- 3,920
- 12,496
- 159
Bhai Baki Sab To Chalta Rehta Hai Bs Apni Sehat Ka Khass Dhyan Rakho, Aj Kal To Bimariyan Bi Bohot Khatarnak Chal Rahi Hai, Khane Piney Par Dhyan Do Kaam To Hote Rehte Hai.Busy ho gya tha bhai, vo akela banda hai Jiski sadi ki sari jimmedariya nibhani padi, usme Bahut kaam kiya, na khaya na piya bas kaam aur kaam, vapas aaya tha to bimar ho gya, abhi Thik hu Bhai...
Jaan Hai To Jahan Hai.