• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller GaLaTH...(THE WRONG THAT MADE EVERYTHING RIGHT)

Kala Nag

Mr. X
4,152
16,161
144
शुभ दिपावली
आपने निःसंदेह जबरदस्त अपडेट दिआ था पर धमाका अभी बाकी है मेरे दोस्त
Happy Diwali GIF by GIPHY Studios Originals
 

Villain1825

its villain
636
2,368
123
Happy deepawali 🎆
 
Last edited:

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
17,036
189
AB TAK AAPNE PADHA KI JAHAN EK TARAF RASHID SANVEER KO UTHWANE AUR DIMPLE KO KHUD UTHANE KA TAY KARTA HAI WAHIN DUSRI TARAF CAFE KALSANG KE PARKING LOT ME DIMPLE KUCH BIGDAIL LADKO KO SABAK SIKHATI HAI.

AB AAGE:-


CHAPTER-1

(THE ETIOLOGY OF BEING GALATH)


MEGA UPDATE-42(part-1)

30TH APRIL


CITY-DEHRADUN

PLACE-SIRIUS





SO,VACATIONS KE LIYE KOI PLAN BANAYE...


class over hone ke baad canteen me jama hui thi hamari mandali...

cokes aur burgers ke beech jaise school ke aakhri din har group me hota hai, vacation plan ka mudda uthaya SAM ne...


ANJALI-rehne do tumhare plans..last baar jo hua tha,agle 5 saal ka kota pura ho gaya hai hamara...

NAISHA-true..

SAM-arre,kya true...!!!handle toh kar liya tha hum sabne...

RASHI-har baar handle kar lo,ye zaroori toh nahi...

MAI-har baar panga ho,ye bhi toh zaroori nahi...

ANJALI-tu toh rehne de...ye SAM jo hum sab bol raha hai naa,woh HUM bhi tu hai aur SAB bhi tu hi hai...

aur gour kiya hai maine,jahan bhi tu hota hai naa,panga automatically ho hi jaata hai udhar..

MAI-ae koi bhi plan bane aage se toh iska naam pehle hi kaat diyo..

safe rakhna zaroori hai ladki ko...

ANJALI-dikha kaat ke..gala kaat dungi tera...

MAI-pata tha mujhe,andar se kasayi ich hai tu...

NAISHA-arrreeee..kahan se kahan le jaate ho re baat tum log...

waise agar koi plan banana bhi hai toh 15th tak hi available hun mai..16th may mom dad ke saath trip planned hai mera..

ANJALI-really...!!!kahan jaa rahi hai...???

NAISHA- maldives...

ANJALI-aur ab bata rahi hai tu...

NAISHA-kal raat hi dad ne bataya..waise tu bhi saath aa rahi hai..mana karne ka sochiyo bhi mat...aunty,uncle se mai permission le lungi...

ANJALI-koi zaroorat nahi hai..i am in...

KHANAK-mai bhi next week mom dad ke saath shimla jaa rahi hun..

MAI-yaar log vacation me garm neutral ya heat stations se hill station jaate hain aur tum ek hill station se dusre hill station me jaa rahi ho...faayda kya...!!!


smile karte hue kandhe bas uchka diye the KHANAK ne..


RASHI-mai bhi next week mom ke saath spain jaa rahi hun..

SAM-yaar,in sab ne toh apne apne plans pehle hi bana liye..

hum boys kya vacation bhar manjira bajayenge...

MAI-abbe karte hai naa apan bhi plan kuch..

aur acha hi hai naa...nahi rahenge ye sab toh trip me sir dard bhi kam hi hoga..

EKPREET-true..

DHAMMMM....


mere peeth par ANI ne aur EKPREET ke peeth par RASHI ne bajaya tha ek ek mukka...


NITS-abbe,ye DIMPLE library se books le jaa rahi hai ya puri library uthali usne...

RASHI-haan yaar..kar kya rahi hai ye...!!!hey DIMPLE....


canteen se thoda aage apne DRIVER ke saath khadi thi DIMPLE...

kareeb 25 books ke piche chhup sa gaya tha uska driver...

anyways, RASHI ki awaaz par palti woh hamari taraf aur phir apne DRIVER ko kuch bata woh aane lagi hamare paas...


DIMPLE-hey guys, what's up...!!!

RAJAT-tum batao... rough driving ki kya tumhare driver ne jo saza ke tour par books ke neeche daba rahi ho is bechare ko..

DIMPLE-hahaha...arre woh vacations me time spend karne ke liye library se kuch books issue kiye hain,wahi pakdaya hai driver uncle ko...

NITS-time spend karne ke liye woh bhi vacation me books bhi kaam aate hain, pehli baar sun raha hun mai...

DIMPLE-apni apni choice...

SAM-ye toh PRINCIPAL'S seal hai..!!!


DIMPLE ke haath me ek paper tha jisse woh fold karke apne pocket purse me daal rahi thi ki tabhi uske edge me bane seal par nazar padi SAM ki jisme hamari PRINCI ka signature bhi tha...


DIMPLE-haan woh jo books issue karwaye hain maine,unke liye PRINCI ke permission ki zaroorat thi,ussi application letter ka ek copy hai ye..

SAM-books issue karwane ke liye PRINCI ke permission ki zaroorat kabse padh gayi..can i see the application..

DIMPLE-sure...


DIMPLE ke haathon se lekar jab us application letter ko khola SAM ne toh aakhein failti chali gayi uski...


SAM-ye toh JEE preps ki main & advanced physics, chemistry aur maths ke books ki request application hai...

woh bhi teen alag alag authors waali.. college division ka jo alag ek block bana hai library me,sirf wahin available hain ye saare books..

matlab driver uncle jo kitaaben lekar gaye,woh sab wahi books hain..

DIMPLE-haan...


jahan bade casually haan kaha tha DIMPLE ne wahin usse dekhte hue aakhein badi se bhi zyada badi ho chuki thi sabki...

main & advanced maths, physics aur chemistry ki koi bhi book ke kisi bhi ek chapter tak ko padhne aur theek se samajhne me ek school going student ki haalath kharab ho jaani thi aur DIMPLE bulk me woh saari books le jaa rahi thi...


RASHI-yaar hamare syllabus me hi kul 28 books hain aur total 30 projects...

wahi complete karne me pura saal lag jaana hai aur tum extra books aur woh bhi hamare books se 50 times tough padhna chahti ho...


DIMPLE-is saal ka pura syllabus padh chuki hun mai..infact agar attendence ka lafda nahi hota toh mujhe school aane ki zaroorat bhi nahi hai...

aur jo issue karwaye hain maine,agar woh tough nahi hote toh mai unhe leti hi nahi...

KHANAK-kitna waqt lagega un books ko complete karne me tumhe...

DIMPLE-not sure but vacation over hone se pehle hi ho jaayega..

NAISHA-kya pura vacation bas book me hi ghuse rehne waali hi tum...!!!

DIMPLE-hahahaha..apne apne shouk.. waise nahi,kal se ek hafte ke liye delhi jaa rahi hun mai.

but haan,wahan se aane ke baad bas woh books hi time paas honge mere...

NITS-tum naa doctor ko dikwao.. normal nahi ho tum...

DIMPLE-isiliye kyunki i am into studies...acha ek baat batao ki agar books ki jagah 24/7 party karti, enjoy karti toh normal hoti mai..!!!

enjoyment ek feeling hai aur woh feeling mujhe ghumne phirne me nahi balki lagatar kuch na kuch sikhne se milti hai..

i want to grow at every second that i live...i want to be the bloody best...aur woh tag yunhi toh milne se raha...

jis din focus super strong rakhna shuru karoge,kuch nahi,sab kuch haasil karne ki zidh paaloge, meri baat ka matlab samajh jaaoge...

ok guys,see you...


jahan ek smile paas kar uth chal padi thi new girl wahin usse piche se jaate dekhte hue..


NAISHA-this girl is something else man..

KHANAK-woh toh hai...wakayi best hone ka potential hai usme..

MAI dheere se-second best...

NITS-ab tu kya badbada raha hai be...

MAI-yahi ki nikalna chahiye...ek paka ke nikal gayi aur ab ye sab paka rahi hain..

ANJALI-hum paka rahe hain tujhe..rook,theek se pakaate hain..

MAI-khado kithey aahe? chhoro hun sindhi chhori...


HAHAHAHA

ANJALI-teri toh...


mere sindhi me mazak par has diye the sab aur ANI lapki meri taraf jispar bhaag liya mai...


YAHI HAI NAA...!!!


DIMPLE jo school premises se nikal apni car ki taraf badh rahi thi,usse dekh thode door me khade RASHID ke aadmiyon me se ek ne pucha tha ye sawal ROUNAK ko..

kal raat hi delhi se louta tha RASHID par is beete pure hafte bas DIMPLE hi chhayi hui thi uske dimag par..

aajka hi woh din tha jab DIMPLE ki jawani aur sharir ka ras peena tha usse..us din me DEEPESH ne jo DIMPLE ke aas paas secret security ki baat batayi thi,uske info ke liye hi apne bande subah se school ke bahar lagaye hue the RASHID ne...


ROUNAK-haan bhai...

1ST-chal theek hai... tu nikal...hum dekh lenge aage ka.. koi hua bhi loundiya ki suraksha ke liye toh nipta denge usse..

bas tu shaam waali baat pakki kar le.. bhai ka dil aa gaya hai ispar.. shaam ko garden me khud jaayenge woh....

kahin garden nahi pahunchi ye toh tere pe hi bhadkenge bhai...

ROUNAK-uski tention naa lo bhai..pichle ek hafte me ek din bhi miss nahi kiya hai wahan jaana isne..aaj bhi jaayegi hi...

1ST-chal theek hai phir..

ROUNAK-bhai woh lounda..

1ST-uske liye bindaas reh..r.d ground naa..

ROUNAK-jee bhai...

1ST-shaam ko mai khud jaaunga udhar..dekhen kitni unchi chidiya hai woh lounda...saale ke pair todkar laaunga tere saamne...

utaar lena bhadaas apni..

ek taraf bhai us loundiya ki seal todenge aur unhike saamne tu us lounde ka bacha hua sharir todna...




PLACE-R.D GROUND

TIME-6 P.M





BHAI,AAJ TOH MAZA HI AA GAYA....PURE 10 CHAKKE MAARE HAIN YOURS TRULY NE...


kul 2 matches khelne ke baad finally day off karte hue jab ground ke edges me bane stands ki taraf badh rahe the hum teeno toh hawa me lofted shot ghumata hua kuch der pehle apna kiya hua karnaama yaad dilane laga NITS...


SONU-wweak tteam tthi bbe aaj kki...aur jjin bbowlers kko mmara ttune,wwoh toh akkhand cchutiye tthe...

NITS-jalta hai saala mujhse...

MAI-sahi toh bol raha hai be..last Saturday devendra nagar ke bando ko toh dhang se nahi pel paaya tha tu..

NITS-abbe pachas tab bhi maara tha na..aur tujhe comment karne ka hakh kaun diya be...dono matches me tuchuk tuchuk khel raha tha tu..

pura naam duba diya mera..

SONU-bbeta nnaam bban ggaya ttera kkyunki yye ssingle ddouble kkhel rraha ttha..

aaur wwaise bbhi,aggar yye nnatural khelne llaga hhota nna ttoh wwahi hhota jjo hhamesha hhota aaya hhai..

jjis bbhi tteam nne asal bbatting ddekhi aur jjheli hhai iski,unhone ddobara kkabhi mmatch kkhela hhi nnahi hhamare ssaath..

SHINING IN THE SETTING SUN...


aage kuch bolta NITS ki tabhi baja uske phone ka ring tone jispar jab call uthaya usne toh uske facial expressions ko dekh samajh gaye mai aur SONU ki lataad padh rahi hai saamne se..

aa raha hun...bas yahi shabd repeat mode me bolne ke baad jab call cut kiya usne toh...


NITS-mar gaya yaar...ye dusre match ke chakkar me bhul gaya tha mai ki mom ko market lekar jaana hai...

guyz,nikal raha hun mai..

SONU-abbe aise kkaise...!!!mmujhe kkaun chhodega...


bhaagne waala hi tha NITS ki usse piche se lapak kar pakad liya tha SONU ne...


NITS-abbe SANVY ke saath aa jaaiyo naa..

SONU-kkaise...!!!b.m.x mme aaya hhai yye.. opposite sside hhai hhamara gghar...llamba nnahi ppadh jaayega usse..

NITS-abbe mom ne dad ko meri complaints kar di toh mera baap mujhe lamba kar dega..

SONU-ussi kke llayak hhai ttu..cchal,ab ppehle cchod gghar mmujhe..pphir cchale jjaana..

NITS-kutte ki lendi saale..chal ab jaldi...bye buddy...

SONU-bbye..


NITS aur uske piche piche SONU bhaagte hue apni scooty ki taraf jo ground ke north entry/exit ke bahar khadi ki thi unhone,us taraf bhaag gaye..

wahin meri B.M.X khadi thi west entry/exit ki taraf jis taraf badh chala mai..

6.10 baj raha tha abhi..

waise toh summer time hone ki wajah se normally acha ujaala waqt ke is pahar me bhi rehta hai but kyunki ye ek pahadi ilaaka tha isiliye shaam suraj ko apni pehchaan dikha uske prakash ko kam kar chuki thi...

ladke saare jaa chuke the..ground aur yahan ka pura erena bhi lagbhag pura khaali hi tha..

khair,apni b.m.x ki direction me badhte hue dekha maine ki us taraf bane stands me chaar aadmi baithe sutta phunk rahe the..

kareeb 1 ghante se the woh sab idhar..abhi mere ilawa bas wahi log moujud the ground me..mai jab badha us taraf toh mujhe hi dekh rahe the woh..

un chaaron ka ek glimpse le mai aage badh chuka tha but jab pahuncha mai exit cross karte hue apni B.M.X ke paas toh paaya ki 2 log the wahan..

ek khada tha par dusre mahashay meri B.M.X par baithe hue the...

shakal aur pehnave se hi chatte hue badmash dikh rahe the dono..

vaastav movie ke type ka get up tha,but fark tha gale me latak rahi chains ka jo nakli thi...


MAI-hatenge meri bike se bhaiya..

1ST-abbe cycle ko bike bol raha hai tu..asal bike ko kya car bolta hai...

MAI-plane bolta hun..taklif hai tujhe..ab hat baaju...


tone meri bhi ussiki tarah ho gayi thi jisse sun ghurne laga woh mujhe...


2ND-tevar hai lounde me...

MAI-loude me bhi hai...lega mooh me..

3RD-bohot chalti hai zubaan ladke teri...koi naa,aaj mooh aur gaand dono ke chhed band kar denge teri...


wahi stands me jo chaar log baithe hue the,unme se ek aastin upar karta pahuncha mere paas aur dialogue pura karte hue apna right hand tezi se laaya mere kandhe par lekin tabhi..

tezi se side haththe hue uske us hand ka wrist pakad liya maine aur ek tez jhatka diya...

walking friction,carelessness aur perfect grip..in teeno points ki wajah se mera diye jhatke se release hua pressure kaafi zyada tha..

ussi straight haath ke saath ladhkhadate hue tezi se aage ki taraf badh gaya tha woh aur..

THABBB...

uska woh haath pada us aadmi ke mooh par jo baitha tha mere B.M.X par..

impact ka force acha tha isiliye woh dono gutham gutha ho neeche girne lage the..

DHAKKKK...

aur unke saath meri B.M.X bhi girne ko thi par tabhi kheenchi uski handle maine apni taraf aur agle hi pal mai apni bike par baith chuka tha...

par seat par sidhe se nahi baitha tha mai..

apne dono saathiyon ko girta dekh mere piche jo do aur log khade the, woh lapke the meri taraf par tabhi apne B.M.X ke handle ko pakad uska sahara lete hue maari maine ek front flip...

mere dono pair un dono aadmiyon ke thuddi par pade the jiski wajah se piche ki taraf gire the woh dono..

wahin front flip ke sahare apni B.M.X par dobara baith chuka tha mai..

ab scene ye tha ki chaar bande zamin par gire the aur do bande jinme se ek mere left me kuch feet door khada tha aur ek tha mere saamne..

left waale ka mukka toh turant chal chuka tha mere mooh ki taraf aur saamne waala bhi tezi se badha tha meri taraf...

lekin is dafa phir turant piche haththe hue naa sirf us punch ko block kiya maine balki ussi haath ke sahare se grip bana phir se kisi rubber ball ki tarah 360 ghum chuki thi body meri...

agle hi pal meri flying kick saamne se aa rahe bande ke mooh par padh chuki thi..

ab bhi us last khade bande ka haath pakda hua tha maine jisse tez jhatka diya maine..

mere aisa karte hi jahan ek taraf woh aage ki yaani meri taraf ladhkhada gaya wahin meri body piche ki taraf chal padi..

b.m.x meri phir se girne waali thi jisse apne left haath ko piche le jaate hue girne se roka maine..

wahin saamne ki taraf ladkhadaya banda wapas ghum chuka tha meri taraf par woh kuch samajhta,usse pehle hi meri body back flip maar chuki thi..

mere joote ka nok uski thuddi par ek zordar hit kar chuka jiske baad meri body and most importantly mera pichwada wapas meri b.m.x me tik chuka tha...


MAI-expression GALATH hai....


mere continous kalabazi aur unse padh rahi maar ko dekh pehle girne waale chaar bande uth chuke the..

par meri perfect body movement jo pehle kabhi kisi ki nahi dekhi thi un sabne,usse dekh aakhein hairangi me badi ho chuki thi un chaaron ki...

total 6 bando me bas 2 hi average height aur health ke log the but baaki chaar ache khaase tagde the..

6 feet se kam unme se koi na tha par phir bhi abhi tak bas chand seconds me jis tarah dhul chata di thi maine un sabko,unhe kuch samajh tak nahi aaya tha..

unhe aisa lag raha tha jaise saamne khada ladka bas khel raha hai unke saath joki sach hi tha..


MAI-filhal toh koi nahi hai idhar but maine gate abhi bhi khula hai..aao,baaki ka game andar ground me khelte hain...


jahan ye bol apni B.M.X ground ke andar ki taraf bhaga thi maine wahin meri baat sun phir hairan hue the woh log..

un sabko dekh jahan bhaagne ke baare me sochna chahiye tha mujhe wahin mai khud bhidne ke liye nyota de raha tha un sabko..

kuch seconds toh apni hi jagah par thagi si haalath me khade rahe woh 6 gunde par phir jabde sakhti se bheenchte chale gaye un sabke..


1ST-bohot ud raha hai behenchod..bhaad me gaya plan..is saale ko yahin tapkaate hain...


tezi se apne apne kadam badha liye the un logon ne us disha ki taraf jahan mai gaya tha...

waise zyada door jaana nahi pada un sabko..

stands ke paas pahunchte hi meri B.M.X khadi dikh gayi thi un sabko jiske baad kadam unke aur tez ho gaye..


1ST-garmi bohot hai,kyun lounde...!!!rook,abhi teri saari garmi tere khoon ke saath bahar nikaalte hain...


B.M.X ke just baaju waale stand me araam se baitha tha mai..

mujhe ghoor dialogue maarne ke baad un 6 me se 2 bandon ne daala apne kurte ke piche waale area me haath...

kurte ke neeche jeans daali hui thi un dono ne jispar lage belts me holsters fasaya hua tha unhone...

revolvers bas un dono ke hi paas thi jisse mujhe thokne ka iraada tha unka...

par jab unke haathon ne apne apne holsters ko tatola toh hone lagi tention dono ko...


MAI-isse dhoond rahe ho....


do revolvers jo is waqt mere dono haathon ke ungliyan me ghum rahe the,unhe dekh mooh safed padne laga tha un sabka...

jin do logon ko piche se jhatka dete hue aage ki taraf feka tha maine,unke paas hi revolvers the jo aise nikaal liye the maine jaise ek professional pocketmaar purse nikaalte hai...


MAI-ab sahi hai expressions..

but what an irony...ye choti si cheez agar jeb me ho toh tumhare jaise geedadh bhi khudko sher samajhne lagte hain par agar saamne waale ke haathon me chamakne lage ye toh asli surat aur seerat bahaar aa hi jaati hai tum sabki...


2ND-bacche..diwali me tikli fataka ghusakar chalane waala khilona nahi hai ye..

MAI-"break action self extracting revolver..model name,IOF 32...short range shoot ke liye ek acha model hai ye...

wazan,700 gram,lambai,177.88 mm..barrel ki lambai,77.2mm...six round cylinders with an 7.65mm×23mm cartridge dimension...waise ye IOF.32 model handgun webley mk.4 ka indian copied version hai..

filhal is model registered market price 79,263 rs hai par tum sab toh khud hi tadi shakal ke ho,phir gun kahan se legal le paaoge..

per piece ye 1.25 se 1.50 lakh ke aas paas padi hogi tumhare naajayaz baap ko...


perfect discription diya tha maine un dono revolvers ka jiske baare me uska aadha bhi woh 6 gunde nahi jaante the..

mooh ke saath gandiya bhi fatne ko thi un sabki..kuch dino pehle jab ROUNAK ne RASHID se mujhe niptaane ke beech meri taarif bhi ki thi toh khaali hawa laga tha un sabko par ab hawa sirf unki hi tight thi...


MAI-catch...

THADDHHH.. AHHHH....


woh 6 apni hi soch me goom the ki tabhi dono haathon me pakdi revolvers ko tez unki taraf fek diya maine..

beech me khade dono bando ke maathe par pade the woh dono revolvers jiske impact se apna apna sir pakadte hue neeche gire woh dono...

par is beech baaki chaaron bhi saawdhan ho chuke the..jaise hi unke dono saathiyon ke saath woh revolvers bhi neeche gire toh unhe turant utha liye unhone..

KHDICHHHH..KHDICHHHH...

mujhe nishana bana trigger turant daba diya tha un dono ne par bullets hote toh shoot hota naa..


MAI-bina bullets ke bandhook utni hi apahij hai jitna bina dum ke mardangi...

ye lo..fill it...


bullets jo mere haathon me thi,unhe feka maine un sabki taraf jispar turant lapke woh sab lekin tabhi..

jaise hi bullets uthane zamin par jhuke woh toh theek ussi pal jump lekar pahunch chuka tha mai unme se ek ke upar..

pairon ki kainchi bana ulta ghoom chuka tha mai jiske baad us bande ke wazan se pressure create kar dusre bande ke paas pahunch diya ek punch maine uske face par...

mere punch se woh abhi gira bhi nahi tha ki tabhi mere pairon ne diya ek tez jhatka jiske impact se woh banda jo fasa hua tha mere pairon ke beech,woh disbalanced hote hue third bande se jaakar takraya...

jinke maathe par revolvers lage the,unka toh maatha hi fat chuka tha..khoon bhi acha khaasa nikal gaya tha isiliye halke madhoshi me the woh dono..

bas ek banda baaki tha jisne is beech kul do bullet revolver me load kar bhi di thi par tabhi...

mera haath pad chuka tha us revolver par...

ek jhatke me lock click kiya maine jiske baad barrel kheenchne ke theek us nano second ke gap me cartridge section ko kiya ek tez push maine..

ek second bhi nahi laga tha, six round cylinders ke saath pura cartridge section bahar feka alag ho chuka tha jiska matlab tha ki woh pura revolver dissemble ho chuka tha..

bachi us 1/4th revolver ko ghur hi raha tha woh ki tabhi...


KHADDHHHH....

maara maine uske ghutno waale jod par ek pressure hit jiske asar se pair moodte chale gaye uske..

par mai nahi rooka..us bande ke neeche girne ke beech hi uske thobde ko peeche se pakad saamne ki taraf se uske face par apni knee se ek aur tez hit kiya maine..

KDDDKKKKAGGGHHHRRRR....

naak ki haddi tutne ke halke sound ko us bande ki dakar maar cheekh ne daba diya tha..

zamin par bin jal macchli ke tarah chhatpatane laga tha woh par ye destiny sirf uske hisse ki toh thi hi nahi..

agle chand seconds me baaki 3 aur bando me se do ke cheek bones aur ek ke shoulder joint ko dislocate kar diya tha maine..

woh sab bhi zameen par pade tadap rahe the...

is beech jinke maathe fate the,woh dono kisi tarah khud ko sambhal khade ho chuke the par tabhi..

KHADDDDD...

unme se ek ke sir par pada mera elbow hit..itna sada hua attack tha ye ki agle hi second neeche gir behosh ho chuka tha woh....

aur bacha woh aakhri gunda..neeche tapadte hue pade uske chaar saathi aur abhi abhi behosh hokar gire paanchwe bande ko dekh samajh gaya tha woh ki mera kuch bigaadna toh door ki baat hai,rehemo karam par hai woh mere..


6TH-bhai,jaane de mujhe..nahi aaunga tere raaste me kabhi..


haath jod minnat si ki thi us bande ne mujhse jispar bade sukoon se uske kandhe par haath rakha maine aur..


MAI-arre, aise kaise..apne boss ka order pura kiya bina hi bhaag jaayega tu...!!!

6TH-mmai kkuch samjha nahi bhai...

MAI-mujhe kahin leker jaane ka kaam mila tha na tum logon ko..chalen phir...

BARE KNUCKLE...









ABHI KE LIYE ITNA HI...










AAPKA APNA V...J...
Such a great update bro.
 

Villain1825

its villain
636
2,368
123
waiting for next update....
 

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
17,036
189
PART-2

(THE EVENING CONTINOUS)


PLACE-BARE KNUCKLE




AAO,AAO SANVEER AHARYA.... WELCOME....


RASHID ke woh 6 log jinhe mujhe BARE KNUCKLE me laane ke liye kaha gaya tha,unke saath mere yahan pahunchte hi ek lounge type chair me araam se gaand tika baithe ROUNAK ke chehre par khushi saaf dikhne lagi thi..

DEEPESH aur unke saath do aur PRINCE ke ladke bhi the saath uske...

ye unhi ladko me se the jinhe creation ke piche suta tha maine..

jo mere ek haath se aadhi behoshi waale condition me chale gaye the...

us din ki kutayi ka badla lene ke liye hi moujud the abhi woh dono yahan...


ROUNAK-lagta hai khaatirdaari karni padi nahi teri..sirf hool se hi ye log le aaye tujhe idhar....

koi naa,mai karunga tera sahi se swagat aur uske baad ek behatarin live show dekhne waala hai tu...


apne haathon ko rub kar utha ROUNAK aur badhne laga meri taraf...

uske saath hi DEEPESH ko chhod baaki dono bande bhi ho liye the..

DHAKKK..DHAKKK...DHAKKKK.DHAKKKK.DHAKKKK..

abhi kuch kadam hi badhaye the ROUNAK aur uske bando ne ki tabhi sudden break pada un teeno ke pairon ko...

REASON...

woh banda jisse R.D ground me aakhri baar baat ki thi maine,usse chhod uske baaki ke paanchon saathi neeche zamin par gir chuke the..

ab tak mere dar se khamosh the woh sab par ab dard dar par bhaari padh chuka tha...

darasal un sabke huliye theek kar ke le toh aaya tha maine unhe yahan par jo hasr kiya tha maine unka R.D ground me,uske baad unme se ek ke sir par hue dual hit aur ek ke naak se hue accesive bleeding ki wajah se hadh se zyada kamzori chha chuki thi un dono ke andar..

bache teen me se do jinke cheek bones tod diye the maine, behadh mushkil se ab tak khudko sambhala hua tha unhone par ab woh asahaniya pain unke dimag tak pahunch chuka tha isiliye khudko ko khaa nahi rakh paaye woh..

bache aakhri bande ka bhi kuch waisa hi haal tha.. shoulder joint complete dislocate ho chuka tha uska jiske pain ko itne der tak sambhalne ke baad finally body jawab de chuki thi uski...

DHAKKK...

bas ek hi banda khada tha jiska sir neeche ho chuka tha par agle hi pal sir ke saath uski body bhi neeche padi thi.

ground me sir uska hi halka fada tha maine jiska daayra badhane ke liye maara ek chop hit uske sir par maine...

maathe ka clotted wound tezi se reopen ho gaya uska aur aisa hote hi kate pedh ki tarah neeche gir behosh ho chuka tha woh..

wahin is scene ko aur us bande ko jo taaza taaza neeche gira tha, aankhein faade dekh rahe the ROUNAK aur use dono saathi par tabhi...


MAI-confused...

ROUNAK-holy shit...


hadbadate hue piche hatne ko hua tha ROUNAK.

darasal us bande aur RASHID ke baaki logon ka hasar dekh hairani se bhar ek pal ke liye piche apne bando ki taraf palta tha ROUNAK par jab sir wapas saamne ghuma uska toh mai khada tha theek uske saamne..

hadbadate hue piche hatne ko hua woh par tabhi uske shirt ko pakad liya maine..


MAI-kya baat hai..mere paas hi toh aa raha tha na tu..ab jab mai kareeb hun toh door hat raha hai..

you are not allowed coward....


DHAKKK.....DHAKKKK..DHAKKKK....

ek tez punch maara tha maine ROUNAK ke mooh par..rokne ke liye defence block try kiya tha usne par speed mere haath ki itni tez thi ki jab tak haath uska uske face ke saamne aata, hit kar chuka tha mai usse..

boxer tha ROUNAK.. boxing me najaane kitne hi punches khaaye the usne par jo impact mere punch ka feel kiya tha usne,woh uske liye once in a life experience tha..

pain itna hua usse ki pura chehra hi numb padh gaya tha uska...

par us ek pal me do aur punches hit hue usse..dusra punch uske stomach me maara tha maine jispar mooh khulte khulte laar hi nikal gayi thi lounde hi..

khair, punch ke pressure se aage ki taraf jhuka woh aur tabhi maara maine ek elbow punch uske mooh par jiske agle hi pal lehrate hue neeche gir pada tha woh...


MAI-wanna play..


uske piche khade dono loundo se kahi thi maine ye baat jispar bina maar khaaye hi aisa dard utha unke dimag me ki turant bhaag nikle woh yahan se..

ab un chuzon ka kya hi peecha karta mai..

zameen me neeche gire tadapte hue ROUNAK ki taraf badha mai...


MAI-pange bohoton ne liye hain mujhse...par jo rang tune dikhaya, uske aage toh kaalapan bhi safedh lage...

sona hai tujhe us new girl ke saath..kyun,kyunki bhaa gayi hai tujhe woh...

madarchod,ladkiyon ko apne lund ki khuraakh samajh baitha hai tu...

tere najayaz baap ki jaagir hai kya be koi ladki jisse apni marzi ke hisaab se apne niche letayega tu...

yaa prasad hai jisse pehle aap chakh lo bolkar dusre ke hawale karne ka socha tune...


itni der se zamin par lete lete meri baat sun man hi man behadh zyada chownka tha ROUNAK..

usse samajh nahi aa raha tha ki mujhe uski planning ke baare me pata kaise chala...???

chehre par dard ke saath saath sawal waala expression naach raha tha uske...

kisi tarah khada hua woh aur...


ROUNAK-how...!!!!pata kaise chala tujhe...!!!

MAI-waise hi jaise us raat club me tera new girl ke drink me drug milaana pata chala tha mujhe..

ROUNAK-par kaise...!!!!

DEEPESH-maine bataya...


peeche khade DEEPESH ne foda tha ye bomb jisse sun kisi tarah sir piche ghuma aankhon me hairat,avishwas aur ghussa liye dekhne laga tha ROUNAK usse..


MAI-pata hai harami lounda hone ka sabse zyada nuksaan kab hota hai...!!!!

mere is sawal par wapas sir meri taraf ghuma dekhne laga mujhe ROUNAK...


MAI-jab baap utna hi imaandaar ho...jaanta hai naa iske dad ko...

CHANDRESH SOLANKI...tumhare hi PRINCE se college division ke profesor hain ye...


CHANDRESH SOLANKI...is naam ko sun ek baar phirse aankhen badi ho gayi thi ROUNAK ki..

one of the most reputative teachers me se the DEEPESH ke dad jinki koi salah aur baat PRINCE ka PRINCI bhi nahi kaattha tha...


MAI-bataya hoga naa isne tujhe pichle saal resort waala kaand...

kabhi strike ki ye baat teri moti buddhi me ke us incident se bach kaise gaya ye..

hume fasane me NAMITH ke saath iska bhi haath tha, ye proof tha humare paas...SAM ke room me drugs isne hi implant kiye the,video tha uska...

commissioner tak ko confidence me le liya tha humne..

phir aise me juvenile kaise nahi gaya ye and more importantly,ek student hone ke baad jo illegal harkat ki thi isne,us tarj par school se resticate ho jaana chahiye tha isse par aisa kuch bhi nahi hua..

kyun..???kabhi pucha isse... aisa iske dad ki wajah se hua tha...woh aaye the mere paas..

us sharif aur dignified aadmi ne haath jod request ki thi mujhse ki koi case na bane unke is kapoot ke khilaaf...

maine accept kar li thi unki request...chhod diya tha isse aur iske sahare NAMITH bhi bach gaya tha..

but ussi moment se ye karzdaar ho chuka tha mera..aur apna karz wasoolna aata hai mujhe...

creation me jab new girl ne maara tha tere bando ko tabhi mujhe andaza ho gaya tha ki chup nahi baithenge tere school ke chutiye..

isiliye ussi shaam gaya tha mai ghar iske..

us din tere campus me jab pela tha maine tere ladko ko toh ye bhi tha wahan par bhaag nikla tha..

agar woh baat bata deta mai iske baap ko toh is baar ghar se hi nikaal deta woh isse...

isiliye chupchaap bina laag lapeth tere baare me aur new girl ke liye teri tucchi khwahish ke baare me sab bata diya tha isne mujhe..

aur us din ke baad se aaj tak iske zariye tu aur tere saare plans open hi the mere liye...


meri saari baat sun ek lambi saans chhodi ROUNAK ne..us din BAMBOOZA me NAMITH ka mera naam sunane bhar se mila reaction, RONIT ka turant back down kar jaana,un sabka matlab ab pratyaksh me samajh aa raha tha usse...


MAI-club me hui hamari convo yaad hai...


ab awaaz meri sakht ho chuki thi jisse sun kuch kehte nahi bana ROUNAK se...


MAI-saale gaand ke beej...jo hidayaten di thi maine tujhe,uska ulta hi kar diya tune...

kya socha tha, role jhaadne ke liye dialogue maara tha maine...

bhosdike, I live by my words...naa mai kabhi apni baat kaaththa hun aur naa kisiko kaatne deta hun..

par tune koshish ki... GALATH koshish ki.... bohot GALATH...

DHAAPPPP......

AHHHHHH....


apni baat bolne ke beech badi tezi se zig zag pattern me ghumi meri body..

ROUNAK ke side se hota hua uske piche taraf sarak sa gaya tha mai par is daav ke beech uska right hand hold karte hue usse jhatak apne haathon me jakad sa liya tha maine...

ussi hold ke saath piche se ek kick maari maine ROUNAK ke back knee roll me jiski wajah se neeche baiththa chala gaya woh..

aisa hote hi ROUNAK ke us right hand ke elbow joints ke theek piche apna left hand rakh us haath ko strech sa kiya maine aur..


MAI-next week se inter district level boxing championship shuru hone waali hai naa..

sorry,tu hissa nahi le paayega...

KHATTT......

AHHHHHHHHHHHHH...


diya ek zor ka jhatka maine us stretched hand ke mid point ko jisse release hue pressure ki wajah se ROUNAK ki elbow bone dislocate ho gayi...

gaand faad chilaaya ROUNAK aur bin paani waale machchli ki tarah zamin me lot poth hone laga...

uski haalath dekh piche khada DEEPESH bhi kaafi dar gaya tha...


DEEPESH-bbhai,mmai jjaun...

MAI-nikal..bas aage bhi kabhi apne baap ka naam aur sir jhukne mat dena...

DEEPESH-kabhi nahi bhai...


turant nou do gyarah ho chuka tha DEEPESH jiske baad neeche apna toota haath pakde tadap rahe ROUNAK ko kuch pal dekh sir shake karte hue palath gaya mai par tabhi..


ROUNAK-SANVEERRRR....mujhse toh nipat liya tu par teri DIMPLE ka kya..!!!

koi school ya college going ladka nahi, RASHID REZA gaya hai usse uthaane...

agar us ladki ki protection ke liye bande rakhe honge tune toh bhi kuch ukhaad nahi paayenge woh sab...

balki khud ukhad jaayenge...thok dega un sabko RASHID BHAI aur teri us DIMPLE ki nath aaj woh utaar kar rahega..


tadapne ke beech bhi apni puri himmat bator bacha hua zeher ugal diya tha ROUNAK ne jispar waise toh mujhe naraaz hona chahiye tha,par usse ulat smile naach uthi mere face..

muskurate hue palta mai ROUNAK ki taraf aur mere jolly facial expression ko dekh phirse hairan ho gaya woh..


MAI-pata hai teri sabse badi bhool kya thi..

agar tu mudda mujhtak rakhta, SANVEER tak rakhta toh baat yahin khatm ho jaati..

par tune ek ladki ki asmat ko,woh bhi us ladki ki jo meri chaahat hai,beech me laakar SANVEER ke saath uske piche lage AHARYA ko bhi chhed diya....

AHARYA woh tufaan hai jisse bacha jaata hai,uska saamna nahi kiya jaata..

teri awaaz me garmi isiliye badhi hai kyunki tujhe pata hai ki kya ho raha hai,par mujhe pata hai ki kya hone waala hai...

aage aaj jaisi koi harkat mat karna,aisi koi warning nahi dunga mai tujhe...jaanta hai kyun..!!!

NAAA.ek hafte baad paper me khud hi padh lena...aur jo padhega,usse apne future me sochi kisi bhi atrangi plan ka anjaam samajh lena...





PLACE-NEHRU PARK

TIME 7.PM




WAKAYI,KUCH ZYADA HI KHUBSOORAT HAIN AAP...!!!!


parallel diving bars,joki final exercise tha,uske do rounds karne ke baad bench par baithi hi thi DIMPLE ke tabhi kuch seconds baad pathani kutra pehne ek haththa kattha shaksh aakar ussi bench par baitha tha..

water bottle se paani ka sip lene ke beech ek baar us anjaan aadmi ko dekhne ke baad saamne dekhne lagi hi thi woh ki tabhi us shaksh ke comment se hairan ho gayi DIMPLE...


DIMPLE-excuse me...

SHAKSH-bande ko RASHID REZA kehte hain...mai toh yahi keh raha tha ki itne husn ke saath ghar se bahar yun akela nikalna sahi nahi hai..


sports wear me thi is waqt DIMPLE .paseene se lathpath uska tarasha hua sharir chipke hue un kapdon me bhi kuch yun numaya kar raha tha khudko jaise heera aadhe band bakse ke beech se bhi apni roshni bahar fekta ho...

bade shiddat aur hawas se bhari nazaron se ghur raha tha RASHID DIMPLE ko jispar pehle toh dimag ghuma uska par phir sir shake kar uthne ko hui woh lekin tabhi..


RASHID-arre kahan chali aap..!!!aapse mukhtasar hone ki chaah kheench laayi hume yahan aur aap hain ki apne sabse bade deewane se yun berukhi dikha rahi hain...

uthne ke baad kuch kadam hi chali thi DIMPLE ki tabhi kul paanch logon ne raasta rok liya uska...

chatte hue gunde lag rahe the shakal se woh log jinhe dekh ek baar piche palti woh jahan RASHID usse hi dekh muskura raha tha...


RASHID-kaha na maine..badi door se aapke deedar-e-husn ki talab liye aaya hun mai..

aise nahi jaa sakti aap...is mulaakat ka rukhsat-e-waqt par sabse zaroori,aapka rukhsat-e-hasr mai tay karunga..

DIMPLE-i don't think so...

DHAPPP....

DHAKKK....


agle hi pal kisi rubber ke gudiya ki tarah apne theek saamne khade do bando ke beech se aage ki taraf jump laga gayi thi DIMPLE..

aur uske aisa karte hi jab palte woh dono toh zamin par hi apne dono haathon ka sahara liye piche ki taraf maari do back kick usne..

ye dono bhi hatthe katthe the..laath padne par gire nahi woh par ladhkhadate hue kuch piche zaroor ho gaye..

wahin apne dono saathiyon ko laath padte dekh baaki ke teen bande tezi se badhe the DIMPLE ki taraf par tabhi saamne jo DIVING BARS the,unke beech pahunch chuki thi DIMPLE jiske baad shuru hua circus...

grip bana pehle ek baar ke neeche se nikalte hue ek bande ko laath maari usne aur phir spring lage khilone ki tarah apni body ko 360 degree up down ghumate hue baaki dono bando ke thuddi par jama di apni reebok shoes DIMPLE ne..

teeno hi bande zamin par gir chuke the aur ye dekh ghusse se utha RASHID..


RASHID-ooff.. jungli billi nikli ye toh..laanath hai saalo..ek ladki pel rahi hai tum sabko..

tezi se badha tha RASHID DIMPLE ke taraf par tabhi...

RASHID uske paas pahunchta,usse pehle hi khudko kisi basketball ki tarah zamin par dribble karte hue uske kinaare se piche ki taraf nikal gayi DIMPLE aur agle hi pal uske haathon ki giraft RASHID ke gale me thi..

par ye koi normal move nahi tha..woh giraft bas balance banane ka tarika tha..

uske haathon ko touch hi kiya tha RASHID ne ki tabhi piche se aage ki taraf tezi se ghumi DIMPLE aur agle hi pal uske dono pairon se bani kaichiyan RASHID ke gale me thi..

ek kushal gymnest ki tarah apne pure body ka bhaar RASHID ke gale me dete hue ghum gayi thi DIMPLE jiske agle hi second jahan ek taraf uske pair zamin par the wahin RASHID neeche gir chuka tha...


DIMPLE-kyun uncle..jhooti mardangi ka bhoot utra ki kasar abhi baaki hai...


DHAPPP...

DIMPLE ki baat abhi khatm hi hui thi ki tabhi woh do log jinhe sabse pehle laath padi thi DIMPLE ki,un dono ne jakad liye the uske dono haath par unke aisa karte hi ek smile naach uthi DIMPLE ke face par..

unhi ki taakat ko apne liye istamal kar ek ulta summersault maara DIMPLE ne aur agle hi pal woh un dono ke kandhon par khadi thi...

THAKKKK...

wapas ek summersault maar neeche utarne se pehle apne shoes ke front half pointed part se jama diya tha ek ek football shot DIMPLE ne un dono bando ke gaalon par..

lekin tabhi...

apne piche kuch foot steps feel kiye DIMPLE ne...

ye RASHID ke aur paanch log the jo tezi se ussiki taraf badh rahe the..

ek wanted criminal tha RASHID...issi liye har waqt apne logon ke hujum ke beech hi nikalta tha woh...

aaj bhi uske kul 20 log uske saath hi the...

par kyunki baat sirf ek ladki ko uthane bhar ki thi isiliye apne paanch hi bando ke saath park me ghusa tha woh..

uske baaki saare log park ki edge me khade the par jab un sabne apne saathiyon and most importantly,apne boss ki durgati hote hue dekha toh help ke liye unme se paanch turant lapke the DIMPLE ki taraf...


DIMPLE-bring it on..


khudko taiyar karte hue apne haathon ko jhatka DIMPLE ne aur doud padi un sabke taraf...

jab un paanch bando ke thoda kareeb pahunchi woh toh aage ki journey kisi saanp ki tarah zig zag pattern me flip aur rotation jump maarte hue badhne lagi thi DIMPLE..

uske aise movements ko dekh hadbada gaye the woh paanch aur jab tak woh sambhal paate,2 ke faces par DIMPLE ki kick padh chuki thi...

woh abhi neeche gire hi the ki tabhi teesre bande ke sir par literally chadh chuki thi DIMPLE..

RASHID ki tarah hi apne pair ki kainchi bana usse ghumate hue chowthe bande ki taraf fekh diya tha usne..

is baar bhi apne pairon par khadi hui thi DIMPLE par tabhi us paanchwe bande ne ghuma diya tha apna mukka DIMPLE ke face ki taraf..

but taiyar thi DIMPLE..us mukke ko block kar elbow joint par crack hit karne ke baad ek chest slap diya us bande ko usne..

ek tez jhunjhuni paida karne waala hit tha ye jiske asar se piche ki taraf gira woh banda par tabhi...

DHAGGG....

DIMPLE ke gardan aur chote magaj ke beech waale portion par ek sharp metallic hit hua..

ye RASHID tha jisne apni hatheli par is waqt steel ki ek knuckle fingers grip pehni hui thi..

ussi grip ke half edge nukile bhaag se hit kiya tha usne DIMPLE ke back head area par..

luckily back head par direct impact mahi hua tha isiliye internal damage ka chance nahi tha par kyunki half head aur wahan se gardan ki taraf jaane waale area me pada tha ye punch, isiliye agle hi pal dimag chakra gaya tha DIMPLE ka..

aankhein blur ho chuki thi uski aur ladhkhadate hue neeche zameen me gir chuki thi woh..


RASHID-bohot ucchaal liye saali tune pair...ab failane ki baari..

teri toh woh haalath kar dunga mai aaj ki apne hi jism se ghinn ho jaayegi tujhe....


I DONT THINK SO...


DIMPLE ki taraf badhne ko hua hi tha RASHID ki tabhi uske just piche se ubhri thi ye awaaz jisse sun jab palta woh toh multiple reaction chhaa chuke the uske face par...

pehla reaction toh instant chadha hawas ka hi tha jo us jaise aadmi ke liye laazmi bhi tha..

agar uske saamne zamin par giri ladki EIFFEL TOWER sa ajooba thi toh ab jo uske saamne khadi thi,woh TAJMAHAL se kam naa thi..

aisi vilakshan soundaryata ki devi jiski kalpana bhi naa ki thi usne kabhi..

aur karta bhi kaise...

puri duniya me ek hi toh thi, VERONICA PAUL AHARYA...

peele colour ki ek chust kurti aur neeche jeans pehne bade araam se khadi thi woh...

anyways, hawas ke saath hairan bhi hua tha RASHID aur ye hua woh VERONICA ke piche zamin par behosh pade apne paanchon logon ko dekh..

DIMPLE ki maar ke baad uske saath saath woh paanchon bhi saath hi uthe the par abhi apni apni maiya chuda zamin par behosh pade the woh sab...

teesra aur aakhri expression confusion ka tha kyunki jaise dekh rahi thi VERONICA usse,woh nazar,look kisi shikari ka tha jo apne shikaar ko dekhte waqt hota hai..

DHADHHHH...DHADHHHHH...

kuch kehne ke liye mooh kholne ko hua hi tha RASHID par tabhi aisa feel hua usse jaise koi tez hawa ka jhonka uske kareeb aaya ho.

isse pehle ki woh kuch samajh bhi paata, VERONICA ka knee jo hawa me 6 feet tak uth chuka tha,woh pada uske naak par jiske agle hi pal zamin par tha woh..

dard itna zyada hua usse ki ek hi pal me chehra aur kaan sunn hone lage the uske par is beech bhi bas ek aur hit ki awaaz padi uske kaano me..

aur kuch palon baad jab palath kar dekha usne toh paaya ki uske baaki paanchon saathi bhi zamin par behosh pade hue hain..

par saath hi saath nazar padi uski saamne park ke edge ki taraf jahan se uske baaki ke 10 bande ek saath bhaagte hue uski taraf aa rahe the..

un 10 mese kul 6 bande aise the jinke paas revolver thi..

woh revolvers un 6 logon ke haathon me chamak rahe the jisse sirf VERONICA ko holding position me rakhne ke liye bas uski taraf point karte hue woh doud rahe the..

waise bhi bhale hi is waqt wahan koi moujud nahi tha par tha toh woh ek public park jiske aage ek rich colony basi thi..

bina wajah shooting se create hue awaaz se fas sakte the woh sab...

anyways,apne logon ko dekh smile naach uthi thi uske face par tabhi...

kuch hua jisse aankhein badi ho gayi uski jo har guzarte pal ke saath aur badi hoti chali gayi..

apni kurti ko upar ki taraf halka sa jhatka diya tha VERONICA ne aur uske waise karte hi RASHID ki nazar padi jeans ke upar chipke rare belt par..

rare isiliye kyunki woh belt jeans ko support dene ke liye nahi bani thi balki uske upar bane khaanchon me jo circle banate hue knives the,unki holder thi woh belt...

COLD STEEL CHAOS BOWIE KNIFE...one of the sharpest and the best combat knife...

inhe knives ki ek puri set bandhi thi VERONICA ke belt par..

lekin us pure set ko sirf ek pal hi dekh paaya tha RASHID...

REASON..

aisi speed jisse nangi aakhein sirf ek myth maanengi,unka pradarshan karte hue agle 10 second me 2,2 knives kul teen baar gayab karti chali gayi VERONICA us belt se..

KHACHHHH....

woh 6 bande,jinke haathon me guns thi,aur jo is waqt VERONICA se kareeb 20 metre hi door the,unke gun holding haathon ko pierce karti chali gayi thi woh 6 knives...

revolvers chhut chuka tha unke haathon se aur apne ghayal haathon ko pakde neeche girte chale gaye the woh 6...

is beech do chizen hui...

pehli toh apne saathiyon ki haalath dekh unke saath aage badh rahe baaki 4 ek dum se rook gaye the..

dusri...

hadbadaya aur dara toh RASHID bhi tha par haath uska apne paijame me fase gun ki taraf badh chuka tha..

is waqt VERONICA ki peeth thi uske aage jo benifit tha RASHID ke liye..

nikaal liya tha usne bhi apna gun par tabhi..

KHACHHHH...AHHHHHH

woh trigger daba paata,usse pehle bin dekhe hi ek aur knife nikaal fek chuki thi VERONICA piche jo sidhe ghusi RASHID ke gun holding haath me..

gaand faad zor se chilaaya tha woh...

kuch der pehle jo aurat usse GODDESS OF BEAUTY lag rahi thi,ab ussi wahi anjaan lady me usse MOUT KI DEVI dikhne lagi thi..

dar par usse zyada aisi fighting quality ko dekh aur mehsoos kar hairan ho chuka tha woh..

par ye hairangi waali haalath sirf uski hi nahi thi..

DIMPLE...uski aankhein aur senses jo RASHID ke hit ki wajah se half blur ho gayi thi,still conscious toh thi hi woh..

apni dhundli aakhon ke beech is dauran jo bhi hua th,woh dekha tha usne...

uske liye completely anjaan lady ki speed, fighting style ko bhale hi uski aankhon ne dhundhle tour par dekha tha par dimag jo uska abhi bhi completely active mode me tha,usne mehsoos kar liya tha ki saamne khadi lady ki kaabiliyat beyond imagination tak powerful hai..

uske potential ke aadhe ka aadha bhi nahi hai woh..

is situation me ye kehna sabse sahi hoga ki DIMPLE was in a state of complete awe for VERONICA..

mooh faade piche se dekh rahi thi woh us female version of fighting GOD ko aur ye mooh faadna thoda extra badha.

aur woh isiliye kyunki agle 10 seconds me sirf ek ek hit se behosh kar chuki thi woh lady un bache 4 logon ko...

jo 6 log pehle hi ghayal kar diye the usne,woh toh apne saathiyon aur boss ko chhod pehle hi bhaag chuke the..

khair,un bache chaaron ko behosh kar wapas palti woh RASHID ki taraf jo VERONICA ko apni taraf aata dekh dar ke maare piche hatne laga...

par aisa karte hue apni geedadh waali dhamki dene se piche nahi hata tha woh..


RASHID-eee..tu jaanti nahi hai mujhko...agar mai chaahun toh..

VERONICA-kuch nahi kar sakta tu..sirf maar khaa sakta hai aur abhi ke liye behosh ho sakta hai..jo hone waala hai tu...

KDAKKK.....


RASHID ki mid head ke ek certain point me bilkul sada hua haath pada tha VERONICA ka jiske baad sir bade force se zamin me takraya uska aur vision blur hoti chali gayi uski..

behosh ho chuka tha RASHID jiske baad jaise aayi thi,waise hi jaane ke liye wapas mud gayi VERONICA par tabhi...


DIMPLE-excuse me....thanks...


view abhi bhi thoda clear aur thoda dhundla tha DIMPLE ka.knuckle hit ki wajah se sir bhi kaafi bhaari tha..

aankhon ko continously jhapkaate hue apne vision ko restore karne ki koshish kar rahi thi woh...


VERONICA-cerebellum aur spinal cord joint ke beech hit laga hai tumhe.. your brain stem has been a bit hindered...

but serious damage nahi hai..bas thoda waqt lagega tumhare vision ko clear hone me..

tab tak araam se baitho idhar hi...waise bhi ye sab kamsekam 2 ghante uthne nahi waale.. so you are safe...

DIMPLE-aapka naam...

VERONICA-blank call samajh kar bhool jaao...


ye bol aage badh gayi thi VERONICA par phir dobara rooki woh aur..


VERONICA-ek advice hai..bahaduri aur bewakufi ke beech ek thin line hai... aur aaj tum wahi line cross kar rahi thi..

in sabko ek saath face karne ka faisla karna,it was stupid...jab tak khudko aisa kuch karne ke kaabil bana na lo, khud par ehsaan karna and stay in your limits...

DIMPLE-then make me reach and surpass my limits...teach me...

VERONICA-not possible kid...

DIMPLE-i will pay you..jitna aap kahen...

VERONICA-hahahaha....

you cant afford me...


jahan ye bol aage badh chuki thi VERONICA wahin unki aakhri baat ko sunane ke baad bhi bilkul bura nahi laga tha DIMPLE ko..

aur lagta bhi kyun..!!!aaj dhundli aakhon se hi sahi,par life me pehli baar aisi shakshiyat se saamna hua tha uska jisne naa sirf uski izzat bachayi thi,balki pehli baar aisa hua tha ki DIMPLE BATRA ka sir and most importantly dil, kisike liye samman me jhuk gaya tha...

us blurry image ko khudse door jaate dekhte hue ek lambi saans chhodi DIMPLE ne aur...


DIMPLE-


kya banana hai bohoton ne pucha,asal sawal ye tha ki mujhe KAISA BANANA HAI...

jo apne aap me eklouti ho, shaksiyat mujhe WAISA BANANA HAI...

bas prerna ki kami thi meri kahani me jo aaj puri hui...

aapsa andaz,aapsa nazariya aur aapsa hi vyaktitv,mujhe bilkul aap JAISA BANANA HAI...










AAP KE LIYE ITNA HI...










AAPKA APNA V...J...
Lovely and wonderful update bro
 
Top