• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Farrar-A revenge story

Status
Not open for further replies.

Kingfisher

💞 soft hearted person 💞
7,469
26,139
204
lovely update ...dono bhai behan ne ek dusre ko dekha aur pehchan liya .itne waqt baad apne bhai ko dekhkar mahek ki aankho se aansu behne lage aur yahi haal rahul ka bhi tha ..
dono ko milan dekhkar waha ke saare logo ki aankhe bhi nam ho gayi ..
neha ko bhi bata diya mahek ne .

ab ye dono apne gile shikwe dur karne park me baithe the ki sushma ka phone aa gaya jisse pata chala ki sweety ko thakur uthake leke gaya hai ,aur apne bete ko chhodne ki baat kar raha tha ..
vishwa se baat karke rahul ko pata chala ki mahek ab badle ki aag me jal rahi hai aur usne yogesh ko kisi ke kehne par pyar ke jaal me fasane ki koshish ki thi ..

ab sweety se itna pyar karta hai rahul to gaon to jayega hi bas dekhna hai ki thakur aur uske saathiyo ka kya hashr hota hai ..
Thanks leon bhai es manmohak vishleshan ke liye
Ab itne din tak ek dusre se dur rhe to aise milan swabhavik tha
Rahul ki jindagi me koi khushi jyada dil tak nhi tikti or yha bhi aisa hi hua ... Kyoki thakur ne sweety ki kidnap karke sabhi kushi ko gayab kar diya
Yes rahul gav jayega or sabhi ka hasar bhi bahut bura karega par dhire dhire tadpa tadpa kar
Sath bne rahiye
 

Kingfisher

💞 soft hearted person 💞
7,469
26,139
204
बहुत ही खूबसूरती के साथ महक और राहुल वाला सीन क्रिएट किया है । दोनों का घुटने टेक कर एक दूसरे से सिर मिलाए रोना बहुत ही बढ़िया लगा । सिचुएशन को बहुत ही अच्छी तरह से सेंटीमेंट्स बनाया गया है ।
यदि इस बार भी राहुल " फरार " हो गया होता तो रीडर्स की सहानुभूति वो हमेशा के लिए खो देता । शुक्र है इस बार उसने दिमाग से नहीं बल्कि दिल से फैसला लिया ।
गांव में ठाकुर दिग्विजय सिंह ने स्वीटी को किडनैप कर लिया । उन्होंने महक के नाम यह पैगाम भेजा है कि स्वीटी के बदले उनके पुत्र योगेश को रिहा करें । योगेन्द्र विष्वा के कब्जे में है और विष्वा राहुल का ही खास आदमी है तो इसका मतलब योगेश को सौंप कर स्वीटी को बचा लिया जायेगा ।

इसके पहले राहुल ने आरूषि वाले मामले में एक बार फिर से निराश किया था । आरूषि की बहन दर्दनाक हादसे का शिकार हुई थी , इसके बाद उसकी मौत भी हो गई । राहुल को वहां जाना चाहिए था और उसके गम को साझा करना चाहिए था ।
दो शब्द सांत्वना की बोल बोलना चाहिए था । लेकिन यहां भी उसकी बुद्धि ने उसका साथ नहीं दिया ।

शेरली के साथ भी उसने कुछ सही नहीं किया था । परदेश से आई हुई एक अकेली लड़की की कोई खबर तक नहीं रखी । जबकि शेरली ने उससे प्यार का इजहार भी किया था ।

लेकिन अब राहुल का मिजाज बदला बदला सा है । शायद अब उसके चाचा और दिग्विजय सिंह के अच्छे दिन लद गए । उन लोगों के बुरे दिन का काउंट डाउन शुरू होने वाला है ।

बहुत ही बेहतरीन और आउटस्टैंडिंग अपडेट किंगफिशर भाई ।
Thanks sanju bhai es manmohak vishleshan ke liye
Jab update likhte vakt mind fresh or mud acha hota hai to apne aap hi ache seen create ho jate hai ...baki sab bhasad hi hoti hai
Rahul ka irada to es bar bhi farar hone ka tha par mehek ke aakarshan ne use farar hone nhi diya
Ya bilkul socha to bilkul aisa hi rahul dekhte hai age esme kuch badalav karta hai ya nhi
Rahul kabhi kabhi emotional less ho jata hai karan uske sath hue ghatna par time milne par vo Arushi ko santvana jarur dega
Rahul ki life me ek se badkar ek ghatna hoti gai jiske chalte uske man mastishk me sharley ka khayal nhi aya ...
Yes bilkul thakur and company ka countdown shuru ho gya hai
Sath bne rahiye
 

Kingfisher

💞 soft hearted person 💞
7,469
26,139
204
छप्पनवाँ भाग

बहुत ही जबरदस्त और कमाल की लेखनी है आपकी। अब लग रहा है कि कहानी सुख की तरफ जा रही है, नहीं तो अभी तक दुःख ही दुःख था कहानी में महक और उसके परिवार के लिए।।

जैसा कि महक को विश्वास था कि राहुल जिंदा है। और उसका विश्वास तब सच हुआ जब राहुल को उसने अपने सामने खड़ा पाया। दोनों भाई बहन एक दूसरे को देखकर बहुत खुश हुए। दोनों की खुसी इसी बात से झलक रही थी कि उनके मुंह से एक शब्द नहीं निकल पा रहे थे। महक ने अपना इतना दिन का पूरा प्यार राहुल पर उड़ेल दिया। इतने दिन की जुदाई के बाद मिलन की जो खुशी होती है वो अनूठी होती है। इस खुशी में दोनों इतना खो गए कि दीन दुनिया को ही भूल गए।।

राहुल सारी बात बताने का वादा करता है महक से। उधर ठाकुर दिग्विजय ने स्वीटी को उठवा लिया। उसे शक था कि योगेश को महक ने अगवा कर लिया है। ये खबर सुनकर राहुल का खून खौलना स्वाभाविक है। विश्वा से उसे पता चलता है कि महक अब खूनी बन चुकी है और हत्या भी कर चुकी है। राहुल स्वीटी को छुड़ाने के निर्णय लेता है और महक के पास वापस चला जाता है।।

Thanks mahi ji es manmohak vishleshan ke liye
Mene jo bhi sikha app jaise writer se hi sikha hai mahi ji bs sikh kar yha ajma rha hu
Kya sach me aap ko lag rha hai kahani sukh ki traf ja rhi hai ?
Jab es dusre ke prati mann me itni chahat ho to ye sab hona swabhavik hi hai...mehek or rahul ke darmiyan ek alag hi attraction hai
Thakur ne ek bahut badi galti kardi jiska khamiyaja use lambe samay tak bhugtna padega
Sath bne rahiye
 

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,767
174
Update ....58



" AAP sach keh rhe ho na bhaiya ki aap jald hi vapas aaoge , agar nhi aye to me khud vha aapke pass aa jaungi ,, drishti ki at sunkar aditya ne use apne se alag kiya or bola " thik hai agar agar mene jaisa bola or vo nhi kar paya to me khud tumhe vha bula lunga thik hai ab mujhe jane de varna meri sweetu ke sath vo log galat kar sakte hai ,,
Aditya ki bat sun kar drishti usse alag hokar side khadi ho gai fir aditya or mehek sabki bayy bol kar vha se nikal gye or puche reh gai tino ma betiya apni aankho me aansu liya


Abb agge ....


Dono bhai behen vha se nikal gye dono hi chupachap rhe east, dono ko sweety ki chinta sataye ja rhi subhe dono karib 6 baje gav ke pass pahuch gye rahul ne gav se kuch duri par ghadi rok di or mehek ke sath nich utar gya rahul ke es tarah ghadi gar se pehle rok dene se mehek thodi hairan hui

" Kya hua rahul ghadi kyo rok di ,,

" Me filhal ghar nhi aunga , abhi sirf tum jao ke bad me ata hu ,, rahul ki bat sun kar mehek use swaliya najar se dekhne lagi

" Ye tum kyo keh rhe ho , aisa kya ho gya jo tum mere sath ghar nhi jana chahate ho ,, mehek ki bat sunkar rahul uske pass jakar uske kandhe par hath rakhte hue bola


" Jis ghar me meri sweetu nhi hai us ghar me kaise ja sakta hu , esliye pehle ghar sweetu ayegi uske bad hi ke aa paunga , tum ghar jao kuch der bad sweetu ghar pahunch jayegi uske kuch samay bad me bhi aa jaunga , or ha ma ko ya kisi ko ye mat batana ki me aa gya hu ,,

" Par us Thakur se sweetu ko chudana asan nhi hai , agar tumhe kuch ho gya to abki bar tumhari judai ka dard bardasht nhi kar paungi isliye me bhi tumhare sath chalungi sweetu ko chudane ke liye ,,ye kehte hue mehek ki ankhe namm ho gai

" Tumhe pta hai na ki me tera rona nhi dekh sakta fir aisi bat kar kyo mujhe dukh pahuncha rhi ho , mujhe par vishwas kro me sweetu ko ajad karva dunga or sath ki khud ko Thakur ke hatho nuksan nhi pahunchane dunga , ab tum jao me sweetu ko bachane me or deri nhi karna chahta ,, rahul ki bat sun kar mehek kuch der chup reh kar boli

" Okkkkk me ja rhi hu par ye yad rakhna ki tumhari life par sirf tumhara hi adhikar nhi balki kisi or ka bhi hai esliye jo kadam uthana soch samaj kar uthana ,, ye kehkar mehek rahul ke karib ai or apne pair ke panjon par khadi hokar rahul ke mathe par ek halka sa kiss karke vha se chli gya rahul bhi muskurata hua vha se nikal gya o sidha THAKUR villa ki or kuch hi der me vo vha pahunch gya

Car se niche utar gya or pahuch gate ki or par gate band tha rahul gate ki thak thakane lga kuch hi der bad do guards ne gate khola

" Kon ho tum pta nhi kisi anjan aam admi ka haveli me jana mna hai to fir bar bar kyo gate ko pit rahe ho jao yha se varna tumhari haddiyon tod denge ,, unme se ek guard bola jiske hath me purane jamane ki banduk thi

" Thakur se milna hai mujhe , jane do mere pass jyada time nhi hai agar mujhe rokne ko koshish ki to bemout mare jaoge esliye tumhare liye better
Yhi hai ki mujhe ander jane do ,, rahul ne use ghurkar bola ek pal vo rahul ke gusse se dar gya vo kuch bolta usse pehle dusra guard bola

" Khi pagal vagal to nhi ho gya haveli me akar hume hi mout ki dhamki de raha hai last bar keh rha hu chla ja yha se yhi tumhare liye behtar hoga ,, rahul unki bat sune bagair jane lga hi tha ki us guard ne uske kandhe ki pakad liya rahul ne pich mudkar uske hath ko apne hath se kas kar pakad liya or use marodne lga jisse us guard ko asahniya dard hone oga or vo chillate hue chodne ki dua mangne lga rahul age kuch karta usse pehle dusra guard banduk se var karne lga hi tha ki rahul ne use bich me rok diya or uski banduk ki dur fenk diya fir uske pass jakar uski gardan ko pich se kas ke gale pakadkar lohe ke gate par de mara jisse uska pura chehra khoon se lal ho gya or vo dard se tadapate hue behosh ho gya
Fir rahul ne us pehle guard ka hath chod kar uske sine me kas ke ek lat mari vo panch feet dur gate se ja takraya uske bad us guard me uthne ki himmat nhi

Ye sab hangama dekh Thakur ke bodyguard or bouncer bhi vha aaa gye dikhne me sab hatte katte the par rahul bhi unse kam nhi tha sharir ko lekar

" Oye chikne tumhari himmat kaise hue guards ko marne ki lagta hai tumhe tumhari jann pyari nhi hai ,, usme se ek bouncer rahul ke pass ake bola

" Madarchodo tumse mujhe koi kam nhi hai or bina vjah se me tum logo se bhidna nhi chahta mujhe bs Thakur se milna hai me unse milne ke bad shanti se yah se chla jaunga ,, rahul ki bat sunkar vo bouncer gussa ho gya or rahul ko marne ke liye uske pass aa gya rahul ko ye ahesas ho gya ki ye hamla karne vala hai esliye usne usse pehle hi kass ke lat uske andon par mar di vo vhi marrr gyaaa rrreee kehta hua agar ne land ko pakad kar jamil par ghutnon ke bal beth gya rahul ne bina vakt ganvaye ek lat uske kan par mar di vo vhi dharashahi ho gya uske bad us bouncer ke ander koi halchal nhi hue ye dekh rahul muskurane lga

" Mujhe pta hai ki tum log bhi apni aisi hi halat karvana chahoge to jaldi aa jao ..come on man hit me hit be behechodo ,, rahul ki gurrahat sun kar sabhi us oar tut pde pehle to rahul sirf defending fight karne lga taki sab thak jaye par sayad use nhi pta tha ki ye sab professional fighter the kuch der bad use bhi ahesas ho gya esliye usne aggressive hote hue ek mukka us bouncer ke gale par jad diya jo us par hamla karne vala tha .us bouncer ke dono kan me khoon niklne lga or vo vhi dharashahi ho gya ye dekh dusre admi ne rahul ko lat marni chahi par rahul niche chuk kar uski dusri tang par lat mar di jisse uska balance bigad gya or vo dhadammm se jamin par gir gya fir vha se sidha khada hokar dusre bouncer ke pass jakar uske uper kick boxing ki jhadi lga di us bouncer ke sharir ka purja purja hil gya vo kati patang ki tarah vhi gir gaya

Rahul ko piche se ek admi marne hi vala tha ki rahul ne hva me ulta jump marte hue ek kaske lat uske muh par jhad di vo vhi gir gaya uske bad usme uthne ki himmat nhi bchi
Rahul age kuch karta usse pehle hi use ek bouncer ne piche se lat mar di jisse rahul sambhal nhi paya or kuch kadam age gir gya do bouncer jaldi se uske pass gye or uske sine me lat marne hi vale hi thi ki rahul ne un dono ki tang ko apne dono hath se pakad liya dono apana pura jor lagane lage par unki tang tass se mass nhi fir rahul ne thodaa khade huye hue jor se unki tang ko uper utha diya vo apna balance nhi bna paye or vhi gir gye rahul unke pass jakar un par lato ki barsat karne lga kuch hi second me dono ki halat dayniye ho gai , rahul unhen or marta usse pehle hi usko do tin bouncer ne kas ke use pakad liya par rahul ko pakadna itna asan kha tha rahul ne ek kohni piche se pakde bouncer ke pet par mar di jisse uski pakad dhili ho gai fir rahul ne baki do ke changul se bhi bahar nikal kar un par kick boxing ki barsat karne lga tino kuch hi der me kate ped ki tarah jamin par gir gye
Rahul ne ek bar charo or najar doudai to usne paya ki ab koi apne pairo par nhi khada tha balki sabhi jamin pe pade pade tadap rahe the

Rahul unko vhi chod kar haveli ke ander chala gya or jor se chillaya

" Madarchod bhisdivale Thakur bahar nikal randi ki oulad , bahar nikal kha chup ke betha hai , me kehta hu bahar nikal ,, rahul ke ye word puri haveli me ghunjne lge , ye awaj sunkar Nilima Pooja or nokar chakar sabhi bahar nikal gye kuch hi der me Thakur bhi teji se gusse se niche utarata hua dikha vo gusse se puri tarah tilmilaya hua tha ate hi rahul ke pich khda ho gya

" Teri itni himmat ki thakur ko uske gar ke ander akar dhmakaya hai sayad janta nhi hai tum mere bare me agar janta hota to yha akar gali dene ki himmat nhi karta ,, apne pich DIGVIJAY ki awaj sunkar rahul ka khoon ubal marne lge or pure gusse se DIGVIJAY ki or muda or mudte hi uski gardan daboch li

" Bhadve meri sweetu kha hai , jaldi se bta varna me tumhe abhi Yamraj ke pass bhej dunga , tumhariii himmat kaise hue meri SWEETU ko agva karne ki ,, rahul ki pakad ki vajah se DIGVIJAY ki sanse ukhadne lagi rahul ko lga ki agar usne or kuch der dabaye rakha to sayad eske pran pakheru abhi ud jayenge esliye usne digvijay ki gardan ko chod diya udher Pooja or Nilima dono stambh reh gai ye sab dekh kar

" Ahhuuhh ahhuuhh , kon ho tum aahh meri gardan , tumhe sweety se kya lena dena ,, thakur apne gale ko sehlate hue bola vo ab bhi rahul ko nhi pehchan paya

" Lagta hai badti umra ke sath yardast kamjor ho gai , acha thik hai me hi bta deta hu ...me Rahul Singh son of kishor singh jiski tumne jindagi barbad kar di uski hasti khelti duniya me aag lga di use dar dar ki thokaren khane par majboor kar diya , jiske parivar ko dard taklif ki bhatti me jhonk diya vahi rahul hum me jo kuch mahine Farrar hua tha ab vapas apna revenge lene aya hai , or jo tu sweety ki bat kar rha hai vo meri jann hai meri dhadkan hai jisko tune kidnap kiya hai ab bta kha hai meri SWEETU varna abhi tera kissa khatm kar dunga ,, rahul ki bat sun kar DIGVIJAY ka gla sukhane lga use ab bhi yakin nhi ho rha tha ,, us admi ki bat sunkar DIGVIJAY ke dimag ki ghanti bajane lagi ki akhir ye sab kisne kiya , ab use ye bhi samaj me aa gya ki ADHIRAJ VYOM use kis tufan ke bare me bta rha tha or usne konsi galti kar di

" Or ha tere bete ko mene hi agva kiya hai ,, ye sab sunkar DIGVIJAY ki gand jo pehle se fati hue thi ye sunkar or jyada fatt gai

" Tum chahte kya ho , mere bete ne tumhara kya bigada hai use chod do uske badle me tumhari behen ko chod dunga , par mere bete ko chod do mera ek hi to beta hai agar use kuch hua to me jite ji mar jaunga ,, DIGVIJAY gidgidate hue bola , DIGVIJAY ko es avastha ke dekh rahul ke dil ko dhandak pahuchne lgi

" Ghabrao nhi thakur me tumhare bete ko kuch nhi karunga par itni asani se bhi nhi chodunga , vo sab chodo pehle ye batao ki sweetu kha hai ,, Rahul ki bat sunkar Digvijay ne chain ki sans li

" Sweety yha nhi hai use mene goudam me chupa rkha hai or vo vha surakshit hai mene uske sath kuch galat nhi kiya ,, thakur ne darte hue kha , thakur ke darne ka karan rahul nhi balki VYOM ne jo phone par bate batai vo tha dar ka asli karan agar vyom DIGVIJAY ko phone nhi karta to sayad DIGVIJAY ko rahul ki dhamkiyon ka koi asar nhi padta

" Phone lga jaldi apne admiyon ki vo agle adhe gante ke ander sweety ko sakushal mere ghar pahuncha de varna agle 31 ve minutes tumhare bete ki mout ki khabar milegi ,, abhi rahul age kuch or bolta usse pehle hi NILIMA vha aa gai or ate hi rahul ko thapad marne hi vali hi thi ki rahul ne uske hath ko bich me rok diya

" Chod mera hath kutte teri himmat kaise hui mere bete ko agava karne ki me tumhe mout ke ghat utarva dungi ,, nilima ki bat sunkar rahul ne uska hath jhatakte hue bola

" Apne hath kabu me rakh varna sham ka khana es hath se kha nhi payogi , ab es rahul ko pehle vala rahul samjhane ki bhul mat karna varna bad me bahut pachtana padega .....fir thakur ki or dekhkar .... Tu kya dekh rha hai jaldi se phone lga,, Thakur jaldi se phone nikalkar phone lagane laga or unse sweety ko gar chodne ki bat bolne lga , ab rahul ke man ko thodi shanti mili

" Rahul me janti hu tumhare sath or tumhare parivar ke sath bahut nainsafi hue par iski sja mere bhai ko mat do agar tum chaho to uske badle mujhe agava karlo me uff tak nhi karungi par mere bhai ko chod do vo nirdosh hai ,, Pooja jo kabse sabki bate sun rhi thi apne aap ko bolne se nhi rok paogi

" Mujhe nhi pta ki tumhe tumhare parivar ke kale karnamon ke bare me pta hai ya nhi , par me etni asani se tumhare bhai ko nhi chodunga , tum nirdosh ho esliye me tumhare sath galat karne ki soch bhi nhi sakta , me pehle vala rahul nhi rha ki pyar bhari baton se pighal jaunga , esliye me tumhare bhai ko itni asani se nhi chodne vala par tumhare karan me use hani nhi pahunchunga ,, rahul ki bat sunkar Pooja chup hokar ek side ho gai

Abhi rahul vha se jane hi lga tha ki uske dimag me ek purani bat yad aa gai vo vapas akar thakur ke pass aa gya or bola

" Vaise Thakur tumhare liye ek offer hai agar lena chaho to ,, rahul ki bat ka thakur ne koi jabab nhi diya

" Lagta hai tumhe samp sungh gya hai jo bol nhi pa raha hai acha tumhari bina anumati liye offer ke bare me bta hi deta hu ,....fir nilima ke pass jakar yad hai thakurain jab mujhe bina ghalti ke pure gav ke samne mere uper andde or tamatar phodne ki sja di gai thi us time dusra andda tumne mujhpar mara tha vo me kabhi nhi bhul sakta esliye aaj uski sja dena chahta hu ,, rahul ki bat sun kar nilima ke sath Pooja or thakur bhi chonk gye mere es bat se

" To thakur shab offer ye hai ki tumhe abhi thakurain ke gal par kass ke do chante marne hai eske badle me Yogesh ko bahut jald tumhare ghar chod dunga agar tum aisa nhi karoge to tumhare bete ke darshan bahut late honge sayad 2 / 3 month ya usse bhi jyada ab faisla tumhare uper hai ki tum kya karna pasand karoge ,, rahul ki bat se sabhi ki sitti pitti gum ho gai thakur kuch sochkar Nilima ke pass gya or bola

" Mujhe maf karna Nilima ... chattakk ...me ye sab apne bete ke liye kar rha hu ..... chattakk....thakur ne nilima ke dono gal lal kar diye ye sab dekh kar Pooja ki aankho me aansu or aditya ke chehre par muskan or Nilima ki ankhe lal ho gai ,,

" Great Thakur ...vaise ek mantri ho to kabhi kabhi janta ke bich or duftar bhi jaya kro kya pure din yha pde rehte ho ,, ye kehkar aditya hasta hua vha se nikal gya

Haveli se bahar nikal kar apni car leke vha se nikal gya or gav ke bahar chla gya kyoki jab tak Sweety ghar nhi aa jati tab tak vo ghar nhi jana chahta tha
Karib adhe ghante ke bad aditya ka phone ring hone lga jab usne dekha to kisi unknown number se call aa rhi thi aditya ne phone pick kar liya

" Hello rahul sweetu ghar aa gai rahul , ahhhuhh ahhuhh tum bahut ache ache rahul ab tum jaldi se ghar aa jao ,, ye koi or nhi balki mehek hi thi jo rote hue bol thi thi

" Mehek please rona band kro me adhe ghante ke bad ata hu ,,

" Ye rona or anshu sab khushi ke hai , mene abhi tak kisi ko bhi tumhare bare me nhi. Bataya agar tum jaldi nhi aye to me bta dungi ,,

" Okkk me ata hu ,, fir rahul ne phone cut kar diya or vishwa se phone par bat karne lga ..karib adhe ghante bad vha se apne ghar ke liye nikal gya

Kuch hi der me apne ghar pahunch gya vha rahul ka dil etne jor se dhadak raha tha ki uske dhadkane ki awaj tak sunai dene lagi
Fir rahul himmat karke apne ghar ke ander chala gya jha par mehek or sushma dono bahar charpai par bethe bethe bate kar rhi thi rahul ki najar apni ma ke chehre se hat hi nhi rhi thi use dekhkar aditya ka dil to pda kyoki jab aditya gav tha to sushma ka chehra hamesha khila khila rehta tha us kar alag hi Noor najar aata tha par ab sab kuch khi gayab sa ho gya

" Maa ,,rahul ne puri takat juta kar bdi mushkil se ye ma word bol paya rahul ki awaj sun kar sushma or mehek dono rahul ki tarah dekhe lgi mehek ke chehre par muskan aa gai rahul ko dekhkar par sushma expression less thi use apni ankho par bharosa nahi ho rha tha ki jo abhi vo dekh thi hai vo sach hai

" Mom mene kha tha na ki me ek na ek din rahul ko dhund kar leke aungi , dekho me rahul ko leke aa gai apke or hamare rahul ko leke aa gai , dekho kitna badal gya hai Hamra rahul , apki mamta ne aaj tak rahul ko kuch nhi hone , jao jake ji bhar ke apne bete se mil lo khi aisa na ho ki ye fir ghar chod kar chala jaye ,, mehek ki bate sun kar Sushma hosh me aai or last vali bat sunkar jhat se khadi ho gai par chah kar bhi age nhi bad pad pa rahi thi

Rahul dhire dhire sushma ke pass aa gya or bola

" Mom kaisi ho , mujhe apne sine se lga li mom me bahut tadpa hu apke sine se lagne ke liye apka pyar pane ke liye aapke rahul ko apne anchal me chupa lo uski sari tadap mita to ,, rahul age kuch bolta usse pehle hi Sushma jor se rote hue rahul ko apne sine se lga diya rahul bhi Sushma ke sine se lage hue beshumar roye ja tha tha
Sushma use balo par apna hath firane lagi or uske sar ko chumane lagi

" Kha chala gya tha tu mujhe chodkar kya tujhe yad nhi aai meri ha kitna nirday ha re rahul tu bahut tadpaya hai tumne es dukhiyari ma ko kam se kam ek bar to mil leta taki es kaleje ko thandak pahunch jati ki mera lal jha bhi hai surakshit hai par tumhe to koi parvah hi nhi hai apni mom ki ha ab to nhi jayega apni ma ko chodkar ab mujhme himmat nhi hai ki me tujhse dur reh kar ji saku ,, sushma ka rudan dekh mehek ki bhi ankhe nam ho gai rahul ab bhi sushma ke sine se lage aisi ja tha tha uska rona kam hi nhi ho rha

" Shant ho jao rahul dekho ab mom tumhare pass hai hamesha hamesha ke liye , rona band kro nhi to mom or jyada dukhi ho jayegi ,, mehek ki bat sun kar rahul Sushma se alag hue or uske chehre ki chumane laga fir alag hokar bola

" Mujhe maf kar do ma miti vjah se aapko etna dukh dard sehna pda par ma jitni aap dukhi thi utna me bhi tha hamesha jab apki yad ati thi to akela rota rehta tha , us vakt apke pass ane ka bahut mann karta tha par chahkar bhi nhi aa sakta tha , par ab apko chod kar kabhi nhi jaunga kabhi nhi marte dum tak aapke sath apke anchal ke chav me rahunga ,, rahul ki bar sun kar sushma rahul or is kaske apne sine se lga liya

" Me jane bhi dungi tujhe se der mere lal ...bahut tadpa hu tujhe apne sine se lagane ke liye aaj thandak pahunchi hai mujhe mera bacha muhhaaa ,, sushma rote hue rahul ke chehre ko chume ja rhi thi fir rahul usse alag hua

" Mom bhaiya kha hai ,,

" Bhaiya bhabhi ko unke mayke le gaye hai kyonki bhabhi ke pitaji ki tabiyat kuch dino se kharab hai to unhen milane le gaye sham tak aa jayenge ,, sushma ke bolne se pehle hi mehek ne javab de diya

" Or meri choti si jan sweetu kha hai ,, rahul me haste hue kha

" Vo apne kamre me hai jab kuch log use chodkar gye tab se bina kuch bole apne kamre me jakar so gai kuch puchne par bhi kuch nhi bataya ,, sushma ki bat sun kar rahul full tention me aa gya or jaldi se sweety ke kamre me chla gya jha sweety apne sine se ek tasveer lagaye so rhi thi


To be countinue......
To Thakurain ko bta diya ki 2ra Anda usi ne mara tha jiske liye Usne thakur se 2 thappad marvaye thakur ki to sari hekdi hi nikal di Rahul ne sabhi bouncer ko kya dhoya hai sandar bhai yha mahak or sushma Ji Rahul se milti hai bda hi bhavnatmak drisya tha fir Rahul Sweety ke pass jata hai jaha vo dekhta hai ki Sweety Rahul ki photo sine se lagaye so rhi hai... Sandar update bhai jabarjast superb
 

Kingfisher

💞 soft hearted person 💞
7,469
26,139
204
Drishti ke liye bahut dukh ho rha hai bichari sweety jesi ye bhi paglo ke tarah Rahul ko chahti hai..............
Ab to bs intejar hai action ka us se pahle hi thakur ki gand phati padi hai vyom ki baaton se speechless update jitna tarif kru es emotional update ka utna kam hai.................
keep posting bhai...........
waiting for next update.............
Thanks bunny bhai es manmohak vishleshan ke liye
Drishti ek soft hurted ladki hai jiske dil bilkul nirman hai
Dono behno ke chahate rahul ke prati anuthi hai tinon antaratma se ek dusre se jude hue hai
Thakur ki gand ek bar nhi bar bar lagatar fategi ek ke bad ek jhatke lagenge ..thake again update ki etni achi tarif karne ke liye
Sath bne rahiye
 

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
56,358
70,220
354
Kya sach me aap ko lag rha hai kahani sukh ki traf ja rhi hai ?
फिलहाल दो तीन भाग से तो स्थिति यही बनती प्रतीत हो रही है,

लेकिन वो कहते हैं ना कि इस स्थिति को अपने मन मे ही रखना चाहिए। क्योंकि अगर लेखक को पता चल गया कि कहानी का सस्पेन्स और थ्रिल पाठक समझ रहे हैं तो वो कहानी दूसरी दिशा में मोड़कर नया सस्पेन्स और थ्रिल पैदा कर देता है।।🤣🤣😂😂😂
 

Kingfisher

💞 soft hearted person 💞
7,469
26,139
204
Very good update bhai but mujhe aisa kyu lg rha h k Adhiraj vyom koi or nhi khud Rajeev h waiting for next week
Thanks skb bhai es manmohak vishleshan ke liye
Apka aisa lagna shi hai ...dekhte hai apne jo khulasa kiya vo shi sabit hota hai ya nhi ...eska pta bhi bahut jald chalne vala hai ...vyom ke khulase ke sath sath sabke nakab utar jayenge
Sath bne rahiye
 

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,767
174

Thanks Asif bhai es manmohak vishleshan ke liye
Ab dono ke bich itne din ki tadad thi to ye gile sikve dur hone hi the
Thakur ki gand me kuch jyada hi khujli ho rhi thi esliye usne Sweety ki kidnap kar apni shamat bula li hai
Hahaha thakur ka to pta nhi apne khatarnak dialog mara
Hummm vaise vishwa ne sach bta kar acha kiya varna ek alag hi kand ho sakta tha
Khi pyar vyar to nhi hi gya apko mehek se vaise sambhal kar uske bahut Ashiq hai sath bne rahiye
[/QUOTE]
Yadi mahak se pyar karne valo ki line me lagna hai to aalu bhai se permission leni padegi :D
 

Kingfisher

💞 soft hearted person 💞
7,469
26,139
204
फिलहाल दो तीन भाग से तो स्थिति यही बनती प्रतीत हो रही है,

लेकिन वो कहते हैं ना कि इस स्थिति को अपने मन मे ही रखना चाहिए। क्योंकि अगर लेखक को पता चल गया कि कहानी का सस्पेन्स और थ्रिल पाठक समझ रहे हैं तो वो कहानी दूसरी दिशा में मोड़कर नया सस्पेन्स और थ्रिल पैदा कर देता है।।🤣🤣😂😂😂
Bilkul shi kha or sayad age bhi bne rhe ...par ek tufan sari khushiyon ki nsta nabut kar deta hai
Hahaha lekin hum aisa nhi karenge ...vaise readers bhi khush ho jayenge ki jo humne anuman lagaya vo shi sabit hua.....vaise jo apne kha vo me pehle kar chuka hu par vha kuch khas nhi tha ...vo sab mene readers ke swalo se bachne ke liye kiya
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.
Top