• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Ek Devil ki Anokhi Dastaan : Chapter 1 (Incest,Magic ,Horror ,Romance, Adultery)

Atharva

New Member
84
104
33
EK DEVIL KI ANOKHI DASTAAN
CHAPTER-1

png-20220228-200644-0000

Hello Dosto! Main Atharva.. Kaise ho ap log...umeed karta hu ache hi honge.. Yeah mein apni pehli story likhne ja raha hu. thora sa annadi hu lakin waqt sab sikha dega. Agar kuch galat likh du toh gustakhi maff ho.

Story ki Shuruwat chingari se ki hai, lakin jaise-jaise story aage badegi apko bade-bade dhamake dekhne ko milenge.

Updates ki kosis karunga frequently dun par paka nahin kah sakta kyuki present se future predict karna possible nahin.
But fir bhi week mein ek ya do update de saku ye kosis rahegi.

Baaki agar kabhi busy raha tha inform kar dunga.
 
Last edited:

Atharva

New Member
84
104
33
UPDATE -1 ~ The new beginning
(Nayi Shurwaat)
Arey o riya .... jara dekh ki abhi tak woh avi utha ya nahin agar nahin utha toh jaa jakar uss avi ko utha de...aaj paper hai uska.
Ye awaaz thi Avi ki maa kiran ki jo apni beti riya ko avi ko uthane ke liye kah rahi hai kyuki subah k 7 baj rahe the aur avi abhi ghode bech kar so raha tha. Aur sona bhi chahiye kyuki der raat tak padh jo raha tha.
Kher wapas aate hai kahani ki taraf toh jese hi riya ke kaan mai apni maa ki ye madhur awaaz pahunch ti hai toh woh kitchen ki aur chal deti hai kyuki uski maa kiran wahi hai aur wo abhi sabke liye chai-nastha bana rahi hai.
Kitchen mai ghus kar riya apni maa ko gale lagati hai aur unhe good morning wish karti hai aur phire maa ko kahti hai ki
Riya- Maa tum ye chai- coffee dekho hum sab ke liye naasthe mai aalu ke parathe banate hai.
Kiran- Theek hai bana lena par pahle jakar avi lala ko utha do. Aaj uska paper hai...kahi late na ho jaae humara betwa.
Riya- Maa tum ittni chinta kyu karti ho abhi subh ke 7 bje hai aur avi ki bus 9:00 bje aaegi ... mtlab puree 2 ghante ka waqt hai uske pass aur ittne waqt mai toh wo paach baar taiyaar ho jaae...toh pahle hume naastha banane do...uske baade hum utha denge avi ko.
Kiran- Aree kya kewal taiyaar hi hona hai agar thoda waqt jayada bachta hai toh woh kuch padh bhi toh sakta hai
Riya - Padhne ki jarurate maire jeso ko hoti hai maa ... avi jeso ko nahin...mai sharat laga sakti hu ussne pura syllabus kab ka pura kar liya hoga aur final revision raat ko karke soya hoga.
Kiran- Ha lala der raat tak padh toh raha tha....lekine ab tum baate na bano aur jakar avi ko utha do aur ye tray le jaao....pahle usko garam paani pila dena aur phire ye chai ka cup de dena
Riya- Theek hai maa....ab jab tak vo uthega nahin tum hume kuch karne dogi bhi nahin.
Aur phire riya kitchen se nikal kar apne bhai ke room ki taraf chal deti hai room mai pahoch kar pahle wo room ki haalath dekhti hai kyuki puree room mai saaman idhar udhar faila huva tha books saare jagah faile hue thi aur khapde idhar udhar faike huwe the. Inn sab ko dekh kar ek baar riya ne ignore kiya aur tray ko bed ke side mai bnne table par rakha aur phire avi ko uthate huwe kahti hai
Riya- Avi...o...avi ...ab uth ja...kab tak sota rahega...aaj tera paper hai yaad hai na....ab uth bhi ja
(Ab kahani Avi ki jubaani)
Ye kosis riya didi 5 min. tak lagatar karti rahi jeske karan mai jaga aur phire angdai lete hue didi se bola ki
Mai- Didi buss 5 min. aur sone do...phire uthta hu
Riya- Ek min. bhi aur nahin ab jaldi uthh chai bhi tandi ho rahi hai aur tu pahle se 5 min. extra so chuka hai ab ek min. bhi extra nahin sona hai
Ye kah kar didi mera blanket kichne lagi par maine blanket acche se dabaya huwa tha isse karan wo kamyab nahin ho saki par riya didi toh riya didi thi un hone dono haath laga kar apni puri takate se blanket khincha aur isse baar wo kamyab bhi ho gae par tabhi maine thoda side se blanket khincha...maine ittne takaate se aur achanak blanket khincha tha jess ka andaza didi ko nahin tha aur jess karan didi ka balance bigade gaya aur wo mere upar aakar gir gae.
Mai- aaahhh riya didi ye konsa tareka hai uthane ka aur aap mujhe uthane aae ho ya khude sone ...agar sone aae ho toh bed ke left side mai ek person ke sone ke liye jagah hai toh aap thoda adjust karo aur waha so jaao par mere upar nahin....aur agar mujhe uthane aae ho toh 3 min. 44 sec. ruk jaao mai uske baade hi uthunga uss se pahle nahin

Riya(uthate huwe)- Tujhe uthane hi aae thi duffer par tune achanak blanket khincha aur mujhe bhi gira diya aur mai ab ek min. bhi nahin rukne waali kyuki mujhe nicche kaam hai...aur ha chai aur paani waha table par pade hai toh unhe pe lena aur ye kamra jo tune jaanwaro ki tarah fhela ke rakha hai usse bhi jacha lena aur insaano ke rahne layak bana dena abhi (apne phone mai time dekh kar) 7 bje kar 18 min. huwe hai so 8 bje tak taiyaar ho kar nicche aa jana mai aaj naashte mai aalu ke parathe bana rahi hu aur jab tak tu taiyaar nahin hoga maa bus baar baar tere baare mai hi kahege...samjha
Aur ye kah kar didi kamre se bahar ki taraf chal di.
Riya didi ke kamre se bahar ki taraf jaate hi maine chutki bajai aur maire chutki bajate hi gate andar se bande ho gaya.
Yaha gate bande huva aur yaha maine apni aakhe kholi...mere aakhe kholte he room ka har bikhra huva saaman hawa mai udd kar apni sahi jagah jaane laga ,sabhi books jo abhi jagah jagah faile hue thi vo wapas rack mai apni sahi jagah jaane lagi aur jo kapde jagah jagah faile huwe the wo hawa mai udd kar khuti par jakar tang gae aur jo blanket maine abhi oddha huwa tha vo ek jhatke mai hawa mai tairne laga aur khude be khude fold hota huwa almira ke taraf jaane laga aur jese hi vo almira ke saamne pahucha almira ka gate khul gaya aur vo blanket apni sahi jagah pahuch gaya....aur uske baade almira ka gate wapas bande ho gaya.
Mai bed par baitha aur ek angdai li aur phire jo tray didi ne table par rakhi thi usse dekhte huwe maine usse apni aur aane ka ishara kiya jeske agle hi pal vo tray hawa mai uddti hue maire saamne aakar hawa mai rukk gae.
Jesme se maine pahle paani ka glass haath mai liya par ab paani thoda thanda ho gaya tha isse karan maine glass ko thoda kas kar pakda aur khuch hi palo mai paani garam ho gaya. Phire maine paani piya aur phire maa ke haath ki bnni chai pine laga.
Chai pene ke baade maine tray ko wapas table ki aur jaane ko ishara kiya aur wo tray mera ishara pakar wapas chali gae..aur phire maine room mai charo aur nazar ghumae aur khudse mann mai kaha
Mai(mnn me)- Riya didi ne kaha tha room saaf kar lena aur taiyaar ho jana ...(ghadi ki aur dekh kar)abhi toh 7 bje kar 23 min. huwe hai aur room saaf ho gaya ab bus taiyaar hona baaki hai.
Matlab mere pass 40 minut hai To chalo iss time ka sadhupyog karte huwe hum aur aap thodi jaan pahchan kar lete hain.
Main Hun is Kahani ka most entertaining aur versatile character. Avi... naam toh suna hoga aur agar nahin suna tab ab sun lo aur yad bhi kar lo kam aaega.
Aur isse se pahle ki aap Atharva ki pichli kahniyo ke aadhar par ye sochne lago ki aaj mera 18th birthday hai ya ye Atharva koe aur kahani banae mai aap sab ko kuch baate bata deta hu khude ke baare mai.
Aaj mere 12th board ka last paper hai mtlab aaj meri schooling officially puri ho jae gi aur ha aaj mera 18 th birthday nahin hai...wo last month tha aur ha mujhe usse dinn ye power nahin mile the.
Inn powers ka ehsaas mujhe childhood mai hona suru huva tha ki mai normal nahin hu aur puberty ke baade mujhe inne powers ke baare mai pata chala. Shurwat mai kaafi problem hoti thi kyuki koe power mere control mai nahin thi .
Par ab time ke saath sabhi powers ko ek hadh tak control kar liya hai. Hadh isse liye bola kyuki mujhe pata hai abhi inne powers ka aur scope hai.
Abhi at the present 6 types ki power hai mere pass par starting mai sirf ek thi lekine mai alag alag type ki practice se aur powers ko active aur explore karne laga aur ab ye badh kar 6 ho gae hai.
Jo abhi aapne dekha chizo ko hawa mai move karana ye real mai air bending waali power ka part hai. Air ko apne hisaab se move kara sakta hu aur air har jagah hoti hai toh jo gaseous particle hote hai unka path mai decide kar sakta hu jesse koe bhi object move kara sakta hu par 30 m ki range mai jab ye power starting mai mili thi tab sab uncontroll tha...chizze bina meri marzi ke kahi bhi chali jaati thi par ab waqt ke saath 30m ki range mai isse power ko use kar sakta hu.

Dusri power jo aapne dekhe vo thermal bending waali power ka part hai. Ess power mai kisi bhi particular chizze ke temperature ko mainupulate kar sakta hu.usse kiitna bhi garam ya thanda kar sakta hu..kyuki har chizze atom se banne hoti hai aur unke andar ki kinetic energy reason hoti hai unke heat ka bus mai usse energy ko mainupulate kar sakta hu...par ye ek waqt mai sirf ek chizze par hi kaam karti hai...par mai kosis kar raha hu iski range badhane ki.

Baaki ke 4 powers ka pata aapko waqt ke saath chal jaae ga isse liye pahle bata kar story spoil nahin karna chahta.
"U know the suspense of thrill is the biggest kick for humans."
Aur abhi ke liye mere baare mai brief mai aapko jeetna pata hona chahiye maine bata diya....baaki story ke saath sabko pata chal jaaega.
Baaki ab mai chala taiyaar hone ab wo toh mujhe khude hi hona hoga waha power kaam nahin aaegi. Aur ha riya didi aalu ke parathe bana rahi toh mai miss nahi karne wala , kyuki vo cooking bhoute acchi karti hai...aur unke aalu ke parathe mere favourite hai .
Toh abhi ke liye bye.
.
.
.
.
Toh finally kahani shuru ho chuki hai.
Ab se mein aur aap saath milekar isse kahani se safar ko tay karenge aur isse kahani ko uske ant tak pohunchange.
Aaj ke liye itna hi guys!
Next Update mai aapko family members se milunga...aur baadme mai thoda background ki baate aur phire kahani ki shurwaat.
Isse baar kahani ke saath mai jalde baaji nahin karunga kyuki last story mai aap sabhi ki ye hi shikayate thi ki kahani bhoute fast ho gae.
Iss leyi isse baar pahle waali galti nahin karunga.
Dhanywaad!

Aapka dost Atharva
 
Last edited:

Luffy

Well-Known Member
7,017
29,096
218

Awesome update
 
parkas

Well-Known Member
27,148
60,425
303

Nice and beautiful start of the story....
 
Atharva

New Member
84
104
33
Next update kal post karenge...with Character intro.
 
  • Like
Reactions: Luffy and Naik
Top