Akash ek Sadhana Ladka Hai Jo ki na Bahut Jada Khoobsurat hai na.
na He Bahut takatwar hai, akash normal ladka hai, santh swabhav ka hai logon ki ijazat karta hai,sabhi se pyar karta hai na kisi se nafrat na kisi se dushmani, sath hi bahut
Bagwan par bahut manta hai,
Akash age 25 saal, abhi graduation, Ke baad UPSC ki tyari kar raha hai
Height 5‘3” , skin ka rang dark hai par bahut jyada nahi
Akash jyada tar padhai ke liye apne ghar se thora dur hi rahta hai, coaching ke aas paas hi ek room rent par liya hai, akash ka koi dost nahi hai kyunki akash thoda boring kisim ka ladka hai, logon ke baat kam karta hai, aur akash padhai par focus karne ke karan dosti yari par time nahi de pata hai
Akash ki family me char log hai
1 Akash, ghar ka beta
2 Savita, akash ki maa
3 Ashok akash ke papa,
4 shilpa akash ki bahen
Akash ki family ke bare me aage story me pata chalega