Kabhi kabhi kisi kisi ghar me koi pagal ho jata hai....
Lekin, ye to pura Ghar hi pagalon ka hai... Pagalkhana
Shweta hawas ke nashe mein, Sameer biwi ke nashe mein pagal aur inka mahapagal beta maa ke nashe mein katl karwa raha hai
In mein se koi bhi masoom, nadaan ya bewakoof nahin.....
Ab kahani me ek aur pagal ki jarurat hai jo in teenon se Divyesh ka badla le...
Aur badla utna hi khaufnak hona chahiye jitna ki Divyesh ko janbujhkar fansakar marwane ka Shweta, Sameer aur Rahul ne khaufnak karnama kiya....
Maut nahin.... Nark se badtar jindgi .... Teeno. Ki