- 1,099
- 1,926
- 159
Hot update bhai
Sukriya bhai
Hot update bhai
Superb Update Bro...
Waiting For Next
Waiting
Fantastic update bhai maza aa gyaUpdate--21
Sab ne khana kha lia aur hall main beith k baatein krney lagey itney main Zaigham aur Ayesha bhi aa gaey aur hall main beith gaey sab un ki mangni k barey main discuss krney lagey.
Baba: Tou teri kab wapsi hai.
Rashid: Agley haftey jesay hi mein yahan company kholney laik ho jaun ga aa jaun ga.
Baba: Hmmm theek hai tu wahan se wapis aa phr Zaigham aur Ayesha ki shadi kr dein gey.
Rashid: Haan yeh sahi rahey ga.
Baba: Aur beta kis University main dakhila lena hai aap ko.
Ayesha: NUST main.
Baba: Theek hai beta Zaigham tumhara admission waheen krwa de ga usne bhi waheen se MBA kia hai.
Ek sunsaan elaka yahan ek circle main bht sarey ghar baqi her traf Registaan raat ka waqt hai Log apney gharon main soye huey hn waheen Aasman main Hawa main Zaigham kahada hai aur unhi gharon ki traf deikh raha hai us ne chutki bjayee un gharon k aas pass sheild ban gai aur us ladkey ne phr se chutki bjayee aur us Sheild k ander hi badal(cloud) ban gaey.
Mein: Tum log amer ho tou kia hua tum logon ki halat aesi kr doon ga k jis kaam liey liey tumhey chunna gya hai us laiq hi na raho tum logon ki dard bhari zindagi subhah honey se shuru ho jaey gi jesay hi tum log bahir niklo gey tou tumhey ahsaas ho ga k GOD k khilaaf ja k kitni bari ghalti ki hai tum logon ne.
Us k baad Zaigham wahan se ghaib ho gya.
Somewhere in the Universe…..
DIABLO dhyaan main beitha hua tha achanak us k face expression change ho gaey aur wahan gussa dikhney laga jesay jesay us ka gussa berh raha tha who mehal kanp raha tha aesa lag raha tha k bht hi bheyaanak Earthquake aaya hai mehal main mojud baqi sab darr se kanpney lagey unhey maloom tha k es waqt un ka GOD gussey main hai tabhi yeh sab ho raha hai tabhi achanak DIABLO ki aankhein khul gaen.
DIABLO: Yeh tum ne acha nai kia Zeus es ki bht bhari qeemat tumhein chukani ho gi meri Sword ko kahan chupa rakha hai mein dhoondh nai paa raha hn aur tumhein kia laga k sirf Sword hi meri takat hai nai mujhey apni takat hasil krney main time lagey ga us k baad teri duniya ka ek bhi zarra nazer nai aaye ga mein apni sword bhi hasil kr hi loon ga.
DIABLO ne aakhein band kein tou usey SANTAN Earth pe kisi Island main band nazer aaya aur usey Dheyan main paya yeh deikh k usey mazeed gussa aa gya.
DIABLO: Santan ko bhi tum ney kaid kr dia shodun ga nai tumhey.
Amazon Rain Forrest…..
Santan dheyaan main beitha hua tha usey samjh nai aa rahi thi k es sheild ko kesay toda jaey aur yahan se nikla jaey who phr se dheyan main beitha es baat ka hul nikal raha tha k usey apney dimagh main ek awaz sunayee di.
Awaz: Santan meri baat dheyaan se suno.
Santan Awaz ko pehchan gya who dheyaan main beithey beithey jhuk gya.
Santan: G Hukam.
DIABLO: Mein ne tumhey ek sakti di thi jis ka istemaal tum ek hi baar saktey they.
Santan: G hukam mujhey yaad hai.
DIABLO: Usey istemaal kro tabhi yeh sheild tootey gi aur yahan se bahir nikal pao gey aur haan jesay hi sheild toot jaey wapis aa jana wahan kch nai hai.
Santan: G hukam mein sheild tod k aata hn.
Santan ne aankhein kholein us ne manter perha us k samney bowl aa gya.
Santan: Jao ja k kisi janwer ki khopri le k aao.
Sipahi: G serkar.
Sipahi gya aur kisi janwer ko dhondney laga bht doondney k baad usey Ocelot mil gya who kisi janwer ka shikar kr raha tha us sipahi ne door se hi Ocelot pe nishaana laga k talwar pheink di ab yeh scene aesa hai k talwar pheinkh k kon marta hai agley ko lekin yeh en ki training hi aesi thi jisey Santan ne di thi takeh dushman bhari per raha ho tou Talwar speed se pheinkh k mari jaey.
Who talwar Ocelot ka sir dhar se alag krti hui drakht pe lagi Sipahi ne Ocelot ka sir uthaya aur Talwar le k Santan k pass aa gya us ne Ocelot ka sir Santan ko dia Santan ne hath main pakad k aankh band ki aur manter perha jis se who sir khopri main badal gya us ne who khopri us bowl main rakhi us k baad apni talwar se apna hath kaat k alag kia aur us ka khoon bowl main Khopri k uper dalney laga jab sahi miqdaar main khoon dal gya tou Santan ne who hath apney jism k sath lagaya aur manter perha jis sey who wapis jud gya.
Us k baad Santan aankhein band kr k manter perhney laga kch deir k baad aasman se ek light aaye aur Amazon Rain Forrest pe jo sheild thi us se takrayee jis se wahan dhamaka hua aur Sheild ghaib ho gai jesay hi sheild ghaib hui do cheizein hueen ek Santan aur us k sathi ghaib ho gaey doosra wahan ek ladka aaya jo k Zaigham tha.
Mein: Santan yeh Sheild es liey lagai thi takeh tu who sakti istemal kr dey jo tujhey DIABLO ne one time k liey di thi us k baad mein tujhey khtam kr deta lekin DIABLO samjhdaar nikla us ne tujhey wapis bulwa lia lekin fiker na kr tu marey ga merey hi hathon aaj nai tou phr kisi din.
Yeh keh k Zaigham wahan se ghaib ho gya aur apney room main pounch gya jesay hi Zaigham pouncha us k room ka door khula aur Alina ander aa gai.
Alina: Bhai.
Mein: Haan bol.
Alina: Bhai dupeher ka khana tyaar hai aa jao sab aap ka intezaar kr rahey hn.
Mein: Aata hn.
Sab ne khana khaya Naeem office gya hua tha Rashid k sath khana kha k sab hall main beithey they k achanak Zaigham ka chehra gussay se bahr gya us ka Chehra laal ho gya yeh deikh k sab shocked tou they hi lekin Zaigham ka chehra deikh k dar bhi gaey.
Ami: Kia hua beta achanak yun gussay kiun aa gya tujhey kia hua.
Mein: Kch nai aap sun nai pao gi.
Ami: Aesa kia hua hai.
Mein: Ami mujhey jana ho ga aa k batata hn.
Zaigham ghaib ho gya lekin us ki ami ghabra gai unhey becheini honey lagi k kch tou hua hai sab ghar waley bhi preshan ho gaey us k baad Zaigham ek jagah pouncha wahan aasmani bijli girney lagi aur jo bhi tha who aasmani bijli ki wajah se mar gya.
Zaigham: Bhaiya uncle mujhey tham lo jaldi.
Salman aur Rashid ne Zaigham ko pakad lia Zaigham ne Naeem ko apni goad main utha lia aur wahan se ghaib ho k pounch gya Naeem k room main aur us ko bed pe lita dia apna hath Naeem k sir pe rakha jis se naeem ki body pehley jesay ho gai aur Naeem ko hosh bhi aa gya us k baad sab us room se nikley jinhey deikh k sab phr se heran they k yeh es room se kesay nikal rahey hn.
Ami: Aap sab yahan se kesay aaye aap office gaey they na aur Zaigham tum kahan gaey they.
Mein: Kch nai Ami baba ab theek hn unko Goli lagi thi.
Zabardast updateUpdate--21