, "aapke hukum ka palan hoga...MahaRani."

***

RajMajal ke neeche yudh ka maidaan dhool aur mitti se bhara hua tha...ThanaSala ke sainik apne pure takat se lad rhe the...tapti Suraj ke garme aur chaaron taraf faile khoon kharabe ke beech.

"Apne jagah khade rhooo! Aage mat badhne do inn Rakshason ko...." Yudhsthal ke beech ek ThanaSala ke sena ka ek mukhiya apne pure Jaan se lad rha tha uska.

789514400601123526

NarBhediyon ke awaaz pure reigistan mein gooj rhe the. Thanasala ke siphayon ne apne thodi himmat bandhi aur naare lagane lage.

***

Thode der baad... NarBhediyon ke sena mein se ek bhediya aage...usse panje aur paine daant pure tarah se Thansala ke siphayon ke khoon se sane hue...baaki bhediye taraf mude aur usko rashta dene ke liye bagal mein ho gye...

789512978966927243

Uss sena Pramukh ne peeche mudne se mana kar diya aur jor se chilaya, "Thansala ke sainik kabhi nhi bhaagene....apne MahaRani ke surkhasha karo!"

Aur woh uss bhediyon ke mukhiya ke taraf dhada....yeh dekhe...baaki ThanaSala ke sainik mein bhi thoda josh aaya aur hathiyaron ke takarne ke awaaz aur tez ho gye.


NarBhediyon ke mukhiye ne puri furti se ek panja Uss aadmi ke mara, lekin woh aadmi neeche jhuka aur uske talwar uske kawach ko chute hue nikal gye... isse uss bhediya ka gussa aur badh gaya.

Bhediye ne fir se iss baar hamla uske sir pe kiya lekin...aadmi ne pure takat se apne dhaal se uske vaar ko roka aur mauka milte hi uske pairon par pure jaan laga ke vaar kiya.

Bhediye ke muh mein se ek dard bhari cheekh nikle lekin...gusse mein usne turant uss aadmi ko laat maare...aur woh aadmi jameen pe neeche gir gaya.

Behdiye ne mauka dekhte hi..uske upar apne paine jabdon se hamla kar diya...lekin woh aadmi gol ghumke bagal mein ho gya aur uske gardan ke peeche se apne talwaar aar paar nikal de.

Bhediyon ke mukhiya ka khoon se neeche ke rait laal pad gaye...aur woh bilakhte hue neeche gir gaya.

Jab aas paas ke ThanaSala ke sainikon ne yeh dekha toh unke andar ke naye urja bhar gye, "hum Bach skte hai...apni pure takat se ladoooo!" Sainkon ke tolion mein naare lagne lage.

***

Yudhsthal se thodi hi dur pe...ek aurat reigistan ke tapti dhoop mein khadi thi...maano ke uske aankhe yudhsthal se aage bhi dekh skte hon aur yeh sab dekh rhe the.

Image-20241028-152544

"Manoranjan ka samay samapt ho gaya Agrahak..." uske peeche hi ek daanav neeche jhuka hua tha...jaise ke uss aurat ke paas hone se hi uske andar darr ke ek leher se beh rhi thi.

"Ab main aur intezar nhi kar skte" uske awaaz itne bhayank ek har ek shabd se Agrahak jaise kaanp rha ho..

"Mujhe kshama kar dijiye....KaalRaani...main khud jaata hoon ab-"

789524579673493189-1

Woh kuch nhi bolte bas chup chap yudhsthal ke aur dekhte rhete hai...jaise ke uske aankein aage kya hone wala tha yeh bhi jaanti ho.

"Kya in bhedion ko zinda chordna hai... KaalRaani?" Aghrak ne bahut hi dabe awaaz mein pucha.

"Mujhe nhi pata, Agrahak...lekin mere Manoranjan ka samay samapt ho gya hai..." Usne fir yeh baar aasman mein chamak rhe vishaal Suraj ke sthithi baanpte hue kaha, "tumahre paas 5 min hai...agar mujhe usse jayda intezar karna pada toh...tumhara dil mein khud apne haathon se cheerunge..." Uske chehre pe ek dust muskurahat aa gye.

Agrahak ke muh se ek choti se dar bhari hasi nikle, "jaisa aapka hukum, KaalRaani."
Uske ang lambe hote gae, uske mansapeshiyan usake dvara pahane gae kaale kavach ke neeche ubhare hue theen aur vichitr roop se khinchate gein.

Akhirakar Vinashika ne apana sir thoda ghumaya, usakee nigahon mein ek gaharee santushti thi agrahak ke parivartan ko dekhe.


"Jao, Agrahak"

***

Dusre aur yud ke maidan mein ek sainik chilaya, "hum yeh kar skte hai...hum inko hara skte hai..." Usne apne saathi ke taraf dekha jo ki uske Bal haath rkhe khada tha usne taang jkhmi hone ke karan.


Lekin tabhi thodi dur se ek dusre sainik ke cheekne ke awaaz aaye, jaise ke pure Sainikon ke joshele awaaz ko kaatte hue, "wo....oh! Udaar....dekho....woh wahan...uss sadak pe kya...hai"

Sabhi ek sir mano ek saath uss disha ke aur ghume, aur unke aankein darr ke chaude hi gyein...dubte Suraj ke aage Agrahak ke chaiya ko dekhkar jiske muh par ek dusht ksim ke mushkurahat chaye hue the.

IMG-20241028-210047

Ek Sainik apna sir pakad ke neeche baith gya, "yeh...nhi ho...skta..." Usko dekh ke paas pe khade saare sainikon ke bhi himmat tut gye.

Jaise hi Agrahak ne apna kadam teeze se aage badhaye maano jameen hilne lagi...jaise hi uska vishaal sharir dhundla hua...pure maidaan mein ek kaali lakir se fail gye... sainikon ke bhagne ke prayas se pehle hi.

Aage khade hue saink sukhe pati ke tarah bikhar gye... Aghrak ke nukele panjon ke aage ...aur reigistan mein jaise bikre khoon aur hathiyaaron ke lakir ban gye.

"Bhaagooo! Apne jaan bachaooo!" sab milke chila rhe the...lekin Agrahak ke pairon ne neeche na jane kitne hi second mein dabte jaa rhe the.

ThanaSala ke sainikon mein jaise dar se lakua maar Gaya hoo...unko apne bhaagne ke saare prayash ab vayarth lag rhe the.


Agrahak ne apna narshimar jaara rakha, ThanaSala ke bache ko sainikon ko maut ke need sulate hue. Agrahak bhi janta tha yeh uski jaan bhi khatre mein hai.

***

Agahrak khoon se sane reigistan mein akela khada hua tha...uske chati mein Charon taraf bhediyon aur aadmiyon ke tabahii ko dekhe ek alag shantusti thi.

Usne suraj ke stithi se samay ka anuman lagaya, aur fir ThanaSala ke vishaal RajMahal ke taraf dekha jiske parchaye pure yudsthal ko dhak rhe the, "abhi bhi 2 min hai..." Aur uske chehre mein ek kroor mushkurahat aa gye.

"In...aakhri 2 minton ko kyu...barbaad kiya jaaye...Main KaalRaani ko prasan kar dunga...inke garv ke tabhai dikhake"


***

Thanasala ke RajMahal ke Singhsan kash mein...jahan pehle kabhi Darbaar lagta tha aur jahan se ThanaSala ke Rani ka hukum chalta tha...wahan ab bas Charon taraf tabahi ka naksha tha....

Agrahak ke muthe mein MahaRani Nidhi thi...jisse woh muh ke saamne rkh ke dekh rha tha...

"Chord do MahaRani ho...Rakshas! Main kheta hoon chordo" neeche se ek awaaz aa rhe the.

Agrahak ne apna pair uthya aur usse apne pairon ke neeche kuchl diya jisse usska khoon aur kavach dono hi reet me mil gaye.

Nidhi ne apna pure jadu se uske haathon se nikalne ka prayaas kiya, lekin saare vayarth jaa rhe the.

Nidhi ne apne aankhe band kar le...isse apna antim waqt Maan ke...tabhi Agrahak ke sharir mein ek dar ke leher daud gyi...."bas bahut hua Agrahak...."

"Kaal...Raani...maine socha tha ke main aapko prasan karu..." Aghrak neeche juka aur apni Raani ko pranam kiya Nidhi ko jameen pe chord ke..

Nidhi ne Vinaksha ke taraf dekha aur KaalRaani ka naam sunke woh samjh gye yeh kon hai, par maut ke darr se woh bhi uske aage gidgidane lage, "hey KalRaani mujhpe daya karein"

Vinashika ke muh par ek shaintani muskurahat aaye aur woh boli, "Tum Bach skte ho...MahaRani Nidhi...lekin tumhe Mera ek chota sa echa pure karne hoge..." Usne apna sir thoda sa teda karke Nidhi ke hothon ke taraf dekha.

"Mere hothon ko chumna hoga..."

Nidhi ka chera jaise safed pad gaya tha...usne paas mein jhuke hue Aghrak ke taraf dekha aur fir Vinsahka ke aur...apne Aatsaaman gatakte hue woh aage badhi.

Vinaksha ke hothon se apne hoth bidha die...yeh sochte hue ke isse hi usse mukti milne wale hai. Jaise hi dono ke hoth mile...Nidhi ka sharir pure tarah thanda pad gaya aur uska khoon jam gaya...uske pure chamdi sukhne lagi...aur uska sharir ke keval hadiyan uske aaslisan kapdon mein neeche gir pade.

Paas mein Agrahak darr se kaanp rha tha, uss jaise bahaynak Rakshas ke liye bhi yeh sab bahut jyada kroor tha.

"Main tumse prasann hoon, Agrahak"

"Dhanya-vad! Dhanya-vad... KaalRaani Vinashika..."

***

Vinashika thodi der tak ThanaSala ke RajMahal ke toote deewaron ko nihaar rhe the...jaise usse pehle se hi uske tabahi ka pata ho.

Image-20241028-152737

"Hey KalRaani ab iss Rajya ke tabahi ke baad...ab kiss Rajya ko aap ke dharsan ka subhawasar diya jaye..." Aghrak ne dabe hue awaz mein pucha.

Vinsahka ne kuch der socha, fir muskurate hue bole, "VanRajya"

Agrahuk ke jameen pe sir rkha, "Jo agya...KaalRani...
VanRajya aapi chaya mein dub jayega..."
Nice writing. Accha likha hai. Sabdo ka chayan aur name thoda hatke tha aur badhiya.
Accha laga padhke.
 

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
40,263
102,195
304
Shandar jabardast super faddu update 👌 👌
 

dhalchandarun

Everything in the world will come to end one day.
3,054
6,017
144
Chapter 6


Teen din beet chuke the Karan aur Nandani lagatar VanRajya ke taraf badhte jaa rhe the.

"Mom, vahan dur pe mujhe kuch ghar jaise dhikaye de rhe hai" Karan ko akhirkaar kuch naya dikha pure jangal ke haryaali mein.

"Ha...ab hum VanRajya ke bahut paas hone chaiye...mujhe kaye saal ho gye yahan aaye hue...nhi toh mujhe yaad rheta..." Nandani ne apne haath thodi pe rkhte hue sochkar bole.

***

Aakhirkaar woh VanRajya ke seemaon pe pahunch jaate hai..

1729477545676156-0

Nandani ke purani yaadein wapas aane lagte hai...kitne hi saal usne yahan bitaye the apni pati ke saath...lekin ab woh toh nhi the lekin yeh jagah abhi bhi vaise hi thi...kuch badla nhi tha.

Whi jameen ke khushbu, whi logon mein uthasa...aur whi baazaaron mein chechehat.
Uske behan ne ache se VanRajya ko sambhal rkha tha.

"Mom, ab khadi hi rhoge? Main Mausi aur Didi se jaldi se jaldi milna chata hoon..." Karna ko lekin inn sab se kahan koi matlab tha.

"Ha baba...bas dekh rhe the ke sab...pehle jaisa hi hai...kuch nhi badla...kitna sukoon milta hai yahan aake..."

***

Woh aage badhne lagte hai...saamne baazaar hota hai...jahan dukandaar apne apne din ke kaam mein vaysth the.

Koi wahan fal bek rha tha, koi ran birange kapde, koi kahne ke liye tarah tarah ke swadist bhojan. Chaaron taraf ke alag ke mehek the jo ke aam taaur pe shaher ke baazaaron mein nhi hote.

Chalte chalte unke Nazar ke Kumhar ke dukan pe padi...uske Aas paas bache ball se khel rhe the.

Anjaane mein bachon se woh ball us kumhar ke matkon pe lag jate hai aur woh sab bache daar ke wahan se nau do gayrah ho jate hai.

"Areee....satyanash ho tumahra...mere pure din ke mehant barbad kar de...chote Rakshon..." Woh gusse mein uth kar jameen pe apne pair marta hai.

"Dikh mat jana kahin... mujhe tum aaj ke baad...nhi toh tumhare khair nhi...shetan kahin ke...yhi aake khelenge..."

Nandani ne dekha ke woh kumhar bahut gusse mein tha...akhir ho bhi kyu Naa.

Woh uske dukan ke paas jate hai aur aur ek chote se plate ke upar haath ferkar uske nakashi ke bhaanpne lagte hai...

Fir woh Karan ke taraf mud ke bolte hai.

1729477506700572-1


"Karan...mujhe yeh nakashi bahut pasand aayi...humein iss aadmi ke madad karne chaiye..."

Karan toh bas apne mom ko hi dekh rha tha, akhir koi aadmi dil ka itna saaf kaisa ho skta tha...upar se itne sundar...unke woh peeth pe girte hue lambe lambe baal aur fir neeche...

Karan ne apne aankhe ek baar band karke...mom ke baat pe dhayan fera.

"Par...mom?!"

"Par kya Karan...main yahan ke Rani hoon...main nhi chati ke mere Rajya mein koi bhi aadmi jo mehant kare uske nuskan ho..." Nanandi wahan aake...apne jimedarion bhi smjhte the.

"Madam...aap kuch lena chahenge mere choti se dukan se?" Kumhar ne jaldi se apna dhayan apne naye customer ke taraf kiya...jo ho gaya tha uske baare mein woh kuch kar bhi nhi skta tha.

"Ha...tumhari nakashi mujhe bahut pasand aaye..."

"Sukhuriya, madam..." Kumhar ke jhukar aabhar vayt kiya.

"Lekin...main kuch lungi....nhi..."

"Kyu...madam...aap-"

"Mere tumhare nuskan ka pura bharapya karungi...lekin bas un bachon ko badmein jayda mat datna..." Nandani ne uss gali ke taraf jhankte hue dekha jahan woh bache bhage the.

"Madaaam! Aap...yeh sab..."

Karan aage badhta hai aur kumhar ke kandhe par haath rkhar bolta hai, "Jayda mat socho...inhe tumara kaam bahut pasand aaya...aur yeh Raj gharane se hai toh tumhe pasie ke baarein mein bhi chinta karne ke koi jarurat nhi..."

Woh aadmi neeche jhukar unhe sukhuriya bolta hai, "Aap dono log bahut hi nek hai...bhagawan aapka bhala kare..."

Nandani wahan ke pehle Maharani thi lekin...har koi aam Aadmi thodi janta tha ke unke Maharani kaise dikhte hai...isliye aam janta ka unhe naa pehchana jayaz tha.

"Tumhara naam kya hai...dost..." Karan ne uske kandhe pe thapi dete hue pucha.

"Harish...Sahab"

Nanandi aage badhi aur fir boli, "Acha Harish...tum humein RajMahal ka rasta dikha skte ho...main yahan pe bahut din baad aayi hoon toh mujhe pata nhi ki yahan kya kya badal gya hai..."

Harish ko toh bas ek mauka mil gya tha kisi ka thoda sa ehsaan chukane ka, "Jii...bilkul...kyu nhi....aapko pata nhi hoga main kuch matke RajMahal ke liye bhi banata hoon...aur mahine mein ek baar wahan bechne jaata hoon...mujhe ache se pata hai wahan ka rasta..."

Karan, Nandani ke taraf dekhta hai aur muskura jata hai...unke aage ka raasta saaf tha.

***

Kumhar apni patni ko dukan sambhalne ke liye bolkar wahan se chal deta hai...Karan aur Nadnani ko rasta dikhane, Nandani ka dhyan raaste se jayda apni praja ke haal chaal pe tha.

Kuch der baad woh...logon ke bheed kam hone lag jaate hai...matlab ke woh Mahal ke paas pahuch rhe the.

***

"Hum... pahuch gye sahab...yhi hai -"
Harish ne peeche mudkar unko bataya.

Nandini ke aankhe Mahal ke gate par padein jo abhi din tha iss khula hua tha chaaron taraf se pedon se dhaka hua...jaise ke VanRajya ka Mahal hona chaiye.

1729477475171456-2

"Karan...tujhe bata nhi skti main yahan vapas aake kitne khush hoon..." Nandani ke aankhon mein santosh tha.

"Mom...main smjh skta hoon...ghar wapas aane ke feeling alag hi hote hai..."

Nandani, Harish ke taraf mudi aur bole, "bahut badhiya Harish...tumne hamari bahut madad ke hai...andar aao...tumhe tumahra inaam yhi milega.

***

Woh gate ke paas jaate, hai toh wahan pe do Guards khade hote hai.

"Are...kahan gusse chale aa rhe ho? Dikh nhi rha yeh RajMahal hai..." Ek lambe se guard ne chaukana hote hue kaha.

"Apni pehchan batao...nhi toh wapas chale jao...agar apni salamati chate ho toh..."

"Tum jante bhi ho tumhare saamne kon khada hai..." Karnan ne Nandini ke taraf dekhte hue kaha.

***

"Kya ho rha hai yahan...itna shor kyu macha rha hai...main gate pe" ek aadmi kaale kapdon mein dheere dheere chalta hua aaya.

Guards usko dekhte hi darr gye aur neeche jhuke use pranam karne lage, "Mukhya Salahkar sahab....hum in dono ajnabyeon ko yahan se kab se jaane ke liye bol rhe hai par...yeh zid pe ade hue hai andar aane ke liye..." Lambe Guard ne aankhe Karan aur Nandani ke taraf ishara karte hue kaha.

Salahkar pehle toh thodi der unhe ache se dekhta hai aur fir uske aaschairya ke karan uske aanke bade ho jate hai aur woh jaldi se neeche jhuk jata hai, "Maharani Nandani ko...yeh chota se gulam Salahkar Ajay ka pranam..."

Yeh sab dekhke guards bhi dang re jate hai...unhe bhi kuch smjh nhi aa rha tha...unke Rani ko apni kashya mein thi andar fir yeh dusri Raani kon the aur yeh Salahkar sahab kya kar rhe the, "sahab...hamari Rani toh apni kash mein hai...yeh kon?"

"Chup kar Bewakoof tere himmat kaise hue...MahaRani Nandani ke andar aane se rokne ke..." Ajay ne uss guard ke collar pakad ke gusse mein kaha.

"Sah...ab mujhe maanf kar do..."

Nadnani aage badhi aur bole, "Salahkar Ajay...ab tum mukhya Salahkar ho?"

"Ji... Maharani" Ajay ne sir jhuka ke jawab diya.

"Toh fir iss guard ko jane do...woh bas apna kaam kar rha tha..."

Ajay ek baar gusse mein un dono Guards ke taraf dekhta hai, "tumhari kismat ache hai jo Maharani ne tumhe maanf kar diya nhi toh..."

"Bas Ajay" Nandani ne usse rukne ke liya kaha.

"Jo hukum... Maharani"

Wahan saath mein kumhar khada tha uske toh hosh pehle hi udd chuke the...usko kya pata tha ki woh VanRajya ke asli Rani honge, woh yhi soch rha tha...ki raaste mein uske bartav mein koi chuk toh nhi ho gye.

"Mahasalahkar....main chate hoon ke tum iss kumhar ko jitna yeh chahe utna dhan de do..."

Ajay ne peeche khade Kumhar ke taraf dekha aur sir ha mein hilaya.

***

Sab kuch nipat jaane ke baad.

"Maharani aap ke aaram ka bandost main karva deta hoon...aur Rani Aakansha ko bhi suchit kar diya jayega...aap bas andar chaliye aur aaram kijiye..." Uska dhyan peeche khade Karan pe gaya...."Gusthakhi maanf kare...par yeh aapke saath kon hai..."

Nadnani ne Karan ke taraf ke baar Nazar phere, "yeh yahan ke hone wale bhavishya ke MahaRaj hai..."

Ajay thodi der kuch smjta hai, "Rajkumaa-r Karaa-n? Aap Rajkumar Karan hain..."

Karan ko toh yeh koi filmy drama sa lag rha rha...lekin fir bhi usne ha mein sir hilaya.

Ajay janta tha ke YuvRaj ke ahmiyat MahaRani se bhi kayi Jayda thi, isliye woh pairon pe neeche gir kar maafi maange lagta hai, "mujhe maaf kar dijiye YuvRaj main aapko pehchan nhi paaya..."


"Bahut drama kar rha hai...yahan se wapas chalte hai massster" man mein Meher ke aawaz aaye jo peeth se bandhe hue the.

"Pehle baar tumhari baat se main pure tarah sehmat hoon...Meher" Karan man hi man hasa.


"Hmhf...."

Karan ne Ajay ko kandhon se pakad se khada kiya, "woh sab jaane do... Salahkar sahab....mujhe kisse se milna hai pehle..."

"Aap boliye...Yuvraj...koi bhi ho turant aapki seva mein pesh kar diya jaayega..." Ajay ne turant jawab diya.

"Acha.... suno pehele...ke batao mere badi behen kahan hai..." Karan ne Nandani ke taraf dekha aur woh thoda sa muskura di.

***

Karan aur Nandani, Ajay ke peeche peeche chal rhe the...

Thodi der baad woh ek room ke paas pahunch jaate hai jiske gate band the...

Ajay bola, "Yahi hai...Rajkumari Payal ka kashya..."

Nandani ne ek lambi saans le...aur man mein socha, "kitni badi ho gye ho gi mere bachi...tumahra maa...ne tumhe kitne chote se thi jab tumhe akela chord ke jana pada tha...main maanfi ke bhi kaabil nhi hoon..."

Lekin Karan ke andar ek alag hi bechani thi woh sidhe jaakar darwaaje pe dastak dene laga.

Thodi der baad darwaja khula aur ek ladki usmein se bahar nikli...jisse Karan dekhte hi mand mukht ho gaya...woh love at first sight mein aajtak vishwas nhi karta tha lekin aaj jab usne apni badi behan ko dekha...toh bas khada reh gaya.

1729477410644214-4

Payal ne thodi der un dono ke taraf dekha aur fir, Ajay se bole, "Salahkar Sahab....kon hai yeh..."

Ajay ne unke taraf haath se ishara karte hue kaha, "yeh hai aapki Maa Maharani Nandani aur woh...-"

Itna woh bol hi rha tha ke Payal bhag ke aaye aur Nandani ke gale lag gye, "Maaaaa? Aap mere maa ho....toh fir itne saal tak mujhe kyu..."

Nadnani ke bhi aansu nikal aaye, "mujhe maanf kar do mere bache...main kabhi tumhe chord ke nhi jaana chalte the..."

"Nhi..maa...aapki galti nhi hai...kuch...mujhe sab pata hai...Mausi ne mujhe sab bata diya aapne aisa kyu kiya...par ab aap kabhi kahin mat jana..."

"Nhi...kahin nhi jaaungi...bete..." Nandani uss pal mein hi kho gye the...

Karan dono ko khade hue dekh rha tha...usne aaj pehle baar apne mom ko itna kush dekha tha. Itne saal tak uske wajah se uski badi behan ko apni mom se dur rehna pada..yeh baat uske man mein baar baar chub rhe the.

Payal thoda peeche hati aur boli aur Karan ke taraf mudi, "Kara..n? Tum mere chote bhai hi ho naa.."

"Ha ....di..di" Karan ko pehle baar is sabd ke value samjh aa rhe the...aur bolne mein bhi bahut bhari lag rha tha.

Payal uske paas gye aur baalon mein haath ferte hue bole, "Itna bada kab ho gaya tu..? Main bhi maa aur tere saath hi bachpan mein jana chate the..lekin keval do hi log dusri duniya mein jaa skte the uss hawan ke jariye..."

Karan thoda muskuraya, "di aaj se pehle main sochta tha ke Mera koi bhai behan nhi hai...aaj aap mil gaye ho inta hi bahut hai..."

"Achaa...itni samjhdaar bhi hai tu...." Payal bhi has di.


***

Thode der aise hi baith ke baat karne ke baad Nandani kaam ke baat puchti hai, "Payal bete, tumahre Mausi kahan hai humein jaldi unse milna hoga...ab hum Traas ke khilaf chup nhi baithange..."

Payal ne Traas ka naam sunke thoda ghambirta se socha....aur fir khadhi hue aur ek lambi saans le, "Maa....jaisa aap chahe aaye mere peeche main app dono ko Mausi ke paas le chalun..."

"Theek" Nandani ne bhi shmati mein palke japhkaaein.

***

Karan aur Nandani, Payal ke peeche chalte chalte aur ek bade se baramade mein pahuch jaate hai jo ki chaaron taraf se Mahal ke deewaron se ghira hua tha.

Payal wahan ruk jati hai aur unke taraf peeche mudke dekhti hai ek baar.

1729477374674175-5

"Yahan kyu ruk gyi...dii...Mausi kahan hai..."

Nandani apne chaaron aur dekhte hai.


"Guaaards!! Bandhe bana lo inhe..." Payal chilate hue chaaron taraf khade Guards ko hukum dete hai.

Nandini aur Karan chauk jate hai yeh sab dekhar,


Karan....ke taraf dekhar usse puchta hai "di...aap yeh kya kar rhe ho...?"
Kya ye uski jagah par kaun sa gaya jo dono ko bandi banana chahta hai??

Bacche to hote hain hi Masti karne ke liye jisne kumhar ke ghada phod Diya!!

Kya ye uski bahan Payal nahi hai!!!?
 

dhalchandarun

Everything in the world will come to end one day.
3,054
6,017
144
Chapter 7


VanRajya ke ek karagrah ke andar....chaaron taraf andhera tha..aur pathar ke deewaron mein daarerein pade hue the jaise ke...jo ke jaise wahan band kaidiyon ko batate the ke unke paas bachne ke koi umeed nhi hai.

1729477330224468-7

Karan khada hua aur Nandani se bola, "Mom...chaihe yeh duniya kitne bhi mere liye nayi ho lekin mujhe ab tak sab smjh aa rha tha....par jo Di ne kiya...woh-"

Nadnani wahan paas mein baithe aankhe band kar ke sab kuch smjhne ke koshish kar rhe the...aakhir usse itne badi galti kaise ho gye....abhi tak usne pehchan ache se chupayi the...lekin shayd apne bete se itne din baad Milne ke Josh mein usne apne dimag ko apne dil pe haavi hone kaise Diya.

"Karan, mujhe bhi kuch smjh nhi aa rha...lekin VanRajya mein kuch toh bahut galat hai...sab kuch pehle jaisa bilkul nhi hai..."

Usne paas mein padi Nandani ke jadui chadi ko dekha, "Mooom? Kya aap apne jadu se humein yahan se bahar nhi nikal skte...?" Usko laga jaise ke shayd Guards unse unke hathiyaar lena bhul gye.

Nandani ne ek lambe ghere saans le, "Nikal toh skte hu...lekin abhi mujhmein purane jaise takat nhi...aur uske baad Guards ka saamna karna bahut mushkil hoga mere liye..."

"Mom woh Guards ko main-" Karan yeh bolne hi wala hota hai tabhi Meher ke awaaz aati hai.

"Nhi...Massster...main mehsoos kar skte Manusuyon aur Rakshon ke andar ke shakti ko...aap abhi mushkil se 4-5 ka saamna kar paoge...lekin kya aap apne mom ko musibat mein daalne chaoge?"

Karan ne ek baar jail ke bahar ke taraf dekha...wahan kamse se kamse 20 se jayda guards khade the...aur woh smjh gaya ke uska yeh plan toh kabhi kaam karne wala nhi hai...aakhir mein woh bhi thak ke neeche baith jata hai...kya uska iss duniya mein itna hi role tha?

***

Thode der baad Nandani ne apne chadi nikali aur usmein hare rang ke roshini niklne lagi...
"Mom, yeh aap kya kar rhe ho...?"

"Batati hoon...mujhe thoda dhayan lagane do bas" Nadnani ko pure dhayan ke jaroot thi.

Karan bhi smjh jata hai aur haan mein sir hila ke chup chup dekhne lag jata hai.

Kuch der baad...

"Massster...aapki mom kamaal ke hai..." Beech mein achanak se Meher ke awaaz aaye.

"Woh toh mujhe pata hai...lekin abhi mazak ka waqt nhi...yahan meri story chalu hone se phele hi khtm hone wali hai..." Karan ne man hi man Meher ho danta.

"Aree...suno toh sahi...iss baar mazak nhi kar rhe main hmpf"

"Acha batao kya hai fir..." Karan ne bhi pehle baar Meher ko itna serious dekha tha.

"Woh jante ho kiss cheez ka naksha hai..jo aapki mom ne neeche banaya hai..."

Karan ne dhayan se neeche ke taraf lekin, "hmm..."

ACHANAK se usko sab smjh aane laga aur woh khusi ke maare khada ho gya, "Meher...yeh toh...mujhe thoda bahut yaad hai...aise hi toh humein iss jagah pe laya gaya tha..."

"Hehe ab smjhe massster.... bilkul shi" Meher has ke boli.

Nandani ne chadi neeche rakhe aur fir kadhi hue, "Karan yeh neeche maine jo naksha banaya hai woh-" Nandani aage bolne hi wali the ke Karan ne usne rok.

IMG-20241025-110337

"Mom...yeh whi rasta hai naa...jaise humein yahan andar laya gaya tha...haina?"

Nandani thodi se muskuraye, "Kya baat hai Karan yahan aake bahut tez ho gya hai...ha whi hai"

"Haha...mom lekin aapke aage kuch nhi...aapne ek baar dekh kar hi pura rasta yaad kar liya..." Karan thoda sharmate hue bola.

"Hmpf...gande massster...mera credit le rhe ho...kuch toh sharam karo..." Meher se raha nhi gaya bina bole.

Karan apne daant bheech leta hai aur aur apne mom ko dekhte hue muskurane ka natak karta hai, "Meher ke bachchi...."

***

"Mom, ab humein aage kya karna hai..." Karan bhi aage ka plan jaane ke liye utsuk tha aakhir map bana lene se thodi hi ho bahar pahunch jane wale the...20 guards toh unke saamne hi the...aur bahar ke suraksha ke intezaam toh aur bhi kade the.

Nandani aage ka plan soch hi rhe the...tabhi bahar se kisi ke aurat ke payal ke awaz aaye aur woh chup ho jate hai. Karan bhi chup chap uske mom ke saath neeche baith jate hai.

Jail ka gate khula aur uss aurat ne andar pravesh Kia.

Karan use dekh ke gusse mein bola, "Diii...ab kyu yahan aaye ho chali jao...yahn se...apne hi maa aur bhai ko kaise kaid kar skte ho aap?!"

"Karan...meri baat toh suno..." Payal ne uske aage neeche jhukar vinti ke.

Nandini smjh gyi kuch toh gadbad hai usne Karan ke kandhe pe haath rkhar bola, "Karan humein iske pure baat sunne chahiye" aakhir thi bhi thi woh Payal ke mom hi.

"Theek hai..." Karan ne Payal ke taraf dekhte hue haa mein sir hilaya.

Nandani thoda haskar boli, "kya tumhe tumhari maa...koi behrupya lagi? Payal..."

Payal ke Nadnani ke haath pakad liye, "Nhi...mom...main toh dekhte hi smjh gye the ki aap hi ho...main logon ke aankhe dekh ke pehchan skti hoon kon asli hai...aur aapke aankhein main kaise bhul skti the...bachpan se..."

Nanandi ke man mein bhi thodi khushi milte hai yeh sunkar aur woh pyaar se Payal ke baal sehlte hai.

"Maa....yeh sab maine aap dono ke hi bhalaayi ke liye kiya..."

Karan ke kuch smjh nhi aa rha tha... unke bhalyi ke liye unko kaid kar liya?

"Maa....do saal se VanRajya ke haalaat bahut kharab hai...humare saare Vaypaari Sangh (merchant groups) ho VanRajya se dusre raajyon mein jate the... Jaydatar maare ja chuke hai...ab toh bhi hamare bache Vaypaari Sanghno ne Raajya se bahar jaane par bhi rok laga di hai...."

Nadnani ne kasakar Payal ka haath pakda, "Kaljayi Granth (Grimore of Elders) kahan hai..."

Payal ne Nandani ke aankhon mein dekha, "maa.....woh...."

"Woh ...kya...Payal .."

Karan ke toh samjh mein nhi aa rha tha ke konse granth ke baat ho rhe hai toh usne chup rehna hi behtar smjha.

"Maaa....woh Kaljayi Granth gayab hai....peechle 4 saalon se...isliye humne pure tarah se yakeen hai ke hamare beech VanRajya mein Traas ka koi Sevak hai...aur Mausi aur main yeh abhi tak pata nhi laga paye ke woh kon hai..."

Payal aage hi bolne wale the, "Iska matalab ki woh koi uche pad kaa hi aadmi hai..." Nandani ne Payal ke aankhon mein dekhar bola.

Payal ne bhi haa mein sir hilaya, " ha...maaa...iske wajah se mujhe aapko Rajgharon se dur yaha...pe rkhna pada...aur bahar yeh jo saare Guards khade hai yeh mere vishwanisya hai....inhe khud chuna hai maine..."

Nadnani sab smjh jaati hai...aur Payal ko gale se laga lete hai, "Mujhe toh pata bhi nhi tha ke mere badi bete itne samjhdaar ho gye hai....saabash mein bhi tumahre jagah hote toh yhi karte...apne bhai ke suraksha ke liye.."

Payal ne mudke Karan ne taraf dekha...Karan ke bhi sab sachai smjh aa gye the aur usko bhi man hi man bura lag rha tha ke usne apni behan ko itna galat smjha...

"Diii....mujhe maanf kar dijiye...main...woh mom.... matalab maa...ko aise dekh ke aapke baare mein kya kya soch liya..." Karan ne apna sir thoda sa apne kandhe ke upar rkha pasthava kia.

Payal thodi se muskurai, "Aakhir koi badi behan apni chote bhai ko kaise maanf nhi kar skte...tum kal laut laaye the...whi mere liye sabse bada khusi ka din tha."


***

Thodi der baad Payal uthi, "Karan chalo tumhe Rani Aakansha...matlab tumhare Mausi ne bulaya hai milne"

Karan apne Mausi ka naam sunke khusi se khada ho jata hai....lekin fir usne apne mom ke taraf dekha toh, "Par mom...ka kya...Di?"


Nandini janti thi uske choti behan Karan se duniya mein sabse jayada pyaar karti thi, "koi baat nhi Karan...main janti ho Akansha ko... Woh tujhse se akela milna chahege pehele..."

Payal ne bhi shamti mein Karan ke taraf sir hilaya, "ha Karan...mom ko baad mein woh in guards se bula lenge"

***

Payal aage chal rahi thi, Karan ke samne, VanRajya ke halki roshni wale surangon se guzarte hue.

Uska black salwar suit uske badan se chipka tha....uski phurti bhari chal ke karan ke Karan ne nighahen uske peeche ke chootaron se hat nhi rhe the. Usne kayi baar khudko samjhya ke woh uski badi behan hai aisa nhi soch skte. Lekin woh bas laachaar tha Payal ke sundarata ke aage. Woh uske college ke dino ki ladkiyon se bilkul alag thi. Uske behan nidar thi, aur Karan ko uski yeh baat bohot pasand aaye thi.

Payal, Karan ko Guards ke beech se guzarte hue takht ke kamare pe paas le layi "Hum bas pahunch gaye hain," usne dheere se kaha, apne kandhe ke upar se Karan ki taraf mudte hue. Karan bhi muskurane laga...woh bhi apni Mausi se milne ke liye bechain tha.

1729477295865141-9

Karan aur Payal ne takht wale kamre mein kadam rakha, jahan kaanton se lipti belen khambon ke ird-gird lapetee hui thi. Takht ke piche ek ghana jungle tha, jahan ke pedh dheere se hil rahe the.

Akansha apne takht par baithi thi, uski nazrein mein ek raani wale ghamand tha, lekin unmein ek chamak bhi thi jo utsah ko darsha rahi thi.

1729477266983266-10

Akansha ke nazar jab Karan par padi aur woh turant apne takht se uthe, . "Karan... mere pyaare bhanje, akhirkaar! Kitne varson se tumahre mausi tumhara intezaar kar rahi thi." uski awaaz mein ek garmi thi jo room ke kone kone mein gunj rahi thi.

Karan ne unke taraf hairani se dekha....usko laga tha ke Raniyon ka vehyvaar pata nhi kaisa hota hoga lekin usko woh toh koi aam mausi jaisa hi laga.

"...Mausi?" usne sharmate hue kaha, ye shabd uske liye ajeeb tha, jo usne bas suna tha lekin aajtak kabhi kisi ko bola nhi tha. "Yeh...waisa...nhi hua jaisa maine socha tha apne Mausi se pehle baar milne ko..." Usne haste hue kaha.

Akansha bhi thodi hansi "Haan, mujhe pata hai! Main tumhein ajnabi se lag rahi hongi ke kon hai yeh aurat.... lekin tum nahi jaante, Karan ke main tumse milne ke liye kitni utsuk thi itne varson se...Vishwas nhi ho toh apni badi behan se puch lo." Uski aankhon mein chamak thi, jaise usne Karan ke kandhe se ek patta hata diya pyaar se jo uske wahan tak aane mein uske kandhe pe gir gya hoga.

Payal, jo Karan se kuch hi kadam door khadi thi "Aap hamesha kehti thi ke aap is pal ka intezaar nahi kar sakti, Mausi. Aur ab, yeh pal aapke saamne hai. Hamara parivaar ab pura hai..."

Akansha ne Payal ki taraf dekha, uske kandhe ko pyar se dabate hue. "Haan, Payal. Tum mere sath itne saalon se thi, lekin main hamesha sochti thi agar Karan yahan hota toh kaisa hota."


Uski nazar phir se Karan ki taraf gayi, pyaar se Karan ko dekhte hue. "Tum bilkul Nandani jaise lagte ho... par tumhare andar main ek alag skti ko bhi mehsoos kar skti hoon."

Karan ko unke shabdon se ek ajeeb si garmi mehsoos hui, usne apne Mausi ke chere ke taraf dekha aur apne gande khayal apne dimag se nikale "Mujhe nahi laga tha ki yahan mujhe apna parivaar mil jayega...par shayd kismat aur kuch hi chati hai."


"Kismat tumhein wapas yahan le aayi hai, Karan. Aur ab jab tum yahan ho, bohot kuch hai jo main tumhein dikhana chahti hoon, bohot kuch jo humein saath karna hai." Akanksha ke aankhon mein narmi thi.

Usne peeche jungle ki taraf ishara kiya. "VanRajya sirf ek rajya nahi hai, yeh ek virasat hai. Aur ab, tumhara bhi jimedari hai ke isko tumhari maa ke sath milkar ise sambhalne ke."

Karan ne Payal aur Akansha dono ke taraf dekha aur usse ek ajeeb si apnapan mehsoos hua jo usne kabhi socha nahi tha "Shayad ab waqt aa gaya hai ke main samjhu ki is duniya ka hissa hona kya hota hai," usne man hi man socha bas kami thi ke uske mom wahan pe nhi thi.

"Mausi...mom...maa ko bhi bula lijiye yahan...ek baar"

Akansha ne ha mein muskurate hue sir hilaya.

Akanksha ne guards ki taraf mud dekha, "Maharani Nandani ko Karagrah se le aao, waqt aa gaya hai humare bichde hue parivaar fir se pura ho jaye."

Guards ne ek min ke liye ek dusre ko dekha, phir Haan mein sir hilate hue bhagte hue room se nikal gaye, unke kadmon ki aawaz patthar ke raaste par goonj rahi thi.

***

"Karan, toh kaisi lagi tumhe tumahre, Mausi?" Akanksha ne Karan se pucha.

"Mmm...bahut ache! Maine toh socha bhi nhi tha..ke mera bhi koi parivaar hai...main toh sochta tha ke bas mom aur main...hi hai...sach bataun toh abhi bhi raat ko jab main sone jata hoon toh yeh sab ek sapne jaisa lagta...aur ek chota saa dar bhi rheta hai ke kahin ke main kal uthu aur yeh sab gayab ho jaye."

Payal aage badhe aur kandhe ko gale laga liya, "hum sab kahin nhi jayenge, Karan."

***

Jald hi phir se kadmon ki awaz sunayi di. Guards wapas aaye, unke chehre dari se safed pade hue the.


Payal ne unke taraf dekha, "kya hua...bolti kyu band hai tumhare...Maa Kahan hai...maine tumhe unhe lane bheja tha...jaldi apna muh kholo"

Unhone aage badhkar dari hue sansein le par unki awaaz abhi bhi kaanp rahi thi. "Maharani... woh chali gayi hain."

Payal ko apne kaano pe vishwas nhi hua aur unke upar chilaye, "kyaaaa"

"Rajkumari woh...MahaRani Nandani Karagrah se bhag gayi hai!"

Karan and Payal ne jo suna uske baad woh kuch bol nhi paa rhe the.

Akansha bhi ek dum se yeh sab sunke chauk gye, fir uski shanti jaise ek pal ke liye tut gayi. "Bhag gayein?" usne dheere se kaha, lekin uski awaaz mein ek khatarnak dwani thi.

Usne apne haath muthi mein band kiye, aur takht ke ird-gird lipti hui belen bhi jaise uske gusse ko mehsoos karte hue hilne lagi.


*Small edit...there will be four artifacts with Meher being not a part of them. I will edit the previous chapters accordingly... it's just for those who has read till now. Stay tuned!
Ye Nandini kahan chali gayi kya koi wahan aaya tha jo Nandini wahan se chali gayi???

Lagta hai koi to wahan aaya hoga jiske karan Nandini wahan se chhali gayi....
 
Top