Kerry watson
Active Member
- 775
- 696
- 108
Let's seeE kahani hai badte hue hawas ki e kahani hai dil me chupe hue Tamanna ki e kahani hai dhoke ki e kahani hai pyaas mithane ki..jyaada waqt na gavate hue sidhe kahani ki shuruvat kare…e kahani ek sachi ghatana par adharit hai…matra jagah ki naam badli gayi hai..aur shayad is kahani me kahi b jagah ka naam nh aayenge par baaki sab Patra k naam asal hi rahenge…
Teen mahine pehle
Dur kisi shahar me ek court me ek admi par mukaddama chal raha tha aur wakil sahab uska ek ek gunah ka hisab judge sab k samne bayan kar rahe the par katkatere me khada mujreem kisi darr k bina bas judge sahab k samne har gunah kabul kar raha tha aur mann hi mann has raha tha….aur akhirkar wo samay aa hi gaya jiska sab besabri se intezar kar rahe the…faisla sunaneka..
Judge sahab ne saara mukaddama thik se suna aur aur faisla sunane lage" tamam gavavo aur halat ko nazar rakhte hue e adalat mujrim Jameel ko mujrim karar dete hue 1 baras k liye tadipaar ka hukum deti hai…aur 20000 ka jurmana aur agar jurmana na bhar paaye to fir se 1 saal ki jail ki saja sunati hai aur police ko mujrim par nazar rakhne ki hukum deti hai jab tak wo tadipaar na ho jaaye…mujreem Jamil ko e adalat 2 din ka waqt deti hai is shahar chodne ko….adalat bharkast….
Aur mujrim Jameel court se bahar aaya aur apne Jeb se mobile nikal kar apne vakil ko phone karta hai..
Call par
Jameel- kya vakeel tumne muje ek baras k liye tadipaar karadiya..
Vakerl- are Jameel bhai jindagi bhar chakki phisne se to acha hi hai na…aur wo dusra case b khul gaya hai..aur hum aapke gair hajari me wo case ko Rafa dafa kardenge…samje na aap
Jameel- pakka ek baras k ander ho jayega na…
Vakeel- pakka ho jayega bhai par aap is beech kahi aisi jagah pe ruko ki jaha aapko koi pehchan na le..
Jameel- thik hai to fir mai kal hi nikal jaata hu aap boss se baat kar Lena
Vakeel- aap boss ki chinta mat karo mai samja dunga par bhabhi???
Jameel- tum unki chinta mat karo mai unhe unke gaav bhejdunga aur kahunga ki muje kisi urgent kaam se US jaana hai…
vakeel- thik hai fir koi pareshani nh
……