Nasn
Well-Known Member
- 2,905
- 4,779
- 158
BAHUT HI BEHATREEN UPDATE THA...Aghori 1 : gurdev hamare liye koi adesh.
Gurdev : abhi hame bich me jane ki koi avyshakta nhi hai kunki agar ham log abhi uske aas pass bhi gaye to un dusto ko pata chal jayga or mai abhi sadhana me jaa raha hu uski surkchha ke vishay me pari lok ki maharaani se hme dhyan me unse sampark karenge or haa ek baat ka khash khayl rakhe aap log koi bhi hamari sadhna ko bhang naa kr paye agar aisa ho gaya to us balak par khatra badh jayega.
Aghori 2 : apke adesh ka palan kiya jayega gurdev.
Udhar mahal me hamare college jane ke baad ghar ke sabhi log baith kar apas me baate kar rahe the ( yanha kahani lekhak ke jubani chalegi) vanha par raja sahab apni patni or putr ke sath baith kar baate kar rahe the
Raja Rana ji(dada) : mujhe lagata hai hamne gurdev ke angya nahi man kar use 18 varsh se purv hi yanha par bula kar galt to nahi kar diye ham log.
Indu devi(dadi) : mai to pahle hi aap logo ko mana kar rahi thi lekin koi bhi meri baat sunane ke liye taiyar hi nahi the or ab jab vah yanha par aa hi gaya hai to hame uski surkchha ke liye jo bhi avashayk ho vah kary karna chahiye.
Vipul (dad) : mujhe nahi lagta hai hame kisi bhi bat ki chinta karne ki koi jarurat hai hamne use itna majboot bna diya hai ki uska 10 admi bhi kuchh nahi bigad sakta hI or naa hi ham itne majboor hai ki ham apne bachho ki rakchha naa kar sake.
Indu devi ( dadi) : beta mana ki tumane gurdev ke kahe anushar hi uski sikachha puri karvai hai lekin iske bavjood guru ji ne kya kaha tha yad nahi hai kya tumhe ki uske dusman koi sadharan log nahi hai balki uska samna saitani saktiyo se hogi.
Raja Rana(dada) : lekin meri samjh me ek baat nahi aa rhi hai ki agar uska samna saitaani saktiyo se hogi to hamara beta uska samna kaise karega.
Maa : ab is baare me ham log apas me bahas kareke koi fayada to hone wala hai nahi meri baat maniye to mai to yahi kahungi ki ham log guru ji milkar is baare me baat kare to behatr hoga.
Indu devi (dadi) : mujhe bhi bahu ki baat bilkul thiik lag rahi hai mere vichar se ham logo ko yahi karna chahiye kunki ab ham log se jo galti ho gayi hai use badal to nahi sakte par uska nivarn to kiya jaa sakta hai.
Iske baad sabhi logo ne nirnay liya ki agle purnima ke din shiv ji ke purane mandir me guru ji mulakat karenge.
Idhar gurudev apni sadhana me baith kar pari lok ki rani se baat karne ki koshish karne lage kafi der tak sadhana me baithe rahane ke baad rani se jab sampark nahi ho paya to gurudev chintit ho gaye kunki aaj tak aisa kabhi bhi nahi hua tha ki guru ji ke avahan par rani nahi ayai ho.
(ab yanha se Ayu ki jubani)
Idhar aaj pura din mai kitna bhi koshish kar liya lekin mushkan ka vo hashta hua chahera mere najro ke samne se hat hi nahi raha tha aaj pahali baar aisa hua tha ki mai kisi ladki ki traf itna jayada akrshit hua hu ki har taraf mujhe sirf vahi najar aa rahi thi idhar meri halat kisi se bhi chhupi hui nahi thi mai apne aapko kitna bhi normal dikhane ki koshish kar raha tha lekin fir bhi mera dhayan bar bar uspr hi chala jaa raha tha. Aisi baat nahi thi ki Mushakaan ne meri traf dekha nahi tha ya use yah maalum nahi tha ki mai uski traf akrshit ho gaya hu lekin isake bavjood bhi vah mujhe bina dekhe chali gayi vahi di or Radha di pure raste meri tang khichane me lagi rahi maine unahe bahut samjhane ki koshish ki lekin mera har pryash vifal ho gaya. Last me Didi ke kahane par Sabhi logo ne mera majak udana band kiya mai didi se bola ki
Mai : di pls meri ek baat or maan lijiye mai apka hamesha abhari rahunga.
Didi : tum chinta mat karo tum jo kahna chahte mai samjh rahi hu mai tumse vada karti hu ki ghar par isake baare me malum nahi chakega.
Radha di : aise free me mai teri baat manane se rahi agar tu wada karta hai ki kal sham ko college ke baad ham dono bahano ko shopping karvayega to mai kuchh soch sakti hu varana mai to nana ji se jakr kahungi ki Ayush to ladki ke chakkar me pad gaya hai.
Mai :Radha di aap to meri sabse payari sweet si di ho mai janta hu ki aap aisa kuchh bhi nahi karengi lekin Phir bhi mai apko shopping jarur karvaunga lekin kal nhi sunday ko sabhi ke sath
Didi : sabhi ke sath ka kya matlab hai tera
Mai : di mujhe apse aisi ummid bilkul bhi nahi thi aap ko yaad hai Sunday ko kya hai
Radha di : yaar mujhe to yaad nahi aa raha hai ki sunday ko kya hai Ragi tujhe kuchh yaad hai kya.
Didi : nhi mujhe bhi yaad nahi aa rha hai lekin agar yah bol raha hai to jarur kuchh hai jo ham bhul rahe hai.
Mai : ab to bhut mja ayega mai bhi nahi batane wala aap logo ki sundy ko kya hai jab aap dono log ko dant padegi to mai to khub maje karunga.
Radha di : tu sayad bhul raha hai ki abhi bhi teri garadan hamare hath me hi hai agar ham dono pitenge to tum bhi bach nahi paoge.
Mai : di sayad mai bach bhi jau lekin agar mai chahu to aap log to nahi bach paoge
originality liye hua.......
Great conservation..