• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance " Fitoor "

Status
Not open for further replies.

Samurai

Well-Known Member
2,815
2,408
159
Update ~ 42

Ladka ~ mujhe saamp chhipkali ko janane me koi interest bhi nahi hai .

Dono ki lada badastoor jari thi ki tabhi Reveka aa gayi aur ladke ko dekh chaunk gayi . Wo uska best frnd Aarav tha .

Reveka ~ hii Aarav , what a pleasant surprise yaar . Btw kya hua aise kyu chilla raha hai ? ( bahut khush thi Reveka Aarav se mil kar )

Aarav ~ kuchh nahi yaar sara mood off kar diya is chhipkali ne mera :( . Uff these small town girls :beee:

Reveka ~ ooh come on Aarav ye koi chhipkali nahi hai meri pyaari cousin hai . Tujhe bataya tha na bhopal wali " Riya "

Aarav ~ yaar tune to badi tarif ki thi inki par ye to comic artist hai :beee:

Riya ~ mai koi comic artist nahi hoon samjhe :mad:

Aarav~ to kya ye aadhe tedhe muh shaukiya bana rahi hain :?:

Riya Aarav ko lagatar ghoor rahi thi jabki Reveka ki baatein sunane ke baad Aarav ka mood theek ho chuka tha . McDonald me pahunch kar bhi jab Riya ka gussa kuchh kam nahi hua aur usne khane se inkar kar diya to Aarav ne kaha ,

Aarav ~ chalo Riya ji sorry meri galti thi mujhe aap se aise baat nahi karni chahiye thi , wo kya hai na ki mai apni shakl se bahut pyaar karta hoon isliye thoda jazbati ho gaya tha .( in Dev aanand's style )

Aarav ki acting dekh Riya aur Reveka ki hasi chhoot gayi . Riya ki khilkhilahat ne Aarav par ek alag sa jaadu kar diya .

Aarav ~ waah sach hi kaha hai kisi ne ,( Riya ko dekhte huye )

Reveka ~ kya ?

Aarav ~ " Wo kahte hain na pal bhar me jo sama badal de ,
us shay ko kuchh deewane ishq kahte hain "

Reveka ~ ohohoho cntrl yaar jyada jazbati hone ki jarurat nahi hai .

Aarav ~ mai to majjaq kar raha tha , ( Riya ka face dekhte huye )

Reveka aur Riya dono Aarav ka behaviour dekh ek doosre ko takne lagi jabki Aarav ne Riya ke baju me rakhe shopping bags ko uthaya aur bahar chal diya . Riya ko Aarav abb gentleman lag raha tha jabki Reveka kisi soch me padd gayi thi .

===#===#==#===

Natasha Rahul aur Dhruva ki baatein sunane ke baad aasmaan se seedhe jameen par aa chuki thi . Uske sharmili bahu wale nautanki ka satyanaash ho chuka tha . Wo seedhe guest room me gayi aur apni mom ko call laga li aur ek saans me sab baatein bata di .

Natasha ~ mom abb bolo kya karu ye ladka to mere haath hi nahi aa raha hai :(

Natasha's Mom~ pareshan mat ho beta us ladki ka kuchh to karna padega .

Natasha ~ kab karenge mom wo ladki Delhi me hi hai aur aaj hi Rahul use milne bhi wala hai :(

Natasha's Mom~ ek kaam karo jara ladki ki details to do aur koi photo ho to wo bhi dena .

Natasha ~ theek hai mai Yash se lekar deti hoon aapko .

Natasha ne Yash ko call lagai aur usase Riya ki photo wagaira li sath hi Yash ko bhi Delhi pahunchne ko bol diya . Abb Lakme Fashion Week ke dauran milne ke liye sabhi Delhi chal diye aur sabhi ke dil me koi na koi mansooba bal raha tha
.
 
ULTRA

Life isn't a film, don't End it..,
Prime
38,536
16,777
274
reading
 
  • Like
Reactions: Samurai

bahut sajishana update hai :detective:
 
  • Like
Reactions: Samurai

ULTRA

Life isn't a film, don't End it..,
Prime
38,536
16,777
274
superb update....
 
  • Like
Reactions: Samurai

Samurai

Well-Known Member
2,815
2,408
159
Superb Update

Dhruva ka timing hi bekaar hota hai :mad::mad: Aur Natasha :mad2:

Now entry of new character. Aarav :hmm:

Lets see uska role kya hai aur story me aage kya badlaaw aayega.

Jawaab to iski jubaan me hai...Kisi bhi baat ka waisa hi reply de raha hai.

Superb going. Lets sew what happens next.

:applause::applause:
kirdaron ka aagman kahani me koi na koi bawaal paida karne ya rokane ke liye ho raha hai :D thanks :rose:
 
  • Like
Reactions: Jitu kumar

Samurai

Well-Known Member
2,815
2,408
159
Awesome update,
lekin kahani me aarav ke entry se lagta hai ab confusion start hoga riya aur rahul ke beach,
aur udhar natasha ne rahul ki baat sun liya hai to ab vo bhi kuchh na kuchh jaroor karenge,
rahul aur riya ke pyar me abhi bahot si rukavate hai,
dekhte hai ab aage kya hota hai,
Waiting for next update
Aarav ke aane ka wajah jaldi hi spashth ho jayehi . Ishq ki raah me to bht aaftein hain abhi :D thanks :rose:
 
  • Like
Reactions: Jitu kumar
Status
Not open for further replies.
Top