Vickey1211
Well-Known Member
- 7,541
- 16,040
- 188
Mast update h bhaiUPDATE 13
Radha meri taraf gusse mein badhi
Aur mujhe punch maarne ki koshish ki
Ab dekho mujhe ladna nahi aata tha
Aur aata tab bhi main radha pe hath nahi uthata
Radha mujhe punches aur kicks maarti ja rahi thi
Main bachne ki bilkul bhi koshish nahi kar raha tha
Yeh dekhke sab log chaunk gaye the
Radha mujhe kutte ki tarah maar rahi thi
Lekin bhaiya humko dard nahi ho raha tha
Divya se humko healing factor mil chuka tha
Koi humko atom bomb se bhi uda de
Humko kuchh nahi hoga
Ab main fenk nahi raha tha
Yeh sab mujhe bas pata tha
Ab radha mujhe maarte hue thakne lagi thi
Lekin main jas ka tas khada maar kha raha tha
Radha..tumhein dard nahi hota kya
Main..hota hai
Par main tumpe hath nahi utha sakta
Radha.. kyun
Main..bas aise hi
Aur kuchh hi der mein radha mujhe maarte maarte itni thak chuki thi
Ki woh zameen pe gid padi
Aur lambi lambi saansein lene lagi
Main uski sword uthaya
Aur uske seene pe rakh diya
Yeh dekhke jo mama ki gand fati
Mami ki cheekh nikal gayi
Woh mama ka hath pakadke rone lagi
Mama bhi kuchh nahi kar sakte the
Kyunki yahi toh rule tha
Main..haar maanti ho
Radha.. Kabhi nahi
Main.. soch lo maari jaaogi
Radha..mujhe faraq nahi padta
Main.. haar maan ne mein koi burayi thodi hai
Kaunsa tumhara sab kuchh khatam ho jaayega
Ek tournament hi toh hai
Agle saal phir jeet sakti ho
Lekin agar jaan chali gayi
Toh sab kuchh khatam ho jaayega
Radha..kya karu Apne pita ki ek lauti santan hoon
Agar haar maan gayi
Toh woh aur baaki sab yahi sochenge
Ki agar beta hota
Toh Kabhi haar nahi maanta
Kul ke liye apni jaan de deta
Uski yeh baatein sunke mujhe samajh aagaya
Ki aakhir radha kyun aisi hai
Bachpan se hi use yeh mehsus karaya jaata tha
Ki uski jagah agar ek ladka hota
Toh kul ka naam raushan karta
Ab ghanta koi mera kuchh bigaad sakta tha
Isi liye main sword fenk diya
Main..main haar maanta hoon
Yeh sunke sabhi chaunk gaye
Sabne yahi socha
Ki aakhir kyun is ladke ne haar maanke
Apni maut maang li
Yeh sunke radha mujhe dekhne lagi
Uski aankho mein aansu aagaye
Mama ko bhi yakeen nahi hua
Ki aakhir kyun
Main..toh ab main haar maan chuka hoon
Isi liye divya bach gayi
Ab mujhe maarna hai toh maar do
Avdesh..radha khatam kar do ise
Radha mujhe dekhe ja rahi thi
Radha..kyun kiya tumne aisa
Main..ab apne pyar ke hatho marna
Har kisi ki kismat mein thodi hota hai
Shayad meri yahi niyati thi
Radha.. pyar
Avdesh..radha baatein karne ka samay nahi hai
Khatam kar do ise
Radha apni himmat jutake khadi ho gayi
Aur apni sword uthake mere paas aagayi
Radha..kaun ho tum
Main.. muskurate hue...tumhara apna
Aur radha ne apni sword fenk di
Avdesh..radha
Vijay..kaise insaan ho tum avdesh
Yeh kya ho gaya hai tumhein
Woh chahta toh tumhari beti ko asani se maar sakta tha
Lekin usne aisa nahi kiya
Ab woh haar maan chuka hai
Toh uska ehsaan hai tumhari beti pe
Tabhi mama ka sala bol pada
Mama ke saale ka naam gajraaj tha
Gajraaj..niyam hain thakur sahab
Aur niyam humare purvajo ne banaye the
Use hum nahi tod sakte
Yeh sunke baaki thakur bhi bolne lage
Ki us ladke ko marna hoga
Niyam sabke liye Barabar hain
Tabhi gajraaj ki biwi sudha bol padi
Sahi keh rahe hain mere pati
Pata nahi woh ladka kaun hai kya hai
Shayad yeh sab uski chaal ho
Taaki woh jeeja jee ka vishwaas jeet sake
Yeh sunke main sudha ki taraf dekha
Woh mujhe nangi dikh rahi thi
Aur kisi ke liye main tharki banu ya na banu
Lekin teri toh main gaand aur choot dono faad daalunga
Main..sword kyun fenk di
Radha yeh sunke mujhe thappad maarne lagi
Main maar khata raha
Ab biwi se toh sab pit te hain
Aur phir radha mere seene se lagke rone lagi
Sab yeh sab dekhke chaunk gaye
Mama cheekh pade
Radha yeh kya behudgi hai
Jise sunne ke baad radha ne
Yahi bola
Pitaji main ise apna var chunti hoon
Aapko toh pata hai
Ki aisi stithi mein agar vijeta
Prajit se shaadi kar le
Toh uski maut ki saza khatam ho jaati hai
Yeh sunke sabhi thakur khade ho gaye
Vijay..avdesh tumhari beti ne sahi faisla kiya hai
Aur main thakur Vijay Singh yeh elan karta hoon
Ki meri beti divya ab is ladki ki patni banegi
Ladke kya tumhein manzoor hai
Main..main kya bol sakta hoon
Jaisi aapki marzi
Aur main divya ki taraf dekhne lagi
Woh buri tarah sharma gayi
Tabhi radha ki ankhein band ho gayi
Aur use sab kuchh yaad aagaya
Aur uske baad jo usne rona shuru kiya
Main..are are mera radha kyun ro rahi ho
Main theek hoon
Radha..yeh maine kya kiya Apne maharaj ke sath aisa kiya
Main mar kyun nahi gayi
Aur radha aur jor se rone lagi
Main..dekho radha baaki sab theek hai
Lekin yeh marne warne ki baat na karo
Warna main chala jaaunga
Yeh sunke radha phirse rone lagi
Radha..dekhiye toh kitna khoon baha hai aapka
Yeh maine kya kiya
Aur dekhte hi dekhte radha behosh ho gayi
Pehle se woh thaki bhi hui thi
Main use apni god mein utha liya
Maami daudte hue mere paas aagayi
Sabhi thakuro ne mama ko badhayi di
Aaj ek baar phir woh 50 gaon ke mukhiya ban chuke the
Lekin unhein is baat ki jara bhi Khushi nahi thi
Main..maami radha ko ghar le chalte hain
Yeh sunke maami ke hosh udd gaye
Sulekha..kya matlab
Main..kya maami
Aapne mujhe nahi pehchana
Main hoon aarya
Yeh sunke jo maami ko jhatka laga
Avdesh..ladke pehle tum yeh batao ki tumhari rago mein kis thakur ka khoon beh raha hai
Main..mera naam aarya Chauhan hai
Meri maa ka naam anjali Chauhan
Aur Main thakur karan singh ka naati hoon
Yeh sunke jo sabke hosh ude
Gajraaj..yeh nahi ho sakta
Jeeja jee yeh toh aapka bhanja nikla
Kaise iski shaadi aapki beti se ho sakti hai
Niyam madarchod
Niyam
Yeh baat gajraaj ke kaano mein padi
Woh chaunk gaya
Main radha ko apni car mein bithaya
Aur tabhi divya mere bagal mein aake baith gayi
Uski aankho mein khushi ke aansu the
Woh mere gaal sehlayi
Sulekha.. besharam kahin ki
Main yahin pe hoon
Divya.. sorry Aunty
Phir hum haveli pahunch gaye
Main radha ko bed pe lita diya
Aur phir ek doctor aaya
Aur radha ka check up karne laga
Doctor..darne ki koi baat nahi hai
Bas radha beti thoda thak gayi hai
Uske baad radha ko ek injection Diya doctor ne
Aur phir chala gaya
Tabhi mami ne mujhe thappad maar diya
Jo ghura hai maami ko divya ne
Ek pal ke liye maami bhi ghabra gayi
Maami..yeh sab kyun kiya tumne
Agar tumhein kuchh ho jaata
Toh kya hota tumhein pata hai
Maa jeete jee mar jaati
Tumne unke baare mein nahi socha
Main..toh aapko is baat se. Koi problem nahi hai
Ki meri shaadi radha se hogi
Maami..tumhari maa ne aur maine
Yahi tay kiya tha
Ki radha tumhari dulhan banegi
Tabhi room ka gate khula
Aur maama andar aagaye
Maama mujhe ghur rahe the
Main.. sorry
Maama behenchod itni tezi mein aaye mere paas
Ki ek pal ke liye main ghabra gaya
Are bhai darna alag baat hai
Aur ghabrana alag
Lekin maama ne mujhe Apne seene se laga liya
Avdesh.. pehle kyun nahi bataya
Main..mauka hi nahi diya aapne
Aur radha ne toh ek jara bhi nahi diya
Avdesh..maaf kar do humein
Main..theek hai
Kar deta hoon
Aur phir mama bina kuchh bole chale gaye
Haan woh thode serious the
Main..kaisi jhelti ho aap inhein
Mami..agar sun liya na
Toh tumhari khair nahi
Main..wow maami aap toh aur jyada hot ho
Ab main yeh baat is liye bola tha
Kyunki maami ke vaksh mere saamne jhul rahe the
Baap re kitne bade hain
Main apne aapko control kiya
Aur phir maami chali gayi
Mami ke jate hi divya mujhe ghurne lagi
Main..kya hua
Divya..main Dekh rahi thi
Aapki najrein kahan hai
Ab main use kya batata ki woh khud hi muhe nangi dikh rahi thi...
Maza aa gya