• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest EK MAA PART-2

Herry

Prince_Darkness
1,488
3,192
158
store update GIF
 
  • Like
Reactions: riya singh

parkas

Well-Known Member
32,755
70,291
303
UPDATE-51




Din me sab apne apne kaam me lage hue the, tabhi kisi ke chikhne ki aawaj aai, ye aawaj ek aurat kit hi, harday ke kaan khade ho gaye, wo us aawaj ki taraf chal diya, lekin raste me guards ne rok liya,

Guard- idhar jana mana h, yaha bas guru ji jate hain,

Harday- lekin ye kon chikh rha h,

Guard- aapka isse koi lena dena nhi h,

Harday baichain ho utha uske ander ka gussa futne laga, jaise taise wo khud ko control kr rha tha, harday gusse me guards ki taraf chal diya tabhi nidhi waha aa gai aur harday ka hath pakad kr use kamre me le gai,

Kamre me aate hi nidhi harday ke pairo me gir padi- aap bhagwaan hain na jo meri madad karne aaye hain,

Harday ne nidhi ko uthaya- nidhi main sirf insan hu,

Nidhi- aapko kaise pata mere sath ye hone wala h,

Harday- tumne hi btaya tha,

Nidhi- matlab maine kaise

Harday- ye sahi waqt nhi h samjhane ka, bas teyari karo yaha se niklne ki, warna tum sirf ek veshya ban kr reh jaogi, phele ye baba tumhara istemal karega fir tumhe logo ke sath sulayega, bade bade businessman ke sath sulayega,

Nidhi- main mar jaungi

Harday- nhi mar paogi sari jindagi is jillat ko jhelti rahogi,

Nidhi- main kya karu yaha se niklna namumkin h,

Harday- tum meri madad karo main tumhari karunga,

Nidhi- kaisi madad

Harday- kuch samay phele yaha 1 ladka aur 2 ladkiyo ko laya gaya h

Nidhi- ha laye to hain unhone kuch bura kiya h is aashram ka

Harday- nhi unhone kuch nhi kiya, bas un per pryog karne ke liye laye hain,

Nidhi- main kya kar kar sakti hu tumhare liye,

Harday- tumhe un tino se milna hoga aur mera ek sandesh un tak pahuchana hoga,

Nidhi- kaisa sandesh

Harday- unse khena unki maa ne ek yodha ko bheja h, khud ko samhal kr rakhe aur teyar rhe, jaise hi hulchul mhesus ho to ek dusre ko bachaye ,

Nidhi- kuch bura hone wala h kya

Harday- ye baba is desh ka hi nhi puri manaw jati ka dushman h, isne bahut galat kaam kiye hain, tumhare jaise na jane kitni hi lakdiyo ki jindagi barbaad ki h,

Nidhi- iska roop to raat hi mujhe pata chal gaya tha,

Harday- to bas teyari karo, yudh hone wala h,

Nidhi waha se chali gai, nidhi ko harday ki taraf aa gai thi lekin shakshi kya karegi ye khena mushkil tha,

Harday bahar nikla to dekha badi hulchul si machi hui h, ek team teyar ho rhi h, bahut se guards khade the aur unke sath the chiranjeevi ke do aadmi shambhu aur uska sathi,

Chiranjeevi unhe samjha rha tha,

Chiranjeevi- tumhe jaldi se jaldi waha pahuchna h, humare dost khatre me hain, tumhe unki madad karni h, aur us pariwar ko jinda pakad kr lana h, waha humare guru ji milenge aur kuch sathi milenge, ajeet aur ranga, unhe bachana h, jaldi niklo kahi der na ho jaye,

Harday confuse sa dekh rha tha, harday soniya ke pas pahucha,

Harday- soniya ji kya hua, aise ghabraye hue se kyo h sab kya ho rha h yaha,

Soniya- guru ji ke kisi najdeeki per humla hua h,

Harday ke dimag me plan ghumne laga, sabhi aadmi turant waha se nikal liye, ab aashram me kuch hi log bache the, harday ne turant nidhi ko ishara kiya ki wo jaldi se apna kaam kare aur aakr mile,

Harday room me aaya aur piche se shakshi bhi aa gai,

Shakshi- yaha to sab gadbad si lag rhi h,

Harday- kya hua h yaha

Shakshi- maine suna h koi ansh naam ka aadmi h jisne guru ji ke aadmiyo per humla kiya h usi se bachane ke liye ye sab ja rhe hain,

Harday- ab kitne log hain yaha

Shakshi- yaha to 10-12 log honge bas,

Harday- tumse ek baat puchna chahta hu

Shakshi- ha jarur

Harday- tum yaha rhena chahti ho ya apni jindagi jeena chahti ho,

Shakshi harday ko dekhne lagi,

Harday- tumhara faisla h, jaisa tum chahogi waisa hi hoga

Shakshi- kya aap mere sath rahoge,

Harday- agar aaj tum yaha rukti ho to shayad nhi, lkein agar yaha se nikal gai to ek din jarur sath honge,

Shakshi- main aapke sath rhena chahti hu,

Harday- uske liye kya kar sakti ho,

Shakshi- kuch bhi

Harday- tushar aur uske pariwar ko maaf kar sakti ho,

Ye bada hi khatarnaak sawal kr diya tha harday ne, shakshi bas ek tak harday ko dekhe ja rhi thi, harday ke man me thodi shanka aa gai thi, kahi sab gadbad na ho jaye, lekin kuch palo baad

Shakshi- main aapse bahut pyar karne lagi hu, aur meri nafrat aapke pyar ke samne bahut choti h, waise bhi apni nafrat me main khud ko hi barbaad kar rhi hu, shayad aapke pyar me jindagi badal jaye,

Harday- to tum yaha se nikal kr apni bahan ke pas jaogi, aur apne pita aur bahan ka khayal rakhogi, sahi waqt aane per main aaunga tumahre pas, fir hum ek jindagi jiyenge,

Shakshi- main intejar karungi, lekin yaha se kaise jayenge ye log bahut powerful hain, ye mujhe nikalne nhi denge,

Harday- main nikalunga tumhe, bas jo main kar rha hu usme mera sath dena, yaha se niklne ke baad main sab samjh dunga, lekin jo bhi main karu bas sath deti jana, aur mere ishare ka intejar karna yaha se niklne ke liye, aur ha soniya se dur rhena,

Shakshi harday se lipat gai, Harday ko ab sakoon tha,

Nidhi ne kafi koshish ki lekin waha tak nhi pahuch pai, pura din gujar gaya is sab me, sham ko chiranjeevi ne apne proyog per kaam shuru kr diya tha, nidhi jaldi se harday ke pas aai shakshi phele se wahi thi, nidhi thithak gai,

Harday- kya hua nidhi

Nidhi- proyog shuru hone ja rha h,

Harday- tum unke pas tak pahuchi,

Nidhi- nhi waha tak nhi pahuch pai,

Harday- koi baat nhi ab samay nhi h, hume jaldi kuch karna hoga,

Shakshi- lekin kya,

Harday- shakshi tum purab disha ki taraf jao waha ki lobhy me ek rasta h hawa aane jane ke liye, tum waha sidhi lagao jisse hum bahar nikal sake, aur komal ko bhi apne sath le lena, aur ha sabke liye garam kapde le lena, kuch extra lekar chalna,

Shakshi- komal ko kyo,

Harday- filhal jo bol rha hu wo karo, aur Nidhi tum kuch der ke liye pure aashram me andhera kar do, aur jab hulchal mache to us raste per aa jana aur agar ander aa sako to dono ladiyo ko bahar nikalne ki koshish karna,

Shakshi aur nidhi teyar ho gai, tino bahar nikle aur apne apne raste per chal diye, harday us galiyare ke samne tha jaha tushar ruchi aur alka ko kaid kiya hua tha,

Harday waha khada tha samne ke guards use dekh rhe the, harday bhi bas unhe ghure ja rha tha,

Ek guard harday ki taraf badha, aur jaise hi guard harday ke najdeek aaya tabhi light band ho gai sab jagah andhera ho gaya aur us andhere me bas haddi tutne ki aawaj aai, aur agale hi kuch palo me harday baki ke guards ke pas tha aur unki gardano ki hadiya todta hua ander ghus gaya, light sab jagah ki kati lekin us kamre ki nhi jaha sabko rakha gaya tha, aur light jane se pure aashram me shor mach gaya, kyoki aisa phele kabhi nhi hua tha,

Waise to yaha guards bache nhi the jo bache the unme se kuch ko harday ne nipta diya tha, harday chite ki raftar se kamre ke samne tha, kamra band tha, harday janta tha is kamre ka kya karna h,

Usne piche hat kar dod kr puri takat se darwaje me laat mari darwaja ukhad kr ander jakar gira, darwaje ke girte hi, ander sab chokanne ho gaye, chiranjeevi ne chonk kr dekha aur samne khade harday ko dekh kr shocked reh gaya,

Harday ki najar charo taraf gai, waha ruchi ko bed per litaya hua tha uska blood nikala ja rha tha, aur alka ko ek chair per bandha hua tha, aur tushar behosh tha, use ek machine me litaya ja rha tha, pas me ravi khada tha aur 4 doctors aur 2 ladkiya thi,

Ravi harday ki taraf doda aur harday ka ek mukka uske sine me laga aur ek hi mukke se uske muh se khoon aa gaya, aur wo wahi mar gaya,

Chiranjeevi harday ki taraf badha aur waha kahde doctors bhi uske pas aaye lekin harday chila kr bola

Harday- jinda rhena chahte ho to ruk jao warna iske jaisi halat hogi,

Doctors ko harday se jyada chiranjeevi ka dar tha, tabhi ek ladki ne ek siron baja diya, pure ashram me siron ki aawaj gunj gai, idhar light ko bhi thik kr diya gaya tha, harday aur chiranjeevi aamne samne the, dono ne ek dusre per war kiya, dono takatwar the, lekin harday ki takat chiranjeevi se bahut jyada thi, ek hi mukke me chiranjeevi dur jakar gira, ye dekh kr doctors turant chup gaye, tabhi nidhi ander aa gai,

Nidhi ko dekh kr chiranjeevi guse se bhar gaya,

Chiranjeevi- haramjadi tu maregi mere hatho,

Harday- tu jinda rhega tabhi to kuch kar payega,

Nidhi ne sabse phele alka ko khola,

Harday- alka ji jaldi se ruchi ko lijiye aur yaha se nikaliye nidhi ke sath,

Alka aur nidhi ne ruchi ko sahara diya jo pregnant thi, usse jaldi jaldi chalna mushkil tha, harday ne chiranjeevi ko uthaya aur mukke barsane laga, chiranjeevi ki halat kharab ho gai thi, tabhi kuch aadmi udhar bhage aaye to nidhi aur alka ruchi ko lekar chup gai, wo log ander pahuche aur harday per humla kar diya, harday unhe marne laga, isi ka fayda utha kr chiranjeevi ne ek chemical ki botal uthai aur harday ke upper fod di, harday ki aankho me jalan hone lagi, aur chiranjeevi waha se nikal gaya,

Ab tak nidhi alka aur ruchi apne raste pahuch gai thi aur jaise hi wo waha pahuchi to samne khadi thi soniya jiske hath me ek talwar thi aur piche giri padi thi shakshi,

Alka- maa hat jao humare samne se,

Soniya- tu ise lekar yaha se nhi ja sakti, tum sab yahi maroge aur sabse buri mot is kutiya ko milegi aur is nidhi ko bhi,

Alka aage badhi
soniya- ruk ja alka warna main tujhe mar dungi

Alka- mar do lekin main ruchi ko yaha se nikal kar rahungi,

Soniya ne alka per humla kiya tabhi piche se kisi ne soniya ke sir me ek lohe ki rod mar di, soniya palti to waha komal khadi thi jo sidhi se upper jakr rasta dekh rhi thi, soniya ne uska khayal nhi kiya tha,

Komal – ye kamini hum sabki jindagi barbaad karne yah alai thi,

Alka ne dod kr soniya ke hath se talwar le li aur soniya ki chati me ek laat mari,

Soniya- tu bahut buri beti h apni hi maa ko mar rhi h

Alka- main anjali ki beti hu, tu nagin h, tera fun kuchlna bahut jaruri h,

Soniya wahi gir padi aur wo log us raste se bahar niklne lage,

Idhar chiranjivi dusre kamre me ghus gaya, harday ko samhlne me thoda time lag gaya, jab waha pahucha to darwaja band ho chukka tha,

Harday darwaja todne laga, tabhi nidhi waha aa gai,

Nidhi- chaliye yaha se, jaldi kijiye, siron baja hua h kuch hi der me yaha bahut badi sena aa jayegi, jo log yaha se gaye hain sabke pas alert pahuch chukka hoga, phele ander wale aadmi ko lekar niklo,

Harday ko tushar ki yaad aai wo turant waha pahucha aur machine ko tod kr tushar ko bahar nikal liya, tushar behosh tha, harday ne use kandhe per uthaya aur bahar ki taraf dod pada, raat ka samay tha pura andhera tha,

Harday bahar aaya to komal aur alka ruchi ko pakde khadi thi, aur shakshi unke sath thi,

Harday- ruchi ji ko sahara do aur mere piche aao,

Alka- tum ho kon

Harday- aapka apna hi hu, jaldi hi aap maa se milengi,

Harday tushar ko kandhe per uthaye chal diya, kafi dur chalne ke baad sab thakne lage, lekin ruk nhi sakte the, sabne garam kapde phene the fir bhi thand se sikude ja rhe the, lekin ruk nhi sakte the, baraf gir rhi thi jis wajah se harday bhi raste me confuse ho gaya use disha ka bharam ho gaya, kuch dur chalte hi ladkiya chikh padi, harday aage aaya to dekha samne ek tiger khada h,

Harday ne tushar ko niche utara aur tiger ke samne aa gaya,

Alka- piche ho jao ye hamla kar dega,

Harday- aap dariye nhi main hu na, mere hote ye kuch nhi kar sakta,

Tabhi ek aurat ki aawaj aai – ye waise bhi kuch nhi karega,

Sabne aurat ko dekha, harday us aurat ko dekh kr buri trha chonk gaya,

Harday- aap yaha,

Aurat- kyo nhi hona chahiye tha kya

Harday- aap yaha kaise ho sakti ho, ye possible nhi h,

Aurat- kyo tum sab bhi to yaha ho, jab ye possible h to main kyo nhi ho sakti,

Harday – aap mujhe us samay mili thi,

Aurat- ohh achhha achha tum mujhse mil chuke ho, maine kuch kaha tha kya

Harday- aapne kaha tha ki jab naye safar per nikloge to main fir milungi,

Aurat- aur main mil gai, waise ye sab chod aur yaha se niklo tum safe nhi ho abhi, yaha najdeek hi ek gufa h usme chip jao, rasta lamba h ye log thand nhi seh payenge,

Harday- ha main janta hu us gufa ko, aap mujhe wahi mili thi, lekin main rasta bhul rha hu,

Aurat bas muskurai- mere piche aao

Harday sabko lekar gufa ki taraf chal diya, sabhi dar dar kr chal rhe the kyoki unke piche wo tiger tha,

Shakshi- aap is aurat ko jante ho, kitni khubsurat hain ye, aur kitni bahdur ek tiger pala hua h inhone,

Nidhi- ye tiger kuch jyada hi bada nhi lag rha, itna bada tiger maine kabhi nhi dekha,

Gufa ke ander pahuch kr tiger bahar hi ruk gaya,

Harday- aap h kon

Aurat- mera ithas jara uljha hua h, waise uska kya hua

Harday- kiska chiranjeevi ka

Aurat- ha

Harday- wo bach gaya, wo dusre kamre me ghus gaya, main waha tak pahuch nhi paya papa ko bachana tha na,

Papa shabad sun kr sabhi ladkiyo ke kaan khde ho gaye,

Aurat- mar to sakta hi nhi tha wo, lekin us kamre nhi jane dena chahiye tha use,

Harday- koi nhi inhe safe jagah pahucha kr main use mar dunga

Aurat- nhi wo tumhare hatho nhi marega, use marne ka kaam kisi aur ka h,

Harday- maine use phele bhi mara h

Aurat- thik se yaad karo wo mra tha kya, agar tum use mar sakte to mera beta use kab ka maar chukka hota,

Harday- aapka beta

Aurat- ha mera beta, agar tum sher ho to wo babar sher h,

Harday- kon h aapka beta aur aap kon hain,

Aurat- sab jaan jaoge lekin phele in logo ke liye aag ka intejam karo, warna ye thand bardast nhi kar payenge, tumhari sena dur baraf me fasi hui h, unhe yaha pahuchne me time lagne wala h, jab tak wo log na aa jaye yaha se niklna mat, bahar safe nhi h, wo log tumhe dhund rhe honge, aur tumhe thode aaram ki jarurat h, tum yaha phele se kamjor ho,

Harday- nhi nhi maine chiranjeevi ko phele se bhi aaram se dho diya,

Aurat- kyoki uske ander wo takat aai nhi h jisse tum lad chuke ho,

Ye sab harday ke liye bada confuse kr gaya, baki ladkiyo ko to kuch samjh hi nhi aa rha tha,

Aurat- aur ha niyati ke bich me badha mat banna, jo hona h hone dena tabhi ye maha yudh jeet sakte hain, main fir milungi,

Aurat waha se bahar nikal gai, aur baraf me kahi kho gai,

Harday ne jaldi se aag ka intejam kiya,

Alka- tum kon ho bhai,

Ruchi- koi farishte ho humare liye, tumne hum per bahut bada ahsan kiya h,

Harday- ye mera kartavya h, aap sabke ahsaan hain mujh per, aur agar shukriya aada karna h to nidhi ka kijiye, inhi ki wajah se ye sab ho paya h, bhagwaan ne inhe janam hi aap sabko bachane ke liye diya h,

Nidhi- maine kya kiya, maine to bas bahar niklne me madad ki h,

Harday- tum jo kar chuki ho, wo shayad koi nhi kar pata, aur komal ji aap,

Ruchi ji aap in dono ka ahsaan maniye,

Kisi ki samjh me kuch nhi aa rha tha,

Komal- tum bade ajeeb insan ho, pheli bar mile to mujhe bachaya fir mujhe khud hi un gundo ko sonp diya, fir us harmjadi soniya ke sath gulchare udate rhe, aur is shakshi ke sath bhi, aur aaj yaha sabko bacha laye, aur is shakshi ko bhi jisne hume marne ka plan bnwaya,

Harday- ye sab plan tha komal ji, aur shakshi bheki hui h, abhi nadan h, use nhi pata wo kya kar rhi h, aur bhavishya me uske sath kya hoga wo kya ban jayegi, uske apno ke sath kya hoga,

Nidhi- mujhe lagta h aapko sab pata h, kya aap koi bhavishya dekhne wale hain ya bhagwaan ke bheje hue devdut,

Harday- sab pata chal jayega, komal ji aap tushar ji ko garmi dijiye, unka sheerer thanda ho rha h, alka ji aap ruchi ji ko garmi dijiye, harday ne apne kapde utar kr ruchi ko phena diye,

Ruchi- tumhe thand lag jayegi

Harday- nhi lagti aap chinta mat kijiye,

Aag jali hui thi, sab intejar me the, shakshi harday ko nihare ja rhi thi, nidhi ki bhi wahi halat thi, uske dil me bhi harday bas gaya tha,

Din niklne wala tha, sabhi neend ki gherai me khote chale gaye the, waha hui hulchul se komal ki aankh khuli to bahut se aadmi ander aaye hue the, aur unke sath thi anjali,

Komal- maaaaaa aap aa gai,

Komal ki aawaj se sab ek dum chonk kr uth gaye,

Alka bhi anjali se lipat gai, tushar abhi bhi behosh tha, sari ladkiya uth gai thi lekin jo besudh pade the wo the tushar aur harday,

Tushar to behosh tha lekin harday nhi utha to sab ghabra gaye, nidhi aur shakshi harday ke pas pahuche aur use uthane lagi lekin koi response nhi tha,

Anjali ghabra gai,

Anjali- harday harday beta uth beta, kya hua h ise, ye aise kaise

Komal- raat tak to bilkul thik the, koi chot bhi nhi aai, achhi khasi baat kar rhe the,

Anjali- jaldi se lekar chalo inhe,

Anjali ke sath aaye aadmiyo ne tushar aur harday ko utha liya aur gadiyo ki taraf dod pade, fir gadiya doda di hospital ki taraf,

Anjali ne sachin aur kapil ko phone kar diya hospital me teyari rakhne ke liye,

Anjali ki aankho se aansu bahe ja rhe the, uske dono bete besudh pade hue the, sabhi ghabraye hue the, gadiya bhagi ja rhi thi, pura kafila tha gadiyo ka, gaye the humla karne lekin samay per pahuch hi nhi paye,

Hospital pahuch kar dono ko admit karwa diya gaya, ruchi ka bhi chekup shuru ho gaya, doctors harday aur tushar dono ko check kar rhe the lekin dono ki hi bimari samjh nhi aa rhi thi,

Anjali- doctors kya hua h inhe

Doctor- tushar ko to ek injection diya hua h, jisse wo hosh me nhi aa pa rha h, aur humare pas iska ilaj bhi nhi h, jab tak us dawai ka asar khatam nhi hoga tab tak wo hosh me nhi aayega, lekin dusre ladke ke bare me khena bada mushkil h use hua kya h, aisa lagta h jaise uske ander ke harmons badal rhe hain, meri samjh me kuch nhi aa rha h, aur badlav bhi ajeeb hain, aap khud aakr dekhiye,

Anjali doctor ke sath ander gai, doctor ne sabko bahar bhej diya, fir doctor ne harday ke upper se kapda hataya aur waha ka najara dekh kr anjali ki bhi aankhe fati reh gai,

Doctor- humne aaj se phele aisa kabhi nhi dekha,

Anjali soch me dub gai,

Pura pariwar waha aa chukka tha, hospital me khushi aur gum dono pasre hue the, alka ruchi tushar wapas aa gaye the, lekin tushar ko hosh nhi aaya tha,

Sabhi prathna kar rhe the, idhar sachin aur kapil ne pure hospital me surksha badha di thi,

Raat me ek nurse dodti hui aai,

Nurse- anjali mam doctor aapko bula rhe hain jaldi,

Anjali jaldi se ander pahuchi to dekha harday ka badan pura kanp rha h, uske ander baichaini ho rhi thi, aur uske hath me doctor ka hath tha, doctor dard se tadap rha tha,

Doctor- madam bachaiye, ye ladka mera hath ukhad lega,

Anjali ne dod kr harday ke sir per hath firaya, aur hath ko chudwane ki koshish ki, anjali ke shelane se harday shant hone laga, usne doctor ka hath chod diya, doctor ka hath nila pad chukka tha, wo dard se tadap rha tha,

Doctor- madam aap inhe ghar le jaiye, main wahi per nurse ka intejam kar dunga, waise bhi ye humari dawaiyo se thik nhi honge,

Anjali ne baat samjhi aur dono ko ghar shift karwa diya,

Anjali dukhi baithi hui thi uski aankho me aansu the aur uski goad me harday leta hua tha, wo use dekhe ja rhi thi aur roye ja rhi thi,

Deepa- maa aap itna tut jayengi mujhe umeed nhi thi,

Anjali- jab kisi maa ke bachhe aisi halat me ho to wo kya kare,

Seema- maa ye shakshi yaha kya kar rhi h,

Anjali- use harday laya h, kuch soch kr hi laya hoga,

Alka- lekin ye ladka h kon, iska naam harday h ajeeb h na

Anjali- samay aane per jaan jaoge lekin main ise kaise bachau, iska bachna bahut jaruri h,

Tabhi guard waha aaya

Guard- madam bahar koi sadhu aaye hain, aapse milna chhate hain

Anjali- unhe ander lekar aao,

Guard ek sadhu ko lekar aaya,

Sadhu ko dekh kr anjli dodti hui unke pairo me gir padi

Anjali- guru ji aap aa gaye, aap aa gaye, ab aap hi hume is mushkil se nikal sakte hain, mere bachhe, unhe bacha lijiye,

Ye wahi guru the jinse anjali himalya per mili thi,

Guru ji- maine kaha tha tujhse aisa waqt ayega jab tujhe faisla karna hoga,

Anjali- main kuch bhi karne ko teyar hu, aap bataiye bas

Guru ji – kaha h wo dono

Anjali guru ji ko lekar harday aur tushar ke pas le gai,

Guru ji sabse phele tushar ke pas gaye, aur uska nirikshan kiya,

Guru ji- ye thik ho jayega, lekin iske upper se khatra tala nhi h, bas halat badle hain niyati nhi badali h, iski jindagi ke 19 saal khatre me gujrenge, isliye pure pariwar ko waise hi karo jaisa kaha h, jis yudh ko harday shuru karke aaya h wo tumhare ghar tak aayega, isliye sabko bhejo yaha se, aur main jo oshdhi de rha hu uska sewan karwate rhena apne bete ko, lekin ye yudh iska nhi h ise dur rakhna yaha se, ye apni ladai lad chukka h,

Fir sabhi harday ke pas pahuche pura pariwar waha khada tha, guru ji ne harday ko dekhna shuru kiya,

Guru ji anjali se- tujhe bhavishya kuch pata nhi lekin jab isne samay yatra shuru ki hogi to samjhaya gaya hoga ki iske ander badlaw aayenge, wo badlav ise ander se nasht kar rhe hain,

Samay yatra sunkr pura pariwar hairat se guru ji ko dekhne laga,

Anjali- shayad waha mujhe agah kiya gaya ho lekin ab mujhe nhi pata kya karna h, kya btaya gaya tha main kaise pata karu,

Guru ji- waha kya btaya gaya ye tu nhi janti lekin maine tujhe kya btaya tha ye tu jarur janti h, aur usi ka samay h ab, aur us narak se kon kon bahar aaya h mere samne aao,


Tabhi alka ruchi komal nidhi aur shakshi samne aa gai, guru ji ne bade gore se sabko dekha, ek gheri sans bhari, bahut kuch badal chukka h, bahut kuch badal diya h is bachhe ne, jo nhi karna tha wo bhi kar gaya h ye, ab iske upkaro ko utarne ka samay h,
Bahut hi badhiya update diya hai riya singh ji....
Nice and beautiful update....
 
  • Like
Reactions: riya singh
Top