• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Kaisi lag rahi hai ..continue karun ya nhi??

  • Achi hai continue karo........

    Votes: 125 83.3%
  • Zaroorat nahi hai...

    Votes: 5 3.3%
  • Sudhar ki zaroorat hai

    Votes: 2 1.3%
  • Incest.........

    Votes: 39 26.0%

  • Total voters
    150
  • Poll closed .

sam21003

Mirtyu hi satya hai
2,269
1,611
144
introductions..........

F
ather-Shankar Malhotra......age 46yrs. Height 5.9"ft . Ekdum smart look wala banda . Avi v bohot young dikhte hain. Kadak swavab lekin andr se naram , sabse pyar karte hai , khaskar apni family members ko (sivay ek ko chhorke) ek successful bussiness man hai.
Mother-Surbhi Malhotra......age 40yrs. Height 5.4"ft . Figure-36-34-38. Bohot hi sundar mahila hain ye. Bhale hi umr 40yrs lekin daily yoga se khud ko acha maintain kiya huya hai.swavab thode gusse wale hain. Apne pati aur bache hi inki sab kuch hain.
Dadaji......Late Jitendra Malhotra
Dadi...... Late Malini Malhotra
(flashback mein thoda role hai)

Amar..... Ye hai hero ka bada vai ... Avi ye 25 sal ka hai , aur apne bap ke sath bussiness sambhalta hai...padhayi puri ho chuki hai. Swavab se bigda hua . Ek number ka aiyash kisam ka, lekin kisiko pata nHi chalta.

Arti..... Ghar ki badi beti aur hero ki badi behen...age 25yrs Amar aur ye dono judwa hain.....isne padhai puri karke ek fashion boutique kholi hui hai. Khudke dum pe kuch karna chahti hai... Swavab mein apne vai se ulat ye shant hai aur iska byavhar vi bohot hi nirmal...koi buri adat nhi ..... Apne chhote vai ko bohot yaad karti hai....khubsurti bilkul apne maa jaisi...sundar ankhein, chehra aisi ki koi dekhe to kho jaye.aur figure v mast hai..

Aksara..... Ghar ki choti beti aur hero ki dusri behen umr avi 23 yrs. Avi graduation k final year mein hain. Future mein apna family bussiness sambhalne ki chahat hai. Sundarta mein apni maa beheno jaisi hai. Ghar mein sabse chanchal hai yeh...

Hero........... Arin Malhotra urf Aksh. 6.2ft height well built body, lekin chehre masoomiyat lekin jab apne pe utar aye to haiwan v dar jaye avi iski umr 21 yrs hai aur Australia mein rehta hai . Yeh banda thoda sa ajib hai pyar , relationship aur family in jaisi chizo se ye nafrat karta hai. Iski bas ek hi lakshya hai Badla .

Bade chacha..... Raghu Malhotra...age 50yrs ye bhi ek bussiness man hai apne vai k sath bussiness sambhalta hai
bohot hi harami type ka insan hai
Chachi- Kavita Malhotra ....age 47yrs....bohot hi kanuk aur sexy lady....inke bare age pata chalega aur bhi
inke ek beta aur ek beti hai. Beta thora mentally ill hai . Kyunki bada to ho gaya hai lekin dimag avi bacho wali hi hai
beti.... Payal....age 20yrs avi graduation kar rahi . khubsurti to kya kehne . Ekbar koi dekhle to na murke dekhe aisa to ho hi nhi sakta . Baap ki paise ki bohot zyada ghamand hai. Gussa to nak pe rehti hai hamesha . apne baap ki ladli hai.

chote chacha... Bipul Malhotra age 43yrs . Ye v apne bhaiyo k sath bussiness sanbhalte hain .... Swavab apne dono bhaiyo k ulat ekdum naram aur shant kisam ka

Chachi.....Ruby Malhotra...age 40yrs ek no ki kamini aur chalu aurat. Khubsurat v kafi hai aur ghamand v waisa hi..
inke ek beta aur beti hai

Rony ..... Inka beta age 22yrs....doulat k nashe mein bigad chuka hai ...har tarha k nasha karta hai....age aur bhi pata chalega

Neha aur Megha ......doni judwa hain avi 18yrs mein ayi hain......aur college k 1st yr mein hain apni baap ki ladli aur bohot hi shararati.....

yeh ek joint family hain sab ek sath hi rehte hain.


Mama......Kamal Malhotra hain .....age 43yrs.....ye ek Major hain Army mein zyadatar bahar hi rehte hain...
Mami......Swati....bohot hi sundar aur sweet hai ye apne pati aur bacho se bohot pyar karti hai....aur ek insaan hai jise yeh bohot pyar karti hai lekin use aj tak dhund nhi payi hai....

beti....Sheetal .....nam k mutabik inka swavab...age 22yrs.....avi padhai chal rahi hai .....khud k dum par kuch kar dikhane ki junoon hai isme
beta......Sagar.....avi chota hai .....ghar mein sabse choti member hai ye....


age aur bhi characters ayenge .....?

to be continued........
Very nice introduction
 

sam21003

Mirtyu hi satya hai
2,269
1,611
144
update 2.........


uske bad apna hero phonchta hai apne office ...
piche se uski security chief ake uske gadi ka darwaja kholta hai

(intro time........
security chief- David...... Banda ek ex military man hai ......hero k liye apni jan de bhi sakta hai aur kisi ki jaan le bhi sakta hai.......kyun age pata chalega....)

David....good morning sir ......
Arin .... Morning david .......kya mera kam ho gaya......
David...... Yes sir. Sari jankari mil gayi bas apke india jane ki deri hai........
(ise Arin k past k bare mein thora thora pata hai......)
Arin....good work david ......waha pe nera admission ka kya khabar hai .......
David......sir wo gyaa hai ap..××× college mein apka admission ho gaya hai .....1st year mein

ye abhi chalte huye baat hi kar rahe the office ki andar ki tabhi
ek lady 30-31yrs Arin k samne ake use greet karti hai......

(wo lady Arin ki secretary no 2 hai ......name hai Parul.....yeh ek widow hai aur uska ek beta bhi hai......

Aur Amayra bhi Arin ki ek secretary hai.....jo uske main kam dekhti hai.......)
Parul...... Good morning sir.....main sun rahi hun ki ap india shift ho rahe hain....
Arin.....tum sahi sun rahi ho......
mujhe bohoto ko kuch lautana hai isliye wapas ja raha hun.....tum yaha ka kam dekh lena.....mere aath Amayra bhi ja rahi hai

ye bolke Arin Amayra ki taraf dekhta hai....jo abhi tak chup chap sab kuch sun rahi thi.....aur bolta hai...
Amayra tumhe koi objection to nhi hai ki tum mere sath jaoge??


Amyra.....nhi sir mere bare mein to aap sab kuch jante hain.....mein khush hun ki main apne desh laut rahi hun......
Arin sirf .....hmmm bolke age chala jata hai .......aur sham tak kam karne lagta hai......

office k kamo mein hi use sham tak waqt chala jata hai......
phir wo nikal k apne mansion ki taraf nikal padta hai......
(ab thoda Arin ki company k bare mein jan lete hain .....yeh ek international level ki company hai ......name hai... AA Group of Companies.....world ki sabse badi companies mein se hai yeh ek)

Arin.....ghar laut te waqt apne past k bare mein sochne lagta hai ki......jabse usne hosh sambhala hai....tabse use sirf nafrat aur dard hi mila hai......kisine use pyar nahi diya.....ek dost tha ....lekin kisi apne ne use bhi chhin liya......
Uske ankhon mein gussa aur duniya k liye nafrat saf dekhi ja sakti hai....is time

aur apne hi man mein phir se khud se wada karta hai.......


Kisiko nahi chodungaa.....sabko unki kiye ki saja milegi


Barabar milegi
bas thora aur intezar...........


to be continued...........
Welcome back to India
 

sam21003

Mirtyu hi satya hai
2,269
1,611
144
Update.....3


raat ko phir kuch khas nhi hota ........ Arin bas apne age ane wali chunotio ke bare sochta rehta hai....

Next morning
Arin ninnd se jagta hai aur apna daily ka kam nipta ke dinning table pe baith ta hai ......
tabhi waha David ata hai aur bolta hau........
David .......sir kab jana hai...?
Arin.....(Arin uske taraf dekhke sapat lehje mein bolta hai )....sham ko nikalte hain......

uske bad Arin nikal jata hai office .......aur waha se sab kam ki zimedari Secretary 2 deke nikal jata hai airport....jaha pe Amayra uski intezar kar rahi thi.....

Arin ke sath David bhi hota hai ......wo bhi uske sath india aa raha hota hai....Arin k khudka airplne hota haai....


in plaane.......

Aarin.....David ....mere so called family ki kya news hai.....
David......apke father aur dono chacha apna bussiness sambhalte hain....apki mother ghaar sambhaalti hai...sath mein dono chachiya ghar mein hi rehti hai......apke bhai behen bhi apnaa apna kaam aur padhai kr rahi hain......
ek khas bat apke father aur mother abhi kuch mahino se apne bacho ko leke alag reh rahi hain......

yeh sunke Arin ke face pe ek aisi shaitani muskan ati hai jise dekhke Aamayra jo abhi tak sab kuch sun rahi thi wo dar jati hai.......
wo thodi der bad Aarin se puchti hai ...... Arin aisa kya hua hai jo tum apni family se itna naraj ho.....

ye sunke Arin...ek devilish smile deta hai aur bolta hai.......Naraj........yeh narajgi nhi nafrat hai Amayra.......wo meri koi family nhi hai......main apne family k pas nhi ja raha hun.....main ja raha hun paapiyo ko saja dene......
Janna chahti ho to suno..........

Flaahback.......

aj se 21 saal pehle mera janam hua tha pata hai tumhe mere janam ke bad mujhe meri maa ka dudh bhi nasib nhi hua......pata hai kyun....kyunki I was an unwanted child......
mujhse pehle mere maa baap ki ek beta aur do beti bhi thi.......
mujhe janam dete waqt mere maa ko complex ho gya tha .....wo nhi bachne wali thi......isliye mere baap ne mujhe iska kasoorbar samjha......lekin mere dadaji ne mujhe bacha liya.......
mere maa baap ne to mujhe kisi jagah fekne ki soch rahe the.....lekin dadaji k badoulat.....main bach gaya.....mere maa baap ne to mujhe apna bacha man ne ke liye bhi inkar kar diya ......lekin phir bhi dadaji ke jor dene pe wo mujhe ghr laye .......aur unke hi badoulat.......mera namkaran bhi hua.....
mere namkaran ke din jo pandit aya tha usne bola.....thoda darte huye......

Pandit........yeh bacha manhoos hai yeh .......shaitan ka pratik hoga.....apke pariwar ke sadasyo ko isse khatra hoga.....
yeh baatein sunke mere pariwar wale ghabra gaye.....lekin dadaji ne bola ki aisa kuch nhi hota......yeh to ek chota bacha hai.......
uske bad to meri zindagi aur bhi duswar ho gayi.......mere maa ne mujhe apna dudh pilane se inkar kar diya......to mazbooran mere dadaji ne mere liye ek aya rakha.....
mai dheere dheere bara hota gaya....is bich ek baat achi huyi ki meri dono badi behen mujhse thoda bohot pyar jatati thi lekin maa ke dar se zyada nhi.....lekin mera bhai wo to mujhe rulane ka koi mauka hi chodta......
maa mujhe kabhi bhi pyar nhi jatati jab bhi unke pas jata mujhe dhutkarti .......mujhe choti choti galti pe marti.......main ek slave aur unke liye entertainment ke saman se zyada kuch nhi tha jisko dard deke unhe maza milta tha.......

mere 2 sal hote hi dadi chal basi.....aur dadaji bimar hoke bistar pe gir gaye....iska bhi kasoorbar mujhe hi thehraya gaya.......dadaji mere halat dekhke ek wasiyat nama banaye jahan unke property ka 25%mujhe mila ........yeh baat jab mere pariwar walon ko pasand nhi aayi........unhone mere upar zulm aur bhi zyad kar diye.......
main chota to tha lekin kafi samajhdar tha main sab kuch samajhta tha ki mere sath kya ho raha hai......kyun mujhe pata nhi tha......
jab mein 7 sal ka huya to mujhe ek lauti pyar karne wali mere aya maa ko bhi un logone mujhse chin liya......alag kar diya mujhe unse

ek din galti se khelte waqt mera ball mere bade bhai lag gaya .....usko thodi si chot ayi thi......usne gusse mein ake mujhe dhakka diya mein gir gaya aur mere hath mein chot lagi.......usne maa ko jake bata diya......aur maa kahe ki maa us aurat ne mujhe bohot mara mere chehre se khun nikal ne laga......mujhe mere beheno ne uthake apne chote se kabarkhane rakh ayi.....mein rota raha ......aur rote huye so gya......raat ko jab mera baap aya to usko jab pata chali........to usne mujhe apne belt se mara aur mere pariwar wale kehte rahe aur maro ....aur maro...


main chikhta raha chillata raha.....bolta raha ......galti se ho gayi.....plz mujhe chor do papa mujhe mat maro.......unhe mujh pe daya nhi aayi.......main mar khate khate behosh ho gaya udhar hi zamin pe pada raha.....lekin kisiko mujhpe daya nhi aayi.......
jab adhi raat ko mujhe hosh ayi to main khud ko khichte huye apne room mein le jane laga...... To jate waqt mere maa baap ke room se mujhe sunai diya ke mere maa mere baap ko bol rahi thi k.......
aap use kahin dur kyun nhi bhej dete.......main tang aa gayi hun.....har roj us manhoos ko dekhna padta hai......jab bhi maa maa bolke mere pas ata hai to mera dil karta hai ke gala ghot ke wahin mar doon aaj to usne mere bete ko chot pahuchayi.....pata nhi kal kal kise kya ho jaye........

mera baap bola......main bhi to use dekhna nhi chahta lekin kya karoon pitaji ne property ka bohot bada hissa uske nam kiya hua hai.....jab tak wo 18 sal nhi ho jata hum kuch nhi kar sakte......

yeh batein sunke main tut gya tha....apne room mein jake rota raha aur waise hi so gaya.....
subah uthke mujhe bhuk lagi thi .....kitchen mein gya to jo bacha kucha tha wahi kha liya

aise hi meri din gujar raha tha.......har roj sabki gali.......sabka mar.......sabki nafrat.......
unhone mujhe ek govt. School mein bharti karwaye .......jahan meri bhai behen bohot ache private school mein padhte the.......main unke liye nuakar se zyada kuch nhi tha......
isi bich dadaji bhi chal base.....aur mujhpe zulm aur bhi zyad badh gayi.....

Main padhayi mein bohot hi ach tha mujhe padhna acha lagta tha......
ek din main apna 10th ka result leke jaldi ghar aya to ghar pe koi nhi tha.....main maa ko dhundne laga...?socha meri result sunke wo khush honge mujhe thora pyar denge.........
jab unke room mein gaya to unke siskyon ki awaj suni........main thora ghabra gaya aur unke room ka darwaja kholke anadr jane laga......jab andar gaya to meri maa niche nangi leti huyi thi aur mera bada chacha use chod raha tha.........

yeh dekhke main jam sa gaya.......
jab unka dhyan mujhpe gaya to wo dar gaye aur mujhe pakad liya......wo mujhe bohot mare aur kisiko na bolne ke liye bol rahe the.......main rota raha chillata raha ......aur rote rote hi bola ki main papa ko sab bol dunga to wo aur bhi dar gaye.......
mera chacha mujhe marne ke liye ek chaku leke aa gaye

yeh dekhke main dar gaya aur apne room mein bhag gaya aur andr se lock kar liya......
main rote rote so gaya

raat ko mera baap aya aur mujhe bahar bulane laga.......main bohot dar gaya pata nhi wo mere sath kya karte.....

jab adhi raat ko main room se nikla .....mujhe bohot bhukh lagi thi.....
apne maa baap ke room ke pas se jate waqt mujhe sunayi diya.........
maa ro ro ke bol rahi thi.......dekho aaj usne kya kiya meri izzat lutni chahi..?

mera baap gusse mein bola.....bohot ho gaya kal hi dekhta hun use.....
maa ......kya dekhoge ab tak to kuch kar nhi paye.......
baap.....karunga bohot kuch karunga ab tak property k liye chup chap tha.....lekin ab nhi
maa ......kya karne wale hain aap.....?
baap......kal uska akhri din hoga......sale ko dekhta hun .....kal mera ek police dost hain use bula ke sale ko jhutha case mein andr dalke udhar hi marwa dunga......aise property bhi hume milegi......

yeh sunke mein bohot hi zyada dar gaya.....aur wahan se apne room mein ake apna saman leke rote rote wahan se bhag gaya.......
aur man mein sochne laga........
"Lautunga ek din sab hisab chukta karne.....yeh wada raha......"

to be continued...............
Zabardast update bro
 

sam21003

Mirtyu hi satya hai
2,269
1,611
144
A
update .4

Abhi arin age apna past bolta .....tabhi pata chalta hai ki plane land karne wali hai.....kahani batate batate kab phonch gaye pata hi nhi chala........

teeno plane se utar te hain.....unke samne guards k sath 10 gari khari huyi thi........
aur bich mein thik ek Black Rolls Royece......
Arin usme beth ta hai aur uske sath Amayra aur David bhi......

Phir wo nikal parte apne manjil k taraf......Arin abhi tak chup hi tha....aur sath mein amayra aur david bhi.....wo soch rahe the ki koi insan apne hi bete ke sath aisa kaise kar sakta hai......aur bhi sawal the unke man mein......lekin jawab sirf Arin k pas.......
Aise hi thodi hi der mein wo phonchte hai Arin k bunglow k pas........
bunglow aur uski security dekh ke Arin thoda muskurata hai.....use pata tha uski secretary 2 uski security ke liye koi bhi khami rehne nhi degi.......

gadi andr ati hai aur ek guard ake darwaja kholta hai......phir teeno andr jate hai.......
Arin amayra se puchta hai.......tum mere sath idhar hi rahogi ya.......kahin aur
Amayra yeh sunke jhat se bolti hai k .......main to tumahre sath hi rahungi........
Arin kuch nhi bolta........phir un dono ko fresh hone k liye bolta hai......uske bad kuch khas nhi hota.......
raat k dinner ki time pe David puch hi leta hai..ki.......tumahre family to ek sath rehta tha to phir ab alag kyun ho gayi........

Ye sunte hi Arin k face pe ek chota sa smile ata hai aur bolta hai k......jab sach ka pata chale to paschatap to hoti hi hai.........

phir arin bolta hai k.........paschatap se kuch nhi hota hai.......unhone jo kiya uska koi mafi nhi.......sab tadpenge ......jaisa main tadpa tha......sab ko wo bhugatna hoga jo maine jhela tha.......nafrat dena asan hota hai........lekin jhelna nhi......

yeh baate sunke david aur amayra dono hi shant ho jate hain.....

Next morning

Dinning table pe......
Arin.....david aaj se main college start kar raha hoon......aur apna mission bhi......pehla jhatka dene ka waqt aa gaya hai......jis property k lalach unhone mujhe marne tak ke liye do bar nhi socha wohi main chhin lunga........

phir thodi der shant rehke.......Amayra mere so called father ke company se jo humara deal hai use terminate kar do......deal cancel hone k bad unke sare shares kharid lo kam price mein.....unka company barbad ho jani chahiye........
iske bad karunga dusra prahar........

aur david mujhe abhi mere family ki sari members k current location aur details chahiye......a to z .....ek ka pata karne ki zaroorta nhi hai......kyun ki main khud unse milne wala hun aaj.....


yeh sunke dono apne apne kam pe nikal jate hain.......

phir Arin tayyar hone chala jata hai........Arin black jeans ,black t-shirt.,black shoes,black watch and black sun glasses.....pehn ke apni garrage se ek black Bugatti Chiron leke nikal parta hai.......
wo apni secretary 2 se security le jane k liye mana karta hai .......to wo nhi manti......akhir mein arin ko har manni padti hai......aur wo bolta hai ki guards thodi duri pe hi rahe to acha hai........

phir Arin chal padta hai college ki taraf.....uske bunglow se uska college kuch 30min ki duri per hi hai........
Arin jab college phochta hai to sabki najar uspe hi thi......itna mehengi car pehli bar college mein koi leke aya tha.......
phir arin apni car ko parking mein le chalta hai.........

ab chaliye thora college bare mein bhi jaan lete hain.....yeh college yahan ki sabse mehengi aur behterin college hai.....yaha pe sahar ke sirf nami aur amir gharano ke bache hi zyada tar padhte hain.....kehneko to ragging banned hai lekin yaha pe hoti hi hai......college mein ek group hai jo sabko dominate karte hain koi inke khilaf nhi bol pata......

aaj college ka new session start hua tha aur arin bhi 1st year mein admission liya tha.......

kahani pe ate hai....
Arin jab car se nikal ta hai to sabki najar uspe padti hai aur sab use tadne lagte hai.......wahi ladkiya sochti hai kitna handsome hai.....aur ladke jalne lagte hai

ab yeh sahi bhi tha.....Arin tha bhi bohot hi handsome.....upar se well build body aur black fitting outfit aur mehengi car .......najar jana to natural hai......

dusri taraf us group ki bhi najar Arin pe padti hai......wo ek ladki ki ragging le rahe the......

Arin ki bhi najar unpe jati hai.....aur unmese 3 shaks ko dekh ke Arin ki gusse se ankh laal ho jati hai ?........uski buhe khich jati hai.......phir wo ek shaitani smile face pe lata hai........aur sochta hai......


ek taraf to barbadi shuru ho gayi hai......idhar bhi hogi.....

to be continued........
Mast update
 

sam21003

Mirtyu hi satya hai
2,269
1,611
144
Update.....7

Aaggge.....

Arin ka baap thodi der bad office se nikal ke apne ghar ki taraf chal pada.......
Thodi der baad wo apne ghar pe pohoch gaye.....aur sad sa face bana ke apne roome mein chale gaye......jinhe jate huye Arin ki maa ne dekh liya......apni pati ko aisi halat mein dekhke woh bhi chintit ho gaye.....aur foran unke paas chali gayi....

room ke andar ate huye unhone pucha......kya hua ji aise kyun muh latkaye ho.....
A.baap apna chehra utha ke unke taraf dekhe aur fir..dhere se bole......sab khatam ho gaya......hum sadak per aa chuke hain

a.maa yeh baat sunke thodi si shock ho gayi kyunki wo koi chote mote log nahi the unke pas besumar daulat thi.....lekin abhi apni pati ke baat ko bhi wo tal nahi paa rahi thi.....
a.maa......aisa kya hua ji jo aap aisa puch rahe ho.....
a.baap....muh latkaye huye hi jawab diye......bohot kuch ho gaya hai.....humara sara paisa kuch deals mein lage huye the ek company ke sath ......aur unhone wo deals terminate kar diye hain.....jiske karan ab humara sara property zapt hone wala hai........

a.maa bhi apni pati ke baat sunke udas ho gayi....aur puchi.....kya koi rasta nahi hai.....??
.....A.baap....nahi hai....hum logone bohot kosish ki lekin......koi hal nhi nikla......humare company ke kuch logone gaddari kiye jis liye yeh sab hua hai......aur jis company se deal tha us company ke malik ne saf inkar kar diya deals barkarar rakhne ke liye.......

wo udasi bhare andaz mein bole......yeh sab humare paapo ka natiza hai.....kash hum wo galtiya na karte to shayad aaj yeh din dekhna na parta......

tabhi unke phone pe ek unknown no.se call aya......unhone call receive ki......

us taraf se......Mr. Shankar Malhotra kaisa laga pehla jhatka....sab khairiyat to hai na.....suna hai aap log raste pe aa gaye hain.......


A.baap ye sunke chowk gaye ke kaun hai yeh.....aut itna sab kaise janta hai.....wo puch liye....kaun ho tum ...kis jhatke ki baat kar rahe ho...aur kya chahte ho tum........

kya chahta hun.....chahta hun tumahari barbadi.....yeh bolke wo shakhs hasne laga.......aur jhatka kaisa to tum to barbad ho gayd ab to tumhari aukat kya hai.....raste pe to aa gaye ho .......taiyar rehna next dhakka bhi lagne wala hai.......shayad jispe tum sabse jyada bharosa karte ho wo hi tumhare bharose ke layak na ho.......yeh bolke wo sakhs phone kat diya.....

aur arin ka baap hello hello kart reh gaya.....

ab chalte hain arin ke taraf....Arin abhi ..ek boutique shop ke bahar tha........yeh thi uske didi ka shop.......

thodi hi der mein ek police ki car aayi ....aur usme se ek officer aur sath kuch lady constable and male constable bahar nikle .....jo fatafat us shop ke andar ghus gaye aur sabko bandi bana liye.....


In shop....


A.didi......yeh yaha pe kya ho raha hai.....inspector kya ho raha hai yaha......tum jante ho main kaun hun.....

inspector.....hum sab jante hai hum kaun hai aur yaha pe kya ho raha hai....... Boutique shop ke aar mein drugs ka dhanda karte ho......sabko giraftar karlo aur dhundo kaha kaha pe drugs chupa huya hai......

sabhi Constable kam mein lag gaye....aur thodi der mein ek bag leke aaye jisme kapro ke andar drugs chhupa huya tha.....

yeh sab dekhke Arin ki didi bilkul shock ho gayi .....aur boli....ye.....hhhh yeh bag .....yeh bag yaha pe kaise aya.....inspector kya ho raha hai.....main kuch nhi janti iske bare mein.....

inspector.....kya janti ho ya nhi janti ho yeh to thane mein chal ke hi pata chalega......chalo re sabko gari mein dalo .....aur is ladki se uska phone chhin lo.....

yeh kehke inspector age chala gaya aur piche constables A.didi aur waha pe kam karne wale sare logo ko leke nikal ne lage......
bahar hi bohot sare .media wale khare the.....aur wo A.didi se puchna chah reh the ki kya hua hai....jo khabar unhe mili hai kya wo sach hai....

lekin A.didi to shock mein thi .....use yakin nhi ho raha tha jo uske sath ho raha tha....wo bas yehi sab soch rahi thi chup chap or police ke sath chak rahi thi......
aur wo log thane ki taraf nikal gaye.....
thodi hi der mein news channels mein head lines aane lagi ki.....SAHAR KE JANE MANE BUSSINESS MAN KI BETI KO DRUGS KE DHANDA KARTE HUYE PAKDAGAYA.....KAB SE CHAK RAHA HAI YEH SAB.....KYA MASHOOR BUSSINESS MAN SHANKAR MALHOTRA BHI ISME SHAMIL HAI......

yeh news abhi Arin ke gharwale bhi sun rahe the....Arin ka baap to dham se gir pade.....aur Arin ki maa to bas roye ja rahi thi....ki kya ho raha hai unke sath......

aur udhar Arin ke chacha chachiya bhi hairan the ke unke sath kya ho raha hai.....wo madat karne ke liye bhi age ane ke liye katra rahe the........

Aur apna Arin wo to yeh sab dekh raha tha....aur shaitani muskan diye ja raha tha....uske ankhon mein halka ansoon bhi the.....aur soch raha tha ke.........bina koi gaktiyo ke tum logo ne mere sath kitna kuch kiya ....lekin maine kuch nhi bola.....ab mera samay hai.....

aur Arin apne ghar mein chala gaya.....aur call karke aisa intezam kiya ke koi bhi Arin ki baap ki madat na re.....

idhar Arin ka baap fatafat news sunke thane ke liye nikal gaye.....aur raste mein apne jan pehchan ke sare bare log aur wakil se bat karne lage .....apnj beti ko bachane ke liye.........
lekin lekin....Arin ne to pehle hi intezam kar diya tha......

wo phoche thane.....aur waha jake inspector se bole.....kya ho raha hai ......kyun meri beti ko arrest kiya gaya hai....tum jante nhi ho main kaun hun aur kya kar sakta hun......

ye baat sunke inspector hasne laga.....aur bola.....main sab janta hun tum kaun ho....aur kya the.....lekin abhi tum kuch bhi nhi ho......tum kuch nhi kar sakte.....aur rahi baat tumahri beti ko chhorne ki yi jabtak kuch sabit nhi ho jata hum use nhi chhor sakte......

A.baap....yeh sunke bohot dukhi aut nirash ho gaye ......kyunki wo bhi jan gaye the ki ....abhi wo kuch nhi kar sakte.....koi bhi unke madat ke liye age nhi aa raha hai.....wo bole.....kya main apni beti se mil sakta hun.....
inspector kutil hasi haste huye.....jaiye jaiye mil lijiye....shayad apko kuch bata de...

A.baap waha se cell ke taraf chal diye....waha pe jake apni beti ko us halat mein dekhke wo bohot hi tut gaye.....wo dheere se use pukare....

A.didi...apne baap ki awaj sunke turant cell ke darwaje ke pass phoch gayi.....use lag raha tha ki uska baap use nikal lega....wo rote huye boli.....papa mujhe nikalo yaha se maine kuch nahi kiya hai.....main nirdosh hun...mera yakin maniye....

A.baap apni beti ki yeh halat dekh akdum tut gaye....aur rote huye bole.....beta main janta hun ....lekin main kuch nhi kar sakta.....aaj tumahra yeh pita bebas hai.....yeh tumahre liye kuch nhi kar sakta....ab mere pass na paisa hai aur na hi power .....mujhe maaf karna meri beti .....mujhe maaf karna.....
yeh bolke turant wo waha se nikal gaye.....unse ab aur yeh sab saha nhi jaa raha tha....aur piche uski beti use bulati rahi aur roti rahi.....lekin wo nhi mure....

idhar inspector ne kisiko phone karke bol diya ke ......sir kam ho gya hai jaisa apne bola tha.....
aur wo shakhs age Arin ko yeh baat bolta hai.....

Arin apna phone nikalta hai aur apne baap ko phone laga deta hai.....phone receive hote hi udhar se apne baap ka rota huya awaj aati hai......hello kaun hai.....

Arin....to Mr. Shankar Malhotra jab apki koi galti aur dosh na ho phir bhi saza milti ho to kaisa lagta hai....pata chal raha hai na....

A.baap ....yeh sunke chowk gaye aur turant car ki brake lagake bole......kaun ho tum aur kyun kar rahe ho aisa......

Arin...shaitani hasi haste huye...kyun aur kya kar raha hun yeh to waqt sath pata chal jayega......aur kaun hun yeh bhi bhul gaye itni jaldi.....

maaf karna .....galti meri hi hai....aap mujhe apna mane hi kab jo pehchanege.....
kya apne apna bete ko bhul gaye dad.........

A.baap...ekdum shock se bole .....kaunsa beta kaun ho tum.......
Arin.....kya baat hai...kaunsa beta.....are haan main to bhul hi gaya mujhe to kabhi beta mane hi nahi apne.....
yaad kijiye apke ghar mein ek naukar rehta tha....jise apne marne ki kosish ki ......lekin badkismati se wo bhag gaya.....kuch yaad aaraha hai.......????

A.baap......ekdum se bol pade....Aksh beta kya yeh tum ho......
Arin....betaaaaa......kya baat hai .....jab sab ne muh mod liya yo ti yaad aa gaya ke koi beta bhi hai......bohot ache ....bohot ache.....

A.baap....hume maaf kar de mere bete....maaf kar de....wapas laut aa....plz wapas laut aa.....

Arin.....wapas kaha laut jaaun.....mera koi nhi hai.....tumlog mere dushman ho......Arin gusse mein bola...

aur itne mein hi tut gaye kya....Mr. Shankar Malhotra.....waise suna tha kafi gusse. Wale ho ....kaha gya wo gussa....jo nirdosho pe karte the.........

aur Arin hasne laga.....
phir wo bola.....itne se tut gaye Mr . Shankar Malhotra.....
abhi to yeh bas auruwaat hai....aage age dekhte jao kya kya hota hai......


My sweet DAD......

TO BE CONTINUED.......
Karta tha to kyu raha
Ab kar kyu pachtaye
Boya ped babool ka
To aam kaha paye
 

sam21003

Mirtyu hi satya hai
2,269
1,611
144
Update........15

age......

ab chalte hai Neha aur Megha ki taraf........

wo dono subah ko apne kamre mein neend se jagte hai.......to unhe raat ka ghatna thoda thoda yaad tha......unhe bas itna yaad tha ke......wo nashe mein thi..... kuch gunde unhe pareshan kar rahe the.......kisine unhe bachaya tha......iske baad ka unhe kuch bhi yaad nhi tha.......

wo dono iske bare mein soch rahe the......ke thabhi Megha boli......Nehu tujhe pata hai kya....wo ladka kaun tha......

Neha.....nhi re......main to puri nashe mein tun thi........

megha.....chal koi bat nhi.....mujhe lagta hai ke .....shayad humare ghar wale ko kuch bhi pata nhi chala hai.......lekin kaise......

Neha......chal pehle niche chalke dekhte hain.....

wo dono jab niche aayi to.....unhe apna bussiness aur badi didi ke bare mein pata chala........unhe bohot dukh hua......
unke ghar walo se baat ho hi rahi thi....ke main gate pe knock hua......


ek admi kuch papers leke aaye the.......

A.baap.....jo abhi wahi pe tha....apna ghar bech ke (jisme wo ek saal se reh rahe the......).....unhone wo papers......kholke dekhe...aur dham se gir pade......

yeh dekhke....chote chacha....unke pas gaye aur .....wo kagaj unke hath se leke padhne lage......unhe bhi jhatka laga.....

kyunki......wo kagaj mein bank ka loan chukane ke liye.....unke ghar ko nilam kiya jane wala tha.....

ab unke pas rehne ke liye bhi koi jagah nhi thi.....

wo to pehle se hi pareshan the.....unka bada bhai bhabhi aur pariwar ka kuch pata nhi chal raha tha......wo jaise gayab hi ho gaye the.......

A.baap....aur A.maa ko to pata tha.....ke yeh sab kyun aur kaun kar raha hai.....

lekin wo kuch kar bhi nhi sakte....

Neha Megha ko bhi yeh baatein pata chali to wo bhi pareshan the.....

wahi pas mein chhote chacha ke beta..roni...aur chachi khari thi....

Roni.......ko to jaise koi farak hi nhi pada........

dusri taraf chachi thodi pareshan thi.....

Tabhi A.mom ke phone pe phone aya.......

call.....

dusri taraf.....kaise ho behna....jija aur bache kaise hai....


yeh the Arin ka Mama.....inki hi family ek matr aise the jo Arin se nafrat nhi karta tha.....lekin apne behen ke wajah se Arin se pyar bhi nhi jata pata tha........

kahani pe chalte hai....

A.mom....apne bhai ki awaj sunke jo abtak unhone ansuon ka badh rok ke rakhe the.......wo chhut gaya.....aur wo rone lagi...

A.mama.....kya hua hai.....kuch to bol .....aise ro kyun rahi hai.....

A.mom.....bhaiya humare karmo ka fal mil raha hai hume......hume humare gunaho ki saja mil rahi hai.......

Phir wo rote rote apne bhaiya ko sab kuch bata diya......jo ab tak unke saath hua hai....

Unhe bhi dukh hua......sunke.....

sabse pehle Arin ke mama ne unlogon ko apne pas bulaya.....wahan pe rehne ke liye........phir unhone apni jaan pehchan se Apni bhanji ko chhudane ka intezam kiya......akhir wo bhi army mein Major the.......


abhi yeh log baat hi kar rahe the ke.....bahar gadiya ane lagi......
jisme se bank wale sath mein kuch officer aur nilami mein boli lagane wale aye the.....

Arin ki family bas chup chap.....dekh rahe the.....unke hath mein karne ko kuch nhi tha....siwaye tamasha dekhne ko........

boli lagana start hua....

sab ek ek karke boli lagane lage......

20cr....
phir .....30cr.....

phir......40.....crore....

auction wala abhi 40crore 1...2.....3 bolne hi wala tha ke.......10 black gadiya ate huye dikhi.....

jab gadiya....ruki.....to har gadiyi mein se guards ek hi tarah ke dress mein guns leke niche utre aur bich mein jo gadi thi usko gher liye......

phir us gadi ka gate khula.....aur usme se ek ladka nikla.....full black dress mein.....ankhon pe black goggles aur chehre pe rehsyamayi muskan.....

wo chalte huye ane laga aur ate huye hi bola........80crore....

phir Auction wala 80cr..1....2...3 bola aur wo ghar us ladke ka ho gaya......

sab log us ladke ko hi dekh rahe the......aur soch rahe the ke kaun hai yeh......

Arin ki family bhi dekh rahi thi.....tabhi unke hosh ud gaye jab us ladke ne apna. Chasma utara.....wo neeli neeli ankhein jo sirf unke jaan pehchan mein bas ek hi insaan ka tha......Arin ka......

Arin......sabke pas agaya....uske chari taraf guards the.......

tabhi ek banda....jo boli lagane aaya tha usne pucha.......beta yeh ghar 45cr ke upar ka nhi hai.....phir bhi tumne ise itne paise deke kyun kharida.......

Arin haste huye bola......yaha pe kutto ka ana mana hai.....to yeh ghar maine mere kutto ko rakhne ke liye kharida.......

Arrin ka Family bhi use dekh raha tha.......wo to hairan the use dekhke......Arin ko is tarah se dekhke....unhe apni ankhon pe biswas nhi ho raha tha.....

phir se ek bande ne pucha.....beta tum kaun ho.....

(sabhi log usse respect baat kar rahe the......reason....uska aane ka tarika....gadi aur guards ko dekhke sab samajh gaye the...ke yeh koi mamuli banda nhi hai......)

Arin ek rahasyamayi muskan ke sath thoda jorse bola.......Main hun Arin urf Aksh Malhotra......

A.A. Companies ka malik.......

yeh sunke sab hairan.....

Aur Arin ki family ki to ankhein hi fat ke bahar aane ko ho gayi......


Arin bas unke taraf dekhke muskura diyaa......mano yeh keh raha ho.....


kaisa laaga yeh wala jhatka.....


to be continued.......
Saka laka boom boom
 

netsunil

मैं काग़ज़ बेरंग.. तू रंगरेज़ मेरे अल्फ़ाज़ों का
4,376
1,121
143
mast mazedaar thodi daravni
 
Top