• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Ek Pyaar Bhari Dastaan

Story Aagy badhni chahye?

  • Haan Badhni chahye

    Votes: 5 100.0%
  • Nhi

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    5
  • This poll will close: .
Status
Not open for further replies.

Farhan Baba

Worst Person
76
101
18
Update #4
Nimra ke Sath Humbistri krne ke baad Ak Ajib si Feeling aa rhi Thi

Badsheet pr Khoon ka bada sa dhaba tha Nimra Leti hui thandi Sansen le rhi thi Meri Nazer Nimra ki Chut pr Padi toh thoda dar gya kyu Puri chut laal pad chuki thi aur sooj bhi gyi thi

Mene Nimra ko uthaya Washroom mein use ache se Nehla kar saaf kiya aur Pain killer Bhi khila jis se Acha Feel krne lagi mene Badsheet bhi dho di is Beech

Mein; Ab mein Chalta hun Nimra

Nimra Ne mujhy zor se Jhapi mari Aur Gal pr chumi deti hui boli

Nimra; Phir kb milogy ab Toh tumne adt daali hai aise nhi chhorne wali mein tumhe

Mein; Dekhte hain Tum ache se thik ho jao Aagy ka Plan kr lenge baad mein

Nimra; (Smiles) Thik toh mein Ab bhi agr man hai toh ek round aur Ho jaye

Mein; man toh hai magr abhi aur kiya tumhari halt aur bigad jayegi shayed ghr mein problem na ho Islye baad mein Chlta hun ab Ghr

Mein Nimra se Vida lekr Shahr mein Chl diya Mene pehle Ek restaurant pr ruk kr lunch kiya phir Sidra ka Saman Jo ke makeup ka tha wo sb liya phir kuch Chocolates Liye aur Ghr trf ho liya Abhi sooraj Dhal rhi thi andhera hone lga tha
Ghr pohncha toh Sidra ko uska Saman Aur Chocolate jo ke Use bahut pasand thy wo use pakra di Mujhy thank you bolti hui apne kamre mein chli gyi
Ammi Rubina; Kaisa Rha phir itni Der kese lga di

Mein; (man mein) Ab Ammi ko kiya bolu Idea!!

Mein; Ammi wo wahan phir ek purana dost mil gya tha Usky Sath time spend krke pta hi nhi chla kb Shaam dhal gyi sorry

Ammi; Koi baat nhi Beta Aagy se dhiyan rakhna Andhera Dhalne se pehle ghr pohchne ki koshish krna

Mein; Thik hai Ammi

Ammi Rubina; Chal Fresh Ho ja Mein Tumhary liye Khana lgati hun

Mene Hami bhari usky baad Fresh hokr Dinner kiya Apne Kamre mein Aya toh Sidra bhi aa gyi Thodi idhr baate hoti rhi Usky baad Good night bol kr chli gyi Mein bhi Aj ki Hui Chudai se thora thakan Mehsoos Kr rha itna nhi but thori thori Susti feel ho rha thi islye mein Bhi so gya

Subah Wohi purane Time pr Uth gya mera College bhi Ab Shuru hone ko tha Agle 4 din baad Mujhy College jana Tha

Aj Bhi wo Dono Mtlb Fiza Aur Emaan Mujhy Raste mein Mil gyi Aj mene Dono ko Nazerandaz nhi kiya Salam Dua krne ke baad Fiza ne Shikyat lga di

Fiza; ( Shikyati bhare lehje se) Kal Raat itne Msg kiye apne Ek Bhi reply nhi diya

Mein Note kiya Toh Emaan ek Side Se phone pakri hui jese wo meri Pic Le rhi thi khair mene Fiza ko ek baar gour se dekhte hue kaha

Mein; Wo Mein Kal raat Shahr se late pohncha toh thoda Thak gya tha islye jald hi so gya mene dhiyan nhi diya

Fiza; (Muskrahti hui) Thik hai Koi baat nhi Konse College mein Admission liya hai Tumne

Mein; #### College mein

Fiza; Wow Mein aur Emaan Bhi usi college mein Hai Phir toh wohi milege

Mene haan mein Sar hila kr dono se Bye bol kr ghr laot aya

Mere Jaane ke Baad Fiza aur Emaan;

Fiza; Tu pagal hai kiya 500 photos itni kese leli

Emaan; ( Ayaan Ki Pic ko gour se dekhti hui) Ayaan Ki Smile kitni Pyaari hai Na Dekh

Fiza Ne Jb Ayaan ki Pic dekhi wo bhi muskrah di

Fiza; Haaye Bahut Shona Hai Andr se bhi bahar se bhi

Emaan; Wo toh hai Chal ghr mujhy Saari pics dekhni yahan dekhne se toh rahe

Dono apne Ghr ki trf chli jati hain
.
Back To Ayaan

Mein Apne Kamre mein Mobile dekh rha tha sach mein Fiza aur Emaan ke Bahut msg thy mene dono ko sorry likh kr bhej Diya

""Wah Ji wah Aj Toh Janab ke Pics Hi liye ja rhy thy Aur Janab ki Smile dekh kr aur hi kuch lg rha Rha hai..

Yeh sidra thi Jo Chat se Mujhy Fiza aur Emaan ke sath dekh rha thi

Mein; ( Smiles) Tumhe kese pta Wo Meri pics Le rhi rhi

Sidra; Are mere pyaare pagal bhai Emaan apna Phone ka camera tumhari trf Kiya hua tha Aur Baar baar screen pr touch kr rhi thi mere Khiyal se 300 photos toh paka liye honge usne

Mein; (Blush) Ab mein Itna Bhi kuch khas nhi

Sidra Ayaan ko Bahon mein Leti hui

Sidra; Aisa kbhi mt bolna Ab Bhai Ap bahut Khas ho

Itny mera Phone bjne lga Screen pr naam dekh kr Sidra baad mein Aane ko bol kr Bahar chli gyi

Mein ; Hello Kamran bhai Kiya Haal Chaal

Kamran; Mein Bilkul Thik hai Tum kese ho

Mein; mein Bhi thik bhai Kese Yaad Kiya

Kamran ; 10,00,000 ka contract mila hai

Mein; Yeh kuch Zyada Nhi ho gya Kiya bhai

Kamran ; Bahut Zyada hai Tum btao krogy ya nhi haan Tumhe 3 din wohi rehna Padega Rehne ky liye jagah aur Khana pina Sb wo tumhe denge Tumhe Zyada Preshani nhi hogi iski Guarantee mein Deta hun

Mein ; Wo sb Thik hai magr 3 din rehna padega usky liye mujhy apni Family se Baat krni padegi

Kamran; Thik hai Tum Ache se Decide Krke Aue Haan Farhan Ko mene Pehle Bta diya hai wo Raazi hai Tum decide krlo

Mein; Okay bhai

Call cut hone ke baad mein Ammi ke kamre mein aa gya

Mene Ammi ko sb kuch bta diya Jo kamran bhai ne kaha pehle toh Ammi na Nakur krti rahi phir man gyi usky baad sidra ke kamre mein aya toh wo mujhy dekh kr boli

Sidra; Mene sb Sun liya Ek shart pr jaane dungi

Mein; ( Chonkty hue) Kesi shart...

Sidra; Apka yeh Kaam last hoga isly baad ap koi kam nhi krenge apko meri ksm

Pehle Toh mein Thoda Shock hua phir use samjhate hue bolne lga

Mein; Dekho Sidra ....

Sidra ( bich mein hi thoda Tez awaaz mein ) Mene kaha na apko bs yeh last usky baad nhiii

Mein sidra ke pass aya Usky dono soft galo ko dono hathon se sehla kr bola

Mein; Jese Tum chahogi waisa hi hoga Tum chahti mein Kam nhi krun toh nhi krunga bs khush

Sidra meri baat sun kr mere gale lg gyi

Sidra; Bs Yeh last hai Usky baad Nhi apne Bhai ko smjha dena Thik hai

Mein; Hmm Thik hai

Phir Hm dono idhr udhr ki baate krty reh Kamran bhai Ko call krke bta diya mein Kam pr jane ky liye ready hun Aur yeh bhi bta Diya ky is kaam ke baad mein koi kam nhi krunga Pehle toh wo naraz hue phir Man gye

(Jahan mujhy jana tha us ghr ki Family ki sari info with photos ke sath mil gyi Chlo Tum sbko bhi bta deta hun Kon hai
Mehtab Age 50
Rozina (Mehtab ki wife 48)
Amira Age 24 (dulhan)
Amir age 22
Amna age 19)

Khair Mein Ache Se Tyaar ho kr Ghr walo se vida lekr mein Farhan ke ghr ki trf aaya toh wo bahar hi khada tha haal chaal ke baad hm dono kamran ke office aa gye bahar ek Chamchati car khadi thi

Kamran; Acha hua Tum dono aa gye Yeh lo car ki Chabi
Mein aur Farhan Car mein Beth gye Aj hum dono hi ja rhy thy Mein Drving seat pr beth gya Farhan mere sath wali seat pr beth gya phir hm dono Rawana ho gye Safar bahut lamba tha Islye mene car ki speed achi khasi rkhi
Farhan; Kaha The Lawde kal mein tere ghr aya tha tu gayeb tha

Mein; Hn Sorry wo kal shahr gya tha Kam se

Farhan; lkn kal ata toh Tere bhi maze ho jate

Mein; Konse maze ki baat kr rha be bhsdk

Farhan; Yrr wo Kal mein Gya Tha nehar kinare jahan pr Auntyan Kapde dhoti kasm se itne bade Pichwade dekh kr maza aa gya Man kr rha Tha wohi patak du kisi ko

Mein; (haste hue) Bada Tharki banta hai mere samne lawde ladki ke samne toh teri Awaaz nhi niklti Fattu

Farhan; Tujhy toh pta hai ladki ke Mamly mein Sharmila hun Bs Dur se dekh kr Ankhen sek leta

Mein; Tera Kuch nhi ho skta

Farhan; Jese tera bahut Ho rkha hai bhsdk

Ab mein Farhan ko kiya btata Kal mein kiya Kr aya Khair

Hm Pohnche Shadi wale Ghr mein Yahan Ek Shandaar Bangalo Tha Bahut Bada Ek Chota Sa Garden bhi tha Jahan par Ped Paudy Lgaye hue thy Hm dono Andr Aye Samne Khade Shaks Ne shayed Hame Pehchan Liya islye Wo hamari Trf Aya Uski Age Takriban 22 hogi
""Ap log Decoration Wale Hai na..
Us Shakhs ne Poocha
Mein aur Farhan; Hn Jii
""Mera Naam Amir Hai Aye apko Logo Apka Kamra Dikhta hun Shaam ko Kaam shuru krenge..

Hm dono is baat pr haami bhari aur uske sath hi ho liye

Amir ne hame Kamra Dikhya wahn Do Single bed thy mein aur Farhan Fresh hone ke baad So gye

Shaam me Mein Sbse pehle utha Mobile mein sidra Fiza aur Eman ke msg thy mene Sidra ko Reply krke Fresh hokr bahr aaya Toh Ghr mein sb log bethe Mene sbko Photo mein dekha hua tha islye mujhy Pehchanne mein zyada Preshani nhi hui

Amir Side pr khada hua tha Usne Mujhy dekh liya Toh Amir ne mujhy Apne Pass ane ko kaha

Mein Aya Sbke bich Sb log meri Trf Gour se dekh rhy Thy

Usi bich ek bade umar Shaksh jiska Naam Mehtab Tha wo bole

""kis Ke bete Ho beta..

Mein; Jii Javed Khan ka

Pta nhi Meri Baat Sun kr Mehtab Uncle Soch mein pad gye phir dubara mujhse pucha

Mehtab Uncle; Javed Khan Jo ### yahan Kam karta Aur Doctor hain

Mein Uncle Ki baat sun kr Chonka kyu ke yeh mere Abu ka hi Clinic ka naam tha

Mein; Jii wohi hai lkn uncle Ap Kese Janty Hain Mere Abu ko

Mehtab Uncle; Ary beta Janta Kese Nhi honga Toh Baat Kuch Aisi Mein Kuch Kam ke Silsly mein Tumhare Shahr aa rha Tha Wahan Pass Mein Hi Meri car ki Takr Ho gyi Wahan Bahut Se Log Thy Lkn koi Meri Help Ky liye nhi aya
Tabhi tumhare abu wahan Aa gye mujhy Utha kr apne Clinic le aye Mein jb Hosh mein aya toh wo mere Pass hi bethe Thy Tbhi Mulakaat hui thi unki mere sath mein Unka Ahsan Mand Jisne Meri Jaan bachayi warna Shayed mein aj Zindah na Hota
Uncle ki baat sunkr mera Seena Chouda ho gya aur Apny Abu ky liye Izzt Aur Badh gyi

Mein; Ahsanmand Na kahye uncle Unhone toh apna Farz nibhaya agr mein hota toh mein bhi wohi krta

Mehtab uncle; Chalo Jese tumhari Marzi Tum Bhi Mere bety Amir ki trah Ho agr kisi chiz ki zrurt ho toh mujhy Bejhijhk Bolna Aur hn Mujhy tum apne Abu ka Number Do zara

Mene Phir Uncle ko Abu ka Number diya toh wo baat krne Bahar Chale gye meri Nazar Samne padi Wahan Amira Amna aur Aunty Rozina Bethi hui thi Aunty Bhi itni Der se hamari baate sun rhi thi aur Amira Aur Amna Mujhy Mashkook nazron se Dekh rhi thi

Aunty; Mujhy Bhi Apni Ami trah Hi smjhna kisi bhi chiz ki Zrurt ho Bejhijhk Kehna Aur Beta Tumhare Ghr mein Aur Kon Kon hai

Mein ; Jii Ammi hain Aur Ek Choti Behan

Aunty; Mein Rozina Aur Yeh Amira Jiski Shadi hai aur yeh Hai Amna Ghr ki choti Aur Jo Tumhare pass betha hai Wo Amir

Aunty Ne apne Baare mein Tafseel se Btaty hue kaha Meri Nazer Amira Amna Par padi toh wo mujhy Muskrahti hui nazr ayi

Aunty Thodi mujhse mazeed Haal chaal puchti rahi jese mein kiya krta ami kiya krti

Aur Tbhi Uncle Mehtab Wohi kamre mein aye

Mehtab Uncle; Beta Mene Tumhare Abu ko Shadi mein Invite kiya wo Do din baad seedhe shadi mein ayege aur tum Jo kam ky liye aaye thy wo krne ki zrurt nhi mene Kisi dusre ko kaha Hai aur Payment Bhijwa diya hai

Uncle ki baat sun kr mein apni Jagah se Uth kr Khada hogya mein sochne ek dam se uncle Kiya kiya bol rhy

Mein; Uncle Yeh ap kiya keh rhy hain hm jis kam ky liye wo toh krne dijye

Mehtab uncle; Nhi Jisne Meri Jaan bachai uska beta Yahan meri nazron ke samne kam kre Mein Aisa hargiz hone nhi dunga

Mein; Uncle lkn Jahan kami Hogi wo toh kr skta hun na

Mehtab uncle;( Hansty hue) Tumhare abu ne thik kaha tha ke Tun kuch na kuch krty rhogy Okay Beta Jese Tumhari Marzi

Isi bich Farhan bhi wohi aa gya Mene sbko btaya ke yeh mera bachpan ka Dost hai Sbne Uska Haal chaal
pucha toh farhan bhi sharafat se Btany lga Farhan Ko wohi chhor kr amir ne mujhy bahar aane ko kaha

Amir; Bura na mane Toh tum mujhse Dosti Kr skty Koshish krunga Shikyat ka maoka na Du kabhi
Amir Apni baat rkhne ke baad apna Hath Aagy kiya jispr mene muskrahte hue kaha

Mein; Agr Dosti krni toh aise krte hain dost
Yeh bol kr mein Amir ke gale Lg gya Mein itna Jaan chuka Tha amir Saaf dil Shakhs hai Jiski Insaniyat mein mujhy khot door door tk nazer Nhi aarhi thi islye mein galy mily reh na ska
Hm thodi hi der mein ghul mil gye thy jese purane Dost Hon
Amira college ke last year mein tha usne bataya ke College ke baad wo Apne abu ke sath office mein kam krega

""Aby bhsdk mujhy wahan Akela Chhor Aya
Farhan Aty hi mujh pr Badhk pada Uski baat sun kr mein aur Amir Hans Pady

Mein; Chup lawde Aur is se mil mera Dost Amir aur Amir yeh Farhan mera Bachpan ka dost btaya tha na

Farhan;( Asman ki tarf dekhty hue) ay ooper waly Tera Lakh lakh shukr ke ayaan ko mere ilawa Koi dost toh diya

Farhan ki harkt dekh mein aur Amir tahkare Lga kr Hasne lgy

Farhan; (amir ke gale lgty hue) Ayaan ka dost mera Dost Bhai agr Kabhi shikyat mile toh Pit dena bhale Par chhorna nhi

Amir; Kaisi baate krta yrr aisa nhi Hoga Kabhi

Aise hi hm thodi der baate krte rhy chai pine ke baad kam krne waly bhi saare aa gye mein aur Farhan sbko batany lag gye konsa saman kaha lgana hai

Raat der tk chlta rha yeh Jb dinner ka time hua toh hm fresh ho kr wohi dinning Table pr beth gye Uncle ne mujhy Apne Pass bitha diya Aur Farhan amir ke pass baitha tha Aunty Amira aur amna Uncle ke dusri side bethi hui thi aur Amna Thik mere samne baithi Thi baar Baar meri tarf dekh rhi thi Jiski nazron bachne ky liye mene apna dhiyan khane pr lgaya hua tha
Jesi hi mene apni Nazer samne ki toh amna mujhy hi dekh rhi thi Uski nazer mere se takrayi Thi uske Khubsurt Gore gaalo pr lali cha gyi usne apni ankhen niche krli Aur Apne hont danton mein dbane lagi Mein bhi uski Khubsurt mein Khota ja rha Lkn mene apne apko control kiya Aur Phirse Khana ki trf dekhne lga But mere se khana bhi nhi khaya ja rha Islye mene Pani ky liye Hath badhaya toh Amna ne Pani ka Glass utha kr mujhy diya uski naram ungliyan Mujhse takrayi Toh mere jisnam Mani Khez dard sa hua aur alg si bechaini bhi hone lagi

Pani pine ke baad mein uth kr Khada Ho gya

Aunty; Are beta betho khaya hi nhi aise hi uth gye

Mein; Nhi aunty Bs ho gya Mein Raat ko km khata Hun ghr pr bhi

Aunty; Agr bhookh lgy toh Bejhijhk bol dena

Mein; are nhi aunty bs Itna bahut hai

Mein Wohi kamre mein jisme subah Hamne stay kiya tha hamara samna yahin tha mein Washroom se Fresh hone ke baad bed pr leta toh farhan bhi aa gya

Farhan;( bekhiyali mein) haaye Yrr wo Amna Kitni Khubsurt Gore gore gaal lambi surhai daar gardan Haaye

Mein; (Gusse se) Band kr Apni yeh Bakwas Tujhy pta hai na Uncle Kitna manty hain mere Abu ko Aur tu unki beti kr baare mein aisa bol rha agr kisi ne sun liya toh kitni sharmindingi hogi pta hai

Mujhy bahut Gussa aa rha tha Farhan ki baat sun kr islye mein kamre se Nikal sediyan chadta hun Chhat pr aa gya Abhi mein gusse mein tha agr thodi der wohi rehta toh shayed farhan pr hath pr utha skta Tha Mujhy apni baat. Pr koi pachtawa nhi tha Kyu ke Mene jo kaha tha wo sach hi tha

Abhi mein Gusse ko thanda hi kr rha tha Wahan pr Amira aur Amna bhi ati hui Jinko dekh kr mein niche jana lga toh mujhy Amira ne tokty hue kaha

"" aise kiya muh latkaye ja rhy Ho Kiya Salam dua bhi nhi karogy..

Amira mujhy tokti hui boli

Mein; Nhii Nhi Aisi koi baat Nhi As__________m

Mujhy Dar tha kahi kisi ne hame aise baat krte dekh liya toh kiya Izzat Rahegi hamari Shayed Amna Meri Problem Samjh gyi

Amna; Tumhe dar Hai na kahi koi hame Aise baat karte hue dekh na le ?

Mene haan mein Sar hilaya

Amira; Tension Mt lo Hm Ami abu aur Bhai se Puch kr aye hain

Amira ki baat sun kr mein bhi Befikr hogya

Dono Ki Khubsurti Kamal ki thi Amira Thodi lambe kad ki ladki thi wohi Amna Mere barabr ki thi Uski Khubsurt ka koi mol nhi tha ek baar jo usky chehre ki trf dekhe toh bs dekhta hi reh jaye Mera haal abhi Is waqt kuch aisa hi tha mein baar baar amna ky nazron se bach rha tha

Amira; (Muskrahti hui) Ayaan Kitna Pyaara Naam hai Aur Pyaare Ho bhi

Mein ; Jii Shukriya Naam toh apne dono ke bhi Khubsurt hain ap dono bhi

Amira; Wese Tumhe Bura na lge Toh hamse Dosti kr skty ho

Yeh bol amira ne apna hath aagy kr diya

Mein; (Hath milate hue) Koi pagal Hi hoga Jo itni Khubsurt Ladki ki dosti Thukra de

Amira ke hath bahut Soft aur naram thy Alg hi maza de rha tha mene control karte hue hath chhor diya

Amna; Ary Janab Hmse hath nhi milayege kiya

Mein; (amna se hath milate hue) Kiyu nhi Jii

Amna Ke hath bhi soft aur naram thy bilkul roi jese Mujhse bardasht nhi ho rha Ek itna Khubsurt chehra Aur ooper jism toh aur bhi zyada Khubsurt khair mene Amna ka hath chhor diya

Amna; Jii lgana Band krege kiya plzz mein bhi apki age ki hun koi 30 saal ki aunty nhi


Amna ki Baat sun kr mere chehre Muskraht aa gyi

Mein; (Muskrahte hue) Agr Meri Age ki hain toh Ap lgana Bhi band kr do

Meri Baat sun kr Amna Bhi Muskrahne lagi

Amira; Toh Ayaan Tum Kiya krte ho Study wagera bhi krte ya bs yahi Decoration ka kam hai

Mein; Nhi Decoration toh bs Chhutiyon Mein hi shuru kiya tha Ab Yeh last shadi thi usky baad college

Meri baat sun kr Amira ne haami bhari Wohi Amna Mujhse puchne lagi ke mein Konse collge mein hun jispr mene use btaya toh usky chehre pr ajib si khushi aa gyi

Amira; Are wah usi college mein toh amna Bhi padhne wali meri shadi ke agle din hi Wohi khala ke ghr se college jane wali hai

Mein; achi baat hai Phir Toh College mein Mulakaat hoti rahegi

Mene phir Amira aur Amna Se Ijazt li aur Apne kamre mein aya mera gussa bhi ab tk pura thanda ho chuka tha Farhan Jaag hi rha tha Usne mere se maafi mangi jispr mene 2 3 aur baate smjha kr use maaf kr diya
 
  • Like
Reactions: Spıdəɽmaŋ

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
34,523
151,125
304
Thread closed as per Thread Starter's request.
 
Status
Not open for further replies.
Top