note dosto: the update 36th is posted. per kay batana. have a good weekend. cheers.
Last edited:
Majedaar update tha, Bhai. Dhanyavad. Tanya aur Sad ke beech ek Naya emotional chemistry - astonishing indeed, dear bro. Lagta hai Zan apni harkaton se baaz nahin aayega. Aur Laiba aur Haya, Sad ki Uni mein aage kya karnewaali hain Zanny ke saath mil ke - yeh toh aanewaale updates mein clear ho jaayegi, I sincerely hope for sure. Lekin ek baat katak Rahi hai aaikhir Khan ka rasta roknrwaala vyakti koun tha Magar - iska jawaab shaayad milega aanewaale updates dwara jiska Pratiksha rahega hamein Besabri se, Bhai.Update-36:
The Silent Moment:
Abi tak Emperor ki kahani may:
Sad: mainay nahi humnay MONA. Tum kiu bhool jati ho kay we are one.
MONA: *blushes!* indeed.
Tanya: sad are you ok?
Sad: bilkul ma’am kiu kya hua?
*grinning face!*
Tanya: no it’s, um good to see you back. Is time tanya be bilkul puzzle ho chuki thi.
Wahi zan ka para sad ko dekh kar satway aasman per pohnch chuka tha.
(yea meri hits say recover kaisy kar sakta hi. How is it possible!!!!. *clutched fist!*)
Now Next:
Aj ki subha kafi kuch lai thi kafi logo kay lia per jo agay hony wala tha is cheez say kafi log abi be anjan thay.
Aj subha say mr. khan kafi khush thay. Zindagi may pehly bar aj unko unka Rishta sad kay sath behter hota laga or jab usnay insay phone ki demand ki to najanay kiu wo dilsay sad kay lia uski demand ko pura karnay may josh say bhar chukay thay.
akhir pehly bar aj sad nay unkay sath aik normal father son breakfast kia tha. mr. khan is he cheez say ab sad ko hurt nahi karna chahtay thay. uski nazer kay wapis anay kay bad mr. khan khud ko dunia ka sab say lucky shakhs samaj rahay thay. boht waqat laga in cheezo ko normal hony may or ab ismay kissy be terha ki koi gadbad wo bilkul be nahi chahtay thay. hala kay sad akayla jana chahta tha university per mr. khan ka is bar koi be risk lenay ka koi iradha nahi tha is he lia unhony ghulam baksh ko uskay sath bheja or phir khud tayar ho kar gari ko office ki terf chalana shuru kar dia. aj unkay chehray par aik smile ati jati dekhi ja sakti thi.
Jab mr. khan khudsay apni gari ko drive kar kay apnay office kay pass pohnchay to tab he achanek unki gari kay samnay say aik or gari unki gari ka rasta rok chuki thi. pehlay to yea sab normal he laga unko. is he lia mr. khan nay do say tin dafa horn bajaya per samnay wali gari may koi be halchal nahi hui.
yea dekh kar unko ghusa be aya or kafi ajeeb be laga. so apni gari ko band kar kay;
Mr. khan: hud hogi yea kya bat hi. Moo may yea badbadatay hua derwaza khola or us safaid rang ki Mercedes ki teraf chal paray. Abi tak is gari ki teraf say koi be hal chal nahi hui thi. Yea cheez mr. khan ko be kafi ajeeb lagi kiu kay unka office aik furnished area may tha jaha per nah to ziada rush tha or nah he aisy cheez unkay sath kabbi hui thi. Aisy he milay julay khayal lay kar jab wo us gari tak pohnchay to jhatkay say us gari ka pichla derwaza khula or herani nay mr. khan ko tab gheare lia jab unki nazer us shakhs per padi jo us derwazay say ahista ahista kar kay bahir nikla or unkay samnay apnay khamosh andaz or hath may thami hui cigar lay kay kafi chil dikh raha tha.
Mr. khan: tt- tum? Yaha? Mera matlab hi yea kya bat hui.tumnay mera rasta kiu roka?
Samnay say: moo say dhuva chortay huay. Kafi achi subha hi aj nah khan?
Mr. khan is bat ka jawab denay he lagay thay kay tab he-------
******
(tu itna ahista kiu chal rahi hi yar? Jaldi chal warna meri friend nay bore ho kay chalay jana hi.)
Do ladkiya university ki parking say nikelti hui taisy say aik teraf ko chalti hui ja rahi thi.
Dono ki chal or unkay lehratay huay baal aas pas ka mahole or mosam bigadtay huay agay bad rahay thy.
Jaha aik teraf aik ladki taizy say chalti hui ja rahi thi. Wahi doosri ladki kay qadam kafi halkay halkay agay badh rahay thay, uska dehan as pas dekhtay huay kuch socho may gum sa tha.
(haya!, jaldi chal lo yar. Tum itni sust kab say hogi?)
(wo to tik hi per hum is university may kiu ai hai Laiba?)
Laiba: uf ho!, bataya be tha kay mainay ab yaha say he apni baki digree karni hi. Meri friend be yaaha per he hoti hi or usnay mujay migrate karwa dia hi yaha per uskay he department may.
Haya tum be kiu nahi yaha say he perh letty?
Hum full dhamal karay gay.
Haya: jo apni he soch may kahi gum se thi. Hmph, per mai kaisy?
Laiba: oho, meri friend ko he kahay gay nah. Tum muj pay chore do mai karwati hun tumara kam be.
Haya: per laiba yea kon hi friend tumari jiski tum rag ga rahi ho subha say.
Laiba: bus wo hi he aisy. Tum be us say jab millo gi to tum be uski fan ho jao gi.
Haya: acha!, sahi hi. Per tum abi meri bat nahi karna. Jis kam aii ho wo karlo phir mujay meri university drop kar dena please!.
Laiba: ok then, yea tumari merzi hi yar. Ao wo hamay garden side per milay gi.
Haya: jo be ho yar, dil may, (kahi wo aya to nahi hoga yaha. Mai usko face be nahi karna chati.)
Haya ki chal may abi be us rat ka dard saf saf mehsoos kia ja sakta tha. jo be hua wo kafi ghera asar chore chuka tha haya ki puri zindagi per. Wo abi be un yaddo say bahir nahi nikel saki thi kay usnay aik aisy shakhs per bharosa kar kay usko apni sab say qimti cheez churanay dee. Wo in he khayalo may gum laiba kay sath garden ki teraf ahista ahista chalti hui ja rahi thi.
_______
Doosri teraf: anum nay jaisy he apnay chachu ka wo text perha jo kuch yu tha.
(beta yea sad ka new number hi. Is ko ap be save kar lena.)
Wo samaj nahi saki thi kay sad nay usko yea bat batai he nahi or aj subha say wo us say choopta chapta university be chala gaya. Is waqat anum kay samnay agger koi ah jata to shaid wo apnay ghusay say us shakhs ko jala kay mar dalti. Wo bar bar us message ko khol kar sad per apnay danto ko peesti ja rahi thi. Jitna uska mood acha hua tha ab is time wo sara ka sara aag ban kay uski sanso may nazar ara tha.
Anum: that basturd, *face with horns!*, usnay yea sab kuch mujsay choopaya kaisy. That dog!, mai uskay lia koi mari nahi ja rahi. Yea kar kay usnay both bura kia hi. Isko to mai batati hun. Phone be lay lia or mujay bataya nahi. Youuu saaaad!
*******
lahore shair ki aik sunsan see gali may do admi aik gari kay pass he khaday huay thay. unmay say aik nay gari ka derwaza khola or aik bag nikal kay doosray ko dia.
admi-1: dekh email dehan say perh kay kam kari werna is bar apni khair nahi.
admi-2: yar pehlay be dehan say he hota hi yea kya ajeeb se bat ki tumnay.
admi-1: sakht orders hai. masla nah ho jai koi. elections be sar pay hai.
admi-2: fikar nah karo madam ko kehna kam ho jai ga. tension not.
admi-1: hmm, behterri is he may hogi sabki, werna madam ko to jantay he ho tum be.
admi-2: han janta hun is lia kam pura karta hun jo be wo dety hai. aisy nahi unka sabsay ziada khas banda mai.
admi-1: pfft hahahah, khas wo hai. baki or kissy ko khas nahi samajti samja tu. chal jaldi nikel or email ka wait kari.
dono apni apni gario may beth kay taisy say gali ki ulti sides say bahir ki terf nikel gay.
********
Doosri terf sad apnay gher ko chore kar aj phir say university kay classroom tak ah pohncha tha. ziada tar students ki nazer board per kam or sad per ziada jam chuki thi.
Abi yea din ki pehli he class thi per agger board pay likhti hui tanya ko dekha jai to uski halat kafi herankun thi. Wo likh to board per rahi thi per bar bar uski ankho kay samnay sad ki wo movement ati ja rahi thi jiski waja say uska control uskay hatho say chut chuka tha or wo baykhayali may likhti hui khud ko sambhalnay ki koshish kar rahi thi.
Tab he jo wo nahi chati thi wo he hua.
(excuse me miss?)
Tanya: khud ko sambhal kar, um, yes sad? What happened?
Sad: yes, wo I want to tell you something.
MONA: that he is in love with you miss? *face with tears of joy!!!*
Sad: uf MONA.
Tanya: that?
Sad: um, apnay board pay kuch galt likh dia hi. Because the definition is not like this of micro organs.
Tanya: um, but!, tum? I mean you can----
Sad: yes, I can. Is lia to mai on leave tha.
Tanya: really? Per hamay to bataya gaya tha that you are badly injured.
Aisa kiu?
Sad: well, yea sab mujay nahi pata per ab say you can treat me like a normal student. Ok?
Tanya: that’s great. Aik lali tanya kay chehray par cham say aii or gayab hogi. Najanay kiu usko yea sab sun kar dil say Khushi hui thi jiska ahsas usko hoty he usnay khud ko dubara serious kia. Well, yea to both achi bat hui sad. I’m happy for you.
Dono itna easy ho kay bat kar rahay thay kay mano yea class nah ho koi drawing room ho jaha coffee ka cup hath may lia do dost bat kartay hja rahay thay. Tanya ki sari ke sari attention sad par he thi jab say wo class may ah kay betha tha. yea cheez waha bethay saray students apni bio chore kar unki chemistry dekh kar heran ho rahay thay.
Aikdum say tanya board say hat kay students ko kuch kehnay ki lia muri to achanek uskay samnay bethay huay sad ki nazar ka x-ray seedha ja kay uski cleavage line pay ja kay ruka.
MONA: wooo, so deep?
Hena?
Sad: wh- um no, aisa kuch nahi hi she is my teacher MONA.
MONA: to mainay kab kaha kay teacher nahi hi baby. But, teacher kay sath he sath she is cute and smoking.
Sad: hogi, to?
MONA: hmph!, hogi nahi hi. Agger nah hoti to tum bar bar udher he nah dekhtay.
Sad Bechara apni he bato kay jaal may khud ko phasa chuka tha. bat to such thi kay tanya say uski nazar hat he nahi rahi thi. Yea asar shaid uspar uskay mature level ki waja say usper havi hota ja raha tha. pehlay haya, phir anum, or ab tanya ki khubsurti be usko or uskay jazbato ko unstable karnay may kamyab ho chuki thi.
Jab tanya class ko samja rahi thi to pal bhar kay lia he tanya nay be sad ki ghoorti hui niga ko notice kia or tab he usmay be aik ajeeb sa ahsas paida hua jo pehlay nah tha. usnay jhatkay say dice pay pari hui apni stole ko utha kar apna neck cover kia hala kay yea kartay huay wo bilkul he normal react kar rahi thi per uskay andar sad ki us nazar nay halchal macha dee thi, uska dil zor say dharkta hua bar bar uski awaz ko kampnay per or galay ko khushq karnay may jur chuka tha.
Aj subha jab wo class may aii thi to uska ghusa do students per bhadak chuka tha per sad may kuch to ajeeb tha kay uski nazar ko notice kar kay be tanya kuch nahi boli nah he class may say kissy ko is bat ka pata chalnay dia.
Yea cheez bechari ko khud be samaj nahi ari thi kay akhir aj usko ho kya raha hi.
Sad: miss are you ok?
Tanya: um, yup sad, kiu? Apnay kuch poochna tha.
Yea sawal or uska yea jawab dono ko aik doosray ki halat ka andaza day chuka tha.
MONA: stop baby she is getting embarrass .
Sad: MONA meri intention yea nahi thi.
MONA: acha sahi sahi. Sure ho nah?
Sad: come on MONA, *face with swet!*
MONA: nahi nahi mainay kya kaha baby. I just asked you.
Sad: whatever.
Baki class lecture may jaha dehan day rahi thi. Wahi per!,
In he students may zan or uzma ko pata nahi kiu baywaja he sad per ghusa charta ja raha tha. abi to usnay kuch kia be nahi tha or dono ghusay say lal pilay ho rahay thay.
Zan: iski to-----
Uzma: pata nahi samjta kia hi khud ko. Do you think kay yea such he bol raha hi that he can see now? Kya pata pehlay be kya dekh sakta ho or sabko tang kar raha ho.
Zan: wohi nah yea aadat hoti hi aisy logo ki. Khud ko pata nahi kiu itna oversmart smajtay hai. Isko to mai choru ga nahi tum dekhna.
Uzma: nahi zan koi zaruret nahi aiso ko moo be laganay ki. Agger wo hamara rasta nahi kat raha to problem kia hi?
Zan: per tum bhul gi isnay first day kya kia tha?
Uzma: dil may, (wo to aj be subha hua tha. agger tumay bataya to pata nahi tum kya reaction do gay.)
Nahi zan rehnay do chore do just ignore him. Wo itna be important nahi hi for us. Study pay focus karo nah tum. Midterm be bilkul pass aagi hi.
Zan: jo be hi. Isko milna to hoga. Kafi kuch poochna hi.
Uzma: kya poochna hi?
Zan: ziada kuch nahi bus us doctor ka jisnay ilaj kar dala iska.
Uzma: hmm kafi talented doctor hoga agger yea such bol raha hi to/
Zan: *clutched fist!* hmm lagta to hi. Andar zan ghusay say yea samaj nahi sakra tha kay sad itni jaldi khud ko recover kaisy kar paya or usnay apni un hadiyo ko jora to kaisy jora. Kiu kay wo zan nay both he baydardi say tori thi.
Is he cheez ko sochtay huay pehly class khatam hony ki terf ja rahi thi.
Tanya: students kindly koi sad kay sath apnay notes ko share karay ga?
Sad: uski zaruret nahi miss. Kya app mujay mil sakti hai after this class?
MONA: yes, miss baby akaylay may he sab izhar karay ga.
Sad: stop it MONA.
MONA: don’t you like her? I mean she is so gorgeous.
MONA ka yea kehna he tha kay sad be tanya ko aik bar upper say nichay tak phir say dekhay begare nah reh saka.
MONA: right?
Sad: hmph, right, yea subject marwai ga mujay/
MONA: subject ya subject perhany wali? *face with tears of joy!*
Tanya: hmm, sure sad as you may know kay midterms be next weeks say start ho rahay hai to apko kafi kuch cover karna hoga.
Sad: next week? Mujay laga tha miss it is next month.
Tanya: um, yes, month he kehna tha. bechari ko samaj nahi ara tha kay wo bar bar aj sad jaisy student ko dekh kar itna confuse kiu hori thi. Per ho to rahi thi or isper wo kuch kar be nahi sak rahi thi.
Aisy he usnay class khatam kar kay jaisy taisy apna bag pakra or hadbadati hui chal kay sath bina kuch bolay class ko chore kar bahir ki terf nikal gi.
MONA: baby bechari miss ko dara dia tumnay.
Sad: such may dara dia. Ab ismay galti meri to nahi thi nah.
MONA: hmph, shaid thi?
Sad: wo kiu?
MONA: wo is lia kay tumari looks killer banti ja rahi hai.
Sad: tum be to yea he chahti thi. Ab hora hi to us say be masla.
MONA: nahi yar, masla nahi mai to us miss ka soch rahi hun.
Sad: mai be.
MONA: or haya ka?
Sad: wo be tik he hogi. Khud gi hi mainay to MONA nahi nikala usko.
MONA: per tumay usko aik bar milna to chahia nah?
Sad: mil lun ga jab qismat may hua to.
MONA: yeah right.
Sad nay MONA ko chup karwa kay class ki terf dekha jo ahista ahista kar kay khali ho rahi thi.
_________
University kay garden may subha nay haryali ko or nature ko boht he khubsurti say paish kar dia tha. wahi pay us garden kay bicho bich zanny aik fresh mood or kuch purani yaddo kay sath garden may idher udher chalti hui soch rahi thi,
Kaisy aikdum say uski khusiyo ko kissy ki nazar lag gi. Kuch din pehlay tak kitni khush thi wo apni is life say or ab uski halat aik musafir ki terha ho chuki thi jisko rasta to pata tha per uski manzil us say kahi goom se ho chuki thi.
Wo dikh to normal rahi thi per ab usmay kuch be normal nahi tha. har waqat uskay dimag may ali ki wo awaz or usper logo kay lagai huay ilzam aik chote ki jaisy bajtay rehtay thay. Wo jitna be inko bhulnay ki koshish karay har dafa fail ho jati thi.
Ismay uski koi ghalti to nahi thi kay usnay ali ko chaha per usko iski itni badhi saza mil rahi thi kiu? Yea he sawal wo bar bar har bar khud say poochti or phir badlay may khamoshi ko sun kar chup ho jati.
Abi wo aisy he kuch he qadam idher udher chali hogi kay achanek say aik hath uskay kanday pay ah gaya.
Zanny: huh!, how dare you, wo yea kehtay abi mudi he thi kay samnay usko dekh kar aikdum say uska ghusa hawa ho gaya.
Ufff!, laiba tum ho, tumnay to mujay dara he dia tha. yar kuch bolti to sahi.
Laiba: ahahah, uff mujay dar kum or yea ghusa ziada laga tumara yar.
Waisy tum class may nahi gi kya?
Zanny: dil nahi kia to nahi gi. Tum batao itni late kiu aii?
Laiba: kya batau yar aik dost abi rehnay aii hi meray sath to bus usko he lanay may dare hogi.
Zanny: kon dost? Kya mai janti hun usko?
Laiba: wo khadi hi usnay hath ka ishara unsay thora Pichay khadi hui haya pay kia jo yaha ah kar bilkul khud ko aik Ajnabi sa feel kar rahi thi.
Zanny: oh I see, kon hi yea?
Laiba: awaz ko halki karti hui, yar yea haya hi meri friend thi xxxx university may bus is lia abi meray sath hi.
Zanny: or iski family?
Laiba: iski behen nay isko bheja hi iskay parents out of station hai or yea apnay chachu kay gher adjust nahi ho pari thi so.
Zanny: ah ok, jo be hi yea mera masla nahi hi. Waisy wo batao jo mainay kaha tha. are you ready for that?
Laiba: yar dekho, I want to join per mujay koi experience nahi hi in cheezo ka.
Zanny: yar experience karnay say he hoga nah. Tum aik bachi nahi ho jo mujay aisa lame answer dayri ho. Try karo gi to hoga nah. Waisy be tumara migration mainay apni support kay lia karwaya hi janti ho nah?
Laiba: janti hun per agger mai kahu kay mujay yea sab ata he nahi hi to kya mai tumari dosti kay be layak nahi hun zanny?
Zanny: tumay nahi ata to Kissko ata hi yea sab wohi bata do?
Laiba: such bolu to yea sab haya kar sakti hi zanny.
Zanny: haya? Yea ladki isko zara dekho mujay to yea kahi say be confident nahi lagti yar.
Laiba: tumnay isko dekha nahi hi abi yea aik aag hi hamari xxxx uni ki. Har social affair may sab isko he agay kartay thay. Trust me yar. Agger tum kissy terha iska be migration yaha karwa do to tum iski performance dekhna. Abi to yea kuch depress hi per maybe uni change kar kay or tumari dost ban kay yea be change ho he jai.
Zanny: hmph!, laiba dekh lena agger waisa nah hua jaisa tumnay bataya hi mujay to tum janti ho kay mai kya kar sakti hunt umara hashar.
Laiba: hahaha, ge ge janti hun zanny madam. Tum is say ah kar mil to lo shaid tumay jo mainay kaha hi uski Jhalak abi he dikh jai.
Dono khud may gum hui haya ki terf chal kar ari thi. Per haya in sab say baykhaber khud ko he kosnay may lagi hui thi kay us rat akhir kiu usnay wo sab kia jiska usko ab pachtawa ho raha tha.
Zanny: hi haya I’m Zainab kaisy ho app?
Haya: uski awaz sun kar apni band ankho ko khol chuki thi. Um I’m ok. Thanks. How are you?
Zanny: *smiles!* good hun. So laiba ki friend ho app?
Haya: ge!,
Zanny: mujay be apni dost he samjo. Waisy kaisy lagi hamari university?
Haya: pata nahi, aj pehli bar he aii hun. It’s good.
Zanny: bus good? Agger idher shift hona hi to at least thori tareef he kardo yar.
Haya: mai jisko janti nahi usper kuch nahi kehti. Janlu gi to bol be dun gi.
Zanny: woe, nice. Laiba yar yea to fire hi.
Haya: excuse me?
Zanny: I mean tum meri terha ke he ho I like it.
So friends? Boltay he zanny nay haya ki terf apna hath badha dia tha.
Jisko ahista say haya nay be thama.
Zanny: great, to tayari karlo ab is uni may hum dhamal karay gi ikhati mil kay.
Haya: mujay sirf apni digree karni hi university matter nahi karti.
Zanny: or hamari friendship?
Haya: depend karta hi.
Zanny: tum dono aii he ho to chalo tumay apni gang say be milwati hun.
Haya: gang?
Zanny: yes gang, come with me.
Dono laiba or haya agay chalti hui zanny kay Pichay ahista ahista chalti hui garden say bahir Janay lagi.
*******
(aj subha jo tumnay kia ainda nah ho samjay?)
Class kay bahir abi sad ah kar khada he hua tha kay tab he uzma uskay tik samnay hazir hui or usper jhapata mara.
Sad: matlab apko tab gir Janay deta?
Uzma: just shut up,tumsay takrati nah to girna be nahi tha mainay, aj tak kabbi nahi giri mai aisy.
Sad: well, jo be hi har din time aik jaisa nahi rehta jaisy hum sochtay hai. App be thora socha karay is baray may.
Uzma: dekho jo be ho tum.
Sad: mai to insan he hun. Kiu apko kuch or dikh raha hi muj may?
Uzma: bar bar is terha ka jawab sun kar soch may par gi thi kay us din yea kitna dara hua lag raha tha or ab aisa lagta tha kay jaisy yea or wo dono aik shakhs kabbi thy he nahi.
Sad: chalay ap sochay, mujay zara kuch kam hi miss say mai unsay mil lu zara.
Thanks for your time miss. See you.
Abi wo apni pocket may hath dal kar corridor ki teraf thora sa he agay gaya tha kay uskay samnay zan ah kay khara ho chuka tha.
MONA: hmph, blockade? yea kon hi bahi.,
Sad: check him MONA!,
MONA: ok.
Ding: error check failure.
Sad: wha!
MONA: sorry baby. Maybe--------
Zan: hmph, humsay nahi milna mr. sad. Waisy acha laga sun kar kay ankhay tik ho gi tumari.
Sad: hmmm, thanks but side hato please.
Zan: nah hatu too?
Dono amnay samnay kharay huay aik doosray ko dekh he rahay thay, dono ki muthia kuss chuki thi, or dono ki he ankho may kuch to ajeeb tha aik doosray kay lia, per kay tab he…………..
MONA: baby don’t
Sad: but how MONA---------
zan: boht batay karni hi tumsay, huh; what the? *astonished face!*
To be continued………..
Nest update 10 likes k bad he ani hi don't forget bro Baki kahani chalri hi ap pertay jao mai likhta hun.okMajedaar update tha, Bhai. Dhanyavad. Tanya aur Sad ke beech ek Naya emotional chemistry - astonishing indeed, dear bro. Lagta hai Zan apni harkaton se baaz nahin aayega. Aur Laiba aur Haya, Sad ki Uni mein aage kya karnewaali hain Zanny ke saath mil ke - yeh toh aanewaale updates mein clear ho jaayegi, I sincerely hope for sure. Lekin ek baat katak Rahi hai aaikhir Khan ka rasta roknrwaala vyakti koun tha Magar - iska jawaab shaayad milega aanewaale updates dwara jiska Pratiksha rahega hamein Besabri se, Bhai.
Bahut hi badhiya update diya ha aapneUpdate-36:

dare kardi sanam atay atayBahut badhiya update bro
1. Jahan mr. Khan khush the sad ke behaviour se wahin is naye shaks ne jaise mr khan ki jhatka diya ha ir ye jo koi bhi ha lagta ha mr khan ke past se sambandhit ga dekhte han kin ha ye jisse mr khan itne pareshan ha
2. Anum ki jealousy badhti jaa rahi ha ab is jalan me wo kuchh ulta sidha na kar bethe
3. Idhar haya bhi sad ki univercity me aa gayi ha or zanny se bhi mil chuki ha or lagta ha zan ki najar bhi jald hi is per oad jayegi but dekhte han ki haya zan ko bhav deti ha ya nahi lekin sad ko jalane ke liye wo aisa kar sakti ha kher abhi to haya sad se naraj chal rahi ha
4. Idhar miss tanya ke sath bhi sad ki conversation dekhne ko mili jahan miss tanya sad per fida hoti jaa rahi ha oyar ka fool khilna start ho gaya ha iska pura maja mona le rshi ha but uzma or zan ko ras nahi aa raha zan ka to pata ha lekin uzma ko kya hua ha zan ne kan bhar rakhe han uske
5. Idhar zan ko sad ka amna samna ho hi gaya akhirkar jahan zan ko check karne ke bad mona ki error aa gaya iska kya matlab ho sakta ha ya to zan ke pas bhi system ha jo uske hav bhav se lagta ha jaise usne last me sad ki dekhkar kaha ya fir sad abhi utna powerfull nahi hua ha ki zan se jit sake dekhte han ki kya hota ha
You know festival season chal raha ha or time kam mil raha ha ajj kaldare
dare kardi sanam atay atay