- 936
- 1,802
- 124
Last edited:
In simple unfiltered words " fuck off !! I'm not going to tell you my skills and tricks for free"Find a good community first that's what I did for the past year...and have patience that's very very important.
I just said what was true!! There is no trickIn simple unfiltered words " fuck off !! I'm not going to tell you my skills and tricks for free"
Ha Aaj talk itne updates ho gye kabhi plot pe koi review nhi diya bas ... Nandani Nandani karte rhe hohey I have read it too...it's not like i'm all hawasi all the time but NANDANI....
Chapter 9: CommentChapter 9
The Final Hour
VanRajya ke ek kamare mein raat ke andhre mein ek halki se roshini thi. Akansha bistar ke shahre apna haath rkhe apne paas khade Karan ko dekh rhe thi. Usne halke safed rang ke kameez pahene hue the jo uske shareer se chipak rhe the...
"Toh Karan samjhe maine jo tumhe...yahan ke chaaron Rajyon ke baarein mein bataya..."
Karan ne ek nazar uske laal honthon pe daale jo bolte waqt woh beech beech mein ek dusre se thoda sa ragadte thei..."haa....haan Mausi....lekin main kuch aur puchna chaata hoon..."
Akansha aage badhi aur Karan ke baaju pe ek ungli ferte hue bole, "puchooo....Karan...kya janana chata ho apne Mausssi....se"
Karan ne apna dhayan uske stano se fer ke woh jo bol rhe the usspe kiya, "mausssi...main sochta hoon ke Traas kitna takatvar hai...abhi mujhe kitne mehant karne hoge uska saamna karne ke liye..."
Akansha ke aankhon mein ek ghambirta aa gye, "Traas...yeh toh koi nhi janta Karan....lekin ye jaan lo ke Traas ke teen mukhya sevak hai...jinhe Kaal Raj aur Rani ke naam se jana jata hai...Tamasya, Vinashikaa aur MahaSharan. Aaj Tak bas ek baar Tamasya ne hi VanRaaj pe 180 saal pehle hamla kiya tha...aur...us waqt pura AnantPur milke bhi uska saamna nhi kar paa rha tha...tab agar Samantar Sanghon ne hamare madat nhi ke hote toh...shayad..."
"Maussi... Traas chahta toh aasne ke yahan sabkuch tabah kar skta hai...fir.."
Akansha ne uske baat beech mein kaate hue bole, "koi nhi janta...Traas kya chata hai...Traas agar AnantPur mein pravesh karta hai toh...iss duniya ka pura santulan bigad jayega..."
"Fir 180 saalon pehle...usne Tamasya ko kyu bheja tha?"
"Woh kise ko nhi pata Karan...lekin itna main pure dave ke saath bata skti hoon...ke woh AnantPur pe kabza karne ke liye toh nhi tha...Traas...ko kuch aur hi chaiye tha...tumhare Pitaji se..."
"Pitaji? 180 saal pehle...? Yeh kaise...ho skta hai! Mausi aap.... kitne" Karan Akansha se uske umar puchne wala tha...lekin fir ruk jata hai.
"Hm...Tumhari duniya ke hisab se...main agle saal 256 saal ke ho jaungi..."
Karan ko vishwas nhi ho rha tha yeh sunke...lekin ab usko in sab cheezon ke aadat pad chuke the...aakhir yahan ka samay dharti se alag chalta tha.
Akansha usse paas aaye, uske garam saanse uske bilkul naak ke paas, "toh ab tumhe Mausi budi lag rhe honge?"
Karan ne Akansha ke muh ke taraf dekha...fir neeche uske bade bade stan jo uske kameez mein bilkul tight chipke hue the...aur aankhen band karke lambi saan lein, "budi...aap hamari duniya mein...hote toh...aap ek SuperModel se kam nhi hote..."
"Yeh supermodel kya hote hai...hmmm?" Akansha ne jigyasa bhari aankhon se pucha...
Karan thoda has ke unhe smjhane laga.
***
"Toh main jaise bata rhe the...lekin ek azeeb baat bhi hai...pehle Traas ke keval do hi mukhyasevak the...lekin AnantPur pe kabja karne ke baad...ek naye KaalRani Vinashika bhi aa gye....koi nhi janta yeh kaise hua..."
Karan bas ab ghambirta se sab sun rha tha.
"Raja Dravya ne humein bataya tha...yeh Vinashika ne Kaalandar mein Tamasya ko hara ke Traas ke mukhyasevakon mein apna sthan haasil kiya..."
Karan janta tha yeh sab uske aur uske parivaar ke zindagi ka saaval tha, "aur... MahaSharan? Uske baarein mein kuch pata hai aapko?"
"Nhi Karan...lekin Raja Dravya ne bataya tha ke...MahaSharan Traas ka sabse pehla aur purana sevak hai...aur aajtak Kaalandar mein kise ne bhi usse lalkaarne ke koshish nhi ke.."
Karan ne apne muh par haath fera, yeh akela Traas hi kam tha kya...jo yeh nayi mushibat bhi aa gye.
***
Raat aur gehre ho gye, Akansha bistar se ute aur Karan ke gaal pe ek chota sa kiss kiya, "aaj ke liye itna bahut hai Karan...aage baad mein bataungi ab mujhe need aa rhe hai..." Usne ubasi lete hue apne haath upar kiye...jisse uske dono stan aapas mein takarte hue ubhar gye.
"Thee...thekk hai...Maussi..."
Aur fir Karan apne kashya ke taraf chal diya haath mein Samantar Sanghon ke kitab ko lie hue.
***
Whi dusri taraf Payal, Mukhya Salahkar Ajay ke saath RajMahal ke balcony mein khade hoke jaroori gustgu kar rhe the.
"RajKumari...abhi MahaRani Nandani ka kuch pata nhi chal paya hai...humein Karagrah ke jaanch ke toh...aisa laga ke jaise woh wahan se gayab hi ho gye ho..."
"Main janti...hoon Maa...jaadu jaanti hai lekin...Adrishiya hona fir bhi smbhav nhi hai..." Woh bagal mein mude aur Ajay ke taraf dekha..."tumne bola tha ke do bure khabar hai..."
Ajay ne Adar ke saath neeche sir jhukya, "Ji Rajkumari....dusri...ke Raat mein VanRajya ke seemaon pe NarBhediyon (Direwolves) ke sankhya badhte jaa rhe hai...aur unke hamare praja pe hamle bhi badhte jaa rhe hai..."
Payal ne gusse mein muthe band ke, woh janti thi yeh sab Kaljayi ke gayab hone ke wajah se ho rha tha.
Usne apne gusse ko control kiya aur Ajay ke taraf ghambirta se dekha, "dakhsin disha ke aadhe sena ko...purv ke seemaon par lagva do...aur baaki do senaon ko pure tarah se satark rhene ka aadesh diya jaye..."
Ajay ghutne ke bal neeche jukha, "jaisa aapka hukum... Rajkumari"
"Ek aur baat...main khud vyesh badal ke dekhna jaongi...jameen pe kya sthiti hai..."
"Par... Rajkumari...aapki suraksha..."
"Hukum ka palan ho" Payal ne drad awaaz mein bola.
Ajay ke aankhe band kar ke sir Haan mein jhukaya.
***
Raat mein andhera ghana tha aur Karan apne kashya mein uss kitab ko padhne mein laga hua tha...usse ankhon mein need kahan thi...
Tabhi darwaje se kise ke khatkhatne ke awaaz aaye.
Usne Jake darwaaja khola toh dekha ke uski Didi bahar khade thi...aur kuch pareshan lag rhe the.
"Kya kar rhe the Karan...abhi tak soye nhi...itne raat ho gye...?"
Karan ne apne sir ke peeche haath rkhe fera...
"Kuch nhi di...bas woh...mausi ke mujhe kuch padhe ko diya hai...haa...aapko maa ke baarein mein kuch khabar mile?"
Karan ka chera dekh, Payal ne apna haathno se udaas hoke apne dono palke band ke, "Nhi Karan...abhi tak nhi...mujhe samjh nhi aa rha kya karun...maa jaise gayab hi ho gye...hai...main unse dhang se mile bhi mile bhi nhi aur unhe kaid bhi kar liya tha..." Payal ke aansu nikal aaye.
Karan ne yeh dekha toh usse bhi apne behan ke liye bura laga aur uske kandhe pe haath rkha jisse Payal ke sharir mein ek azeeb se anubhuti hue, "Di...ham milke dhudenge maa ko...chinta mat karo aap...yaad hai maa ne kaha tha ke unhe aape garv hai..."
Payal ne apne aansu poche aur Karan ne narm aankho mein dekha, "sukriya, Karan... main...kal... VanRajya mein..."
Payal kuch bol hi rhe the...ke uske dimag mein kuch aaya, "Karan kya tum mere saath parso VanRajya dekhne chaloge raat mein? Mujhe thoda kaam bhi hai...iss bahane main apne bhai ke saath bhi thoda waqt beeta loongi..."
Karan ne aasha se bhari apni badi behan ke chere ko dekha aur woh mana nhi kar paya.
"Ek aur baat Karan....Mausii agar tumhe yahan se baare mein sikha rhe hai toh...maine bhi Tay kiya hai main abse tumhe kshtr-kala sikhaungi...kyu seekhoge?"
"Di...main aapse puchne hi wala tha uske liye...mere paas ek talwaar bhi hai jo-" Karan ruk jata hai.
Payal ne uske kandhe pe haath rkha, "koi baat nhi Karan abhi bahut raat ho gye hai, baaki baat kal karenge"
***
VanRajya se 3250 km door...
Thanasala
Agle din
Dopahar
Charon taraf rait se bhare reigistan...mein ThanaSala ka RajMahal garv ke saath khada tha uske...gaarvit itihaas ka prateet.
Lekin RajMahal ke andar ke deewarein keval logon ke cheekene se goonj rhe thein.
"Rakshon (guards)... Rajkumari Vaani ke rakhsa karo...unhe jadli Jadui bhulbhaiya mein le jao..."
"Nhiiiiii....main aapko chord ke nhi jaungi maa..." RajKumari Vaani apne Maa Rani Nidhi ke haath se chipat ke chilaye.
"Mere bache tumhe...yahan se jana hoga...main tumhe Traas ke sena ke haathon nhi lagne de skti..."
"Maa...aap bhi chaliye mere saath..."
"Nhi...Vaani...main agar main tumahre saath chale gye toh...Mere Sena ka manobal tut jayega...bina unke Rani ke...tumhe akele hi-" Nidhi ke aansu fut gye aur usne paas mein khade ek rakshak ko halka sa isara kiya...
Rakshak ne dhere se Vaani ke sir bhi vaar karke usse behosh kar diya, "Ab Rajkumari ke suraksha tumhare jimedari hai...Vidut"
Vidut, Thansala ka sabse takatvar Rakshak tha...aur MahaRani Nidhi ke surkhasha bhi whi smbhalta tha, "Aap fikr mar kijye... MahaRani...mere hote Thansala ka kabhi ant nhi ho skta..."
Nidhi ke Vidut ke kandhe pe haath rkha, "Dhanyavaad, Vidut...tumhare eshan ThanaSala kabhi nhi bhoolega..."
Vidut ne ek baar aakhiri baar MahaRani Nidhi ko dekha...jisske usne Puri zindagi suraksha dekhe the...lekin Traas ke Sena ke aage ab usse unhe aise hi chord ke jana pad rha tha...
"MahaRani main...inse lad skta hoon...aap agya dijiye...main aapko kuch nhi hone dunga..."
Nidhi thode se mushkure...aur Vidhut ko apne peeche aane ka aadesh diya.
***
Nidhi, Vidhut ke saath RajMahal ke balcony mein khade the..
Saamne Traas ke Anant Sena thi...jo kie aisa lag rha rha ke jaise pure registan pe fail gye ho.
Nidhi ne aascharya mein khade Vidut ke taraf dekha, "ab bolo Vidut...kya tum akele sab ko bacha paoge..."
Vidut ne gusse mein apne haath balcony ke railing pe maare, "mujhe maanf kar dijiye MahaRani..."
Nidhi ne ek lambi saans le, "Vidut jaldi se Rajkumari Vaani ko jadui Bhulbhulaiya mein le jao...aur wahan ke rakhsason se uske raksha ab tumhare jimedari hai..."
Vidut ne saamne khadi vishaal sena ke taraf dekha, "aapke hukum ka palan hoga...MahaRani."
***
RajMajal ke neeche yudh ka maidaan dhool aur mitti se bhara hua tha...ThanaSala ke sainik apne pure takat se lad rhe the...tapti Suraj ke garme aur chaaron taraf faile khoon kharabe ke beech.
"Apne jagah khade rhooo! Aage mat badhne do inn Rakshason ko...." Yudhsthal ke beech ek ThanaSala ke sena ka ek mukhiya apne pure Jaan se lad rha tha uska.
NarBhediyon ke awaaz pure reigistan mein gooj rhe the. Thanasala ke siphayon ne apne thodi himmat bandhi aur naare lagane lage.
***
Thode der baad... NarBhediyon ke sena mein se ek bhediya aage...usse panje aur paine daant pure tarah se Thansala ke siphayon ke khoon se sane hue...baaki bhediye taraf mude aur usko rashta dene ke liye bagal mein ho gye...
Uss sena Pramukh ne peeche mudne se mana kar diya aur jor se chilaya, "Thansala ke sainik kabhi nhi bhaagene....apne MahaRani ke surkhasha karo!"
Aur woh uss bhediyon ke mukhiya ke taraf dhada....yeh dekhe...baaki ThanaSala ke sainik mein bhi thoda josh aaya aur hathiyaron ke takarne ke awaaz aur tez ho gye.
NarBhediyon ke mukhiye ne puri furti se ek panja Uss aadmi ke mara, lekin woh aadmi neeche jhuka aur uske talwar uske kawach ko chute hue nikal gye... isse uss bhediya ka gussa aur badh gaya.
Bhediye ne fir se iss baar hamla uske sir pe kiya lekin...aadmi ne pure takat se apne dhaal se uske vaar ko roka aur mauka milte hi uske pairon par pure jaan laga ke vaar kiya.
Bhediye ke muh mein se ek dard bhari cheekh nikle lekin...gusse mein usne turant uss aadmi ko laat maare...aur woh aadmi jameen pe neeche gir gaya.
Behdiye ne mauka dekhte hi..uske upar apne paine jabdon se hamla kar diya...lekin woh aadmi gol ghumke bagal mein ho gya aur uske gardan ke peeche se apne talwaar aar paar nikal de.
Bhediyon ke mukhiya ka khoon se neeche ke rait laal pad gaye...aur woh bilakhte hue neeche gir gaya.
Jab aas paas ke ThanaSala ke sainikon ne yeh dekha toh unke andar ke naye urja bhar gye, "hum Bach skte hai...apni pure takat se ladoooo!" Sainkon ke tolion mein naare lagne lage.
***
Yudhsthal se thodi hi dur pe...ek aurat reigistan ke tapti dhoop mein khadi thi...maano ke uske aankhe yudhsthal se aage bhi dekh skte hon aur yeh sab dekh rhe the.
"Manoranjan ka samay samapt ho gaya Agrahak..." uske peeche hi ek daanav neeche jhuka hua tha...jaise ke uss aurat ke paas hone se hi uske andar darr ke ek leher se beh rhi thi.
"Ab main aur intezar nhi kar skte" uske awaaz itne bhayank ek har ek shabd se Agrahak jaise kaanp rha ho..
"Mujhe kshama kar dijiye....KaalRaani...main khud jaata hoon ab-"
Woh kuch nhi bolte bas chup chap yudhsthal ke aur dekhte rhete hai...jaise ke uske aankein aage kya hone wala tha yeh bhi jaanti ho.
"Kya in bhedion ko zinda chordna hai... KaalRaani?" Aghrak ne bahut hi dabe awaaz mein pucha.
"Mujhe nhi pata, Agrahak...lekin mere Manoranjan ka samay samapt ho gya hai..." Usne fir yeh baar aasman mein chamak rhe vishaal Suraj ke sthithi baanpte hue kaha, "tumahre paas 5 min hai...agar mujhe usse jayda intezar karna pada toh...tumhara dil mein khud apne haathon se cheerunge..." Uske chehre pe ek dust muskurahat aa gye.
Agrahak ke muh se ek choti se dar bhari hasi nikle, "jaisa aapka hukum, KaalRaani."
Uske ang lambe hote gae, uske mansapeshiyan usake dvara pahane gae kaale kavach ke neeche ubhare hue theen aur vichitr roop se khinchate gein.
Akhirakar Vinashika ne apana sir thoda ghumaya, usakee nigahon mein ek gaharee santushti thi agrahak ke parivartan ko dekhe.
"Jao, Agrahak"
***
Dusre aur yud ke maidan mein ek sainik chilaya, "hum yeh kar skte hai...hum inko hara skte hai..." Usne apne saathi ke taraf dekha jo ki uske Bal haath rkhe khada tha usne taang jkhmi hone ke karan.
Lekin tabhi thodi dur se ek dusre sainik ke cheekne ke awaaz aaye, jaise ke pure Sainikon ke joshele awaaz ko kaatte hue, "wo....oh! Udaar....dekho....woh wahan...uss sadak pe kya...hai"
Sabhi ek sir mano ek saath uss disha ke aur ghume, aur unke aankein darr ke chaude hi gyein...dubte Suraj ke aage Agrahak ke chaiya ko dekhkar.
Ek Sainik apna sir pakad ke neeche baith gya, "yeh...nhi ho...skta..." Usko dekh ke paas pe khade saare sainikon ke bhi himmat tut gye.
Jaise hi Agrahak ne apna kadam teeze se aage badhaye maano jameen hilne lagi...jaise hi uska vishaal sharir dhundla hua...pure maidaan mein ek kaali lakir se fail gye... sainikon ke bhagne ke prayas se pehle hi.
Aage khade hue saink sukhe pati ke tarah bikhar gye... Aghrak ke nukele panjon ke aage ...aur reigistan mein jaise bikre khoon aur hathiyaaron ke lakir ban gye.
"Bhaagooo! Apne jaan bachaooo!" sab milke chila rhe the...lekin Agrahak ke pairon ne neeche na jane kitne hi second mein dabte jaa rhe the.
ThanaSala ke sainikon mein jaise dar se lakua maar Gaya hoo...unko apne bhaagne ke saare prayash ab vayarth lag rhe the.
Agrahak ne apna narshimar jaara rakha, ThanaSala ke bache ko sainikon ko maut ke need sulate hue. Agrahak bhi janta tha yeh uski jaan bhi khatre mein hai.
***
Agahrak khoon se sane reigistan mein akela khada hua tha...uske chati mein Charon taraf bhediyon aur aadmiyon ke tabahii ko dekhe ek alag shantusti thi.
Usne suraj ke stithi se samay ka anuman lagaya, aur fir ThanaSala ke vishaal RajMahal ke taraf dekha jiske parchaye pure yudsthal ko dhak rhe the, "abhi bhi 2 min hai..." Aur uske chehre mein ek kroor mushkurahat aa gye.
"In...aakhri 2 minton ko kyu...barbaad kiya jaaye...Main KaalRaani ko prasan kar dunga...inke garv ke tabhai dikhake"
***
Thanasala ke RajMahal ke Singhsan kash mein...jahan pehle kabhi Darbaar lagta tha aur jahan se ThanaSala ke Rani ka hukum chalta tha...wahan ab bas Charon taraf tabahi ka naksha tha....
Agrahak ke muthe mein MahaRani Nidhi thi...jisse woh muh ke saamne rkh ke dekh rha tha...
"Chord do MahaRani ho...Rakshas! Main kheta hoon chordo" neeche se ek awaaz aa rhe the.
Agrahak ne apna pair uthya aur usse apne pairon ke neeche kuchl diya jisse usska khoon aur kavach dono hi reet me mil gaye.
Nidhi ne apna pure jadu se uske haathon se nikalne ka prayaas kiya, lekin saare vayarth jaa rhe the.
Nidhi ne apne aankhe band kar le...isse apna antim waqt Maan ke...tabhi Agrahak ke sharir mein ek dar ke leher daud gyi...."bas bahut hua Agrahak...."
"Kaal...Raani...maine socha tha ke main aapko prasan karu..." Aghrak neeche juka aur apni Raani ko pranam kiya Nidhi ko jameen pe chord ke..
Nidhi ne Vinashikha ke taraf dekha aur KaalRaani ka naam sunke woh samjh gye yeh kon hai, par maut ke darr se woh bhi uske aage gidgidane lage, "hey KalRaani mujhpe daya karein"
Vinashika ke muh par ek shaintani muskurahat aaye aur woh boli, "Tum Bach skte ho...MahaRani Nidhi...lekin tumhe Mera ek chota se echa pure karne hoge..." Usne apna sir thoda sa teda karke Nidhi ke hothon ke taraf dekha.
"Mere hothon ko chumna hoga..."
Nidhi ka chera jaise safed pad gaya tha...usne paas mein jhuke hue Aghrak ke taraf dekha aur fir Vinashikha ke aur...apne Aatsaaman gatakte hue woh aage badhi.
Vinashikha ke hothon se apne hoth bidha die...yeh sochte hue ke isse hi usse mukti milne wale hai. Jaise hi dono ke hoth mile...Nidhi ka sharir pure tarah thanda pad gaya aur uska khoon jam gaya...uske pure chamdi sukhne lagi...aur uska sharir ke keval hadiyan uske aaslisan kapdon mein neeche gir pade.
Paas mein Agrahak darr se kaanp rha tha, uss jaise bahaynak Rakshas ke liye bhi yeh sab bahut jyada kroor tha.
"Main tumse prasann hoon, Agrahak"
"Dhanya-vad! Dhanya-vad... KaalRaani Vinashika..."
***
Vinashika thodi der tak ThanaSala ke RajMahal ke toote deewaron ko nihaar rhe the...jaise usse pehle se hi uske tabahi ka pata ho.
"Hey KalRaani ab iss Rajya ke tabahi ke baad...ab kiss Rajya ko aap ke dharsan ka subhawasar diya jaye..." Aghrak ne dabe hue awaz mein pucha.
Vinashikha ne kuch der socha, fir muskurate hue bole,
"VanRajya"
Agrahuk ke jameen pe sir rkha, "Jo agya...KaalRani...VanRajya aapi chaya mein dub jayega..."
......
Ye kya hai lol....
Konse vote? Acha poll wale...woh toh shayd abhi hi Kiya tha...kuch din pehle...shayd badh Jaye time ke saath..Ye kya hai lol
Tumhare story par abhi voters kam hai aur likes karne wale jayada hain aur meri story par iska ulta hai voters jayada aur likes karne wale Kam.
Kaun se images gayab ho gaye the???Konse vote? Acha poll wale...woh toh shayd abhi hi Kiya tha...kuch din pehle...shayd badh Jaye time ke saath..
Yeh woh story copy kar rhe the blogger pe...yahan kuch din pehle hi saare images gayab ho gye the...darr gye the main toh... isliye pehle hi safe kar lo