If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Rajiv khanna ek ganv ke jamindar or kai milo ke malik age 48 years
Radhika khanna school principal hai or Rajiv ki pahali biwi age 45 year
inke 2 betiya hai
Neha khanna age 23 year or abhi jald hi apni padhai puri karke sahar me ek praivet hospital me practice kar rahi hai
Sunaina khanna age 20 year abhi bsc 2nd. Year me hai
Sangita Khanna age 45 Rajiv ki bahan jinki shadi Rajiv ke dost Rahul khanna ke sath hua hai
Rahul khanna Rajiv ka business partner or uska khas dost age 47 year
iinki ek beti hai
Karuna khanna age 21 baap ke paise ka bhut ghamnd hai inhe
Saloni khanna Rajiv ki dusri biwi jo ab is duniya me nhi hai or apne hiro ki maa jise janm dete hi inki mout ho gayi.
Mannav khanna Rajiv or Saloni ka beta par yah apni maa Radhika ko hi janta hai iske baare me sirf iski badi bahn ko pata hai ki vah iska saga bhai nahi hai
Miss Aruna Ray yah meri english teacher or sex guru hai inki shadi abhi tak nahi hui hai
(kahani me jaise log aate jayenge intro deta rahunga.or yanha se kahani manav ki jubani,)
Mai apni class me padh raha tha ki tabhi peon ne aakar bola ki mujhe p.mam bula rahi hai to mai turant hi unki office ki traf chal diya mai office pahuchkar permission lekar andar gaya or bola
Mai : mam aapne mujhe bulaya (school me maa ko mam bulata hu )
Maa(mam) : haa Manav inse milo yah tum logo ki new english teacher hai or maine tumhe isliye bulaya hai kunki mai chahti hu ki tum inse chhuti hone ke baad inse kuchh extra class lo taki jo english tumhari kamjor hai vah thik ho jaye or haa miss Aruna yah hai mera beta Manav jiske baare me maine apse baat ki hai .
Miss Aruna :. Mam aap bilkul bhi chinta n kare mai ise achhe se padhaungi or dekhana aap ki yah apki ummid se bhi achha padhega or achhe mark layega .
Maa (mam) : aap nhi janti mai isko lekar kitna pareshan rahati hu iski sabhi subject me mark achhe lata hai par iski samajh me english thodi bhi nhi ati hai isliye maine apse personal roop se iske baare me baat kar rahi hu.
Miss Aruna : aap bilkul nishchint rahe mai sab kuchh thik kar dungi sirf aap isko mere hawale kar dijiye baki sab kuchh mai dekh lungi.
Maa(mam): mai kuchh samjhi nhi aap kis baare me baat kar rahi hai.
Miss Aruna : jaisa ki aap janti hai ki mai ek anath hu or aaj jo kuchh bhi hu apki hi vajah se hu us din agar aap dono log ne mujh anath par apna hath nahi rakha hota to aaj mai jis kabil bhi hu vah kabhi nhi rahti or aaj mujhe yanha par jab job mila hai to mai akele hi rahti hu jiski vajah se mai bor hi hoti rahti hu isliye maine evening me kuchh bachho ko muft class deti hu or agar us wakt yah mere sath rahega to iski bhi padhai achhe se ho jayegi or mai english ke sath dusare subject me iska dhyan achhe se rakh sakungi .
Maa (mam) : pahali baat miss aap is baat ko dimag se nikal do hamne apke upar koi ehshaan kiya hai mai apko pahle bhi bol chuki hu apki maa meri bhut achhi dost thi jiska mere upar kai upkaar hai or vah itni asani se nhi chukaye jaa sakte hai isliye aap apne man me kisi trah ka abhari hone ka bhar n rakhe or rahi baat iski to thik hai aaj se nahi balki abhi se iski puri jimmedari mai apko soupti hu .
fir meri traf dekhate bue boli
MAA : haa to Manav yah school ke bagal me jo hamari failt hai yah usi me rah rahi hai isliye ghar se kapde change karke idhar hi aa jana..
Mai : ji maa jaisa aap kahe mai vaisa hi karunga .
Miss Aruna : to manav abhi tum apni class me jao or sham ko ghar jaane se pahale ek baar mujhase jrur mil lena .
Mai : ji mam.jaisa aap kahe.
itna bolkar mai apni class me chala gya janha par sabhi log padhai kar rahe the or iska karan keval hamre maith ke sir hai jinse pure schoool me sabhi darte hai mai class me pahucha or puchha
mai : sir may i come in sir
M sir : abhi tak kanha the tumhe pata hai naa ki mere class me bank karne par kadi saja milti hai.
Mai : sir vo p mam ne bulaya tha isliye mai gaya tha .
ab maa ka naam sunkar unki to fat hi gayi kunki pure class me ek vahi hai jinse yah darte hai. To iske baad vah mujhe class me baithane ko bole mai jakr Apni seat par baith gaya iske baad sabhi class ko join karne ke baad mai Miss ke pass chala gya or bola
Mai : miss ab mai jaa raha hu 1 ghante baad apke ghar par aunga.
Miss Aruna : haa thik hai par or jaldi ho sake to aane ki koshish karna maine mam ko promise kiya hai to ham dono ko mehanat karni hi padegi.
Mai : ji mam mai apni traf se puri koshish karunga .
iske baad mai vanha se chala aya or apni bicycle se apni ghar ki traf chal diya or jab ghar pahucha to delha ki aaj papa bhi ghar par hi the jo ki bhut kam hota hai vah kisi n kisi kaam se is wakt ghar par nahi hote the .jab vah is wakt ghar par hi the to mai unke pass jakr unke pair chhue to vah bole
papa : aa gaye beta to aaj school kaisa raha koi dikkat to nahi hai naa.
mai : nahi papa koi dikkat nhi hai vaise aaj aap is wakt ghar par sab thik to hai naa.
Papa : haa koi baat nahi hai bas aaj kaam thoda jaldi khatam ho gaya to chala aya or koi baat nahi hai jao jakr kapde change kar lo .
iske baad mai unke yanha se hat kar apne room ki traf chal diya janha par chhoti didi Sunaina apne room me phone par kisi se baat kar rhi thi to apne kamre ki traf chal diya kunki mera room unke bagal me hi tha par unki najar mere upar padh gayi or vah boli
Sunaina didi : Manav jaldi se kapde change krke chal mai bhi tera hi intjaar kar rhi thi aaj tune aane me let kaise kar diya.
mai : didi abhi mai change karke aata hu phir uske baad mai apko sari baate batata hu or vaise bhi mujhe jald hi kahi jaana hai or mai let nhi ho sakta