• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Ek yodha

parkas

Well-Known Member
32,650
70,024
303
Update 128

Me :- (shaitaani muskan ke saath) ab batao yaha kaun marne wala hai

Jaise hi mene apni talwar ko us aadmi ke gardan par rakha turant hi uske chehre ke expression badalne lage ye sab kewal kuch second me hi hua tha

Isiliye us aadmi ke pass apne reflex use karke bachne ka koi mauka nahi tha aur jab usne apni halat par gaur kiya toh uske chehre par aaye shocking bhav dheere dheere muskaan me badalne lage

Uske sharir se kala dhua nikalne laga aur dekhte hi dekhte woh aadmi us kale dhue me kahi gayab ho gaya jo dekhkar ab shocked hone ki bari meri thi

Me yaha waha dekh raha tha ki tabhi mujhe mere piche se tqliyon ki aawaj aane lagi aur jab mene mudkar dekha toh me dang rah gaya

Kyunki waha par Guru shika khade the jo mere taraf muskurate hue dekh rahe the aur taliya bajate hue aage aage badh rahe the me unhe dekhkar dang tha

Kyuki us aadmi ke kahe mutabik guru shika ko usne maar diya tha aur ab woh mere saamne sahi salamat dekhkar me turant unke saamne pahunch gaya

Me (chinta me):- shika aap thik to hai aapko kuch hua toh nahi

Mene Abhi sawal pucha tha ki tabhi shika ne ek laat mere sine par maar di lekin pichle baar ki tarah piche girne ke bajaye me kewal thoda ladkhada gaya tha

Shika :- sahi sarvnaam ka istemal karo kitne baar tumhe batau aur rahi baat in sab chikon ki toh ye kewal ek bhram tha is jungle kadam rakhte hi tum mere adhukarik kshetra me pahunch gaye ho isiliye tum Kisi jaduyi shaktiyon ya astron ka istemal nahi kar sakte lekin anant urja astra jo mere se kahi jyada shaktishali hai me use rok nahi paya isiliye tumhe sahi gyan aur training ke liye mujhe ye bhram taiyar karna pada yodha ka tumhari talwaar cyinne ka kawach ka aur aakhir me tumhare upar humle ka jiske parinaam tumhare saamne hai ab tu pahle s4 bhi jyada tez jyada shaktishali aur jyada gyani ho aur dil dimaag ek karne se mere bhram bhi tumhare saamne tik nahi saka

Jaise jaise shika mujhe sab bata raha tha waise me hvayuan ho raha tha me samajh bhi nahi pa raha tha ki aakhir kab aur kaise me is jaal me phas gaya aur kab unhe mere anant urja astra ke baare me pata chala

Aur abhi me soch raha tha ki tabhi mujhe yaad aaya jungle me humari pahali muthbhed jaha shika ne apne khanjar se mujhe jakhami kiya tha

Jab ki anant urja astra ke hote mujhe chot nahi pahuch sakti aur unhone ne toh jakhmi kar diya tha matlab is jungle me aaye hi me bhram me tha

Ab unke is ghamand ka karan samajh aata hai ki Kyu woh khud ko sarvagyani guru maharaj shika kahalwana pasand karte hai

Toh wahi jab me in sab khayalon me uljha hua tha ki tabhi mujhe aisa laga jaise Puri duniya ulat gayi Jo ghas mere pvayuo ke niche thi

Ab woh mere sar ke uper tvayu rahi thi lekin jab me is badlaw ko mahsoos kar hosh me aaya toh pata chala me haea me ulta latka hua tha aur shika hath me crossbow leke mujh par nishana tane khade the

Shika :- agar yuddh ke maidan me tum aise vicharon me gum ho gaye toh shatru ke jaal me faskar humesha mar jaoge yaad rakhna shatru tumhe maarne ke liye ya pakadne ke liye kisi bhi bhram ka istemal kar sakta hai isiliye ab ye tum par hai ki tumhe shatru ke bhram se bachna hai ya fasna hai (thandi saas chodte hue)bahut kuch shikhana padega tumhe bachhe

Me (utsah se):- toh kya aap yani sarvagyani guru maharaj shika mujhe woh sab shikhayenge jo mujhe shikhna hai

Shika (muskurate hue) :- agar me tumhe apna shishya banana nahi chahta toh kabhi tum mujhe dekh bhi nahi sakte toh kal subah tayar rahna

Me :- toh ab mujhe yaha se utar bhi dijiye taki hum abhi shuru kar sake

Shika :- ye bhi ek bhram hai tumhari aakhiri pravesh pariksha ise tod kar kal subah tak choti ke niche pahunch jana

Itna bolkar woh waha se nikal gaye aur me waise hi waha latakta raha aur kuch ghanto ki mehanat me is bhram ko bhi aasani se tod saka bhram ke todne ke baad jab mene apne anant urja astra ko apne sharir me sama liya toh achanak mera sharir chamakne laga aur jab chamak kam ho gayi toh mere kamar ek mayan aa gayi thi jisme anant urja astra kisi sadharan talwar ki tarah rakha tha

IMP NOTICE

Hello guys me aap sabko batana chahunga ki aage se story ka action aur tone me aapko diffrence dikhayi de sakta hai me kuch nayi writing style (not font) change kar raha hu ye style mene ek dusre website me dekha hai jo mujhe pasand bhi aayi isiliye me ise try karna chahta hu isiliye apne genuine review ke saath taiyar rahe

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Bahut hi shaandar update diya hai VAJRADHIKARI bhai....
Nice and lovely update....
 
  • Like
Reactions: Naik

dhparikh

Well-Known Member
13,134
15,260
228

Nice update....
 
krish1152

Well-Known Member
6,764
18,469
188
nice update
 
Ek anjaan humsafar

Well-Known Member
2,908
4,065
143

Superb update ✍️ tha Bhai 😨, dhanyavad 🙏. Aapka Naya style mein aapko agla dhamakedaarwaale upcoming update ✍️ mein Milne ke liye bechaini aur besabri se intezar kar rahe hain hum, Bhai 😨. Regards 💗💐.
 
  • Like
Reactions: Naik

VAJRADHIKARI

Hello dosto
1,484
18,303
144
Update 129

Meri training ka pehla mahina ek nightmare jaisa tha. Shika ne mujhe subah se lekar raat tak khada rakha talwar chalana, stance pakadna, aur apni body ko discipline dena.

“Zyada zor mat laga,” Shika ne kaha jab maine apni talwar ko ek bure strike ke saath ghoomaya. “Talwar ka wazan mehsoos karo. Force se nahi, balance se kaam lo.”

Main pasine se bheeg chuka tha, haath dard se kamp rahe the. Lekin Shika ke chehre pe koi reham nahi tha.

“Dobara,” usne kaha.

Maine apni saans ko sambhala aur talwar uthai. Shika ne apni talwar ko halka sa ghoomaya ek fluid, effortless motion jo meri talwar ke path ko block kar gayi. Ek second ke andar, uski talwar meri gardan ke paas thi.

“Tum bahut soch rahe ho,” Shika bole. “Talwar ko mehsoos karo socho mat.”

Maine apne thake hue hathon ko dekha. “Lekin bina soche talwar kaise chalau?”

Shika ne apni talwar ko mayan me dala aur meri taraf dekha. “Samay ke saath.”

Agle din, training aur zyada intense ho gayi. Shika ne mujhe ek choti si patthar ki machan pe khada kiya aur ek task diya jo tha, “Balance.”

Main apni talwar ko grip karta raha jab hawa tez hone lagi. Shika ne apni talwar se ek sharp strike kiya main apni talwar se usse block karne ki koshish ki lekin mere pvayu fisal gaye. Main zameen pe gir gaya.

Shika mere upar jhuke “Tum bas apni taqat pe bharosa kar rahe ho. Balance chahiye. aag, dharti, vayu, aakash aur pani ke flow ko samjho. Control karo.”

Maine apni saans ko control kiya aur dobara khada hua. Shika ne mujh par fir se strike kiya is baar main zyada shant tha. Maine apni talwar ko defensive position pe rakha, apni saans ko sambhala, aur strike ko deflect kiya.

Shika ke chehre pe ek chhoti si muskaan aa gayi.

“Shuruvaat achhi hai,” usne kaha. “Lekin yeh sirf shuruvaat hai.”

Do mahine ke baad meri body strong hone lagi thi. Muscles tight ho rahi thi, grip mazboot ho gayi thi. Lekin Shika ke training ka asli test tab aaya jab usne mujhe pehli baar elements ke saath train karne ko kaha.

“aag aur pani ek doosre ke virodhi hai,” Shika bole, apni talwar ko samne pakad kar. “Lekin jab yeh ek saath kaam karte hain… tab asli power dikhti hai.”

Main ek khule maidan me tha. Shika ke talwaar se aag ke chhote chhote flames nikal rahe the.

“aag ko apne talwar me lao,” usne kaha.

Maine apni saans ko control kiya, apni talwar ke wazan ko mehsoos kiya. Maine aag ke liye apni body ke andar ke garmi ko mehsoos kiya ek dhadkan jaisi jo mere haathon tak pahuch rahi thi.

Talwar ke blade ke upar ek laal chamak aayi. Shika ne ek sharp strike kiya main apni aag-wrapped talwar ko lekar aage badha. Talwar ke clash se ek chhoti si chingari nikli.

Lekin fir Shika ne apni talwar se pani ki ek lahar nikali jo mere talwar ke upar girte hi uski flame bujh gayi. Main peeche hat gaya.

“aag ko control karo,” Shika bole. “pani ko dushman mat samjho. Use apna saathi samjho.”

Maine apni saans ko dobara control kiya. Maine aag ko dobara apni talwar me bulaya is baar maine pani ko bhi mehsoos kiya ek thandi sanse jo aag ke garmi ke opposite thi.

Main aage badha. Shika ne pani ka ek doosra strike kiya maine aag ko twist kiya, usse paani ke flow ke saath milaya. Talwar ke blade pe ek laal aur neeli chamak thi.

Shika ne apni talwar neeche ki.

“Ab samajh aaya?”

Maine apni talwar ko neeche kiya, saans tezi se chal rahi thi.

“aag aur pani ek doosre ke virodhi nahi hain,” Shika bole. “Woh ek doosre ki taakat ko balance karte hain.”

Us din ke baad meri training badal gayi. Main sirf aag ya sirf pani pe focus nahi karta tha main dono ko ek saath laane ki koshish karta tha. aag ki garmi ko pani ke thande flow ke saath milana. Strength aur calmness ko balance karna.

Ek din, Shika ne ek bada test diya.

Usne ek bade pani ki lahar ko mere upar bheja. Main aag ke saath strike kiya lekin paani ke flow ko toda nahi. Maine apne andar ki shakti ko balance kiya aag ko paani ke saath milaya. Talwar ke blade pe ek fiery-blue chamak aayi.

Shika ne apni talwar neeche ki. “Bohot accha.”

Maine apni saans ko normal kiya, haath abhi bhi kamp rahe the.

“Ab agla step,” Shika bole. “Tumhe ab sirf aag aur pani nahi… baki elements ko bhi samajhna padega.”

Main apni talwar ke blade ko dekha, jo ab bhi thodi si chamak raha tha. aag aur pani ek saath… lekin abhi dharti, vayu, aur aakash ko samajhna baki tha.

Aur unke liye bhi Main ready tha.

Superb update ✍️ tha Bhai 😨 dhanyavad 🙏. Elements ko saath lekar training karna, body aur mind Ko control karke unhein kaabu karna, yeh sab sikhaya jaa raha hai, ek paripurna yoddha ke roop mein Raj Ko Badal Raha hai Sikha ne, bahut khoob. Aapka agla dhamakedaarwaale update ✍️ ka besabri se intezar rahega humein Bhai 😨.
 
  • Like
Reactions: Naik and parkas

park

Well-Known Member
13,819
16,564

Nice and superb update....
 
Bahut hi badhiya update diya hai VAJRADHIKARI bhai....
Nice and beautiful update....
 
  • Like
Reactions: Naik
Top