• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Evolution~Is not end, Is beginning

Dolar

Member
164
343
64
IMG-20241231-221731

Guys mai ek silent reader hu aur yaha itni mast mast story padhkar mera dil mai bhi ek story likhna ka kar gya mai koi professional writter to nahi hu lekin mai fir bhi aap sabke samne apni ek kaalpanik story rakhna chahta hu es story mai aage kya kya aayega woh sab aapko story padhne se pata chal jayega..

Guys Story ka 10th update post ho gya hai niche diye hue link se check karlo sab....

👇👇

Last edited:

Avir

Well-Known Member
2,110
4,785
158
Next Day…

Agli subeh sabhi jaldi uth gaye. Aaj ka din bahut khaas tha, aur har koi excited aur energy se bhara hua tha…

Nasta jaldi hi taiyaar ho gya aur sabhi ne jaldi-jaldi nashta kiya. Nashte ke baad, Karanveer ji ne sabko bahar bulaya…

Bahar ka nazaara adbhut tha sadak par modern aur new technology se bani cars khadi hui thi..

Cars ki chamak aur unka design dekh kar bacchon ki aankhen khushi se chamak uthi..

Karanveer ji ne haath ke ishaare se sanket diya, aur sabhi apni apni cars mein baith gaye. Drivers ne car start kari aur cars ka kafila sadkon par aage badh gya…

Kuchh der baad, sabhi cars ek badi jagah par aakar par aakar ruki jaise hi sabhi cars se utare, unki nazar saamne ki building par gayi…

Yeh ek badi haveli ki tarah thi, lekin uske chaaron or aasman ko chhuti hui buildings khadi hui thi, jo usse aur bhi prabhavshaali bana rahi thin...

Us building ke main door par golden words mai kuch shabd likhe gaye the. Jaise hi unki nazar un shabdon par padi, har kisi ne apne andar ek gehri shakti aur pressure ko mehsoos kiya. Un words mein likha tha..

"Suryavanshi Teleportal Hall…”

Angy ne dheemi awaz mein kaha…

Angy : “Yeh kitna adbhut hai! Kya yeh sach mein teleportal hall hai…?"

Vaanya ne Angy ki baat mai sath dete hue kaha..

Vaanya : "Humne iske baare mein suna tha, lekin yeh hamari imagination se kahin jyada bhavya hai…"

Karanveer ji ne sabko ishaara karte hue kaha..

Karanveer : “Aao, andar chale aaj tumhare jeevan ki ek nayi yatra shuru hone ja rahi hai..”

Fir Karanveer ji ne sabko apne peeche aane ko kaha aur sabhi bacche aur sabhi bade unke peeche jaane lage. Jaise hi woh andar pahunche, hall ke andar ki decoration aur technology ne unhein aur heraan kar diya…

Diwaron par unique weapons aur chitra bane hue the, jo Suryavanshi vansh ki taakat aur unki virasat ki jhalak dikha rahe the…

Hall ke bich mein ek bada stage tha, jiske chaaron or energy ki lahren daud rahi thi..

Kuchh aage chalne ke baad woh sabhi ek hall mein pahunche waha par kai log the jinhone Karanveer ji aur baaki sab ko greet kiya..

Waha par kayi aise log the jo wahan par kaam karte the wahan par Suryavanshi parivaar ki apni ek research team thi. Wahan par kayi aur log the jo Suryavanshi parivaar ki side family se the Karanveer ji ne kaha…

Karanveer : "Chalo, aaj sabhi bacchon ka ek naya safar hai…."

Itna bol unhone samne ishara kiya yeh hall ek bahut bada research lab tha chaaron aur Scientist white lab coat pehne devices par kaam kar rahe the….

Jagah-jagah par bade monitor lage hue the, jin par solar system aur baki planet ki condition ko describe kara ja raha tha…

Hall ke beecho beech char bade portal the, jo energy ki blue light se chamak rahe the. Portal ke chaaron or halka dhuan uth raha tha..

Portal ke paas hi ek bada control panel tha, jahaan scientist ki team device aur monitor par kaam kar rahi thi. Har portal ke upar chamchamate aksharon mein unke rank ke baare mai likha hua tha..

Portal 1: Top 5 Base..

Portal 2: Mid Level Base..

Portal 3: Low Level Base..

Portal 4: Dangerous level Base..

Karanveer ji ne bacchon ki taraf dekha aur bole..

Karanveer : "Yeh jo char portal tum dekh rahe ho, inki madad se hum tumhein alag alag base par teleport kar sakte hain…”

Karanveer ji ne ek scientists ki aur ishara kiya karanveer ji ka ishara dekh us scientists ne turant control panel par ek button dabaya..

Charo portal ke chaaron aur energy ki lahren aur tez ho gayi har portal ke bheetar halka-halka dhuan uthne laga, aur usmein se ek invisible attraction mehsoos ho raha tha…

Scientists ne aage badhkar samjhaya..

Scientists : "Ye portal quantum energy par kaam karte hai jo insaan inse guzarta hai, woh kuch hi samay mein apne chune hue base par pahunch jaayega..."

Karanveer ji ne bacchon ki taraf dekha aur muskurate hue kaha..

Karanveer : "Yaad rahe ki aisa nahi ho sakta ki tum sab ek hi jagah teleport ho yeh tumhein alag alag base mai teleportl karenge…

Agar tumne pehla 1 se 5 base level wala teleportal chuna to aap unmein se koi bhi base mein teleportal ho sakte hain aap apni marzi se kisi bhi base mai nahi ja sakte…”

Iske baab pehle sabhi side family ke log aage badhe, uske baad side family ke bacche. Sabhi bacche excited aur thode ghabrahat ke saath portal ki or dekh rahe the…

Sabhi ke chale jaane ke baad ab Ansh aur baaki sab bacche bache the karanveer ji ne unki taraf dekhte hue kaha..

Karanveer : “Chalo baccho, ab tum sabki baari hai.. “

Akshat, Akshita, Vineet aur Ansh sabhi ko alvida keh rahe the. Vaanya aur Angy to rone lagi thi woh ab bahut lambe samay tak unse nahi mil payenge…

Yeh dekh Karanveer ji bole…

Karanveer : "Baccho rona bandh karo, tumhare bhai behno ki kabiliyat ke hisaab se woh jald hi apne mutant level ke gene pure kar lenge, tab woh kabhi bhi yaha aa ja sakte hai isliye tumhein chinta karne ki zaroorat nahi hai…*

Yeh sun kar Vaanya aur Angy ne rona bandh kar diya darasal, pehli baar jo teleport hota tha, tab woh kamzor hone ke kaaran teleport hone ke waqt hone wale space change se nahi bach sakte the…

Jiisse wog insaan turant tukdon mein badal jaata tha. Yeh sab rokne ke liye bahut saari energy ka use karna padta tha. Isliye jo yahaan se dusre planet par jata tha, usse waha par jab tak woh apne mutant gene nahi bhar lete..

Tab tak use Earth par wapas nahi aane diya jaata tha. Kyunki yaha se waha ja sakte hain, par wahan se vapas aana kab tak mumkin nahi jab tak woh mutant level par nahi aa jata..

Chalo ab aage badho, Karanveer ji ne kaha yeh sun sab se pehle Akshita aage gayi usne sab ko haath hilaakar byy kaha phir Akshat aur phir Vineet phir Ansh ki baari aayi tabhi Priya ji boli..

Ansh : “Ansh beta, yaad hai na tumne hume kya wada diya tha..?"

Yeh sun kar Ansh bola..

Ansh : "Maa, mai apna pura dhyan rakhunga…"

Itna bol kar Ansh chauthe number ke teleportal ki aur badh gaya Karanveer ji ne halki muskan ke sath kaha..

Karanveer : “Ansh, hume tumhara intezar rahega…"

Yeh sun kar Ansh ne pehle Karanveer ji ki taraf phir Angy ki taraf dekha, jo usse haath hilaakar byy kar rahi thi…

Ansh phir us teleportal mein ghus gaya aur waha par kuch der ke liye blue light phel gayi uske baad Ansh gayab ho gaya…

Ansh ko laga jaise woh kisi ajeeb aur anjaan tunnel mein bahete chala ja raha hai uske chaaron aur phaila andhera usse darane ki bajay excitement se bhar raha tha....

Achanak, ek tej attraction mahsus hua, aur uski speed aur badh gayi. Aisa lag raha tha ki woh kisi black hole se hote hue kisi nayi duniya ki aur badh raha hai…

Tabhi, uske sar mein tej dard hua dard ke saath hi uski aankhon ke saamne ek chamchamaati safed roshni phail gayi…

Us roshni ne andhere ko puri tarah se nigal liya. Ansh ne dard se pareshan hokar apni aankhen band kar li. Uske kaanon mein ek tej goonj sunai di, mano koi shaktishaali energy usse apne andar le rahi ho…

Jaise hi sab kuchh shaant hua, Ansh ne dheere dheere apni aankhein kholi.

To
turant uski aankhein ek tej roshni ke kaaran wapas bandh ho gayi..

Tabhi Ansh ko apne kaanon mein ek awaaz sunai di…

Turant uski aankhein ek tej roshni ke kaaran wapas bandh ho gayi..

“Power Screen on ho gaya hai..

Name : Ansh

Age : 16

Race : Human

Power Level : Basic Level 7

Element: Fire

Skill : Fire Ball

Gene Points :

Basic Gene Point : 0/100

Novice Gene Point : 0/100

Mutant Gene Point : 0/100

Phantom Gene Point : 0/100

Secret Gene Point : 0/100

Super Gene Point : 0/100”

To be continue~~

[Sorry guys es update ko do part mai post karna pada pata nahi mai update post nahi kar pa raha tha 72,000 characters se zada words ka update nahi ja sakta ese likha aa raha tha isliye thoda sa part next post mai hai..

Mene socha tha ki es update ke mid se KYRIOS ka shuru karunga lekin woh ho nahi saka..

Rajvansh family ka batane mai aur baaki sabhi chijen set karne mai update ki length pehele hi 9k+ words chali gayi thi and end mai mene jaldi jaldi sab kheecha..

Aur aap sab batao kya mujhe story ko 2 saal a
ur aage badha dena chahiye..?

Likes and comments kar dena]
Mast
 
CFL7897

Be lazy
447
945
93
Shandar update bhai
Bhai kya aap Sabhi levels ko badhte Hue kram mein pahle panne per likh sakte h0 kya? isase Hamen Kahani Ko samajhne Mein Thoda aasani Hogi.
 
  • Like
Reactions: Dolar

Harman11

Active Member
994
1,265
139
Ek hi baar mai 2 saal aage nahi badha sakta 1 ya 2 update ke baad hi kar paunga..

Shukriya

Mai abhi beginner hu pehele mostly 1 mahina bhi nahi hua story likhte hue..

Next update mai ab thoda time lagega may be ek week tak dedu..
Friday ko dene ki koshish karna bhi please 🙏
 
Dolar

Member
164
343
64
Shandar update bhai
Bhai kya aap Sabhi levels ko badhte Hue kram mein pahle panne per likh sakte h0 kya? isase Hamen Kahani Ko samajhne Mein Thoda aasani Hogi.
Matlab..
Ese
Warrior level mai 10 level hote hai..

Aur celestial level ke andar yeh 5 aate hai..

Jo update ke end mai hai aliens ko maarne se unke gene points consume karne se gene points increase hote hai..
Friday ko dene ki koshish karna bhi please 🙏
Bhai abhi mere exam chal raha hai har din thoda bahut likhunga friday tak jitna ho payega post kar dunga
 
CFL7897

Be lazy
447
945
93
Matlab..
Ese
Warrior level mai 10 level hote hai..

Aur celestial level ke andar yeh 5 aate hai..

Jo update ke end mai hai aliens ko maarne se unke gene points consume karne se gene points increase hote
Warrior level.....celestial level...
Inme lower se lekar top level tak ka koi na koi nam to hoga ...unko mention kar do kisi ek jagah par.
 
Yasasvi3

Darkness is important 💀
1,617
3,691
144
Ek hi baar mai 2 saal aage nahi badha sakta 1 ya 2 update ke baad hi kar paunga..

Shukriya
Welcome
Mai abhi beginner hu pehele mostly 1 mahina bhi nahi hua story likhte hue..
As a beginner to kafi jayada h ye🤔aap peristhiti jyada difine karte ho🤔me reader bhot purani hu 😒as writer to mere pe time hi kam h shyad 6 mahine baad aayi hu waps idhar...but aacha h yaha kuch gini chuni khaniya h jo is level pe hoti h hope so...aap legasy banaye rakhe
Next update mai ab thoda time lagega may be ek week tak dedu..
Are koi na aaram se do kuki aapka update aacha khase size ka aata h so koi take your time bas 🤔bolke nahi doge to by chance koi thoda bhot bol dega baki🤔 shayd hi koi kahe
 
ravisharma00143

New Member
7
4
3
Next Day…

Agli subeh sabhi jaldi uth gaye. Aaj ka din bahut khaas tha, aur har koi excited aur energy se bhara hua tha…

Nasta jaldi hi taiyaar ho gya aur sabhi ne jaldi-jaldi nashta kiya. Nashte ke baad, Karanveer ji ne sabko bahar bulaya…

Bahar ka nazaara adbhut tha sadak par modern aur new technology se bani cars khadi hui thi..

Cars ki chamak aur unka design dekh kar bacchon ki aankhen khushi se chamak uthi..

Karanveer ji ne haath ke ishaare se sanket diya, aur sabhi apni apni cars mein baith gaye. Drivers ne car start kari aur cars ka kafila sadkon par aage badh gya…

Kuchh der baad, sabhi cars ek badi jagah par aakar par aakar ruki jaise hi sabhi cars se utare, unki nazar saamne ki building par gayi…

Yeh ek badi haveli ki tarah thi, lekin uske chaaron or aasman ko chhuti hui buildings khadi hui thi, jo usse aur bhi prabhavshaali bana rahi thin...

Us building ke main door par golden words mai kuch shabd likhe gaye the. Jaise hi unki nazar un shabdon par padi, har kisi ne apne andar ek gehri shakti aur pressure ko mehsoos kiya. Un words mein likha tha..

"Suryavanshi Teleportal Hall…”

Angy ne dheemi awaz mein kaha…

Angy : “Yeh kitna adbhut hai! Kya yeh sach mein teleportal hall hai…?"

Vaanya ne Angy ki baat mai sath dete hue kaha..

Vaanya : "Humne iske baare mein suna tha, lekin yeh hamari imagination se kahin jyada bhavya hai…"

Karanveer ji ne sabko ishaara karte hue kaha..

Karanveer : “Aao, andar chale aaj tumhare jeevan ki ek nayi yatra shuru hone ja rahi hai..”

Fir Karanveer ji ne sabko apne peeche aane ko kaha aur sabhi bacche aur sabhi bade unke peeche jaane lage. Jaise hi woh andar pahunche, hall ke andar ki decoration aur technology ne unhein aur heraan kar diya…

Diwaron par unique weapons aur chitra bane hue the, jo Suryavanshi vansh ki taakat aur unki virasat ki jhalak dikha rahe the…

Hall ke bich mein ek bada stage tha, jiske chaaron or energy ki lahren daud rahi thi..

Kuchh aage chalne ke baad woh sabhi ek hall mein pahunche waha par kai log the jinhone Karanveer ji aur baaki sab ko greet kiya..

Waha par kayi aise log the jo wahan par kaam karte the wahan par Suryavanshi parivaar ki apni ek research team thi. Wahan par kayi aur log the jo Suryavanshi parivaar ki side family se the Karanveer ji ne kaha…

Karanveer : "Chalo, aaj sabhi bacchon ka ek naya safar hai…."

Itna bol unhone samne ishara kiya yeh hall ek bahut bada research lab tha chaaron aur Scientist white lab coat pehne devices par kaam kar rahe the….

Jagah-jagah par bade monitor lage hue the, jin par solar system aur baki planet ki condition ko describe kara ja raha tha…

Hall ke beecho beech char bade portal the, jo energy ki blue light se chamak rahe the. Portal ke chaaron or halka dhuan uth raha tha..

Portal ke paas hi ek bada control panel tha, jahaan scientist ki team device aur monitor par kaam kar rahi thi. Har portal ke upar chamchamate aksharon mein unke rank ke baare mai likha hua tha..

Portal 1: Top 5 Base..

Portal 2: Mid Level Base..

Portal 3: Low Level Base..

Portal 4: Dangerous level Base..

Karanveer ji ne bacchon ki taraf dekha aur bole..

Karanveer : "Yeh jo char portal tum dekh rahe ho, inki madad se hum tumhein alag alag base par teleport kar sakte hain…”

Karanveer ji ne ek scientists ki aur ishara kiya karanveer ji ka ishara dekh us scientists ne turant control panel par ek button dabaya..

Charo portal ke chaaron aur energy ki lahren aur tez ho gayi har portal ke bheetar halka-halka dhuan uthne laga, aur usmein se ek invisible attraction mehsoos ho raha tha…

Scientists ne aage badhkar samjhaya..

Scientists : "Ye portal quantum energy par kaam karte hai jo insaan inse guzarta hai, woh kuch hi samay mein apne chune hue base par pahunch jaayega..."

Karanveer ji ne bacchon ki taraf dekha aur muskurate hue kaha..

Karanveer : "Yaad rahe ki aisa nahi ho sakta ki tum sab ek hi jagah teleport ho yeh tumhein alag alag base mai teleportl karenge…

Agar tumne pehla 1 se 5 base level wala teleportal chuna to aap unmein se koi bhi base mein teleportal ho sakte hain aap apni marzi se kisi bhi base mai nahi ja sakte…”

Iske baab pehle sabhi side family ke log aage badhe, uske baad side family ke bacche. Sabhi bacche excited aur thode ghabrahat ke saath portal ki or dekh rahe the…

Sabhi ke chale jaane ke baad ab Ansh aur baaki sab bacche bache the karanveer ji ne unki taraf dekhte hue kaha..

Karanveer : “Chalo baccho, ab tum sabki baari hai.. “

Akshat, Akshita, Vineet aur Ansh sabhi ko alvida keh rahe the. Vaanya aur Angy to rone lagi thi woh ab bahut lambe samay tak unse nahi mil payenge…

Yeh dekh Karanveer ji bole…

Karanveer : "Baccho rona bandh karo, tumhare bhai behno ki kabiliyat ke hisaab se woh jald hi apne mutant level ke gene pure kar lenge, tab woh kabhi bhi yaha aa ja sakte hai isliye tumhein chinta karne ki zaroorat nahi hai…*

Yeh sun kar Vaanya aur Angy ne rona bandh kar diya darasal, pehli baar jo teleport hota tha, tab woh kamzor hone ke kaaran teleport hone ke waqt hone wale space change se nahi bach sakte the…

Jiisse wog insaan turant tukdon mein badal jaata tha. Yeh sab rokne ke liye bahut saari energy ka use karna padta tha. Isliye jo yahaan se dusre planet par jata tha, usse waha par jab tak woh apne mutant gene nahi bhar lete..

Tab tak use Earth par wapas nahi aane diya jaata tha. Kyunki yaha se waha ja sakte hain, par wahan se vapas aana kab tak mumkin nahi jab tak woh mutant level par nahi aa jata..

Chalo ab aage badho, Karanveer ji ne kaha yeh sun sab se pehle Akshita aage gayi usne sab ko haath hilaakar byy kaha phir Akshat aur phir Vineet phir Ansh ki baari aayi tabhi Priya ji boli..

Ansh : “Ansh beta, yaad hai na tumne hume kya wada diya tha..?"

Yeh sun kar Ansh bola..

Ansh : "Maa, mai apna pura dhyan rakhunga…"

Itna bol kar Ansh chauthe number ke teleportal ki aur badh gaya Karanveer ji ne halki muskan ke sath kaha..

Karanveer : “Ansh, hume tumhara intezar rahega…"

Yeh sun kar Ansh ne pehle Karanveer ji ki taraf phir Angy ki taraf dekha, jo usse haath hilaakar byy kar rahi thi…

Ansh phir us teleportal mein ghus gaya aur waha par kuch der ke liye blue light phel gayi uske baad Ansh gayab ho gaya…

Ansh ko laga jaise woh kisi ajeeb aur anjaan tunnel mein bahete chala ja raha hai uske chaaron aur phaila andhera usse darane ki bajay excitement se bhar raha tha....

Achanak, ek tej attraction mahsus hua, aur uski speed aur badh gayi. Aisa lag raha tha ki woh kisi black hole se hote hue kisi nayi duniya ki aur badh raha hai…

Tabhi, uske sar mein tej dard hua dard ke saath hi uski aankhon ke saamne ek chamchamaati safed roshni phail gayi…

Us roshni ne andhere ko puri tarah se nigal liya. Ansh ne dard se pareshan hokar apni aankhen band kar li. Uske kaanon mein ek tej goonj sunai di, mano koi shaktishaali energy usse apne andar le rahi ho…

Jaise hi sab kuchh shaant hua, Ansh ne dheere dheere apni aankhein kholi.

To
turant uski aankhein ek tej roshni ke kaaran wapas bandh ho gayi..

Tabhi Ansh ko apne kaanon mein ek awaaz sunai di…

Turant uski aankhein ek tej roshni ke kaaran wapas bandh ho gayi..

Tabhi Ansh ko apne kaanon mein ek awaaz sunai di…

“Power Screen on ho gaya hai..

Name : Ansh

Age : 16

Race : Human

Power Level : Basic Level 7

Element: Fire

Skill : Fire Ball

Gene Points :

Basic Gene Point : 0/100

Novice Gene Point : 0/100

Mutant Gene Point : 0/100

Phantom Gene Point : 0/100

Secret Gene Point : 0/100

Super Gene Point : 0/100”

To be continue~~

[Sorry guys es update ko do part mai post karna pada pata nahi mai update post nahi kar pa raha tha 72,000 characters se zada words ka update nahi ja sakta ese likha aa raha tha isliye thoda sa part next post mai hai..

Mene socha tha ki es update ke mid se KYRIOS ka shuru karunga lekin woh ho nahi saka..

Rajvansh family ka batane mai aur baaki sabhi chijen set karne mai update ki length pehele hi 9k+ words chali gayi thi and end mai mene jaldi jaldi sab kheecha..

Aur aap sab batao kya mujhe story ko 2 saal a
ur aage badha dena chahiye..?

Likes and comments kar dena]
Han bhai aaga bade do aur ho sake to ansh aur uski family ko dikhao
 
ravisharma00143

New Member
7
4
3
Khubsurat

❤️
 
  • Like
Reactions: Dolar

Dolar

Member
164
343
64
Warrior level.....celestial level...
Inme lower se lekar top level tak ka koi na koi nam to hoga ...unko mention kar do kisi ek jagah par.
Abhi story mai top level demi God hai..

Agle update dene ke baad woh sabhi level samjh aayenge ho mene end mai diye the..
 
  • Like
Reactions: CFL7897

Dolar

Member
164
343
64
Han bhai aaga bade do
Aage badh dunga abhi ansh ki age 16 saal hai 2 saal aage badha kar 18 kar sakta hu and ansh ki jo devil soul yeh sab hongi aur kese haasil kara hoga un sabhi ko flashback mai dikha sakta hu..?
aur ho sake to ansh aur uski family ko dikhao
3 saal baad wali meeting mai Ansh aur uski family mile woh zada accha rahega..

Baaki sab bhi batao yeh karna sahi hoga..?
 
  • Love
Reactions: ravisharma00143
Top