• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Gods and Demons

just YES OR NO


  • Total voters
    318
  • Poll closed .
Status
Not open for further replies.

Lovekillsyou

Active Member
651
2,717
124
Note- Update 177 hi 178 hain
 
Last edited:

Killerpanditji(pandit)

Well-Known Member
10,269
38,683
258
UPDATE 131

Kabir ne 4th Prince ke muu mein ek Saint Stone Pill daali aur usse utha kar Dragon Martial Temple mein le gaya.

Dina bhi Kabir ke piche piche aane lag gayi thi. Usne ek baar 4th Prince aur Kabir ko dekha.

Dina-Kabir ek baat batana. Tum Yunvu Commandery se kisi bhi tarah ka relationship nahi rakhte ho toh yeh tumhe apna brother kyo keh raha tha ?

Kabir ko Yunvu Commandery ke sabhi Princes ke baremain pata tha aur unmein se sirf 4th Prince hi tha jo sabhi ki help karne ke liye jana jata tha. Apne past life mein 4th Prince ne Kabir ki kaafi help ki thi.

Although 4th Prince ke looks kahi se bhi kisi Prince ki tarah nahi the. Lekin uska dil kaafi achha tha. Uske liye apne Prince ka title itna important nahi tha jitna usse apni family thi. Specially uske liye uski 9th Sister yaani Yuxi sabse important person thi.

Dina-Kabir kahi tum isse Dragon Martial Temple mein toh nahi le kar jaa rahe ho ?

Kabir-Yeh seriously injured hai. Isse help ki zaroorat hai. Iske liye mei isse apne room mein tak nahi le ja sakta hu.

Dina jhat se Kabir ke aage aa gayi aur usne uska rasta block kiya aur apne haato ko fold karte hue kaha.

Dina-Nahi. Nahi tum isse Dragon Martial Temple mein nahi le kar jaa sakte ho. Koi bhi men Dragon Martial Temple mein allowed nahi hai.

Kabir-Yeh kisne kaha?

Dina-Yeh Western Campus ka rule hai.

Yeh baat Dina ne halke se irritated aur arrogant ho kar kahi thi.

Kabir-Toh isse achha hai jaldi change kar do.

Yeh keh kar Kabir Dina ke side se jaate hue usne Dragon Martial Temple mein enter kar liya.

Kabir-Agar mein yaha par aa sakta hu toh mera brother bhi yaha aa sakta hai.

Dina ne jaldi se Kabir ke piche jaate hue kaha.

Dina-Tum yaha par apne talent ke wajah se aaye ho. Nahi toh last night ke baad tum yaha se one piece mein bahar bhi nahi nikalte.

Kabir ne aise behave kiya jaise usne kuch bhi suna nahi hai aur vo directly Yellow No-1 ki taraf chala gaya.

Suddenly Kabir jaha tha wahi ruk gaya.

Kabir-Yeh kaise ho sakta hai ? Is room ko Yellow No-1 hona chahiye. Par ab yeh Earth No-1 hai.

Kabir jis room ke bahar khada tha waha room ke bahar ek horizontal plate par clearly Earth No-1 likha hua tha.

Kabir ki memory kaafi sharp thi aur usse yeh achhe se yaad tha ke last night vo issi room ki taraf aaya tha. Agar aisa hai toh is baat se yahi samajh mein aa raha tha ke last night kisi ne name plates ko change kar diya tha.

Aisa koun ho sakta hai jo Earth No-1 plate ko Yellow No-1 ke plate se change kar de.

Kabir ne apne robe mein se bronze keys ko nikala aur usse room ke lock ke saath check karne lag gaya. Par shayad kisi ne room ke lock tak ko last night change kar diya tha.

Dina ne kuch awkward tone mein Kabir se kaha.

Dina-Kabir lagta hai tum wrong jagah aa gaye ho. Yeh Earth No-1 hai. Yaha par Sister Shreya rehti hai. Yellow No-1 yaha se aage hai.

Kabir-Par yeh impossible hai. Last night se mein yahi hu. Magar aisi mistake mein kar hi nahi sakta hu.

Kabir ne kaafi confidently yeh baat kahi thi.

Dina-Yeh kehna hard hoga. Kya pata darkness ke wajah se tumhe pata na chala ho.

Kabir ne apni bronze key apne robe mein rakhi aur palat kar Dina ko dekhne lag gaya.

Kabir-Agar yeh Earth No-1 hai toh yaha par ek hi baat samajh mein aati hai. Kisi ne Earth No-1 ko aur Yellow No-1 ke plates aur unke locks tak change kar diye taaki vo mujhe yaha laa sake. Mein sahi hu kyo ?

Kabir abhi bhi Dina ko dekh raha tha.

Dina ko bhi Kabir ki nazar apne upar feel ho rahi thi aur usse achha bhi nahi lag raha tha isliye usne niche ground ko dekhte hue Kabir se pucha.

Dina-Itna sab koun kar sakta hai ?

Kabir-Western Campus ke andar ka koi bhi easily Dragon Martial Temple ke andar nahi aa sakta hai aur outsiders ki toh baat hi nahi hai. Dragon Martial Temple mein sirf 3 female devil's hai Luo Sihan, Shreya aur Dina. Mein itna toh ab keh hi sakta hu ke Shreya aisa kar nahi sakti hai toh bache Luo Sihan aur Dina. Agar yeh baat hai toh ham Luo Sihan ke paas jaa kae the confusion clear kar sakte hai.

Dina-Uski koi zaroorat nahi hai. Vo mein hi hu jisne yeh plates aur locks change kiye the.

Kabir-Mujhe laga hi tha ke yeh tum hi ho sakti ho. Kyo ki jab tum morning mein mujhe mili thi tab tum kuch strangely behave kar rahi thi. Tumne aisa kyo kiya ? Tumhe pata hai last night mein ne almost Shreya ko maar hi diya tha ?

Sach bahar aa gaya tha.

Dina ko ab bilkul bhi achha nahi lag raha tha aur uske face par wiase guilt ke expressions bhi aa gaye the.

Dina-Mujhe bas tum dono ke saath ek joke karna tha. Mujhe yeh bilkul bhi pata nahi tha ke tum apne first day par hi Sister Shreya par itna strong attack kar doge. Upar se tumne usse without clothes ke dekha aur yeh ek advantage hai. Waise tum dono mein last night hua kya hai aisa ? Jab mei usse mili thi tab vo ro rahi thi. Mein ne usse kabhi bhi rote hue nahi dekha pehle.

Kabir ko bhi yeh achha nahi lag raha tha. Kyo ki uske aur Shreya ke bich abhi bhi kaafi badi misunderstanding thi. Upar se usne Shreya ko kaafi heavily injured bhi kar diya tha.

Shreya ke rone ki baat sunkar Kabir halka shock tha kyo ki uske past life ki Shreya kaafi ruthless person thi. Jaise uske body mei dil hi na ho aise behave karti thi.

Kabir-Warrior of Division Profound aur devil ke naam se famous hone me baad bhi vo ro rahi thi ?

Dina-Haa! Vo bhi kaafi buri tarah se. Kya tumne uske saath kuch aisa vaisa toh nahi kiya na ?

Kabir-Kya usne aisa kuch kaha ?

Dina-Nahi. Mein ne usse pucha bhi par usne mujhe kuch bataya nahi. Is liye mein tumhe puch rahi hu.

Kabir ne kuch der in sabhi baato par socha aur kaha

Kabir-Lagta hai yaha par fault mera hi hai.

Yeh sunkar Dina shock aur surprise ho gayi aur usne Kabir se pucha.

Dina-Toh tumne sach mein uske saath kuch aisa vaisa kiya hai ?

Kabir-Nahi mein utna bhi cheap nahi hu ke kisi ke injured hone par uska advantage le lu. Upar se mein engaged hu. Mujhe iski koi zaroorat bhi nahi aur na hi mujhe Shreya mein koi interest hai. Na vo mere type ki ladki hai aur na mein uske type ka ladka hu.

Kabir apne limits ke baremain achhe se janta tha aur vo aisi kisi bhi tarah ka advantage kisi ka nahi le sakta tha.

Kabir-Mujhe usse face to face yeh sab samjha a hoga.

Dina-Nahi.

Dina ne phir se aage badh kar Kabir ka road block kiya aur kaha.

Dina-Nahi agar Sister Shreya ko yeh pata chala ke vo last night is situation mein meri wajah se giri hai toh vo mujhe apne dil se hate karegi.

Kabir ne Dina ko dekhte hue kaha.

Kabir-Iska yeh matlab nahi hai ke is baat ka blame ab mujhe lena hoga phir tumhare liye ?

Dina ne kuch der in sabhi baato par socha aur kaha.

Dina-Par isme siwaye koi aur rasta bhi nahi hai. Upar se usse ab in sab baato ko explain bhi karna bekar hai. Jis pal ho tumhe apne aankho ke samne dekhegi ussi par vo tumhe maar degi. Uske ek finger ke move se hi tum maare jaoge. Kyo na ham ek deal kare. Tum is sach ko hide kar lo aur iske return mei mein Sister Shreya ko tumhe kuch na karne ko kahungi. Kya kehte ho?

Kabir-Usse mujhe marna hi hai ?

Dina-Uske dimag mein abhi jo chal raha hai agar vo mere dimag mein bhi chal raha hota toh definitely mein bhi tumhe maar deti. Par mein uske samne tumhare baremain kuch achha kahungi. Jinhe sunkar shayad vo tumhe jaane de.

Kabir-Vo mujhe itna easily jaane degi ?

Kabir ki is baat par Dina ne haste hue kaha.

Dina-Although sabhi students usse devil aur Iceberg Beauty kehte hai par mujhe pata hai ki vo dil se unki respect karti hai jo top geniuses hai. Upar se usne ek oath bhi le liya hai ke vo world ke sabse greatest person se shadi karegi. Example ke liye yeh hi ek lo. Yunvu Commandery ke 7th Prince 36 Commanderies of Omen Ridge mein se ek top genius hai. Vo uske baremein kaafi baar baat karti hai. Although tum shayad uske jitney talented na ho par future mein shayad tum kaafi great achievements paa loge agar tumne hard work kiya toh. Kya pata Sister Shreya ko tum achhe lagne lago aur vo tumhe shadi ke liye kahe.

Par jab Kabir ne Dina ke muu se Yunvu Commandery ke 7th Prince ke baremain suna tab se uske face ke expressions kaafi serious ho gaye the. Yeh sirf usse hi pata tha ke Yunvu Commandery ke 7th Prince ki real identity kya hai.

Kabir-7th Prince of Yunvu Commandery Tian. Yahi naam hai na uska ?

Dina ki aankho mein jaise Kabir ki baat sunkar bright si ho gayi thi. Us e excited ho kar Kabir se pucha.

Dina-Are tum uska naam jante ho. Par kaise ? Tum toh Tiny World se aaye ho.

Kabir-Janta hu aur aisi bohot si aur baate bhi mein janta hu waqt aane par pata chal hi jaayega. Waise vo top genius of the 36 Commanderies of Omen Ridge hai ?

Kabir ki baat ko sunkar Dina ne kaafi respect ke saath kaha.

Dina-Tina tumse kaafi powerful hai. Usne Profound Board par 3rd rank achieve ki thi jab vo sirf teenager tha aur ab younger generations ke liye vo ek example ban gaya hai. Uske ek year baad hi usne Earth Realm mein break through kar liya aur Yuntai Suzerain ka internal student ban gaya. Abhi vo apne 20's mei hai aur yeh koi nahi janta hai ke uska cultivation kitna high hai. Uska jaisa prodigy last century mein kisi ne nahi dekha hai. Kabir tum abhi abhi Black Realm ke Mid Stage par pohoche ho. Tum usse kaafi dur ho talent mein.

Kabir ne Dina ki baat par smile kiya aur kaha.

Kabir-Well koi bhi permanent ek hi rank par nahi rehta hai. Ek din mei usse bhi surpass kar dunga aur waise bhi mere goals uski soch jitney small nahi hai.

Dina-Yeh hui na baat. Ek warrior mei aisi hi spirit honi chahiye. Aage badhne ke liye. Kya pata next 3 se 5 years mein tum bhi Warrior of Division Profound ban jao aur Sister Shreya ka tumhe dekhne ka nazariya change ho jaaye. Toh mein kya samjhu hamari deal pakki hai.

Kabir ne kuch der socha aur kaha.

Kabir-Okay abhi ke liye aisa hi samajh lo. Well abhi mein chalta hu Yellow No-1 ki taraf mujhe apne brother ko heal bhi karna hai.

Dina ne smile karte hue kaha.

Dina-Okay.

Kabir ne 4th Prince ko Yellow No-1 mein le aaya aur usse apne bed par rakh diya. Uske baad usne kuch medicine 4th Prince ke injuries par lagayi.

Ek warrior ki physical quality kisi bhi normal person se kaafi better hoti hai. Although 4th Prince ke haato ko bones break ho gaye the par Muscles and Bone Regenerating Ointment ki help se uske bones half month mein hi fully recover ho sakte the.

Kabir phir room mein ek jagah baith gaya aur kuch sochne lag gaya.

Kabir-Tian...

Jab se Dina ne Tian ke baremain baat ki hai tab se usse apne past life ke events yaad aa rahe the. Par phir kabir be apne sir ko jhatka aur ispar sochna chod diya.

Abhi uske liye most important baat yeh thi ke usse 1 month baad ki fight ke liye khud ko ready karna tha. Jo Zelan ke against Life and Death Platform par hone wali thi.

Zelan ka cultivation Black Realm ke Final Stage par tha. Agar Kabir apne cultivation ko Black Realm ke Advance Stage par le aaye tabhi uske Zelan ke against jitne ke chances badh sakte the.

Well itne kam time mein koi aur warrior Black Realm ke Advance Stage mein break through na kar paaye lekin Kabir yeh kar sakta tha apne Space and Time Spinel ke help se.

Agar koi Space and Time Spinel ke andar 3 months ke liye practice kare toh outside world mein sirf one month pass hone wala tha. Iska matlab tha ke Kabir ke paas 3 months the practice ke liye.

Kabir-Mere itne bade amount of resources ko dekh kar 3 months mein Black Realm ke Advance Stage ko achieve karna zyada difficult nahi hoga. Abhi ke liye meri sabse badi weakness hai Marti Technique. Agar mei successfully Dragon and Elephant Pranja Palm ke fourth movement ki ya phir Sacred Sword Skill ke pure set ko practice kar saku toh Zelan ko harana easy ho jaayega.


Yeh sochte hue Kabir Space and Time Spinel ke andar chala gaya.
Awesome update bro 🤠🤠🤠
 

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,612
174
Dina ne Kabir ke sath sath Shreya se bhi Chal kiya or Kabir Dina ke bahkave me aa gya Ydi Kabir abhi bta deta to sari confusion hi dur Ho jati Lekin ab Shreya jha bhi milegi kuchh na kuchh to karengi
4th prince ki dva daru krke Kabir to apne space and time me chla gya Dekhte hai kya hota hai aage
Superb update with awesome writing skills
Jay bhai
 

I AM JD

बलस्य मूलं विज्ञानम्
252
1,919
124
Ohh bhai yeh Dina toh puri fox nikli. Kaafi shatir hai. Upar se aisa mazak koun karta hai. Agar Kabir ya phir Shreya ko kuch ho jata toh. Aur abhi apne hero ko yeh samjhane ka chance bhi nahi de rahi hai ke hua kya. Kaise khud ko hi safe kar liya. Isse toh yeh Kabir aur Shreya ke bich jo misunderstanding hai vo clear hi nahi hogi. Upar sw yeh deal mujhe deal with the devil ki tarah lag rahi hai. Pata nahi ab Kabir kis kis problems mein phasne wala hai.
 

ANUJ KUMAR

Well-Known Member
2,669
13,377
158
UPDATE 130

Square Commandery Prince bhi Kabir aur Neil ke fight ko kaafi attention se observe kar raha tha. Uske face par kaafi cold expressions the.

"Kabir abhi abhi Black Realm ke Mid Stage par pohocha hai lekin vo Medium Stage ke warrior ke saath battle kar sakta hai. Ham isse aur zyada der aise hi nahi chod sakte hai. Yeh zaroor future mei Square Commandery ke liye threat ban sakta hai."

Square Commandery Prince ke side mein khade ek warrior ne kaha.

"Prince aap ko tension lene ki zaroorat nahi hai. Neil ne abhi tak apne Black Realm ke Medium Stage ki real strength ko show nahi kiya hai. Mein sure hu ke agar Neil ne apne fully strength ko show kiya toh yeh Kabir ek second ke liye uske samne tik nahi sakta hai."

Square Commandery Prince ne apne sir ko haa mein hilate hue kaha.

"Jo warrior Black Realm ke Dawn Stage par pohoch gaya hai vo Animal Spirit Fixing Beast ko demonstrate kar sakta hai. Wahi jo warrior Black Realm ke Medium Stage par hai vo Animal Spirit Fixing Arms ko demonstrate kar sakta hai. Jab Neil apne in dono meridians ki power ko use karega tab Kabir ko beat karna uske liya kaafi easy ho jayega."

Yeh baat sunkar us warrior ne haste hue kaha

"Neil ke paas zaroor koi backup plan hoga aur itne easily vo in 2 powers ko demonstrate nahi karega. Waise bhi vo ek aise warrior ke saath fight kar raha hai jo Black Realm ke Mid Stage par hai."

Ismein koi doubt nahi tha ke yeh sab jo bhi ho raha hai vo sab kuch Square Commandery Prince ke wajah se hi ho raha hai. Upar se vo abhi bhi ek freshmen tha aur Kabir ne uspar abhi kisi bhi tarah ka na attack kiya tha aur na hi usse kuch kaha tha. Issi liye Square Commandery Prince Zelan ka use kar ke Kabir ko apne raste se hatana chahta tha.

Neil ne apne finger mein ho rahe pain ko jhelte hue Kabir se kaha.

"Great! Js year ka number one freshman definitely Black Realm ke Mid Stage ka ordinary warrior nahi hai. Toh mein tumhe dikhata hu ke meri Ghost Hand jo ek Low Class Spiritual Martial Technique kitni powerful hai."

Neil khada hua aur apne haato ko tab tak wave karne kag gaya jab tak unke light after image na ban gaye.

Kabir usse obverse kar raha tha. Even usne apne eye vessel mein apne Genuine qi ko tray kiya tab bhi vo Neil ke technique ko identify nahi kar paa raha tha.

Kabir ke paas ab apne Space Domain ko release karne ke siwaye koi aur choice nahi tha. Space Domain ko release karne me baad 30 meters ke andar ka area phir Kabir ke control mein aa jata tha.

Jab Kabir ne apne Space Domain ko release kiya tab jakar Kabir ne Neil ke handprints aur uske technique identify kiya.

Kabir-Neil Black Realm ke Medium Stage ka warrior hai. Agar mein ne ne carelessly uske saath fight ki toh mein zaroor haar jaunga. Mujhe usse uske meridians ki powers ko use karne se pehle hi beat karna hoga ya phir usse destroy karna hoga.

As a talented warrior Kabir uske aur Neil ke biche ke cultivation difference ko achhe se samajh sakta tha. Uske paas strike karne ka sirf ek hi chance hai. Agar Kabir usse use nahi kar paya toh uski halat toh 4th Prince se bhi bekar ho sakti thi.

Kabir ne Neil par complete focus kiya jo ab uski taraf kaafi speed se aa raha tha. Tabhi Kabir ne apne haato mein apna Space and Time Spinel ko liya aur usse apne sleeves ke andar achhe se hide kiya.

"Kabir tumhare liye mere Ghost Hand se haar jana kaafi outstanding baat hone wali hai."

Neil ne yeh baat ek evil smile ke saath kahi thi. Tabhi dozens of palm shadows ne Kabir hit kiya.

Kabir halka sa left side mei move hua aur usne apne Space and Time Spinel mein se Death Sickle ko bahar nikala.

Usne us Death Sickle ko hawa mein ek baar ghuma diya aur Neil ke Ghost Hand ko wahi cut kar diya.

Waha par ab har jagah fresh blood fail gaya aur saath hi ek bloody haat bhi niche ground par gir gaya.

"Ahh... Mera haat!"

Neil ne kaafi zor se chinkh maari. Uska haat uske kalayi se cut ho gaya tha. Neil ne pressure de kar apne nikalne wale blood ko rok diya. Usse hone wale pain se vo almost behosh hote hue reh gaya tha.

Kabir Neil ko harane ka aisa chance miss nahi kar sakta tha. Usne Neil ke chest par ek kick maari aur usse piche ji ki taraf uda diya.

Jab piche ki taraf ud kar kuch meter jaa kar Neil ruka toh usne uthne ki koshish ki par tabhi usse apne chest par kuch heavy feel hua. Uske chest bones se crack hone ki aawaz aane lag gayi thi.

Kabir ne apne haato mein jo Death Sickle tha usse gale par rakha aur kaha.

Kabir-Hilne ke baremain sochna bhi mat! Nahi toh tum haat se bhi kuch zyada hi gawa sakte ho.

Neil ko Kabir par kaafi gussa aa raha tha. Agar Kabir ne suddenly apne sleeves mein se Death Sickle ko nikala nahi hota toh vo ek Black Realm ke Mid Stage warrior se kabhi bhi nahi haarta.

"Tumne mere Left haat ko destroy kaise kiya! Aaj t zaroor marne wale ho."

Neil ne kaafi gusse mein yeh baat Kabir se kahi thi.

Wahi dur khade Zelan aur baki students ko kuch der baad sab samajh mei aaya ke abhi hua kya. Yeh dekhte hi sabhi kaafi jaldi mein Neil tak aaye aur unhone Kabir ko gher liya.

Un students mein se har ek ke face par kaafi murderous look the. Unhone apne apne Genuine Martial Arms ko bahar nikala jaise vo unse Kabir ke countless pieces cut karne wale ho.

"Bastard! Neil ko release karo!"

Yeh baat un students mein se ek student ne kahi thi aur uske haat mein ek sword thi jisse usne Kabir ke chest par point kiya hua tha. Agar vo ek step aur aage badhta toh uski sword Kabir ke chest ke andar jaa sakti thi.

Kabir par unke usse gherne ka koi bhi asar nahi hua. Usne apne haat mein jo Death Sickle tha usse Neil ke neck par aur bhi point karte hue un sabhi students ko kaha.

Kabir-Mein iske sir ko hi cut kar dunga agar tum mein se koi bhi move hua toh.

"Really? Toh tumhe kya lagta hai agar tum yeh kar sakte ho toh mein is pig ke skull ko nahi break kar sakta hu"

Zelan ne 4th Prince ke neck ko pakad kar usse khichte hue Kabir ke samne laya.

Zelan ne apne Genuine qi ko activate kiya aur apne haat ko 4th Prince ke sir par rakh diya.

"Kabir apne sickle ko niche rakho aur Neil ko release kar do. Nahi toh mein yeh zaroor sure kar sakta hu ke mein tumhare is 4th Prince ke sir ko apne powerful palm se zaroor crush kar dunga."

4th Prince abhi kaafi dara hua tha. Usne waisi hi halat mein Kabir se kaha.

"Nahi...Nahi brother agar tumne abhi is Neil ko jaane diya toh tumhara marna sure hai."

Tabhi Zelan ne apne haat se ek plam Sword banayi aur usse chopp down karte hue 4th Prince ke right shoulder par usse attack kar diya. Uske aisa karne se 4th Prince ka right shoulder wahi break ho gaya.

Issi ke saath 4th Prince ke muu se bhi kaafi zor se chinkh nikal gayi. Uske body mein se kaafi sweat nikalne lag gaya tha aur uske lips bhi ab black ho gaye the.

Zelan ki aankho mein ek clodness dikh rahi thi. Usne phir se ek chop bana kar 4th Prince me left shoulder par strike kiya.

Kabir-Enough!

Zelan ne apne strike ko bich mei hi rok diya aur Kabir ko dekhte hue kaha.

"Toh Kabir, lagta hai tumne ab sahi se soch liya hai."

Kabir ab kaafi irritated ho gaya tha. Usne Neil ke neck par se Death Sickle ko hata diya aur usse ground par phek diya.

Kabir-4th Prince ko jaane do.

Kabir ko achhe se pata tha ke agar vo Neil ke neck par Death Sickle rakh bhi dega toh bhi Zelan par koi asar nahi hone wala tha. Usse Neil ke Zinda rehne ya na rehne se koi bhi pharak nahi padne wala tha.

Jab Zelan ne dekha ke Kabir ne Neil ko release kar diya hai toh uske face par ek kaafi evil smile aa gayi thi. Usne haat ne phir bhi kaafi ruthlessly 4th Prince ke left shoulder ko strike kiya aur uske shoulder ko break kar diya.

Uske baad usne 4th Prince ko piche ki taraf phek diya kyo ki vo pain ke wajah se behosh ho gaya tha. Zelan ne Kabir ko dekhte hue kaha.

"Kabir ek baat hamesha yaad rakhna ke yeh Martial Market School hai. Koi normal jagah nahi hai. Tum yaha jo bhi kahoge usse tumhe complete karna hi hoga. Suno sabhi iske haato aur pairo ko destroy kar do."

Kuch 20 odd students ne milkar ek hi waqt par Kabir par attack kar diya. Jaise vo Kabir ke countless pieces karna chahte ho.

Par Kabir tha ke unki taraf dhyan hi nahi de raha tha. Uski nazar jo ab puri tarah se emotionless thi vo Zelan par hi focus thi. Vo uski taraf step by step jaane lag gaya tha.

Aise hi Kabir ke Zelan ki taraf chal kar jaate hue suddenly uske body se kaafi sharp aura nikalne lag gaya. Uski sharpness itni thi ke dur khade students ke robes tak cut ho gaye the.

Ek student jo Black Realm ke Advance Stage par tha usne aage badh kar Kabir par attack kar diya. Kabir ne bich mein hi uske haat ko pakad liya aur dusre haat se uspar apne punch se strike kar diya. Kabir ke us punch ke wajah se us student ka haat wahi break ho gaya.

Tabhi Kabir par aur 3 students ne apne swords se attack kar diya. Par unhe bhi Kabir ne wahi rok diya. Uske body se ab The Jade-White Genuine qi jaise explode si ho gayi aur un 3 students ko usne piche uda diya saath mein unke haat se unki swords bhi le li.

Abhi vo students piche gire hi the ke Kabir ne apne haat ko ek baar unki taraf wave kiya aur uske haato mein jo 3 swords thi vo uske Sword Intent ke saath jaa kar un students ke pairo mein ghus gayi.

Waha par un 3 no students ki chinkh gunjh gayi.

Wahi piche se ek student jo Black Realm ke Dawn Stage par tha usne Kabir me back par apni sword se attack kiya. Par uski sword jaise kisi metal ko jaa kar lag gayi hai aisa aawaz aaya jab uski sword ne Kabir ke back ko touch kiya.

Yeh baat achhi thi ke Kabir ne abhi bhi apna Ice-Fire Kylin armour pehna hua tha.

Vo student jisne abhi Kabir ke back par attack kiya tha vo halka shock ho gaya. Tabhi usne yeh bhi notice kiya ke Kabir ab palat kar usse dekh raha hai.

Iske baad bhi ke Kabir puri tarah se emotionless ho kar uss dekh raha hai phir bhi jaise vo Kabir ko weak hi samajh raha tha aur ek baar phir se usne Kabir par apne sword se atty kar diya.

Bang!

Kabir ne ek powerful palm se us student vke chest par attack kiya lekin usne uski kalaayi bhi pakad kar rakhi taki uski sword vo uske haat se le sake.

Uski sword apne haat mein lekar Kabir ne us sword ke flat surface se us student ke face par ek halka slap maar diya. Vo student us slap se wahi behosh ho gaya.

Agar ham Martial Arts ke mastery ki baat kare toh Kabir ke unhe use karne me tricks kaafi sophisticated the. Wahi vo abhi 20 students se bhi zyada ke warriors ke saath battle kar raha tha. Unmein se most of the students experience warriors the. Uski body par bhi ab tak kaafi injuries ho gayi thi lekin usse fight karne wale students ke toh ab haat aur pair tak cut hone kag gaye the. Kisi student ka haat cut ho gaya tha toh kisi ka pair.

Is fight ke wajah se kaafi students unki taraf attract ho gaye the.

Sabhi ka focus Kabir par tha jo Square Commandery ke students ke bich ghira hua tha.

Waise Martial Market School mein Fights ke liye koi bhi rule nahi tha. Baat yeh thi ke yeh school students ke bich ki fights ke liye jaise motivate karta tha. Rule sirf ek tha ke koi bhi student in fights ke waqt kisi ko jaan se na maar de bas.

Agar koi student jaan bhuj kar kisi dusre student ko aisi fight ke bhich maar deta hai toh vo chahe jo bhi ho aur jaha se bhi belong karta ho Martial Market School usse ek hi punishment deta hai aur vo thi death.

Yahi reason tha Square Commandery Prince ne abhi tak khud ko show nahi kiya tha. Par vo Kabir ko Zelan ka use kar ne khatam karna chahta tha.

Lekin phele rule ke saath ek aur rule tha. Agar koi do students ek dusre se kaafi hate karte hai toh school ground par revange lena allowed tha. Jaise ke agar kisi ek student ne dusre student ke kisi close friend ko maar diya ho toh vo student dusre student se apna revange school ground par le sakta hai.

Is liye abhi favore jaise Zelan ke hi side mein tha. Kabir ne Omen Ridge mei Zelan ke younger brother Ziran ko mara tha.

School mei sabhi elders tak ko yeh kaha gaya tha ke aise matters mein vo kisi bhi student ke bich nahi aayenge.

Revange jaise matters students ko apne se hi apne mein deal kar lena tha.

Jaha waha khade sabhi ab yahi soch hi rahe the ke Kabir ki jaan toh abhi gayi ke tabhi un sabhi mein se ek teenager jaisi dikhne wali ladki waha aati hai.

Usne apne apne chin ko apne haat se pakad kar dekha ke Kabir ko Square Commandery ke students ne gher liya hai.

"Interesting! Very Interesting!"

Jaise hi un students ko pata chala ke unke paas se yeh ladki jaa rahi hai waise hi sabhi ne dar kar usse greet kiya.

"Greetings Senior Dina!"

Yes yeh Dina thi jo un sabhi students ke bich khadi ho kar Kabir ko battle karte hue dekh rahi thi.

Dina ne un students par koi bhi dhyan nahi diya aur apne face par ek smile liye vo aage aa gayi. Vo chalte hue Kabir aur un students ke paas aa gayi thi.

Vo sabhi students jo abhi Kabir par attack kar rahe the unhone jab Dina ko waha dekha tab vo sabhi bhi jaha the wahi ruk gaye. Even Zelan jo kaafi arrogant ho kar waha khada tha vo bhi dar kar Dina ko dekh raha tha. Vo jaldi jaldi Dina ke samne aaya aur usne Dina ko greet kiya.

"Senior Dina mein Zelan aap ko greet karta hu. Waise mein yeh soch raha tha ke aap yaha kyo aayi hai ?"

Dina ne apne finger se Kabir ki taraf ishara karte hue kaha.

Dina-Mein kab se isse dhund rahi hu.

Kabir ko abhi bhi Square Commandery ke students ne gher kar rakha hua tha. Uski body par kaafi cuts bhi aa gaye the. Lekin uski aankhe...uski aankhe abhi bhi waisi hi thi emotionless. Uska white robe uske blood se pura red ho gaya tha.

Wahi unke aaspas 11 Square Commandery ke students gire hue the jinke haat ya pair cut ho gaye the. Kuch students ko internal injuries ho gayi thi. Kuch Kabir ke palm attacks ke wajah se behosh ho gaye the. Wahi kuch students ke pairo mein unki hi swords ghusi hui thi.

Zelan ka toh jaise behaviour hi change ho gaya jaise hi Dina ne yeh kaha ke vo Kabir ki kaafi der se dhund rahi hai. Usne ek baar phir se salute kiya aur Dina se kaha.

"Senior Sister Dina, is Kabir ne mere younger brother ko mara hai. Mein usse apna revange le raha hu. Agar mein ne isse abhi chod diya toh mere younger brother ko justice kaise milega. Uske soul ko rest nahi milegi. Agar mein ne isse nahi maara toh mein warrior with the Spiritual Blood kehlane ke liye classified bhi nahi rahunga."

Zelan ne yeh sab is tone mei kaha ke waha khade sabhi students ko uske liye unke dil mein ek sympathy aa jaaye aur Kabir ke liye gussa. Par usne jo bhi kaha tha vo kahi se bhi pura sach nahi tha.

Although Zelan aur Ziran brothers the. Par unka relationship waise brothers wala bilkul bhi nahi tha. Vo ek dusre ko dekhna tak pasand nahi karte the. Dono ke bich hamesha yahi chal raha tha ke apne family ka next head koun banega. Dono hi ek dusre ko jaldi se jaldi khatam karna chahte the.

Jab Square Commandery Prince ko yeh pata chala ke Ziran ko Kabir ne mara hai toh usne Zelan ko yeh kaha ke agar vo Kabir ko maar deta hai toh vo usse apni family ka next head banne mein help karega.

Is liye yeh revange for justice ek sabhi ke samne Zelan ka excuse tha.

Wahi Zelan ne aage kaha.

"Saath hi mein ne Master Situ se iske baremain pehle hi baat kar li hai. Upar se is Kabir be Square Commandery ke 100 candidates ko first round mein hi maar diya tha. Master Situ ka yeh kehna hai ke iske jaise student ko is school mein rehne ka koi bhi right nahi hai. Is liye Master Situ ne mujhe apne revange ke liye allow kar diya hai."

Dina ne apne sir ko hilate hue Zelan se kaha.

Dina-Ohh! Ab mein samajh gayi. Tum mujhe Elder Situ ka naam lekar dara rahe ho.

"Nahi mein aisa bilkul bhi nahi soch sakta hu Senior. Even aapne bhi mujhe koi authority di toh bhi mein aap ko offend nahi kar sakta hu aur na hi soch sakta hu."

Dina ke face par abhi bhi ek smile thi. Usne apne haat ko aage badha kar Zelan ke should par rakha aur usse normally tap kiya. Par Zelan is kadar dara hua tha ke vo Dina ke uske shoulder par haat rakhte hi uske samne apne ghutno par baith gaya.

Dina-Tum itna dar kyo rahe ho?

Waisi hi smile ke saath Dina ne yeh sawal Zelan se pucha tha.

Zena ki puri body uske sweat se bhig bayi thi. Usne waise hi darte hue Dina se kaha.

"Na...Nahi Senior mein dara hua nahi hu"

Dina ne wise hi apne sir ko hilaya aur kaha.

Dina-Mein tumhare feelings ko samajh sakti hu. Tumhare brother ko kisi ne mara hai. Agar mein tumhari jagah hoti toh mein bhi yahi karti. Par mein tumhe bura nahi feel karana chahti hu lekin Sister Shreya ne mujhe yaha bheja hai. Usne kaha hai ke Kabir ka shikar uske siwaye koi nahi karega."

Yeh sunkar toh Zelan kaafi shock ho gaya. Usne ne kabhi nahi socha tha ke Kabir female devil Shreya ka shikar hai.

Yeh kaafi badi baat thi. Agar aaj vo Kabir ko maar deta hai toh vo na sirf Dina balki Shreya ko bhi offend kar dega. Aur agar aisa hua toh pure Kulun Field ke Western Prefecture mein aisi koi bhi jagah nahi hogi jo usse safe rakh sake.

Dina chal kar Kabir ke samne aayi aur usne usse kaha.

Dina-Well tumne iske younger brother ko bhi mara hai aur ab is situation ko bhi bana diya hai. Kyo na tum hi koi aisa raasta nikal lo is baat ko settle karne ke liye ?

Dina ki baat sunkar waha khade har ek student ko lata chal gaya ke yaha kya ho raha hai. Dina completely Kabir ke side par thi issi liye usne yeh baat Kabir par hi chod di ke vo kya decision leta hai.

Wahi ab waha par Dina ke aane me wajah se Zelan ne agar 100 aur students ko bhi bula liya toh bhi koi bhi itni himmat nahi karega ke vo aage badh kar Kabir ko maar de.

Yaha tak ki waha par kitney bhi Black Realm warriors aa jaaye vo sabhi Warrior of Division Profound se haar ho jayenge.

Zelan ke paas ab koi choice nahi thi ke vo Dina ke against kuch bol bhi sake.

Kabir ne ek baar 4th Prince ko dekha jo abhi bhi behosh tha aur phir uski nazar Zelan par gayi. Tabhi kuch aisa hua ke waha khade sabhi students ke pasine hi chut gaye.

Jaise hi 4th Prince se Kabir ki nazar Zelan par gayi. Uska Killing Intent jo last 3000+ years se tha aur un years mein usne na jaane kitne countless warriors ko maar diya tha jiske wajah se uska yeh Killing Intent itna strong hua tha vo unconditionally rekey ho gaya.

Yeh Killing Intent itna strong tha ke Martial Market School ke almost sabhi elders tak bhi hil gaye the itne strong Killing Intent ko sense kar ke.

Wahi Square Commandery Prince, Zelan, Square Commandery ke students, Dina aur waha khade har ek student ki toh jaise kuch samjhne ki power hi gayi thi.

Par jaise hi Kabir ko pata chala ke uska Killing Intent release ho gaya hai waise hi usne usse phir se apne andar le liya.

Jab vo Killing Intent waha se hata tab jaa kar sabhi ne ek gehri saans li.

Jaha Zelan ka dar ke wajah se bura haal ho gaya tha wahi Dina itni shock ho gayi thi ke vo kuch samajh hi nahi paa rahi thi.

Kabir ne phir ek gehri saans li aur chod di. Phir usne Zelan se kaha.

Kabir-Zelan mein yeh baat manta hu me mein ne hi tumhare younger brother ko mara hai. Tum revange lena chahte ho toh mein tumhe ek chance deta hu. Aaj se 1 month baad mein tumhare saath fight karunga Life and Death Platform par.

Zelan ne sabse pehle apne aap ko calm kiya phir kabir ki baat par ek evil smile ke saat kaha.

"Senior Sister Dina aapne suna hai is Kabir ne kya kaha hai. Meine isse force nahi kiya hai."

Kabir ki baat ko sunake waha khade sabhi shock ho gaye aur apne hi bich mei is baat par discussion karne lag gaye.

Zelan ne Kabir ko dekhte hue kaha.

"Kabir, ab mein tumhe 1 month ke baad Life and Death Platform par dekhunga. Dar kar kahi bhag mat jana."

Kabir-Tumhe tension lene ki zaroorat nahi hai. Agar mein ne kaha hai ke mein tumhe ek chance dunga matlab dunga. Tum apne brother ke revange ke liye fight karna mein apne brother me honor ke liye fight karunga. Aur ha mujhe vo tumhare dono haat chahiye yeh baat bhi yaad rakhna.

Kabir ki is baat par Zelan zor se haste hue jane laga aur usne apne group se kaha.

"Hahaha! Mein bhi dekhna chahunga yeh, Chalo sabhi."

Kabir ka decision Dina ke soch ke bahar tha. Usne Kabir se pucha.

Dina-Kabir tum sure ho ke tum yeh karna chahte ho ? Life and Death Platform par jana ek serious matter hai. Yeh tumhari life ka sawal hai.

Kabir ne ek halki smile ke saath Dina ko kaha.

Kabir-Senior sister Dina thank you ke aap abhi bich mein aa gayi. Par Zelan aur mere bich jo hate hai usse khatam hona hi hoga. Aur shayad iske liye Life and Death Platform kaafi sahi jagah hai.

Kabir ke is baat se Dina ke upar Kabir ka jo impression tha vo kaafi badh gaya.
AWESOME update
 
188
1,237
123
UPDATE 131

Kabir ne 4th Prince ke muu mein ek Saint Stone Pill daali aur usse utha kar Dragon Martial Temple mein le gaya.

Dina bhi Kabir ke piche piche aane lag gayi thi. Usne ek baar 4th Prince aur Kabir ko dekha.

Dina-Kabir ek baat batana. Tum Yunvu Commandery se kisi bhi tarah ka relationship nahi rakhte ho toh yeh tumhe apna brother kyo keh raha tha ?

Kabir ko Yunvu Commandery ke sabhi Princes ke baremain pata tha aur unmein se sirf 4th Prince hi tha jo sabhi ki help karne ke liye jana jata tha. Apne past life mein 4th Prince ne Kabir ki kaafi help ki thi.

Although 4th Prince ke looks kahi se bhi kisi Prince ki tarah nahi the. Lekin uska dil kaafi achha tha. Uske liye apne Prince ka title itna important nahi tha jitna usse apni family thi. Specially uske liye uski 9th Sister yaani Yuxi sabse important person thi.

Dina-Kabir kahi tum isse Dragon Martial Temple mein toh nahi le kar jaa rahe ho ?

Kabir-Yeh seriously injured hai. Isse help ki zaroorat hai. Iske liye mei isse apne room mein tak nahi le ja sakta hu.

Dina jhat se Kabir ke aage aa gayi aur usne uska rasta block kiya aur apne haato ko fold karte hue kaha.

Dina-Nahi. Nahi tum isse Dragon Martial Temple mein nahi le kar jaa sakte ho. Koi bhi men Dragon Martial Temple mein allowed nahi hai.

Kabir-Yeh kisne kaha?

Dina-Yeh Western Campus ka rule hai.

Yeh baat Dina ne halke se irritated aur arrogant ho kar kahi thi.

Kabir-Toh isse achha hai jaldi change kar do.

Yeh keh kar Kabir Dina ke side se jaate hue usne Dragon Martial Temple mein enter kar liya.

Kabir-Agar mein yaha par aa sakta hu toh mera brother bhi yaha aa sakta hai.

Dina ne jaldi se Kabir ke piche jaate hue kaha.

Dina-Tum yaha par apne talent ke wajah se aaye ho. Nahi toh last night ke baad tum yaha se one piece mein bahar bhi nahi nikalte.

Kabir ne aise behave kiya jaise usne kuch bhi suna nahi hai aur vo directly Yellow No-1 ki taraf chala gaya.

Suddenly Kabir jaha tha wahi ruk gaya.

Kabir-Yeh kaise ho sakta hai ? Is room ko Yellow No-1 hona chahiye. Par ab yeh Earth No-1 hai.

Kabir jis room ke bahar khada tha waha room ke bahar ek horizontal plate par clearly Earth No-1 likha hua tha.

Kabir ki memory kaafi sharp thi aur usse yeh achhe se yaad tha ke last night vo issi room ki taraf aaya tha. Agar aisa hai toh is baat se yahi samajh mein aa raha tha ke last night kisi ne name plates ko change kar diya tha.

Aisa koun ho sakta hai jo Earth No-1 plate ko Yellow No-1 ke plate se change kar de.

Kabir ne apne robe mein se bronze keys ko nikala aur usse room ke lock ke saath check karne lag gaya. Par shayad kisi ne room ke lock tak ko last night change kar diya tha.

Dina ne kuch awkward tone mein Kabir se kaha.

Dina-Kabir lagta hai tum wrong jagah aa gaye ho. Yeh Earth No-1 hai. Yaha par Sister Shreya rehti hai. Yellow No-1 yaha se aage hai.

Kabir-Par yeh impossible hai. Last night se mein yahi hu. Magar aisi mistake mein kar hi nahi sakta hu.

Kabir ne kaafi confidently yeh baat kahi thi.

Dina-Yeh kehna hard hoga. Kya pata darkness ke wajah se tumhe pata na chala ho.

Kabir ne apni bronze key apne robe mein rakhi aur palat kar Dina ko dekhne lag gaya.

Kabir-Agar yeh Earth No-1 hai toh yaha par ek hi baat samajh mein aati hai. Kisi ne Earth No-1 ko aur Yellow No-1 ke plates aur unke locks tak change kar diye taaki vo mujhe yaha laa sake. Mein sahi hu kyo ?

Kabir abhi bhi Dina ko dekh raha tha.

Dina ko bhi Kabir ki nazar apne upar feel ho rahi thi aur usse achha bhi nahi lag raha tha isliye usne niche ground ko dekhte hue Kabir se pucha.

Dina-Itna sab koun kar sakta hai ?

Kabir-Western Campus ke andar ka koi bhi easily Dragon Martial Temple ke andar nahi aa sakta hai aur outsiders ki toh baat hi nahi hai. Dragon Martial Temple mein sirf 3 female devil's hai Luo Sihan, Shreya aur Dina. Mein itna toh ab keh hi sakta hu ke Shreya aisa kar nahi sakti hai toh bache Luo Sihan aur Dina. Agar yeh baat hai toh ham Luo Sihan ke paas jaa kae the confusion clear kar sakte hai.

Dina-Uski koi zaroorat nahi hai. Vo mein hi hu jisne yeh plates aur locks change kiye the.

Kabir-Mujhe laga hi tha ke yeh tum hi ho sakti ho. Kyo ki jab tum morning mein mujhe mili thi tab tum kuch strangely behave kar rahi thi. Tumne aisa kyo kiya ? Tumhe pata hai last night mein ne almost Shreya ko maar hi diya tha ?

Sach bahar aa gaya tha.

Dina ko ab bilkul bhi achha nahi lag raha tha aur uske face par wiase guilt ke expressions bhi aa gaye the.

Dina-Mujhe bas tum dono ke saath ek joke karna tha. Mujhe yeh bilkul bhi pata nahi tha ke tum apne first day par hi Sister Shreya par itna strong attack kar doge. Upar se tumne usse without clothes ke dekha aur yeh ek advantage hai. Waise tum dono mein last night hua kya hai aisa ? Jab mei usse mili thi tab vo ro rahi thi. Mein ne usse kabhi bhi rote hue nahi dekha pehle.

Kabir ko bhi yeh achha nahi lag raha tha. Kyo ki uske aur Shreya ke bich abhi bhi kaafi badi misunderstanding thi. Upar se usne Shreya ko kaafi heavily injured bhi kar diya tha.

Shreya ke rone ki baat sunkar Kabir halka shock tha kyo ki uske past life ki Shreya kaafi ruthless person thi. Jaise uske body mei dil hi na ho aise behave karti thi.

Kabir-Warrior of Division Profound aur devil ke naam se famous hone me baad bhi vo ro rahi thi ?

Dina-Haa! Vo bhi kaafi buri tarah se. Kya tumne uske saath kuch aisa vaisa toh nahi kiya na ?

Kabir-Kya usne aisa kuch kaha ?

Dina-Nahi. Mein ne usse pucha bhi par usne mujhe kuch bataya nahi. Is liye mein tumhe puch rahi hu.

Kabir ne kuch der in sabhi baato par socha aur kaha

Kabir-Lagta hai yaha par fault mera hi hai.

Yeh sunkar Dina shock aur surprise ho gayi aur usne Kabir se pucha.

Dina-Toh tumne sach mein uske saath kuch aisa vaisa kiya hai ?

Kabir-Nahi mein utna bhi cheap nahi hu ke kisi ke injured hone par uska advantage le lu. Upar se mein engaged hu. Mujhe iski koi zaroorat bhi nahi aur na hi mujhe Shreya mein koi interest hai. Na vo mere type ki ladki hai aur na mein uske type ka ladka hu.

Kabir apne limits ke baremain achhe se janta tha aur vo aisi kisi bhi tarah ka advantage kisi ka nahi le sakta tha.

Kabir-Mujhe usse face to face yeh sab samjha a hoga.

Dina-Nahi.

Dina ne phir se aage badh kar Kabir ka road block kiya aur kaha.

Dina-Nahi agar Sister Shreya ko yeh pata chala ke vo last night is situation mein meri wajah se giri hai toh vo mujhe apne dil se hate karegi.

Kabir ne Dina ko dekhte hue kaha.

Kabir-Iska yeh matlab nahi hai ke is baat ka blame ab mujhe lena hoga phir tumhare liye ?

Dina ne kuch der in sabhi baato par socha aur kaha.

Dina-Par isme siwaye koi aur rasta bhi nahi hai. Upar se usse ab in sab baato ko explain bhi karna bekar hai. Jis pal ho tumhe apne aankho ke samne dekhegi ussi par vo tumhe maar degi. Uske ek finger ke move se hi tum maare jaoge. Kyo na ham ek deal kare. Tum is sach ko hide kar lo aur iske return mei mein Sister Shreya ko tumhe kuch na karne ko kahungi. Kya kehte ho?

Kabir-Usse mujhe marna hi hai ?

Dina-Uske dimag mein abhi jo chal raha hai agar vo mere dimag mein bhi chal raha hota toh definitely mein bhi tumhe maar deti. Par mein uske samne tumhare baremain kuch achha kahungi. Jinhe sunkar shayad vo tumhe jaane de.

Kabir-Vo mujhe itna easily jaane degi ?

Kabir ki is baat par Dina ne haste hue kaha.

Dina-Although sabhi students usse devil aur Iceberg Beauty kehte hai par mujhe pata hai ki vo dil se unki respect karti hai jo top geniuses hai. Upar se usne ek oath bhi le liya hai ke vo world ke sabse greatest person se shadi karegi. Example ke liye yeh hi ek lo. Yunvu Commandery ke 7th Prince 36 Commanderies of Omen Ridge mein se ek top genius hai. Vo uske baremein kaafi baar baat karti hai. Although tum shayad uske jitney talented na ho par future mein shayad tum kaafi great achievements paa loge agar tumne hard work kiya toh. Kya pata Sister Shreya ko tum achhe lagne lago aur vo tumhe shadi ke liye kahe.

Par jab Kabir ne Dina ke muu se Yunvu Commandery ke 7th Prince ke baremain suna tab se uske face ke expressions kaafi serious ho gaye the. Yeh sirf usse hi pata tha ke Yunvu Commandery ke 7th Prince ki real identity kya hai.

Kabir-7th Prince of Yunvu Commandery Tian. Yahi naam hai na uska ?

Dina ki aankho mein jaise Kabir ki baat sunkar bright si ho gayi thi. Us e excited ho kar Kabir se pucha.

Dina-Are tum uska naam jante ho. Par kaise ? Tum toh Tiny World se aaye ho.

Kabir-Janta hu aur aisi bohot si aur baate bhi mein janta hu waqt aane par pata chal hi jaayega. Waise vo top genius of the 36 Commanderies of Omen Ridge hai ?

Kabir ki baat ko sunkar Dina ne kaafi respect ke saath kaha.

Dina-Tina tumse kaafi powerful hai. Usne Profound Board par 3rd rank achieve ki thi jab vo sirf teenager tha aur ab younger generations ke liye vo ek example ban gaya hai. Uske ek year baad hi usne Earth Realm mein break through kar liya aur Yuntai Suzerain ka internal student ban gaya. Abhi vo apne 20's mei hai aur yeh koi nahi janta hai ke uska cultivation kitna high hai. Uska jaisa prodigy last century mein kisi ne nahi dekha hai. Kabir tum abhi abhi Black Realm ke Mid Stage par pohoche ho. Tum usse kaafi dur ho talent mein.

Kabir ne Dina ki baat par smile kiya aur kaha.

Kabir-Well koi bhi permanent ek hi rank par nahi rehta hai. Ek din mei usse bhi surpass kar dunga aur waise bhi mere goals uski soch jitney small nahi hai.

Dina-Yeh hui na baat. Ek warrior mei aisi hi spirit honi chahiye. Aage badhne ke liye. Kya pata next 3 se 5 years mein tum bhi Warrior of Division Profound ban jao aur Sister Shreya ka tumhe dekhne ka nazariya change ho jaaye. Toh mein kya samjhu hamari deal pakki hai.

Kabir ne kuch der socha aur kaha.

Kabir-Okay abhi ke liye aisa hi samajh lo. Well abhi mein chalta hu Yellow No-1 ki taraf mujhe apne brother ko heal bhi karna hai.

Dina ne smile karte hue kaha.

Dina-Okay.

Kabir ne 4th Prince ko Yellow No-1 mein le aaya aur usse apne bed par rakh diya. Uske baad usne kuch medicine 4th Prince ke injuries par lagayi.

Ek warrior ki physical quality kisi bhi normal person se kaafi better hoti hai. Although 4th Prince ke haato ko bones break ho gaye the par Muscles and Bone Regenerating Ointment ki help se uske bones half month mein hi fully recover ho sakte the.

Kabir phir room mein ek jagah baith gaya aur kuch sochne lag gaya.

Kabir-Tian...

Jab se Dina ne Tian ke baremain baat ki hai tab se usse apne past life ke events yaad aa rahe the. Par phir kabir be apne sir ko jhatka aur ispar sochna chod diya.

Abhi uske liye most important baat yeh thi ke usse 1 month baad ki fight ke liye khud ko ready karna tha. Jo Zelan ke against Life and Death Platform par hone wali thi.

Zelan ka cultivation Black Realm ke Final Stage par tha. Agar Kabir apne cultivation ko Black Realm ke Advance Stage par le aaye tabhi uske Zelan ke against jitne ke chances badh sakte the.

Well itne kam time mein koi aur warrior Black Realm ke Advance Stage mein break through na kar paaye lekin Kabir yeh kar sakta tha apne Space and Time Spinel ke help se.

Agar koi Space and Time Spinel ke andar 3 months ke liye practice kare toh outside world mein sirf one month pass hone wala tha. Iska matlab tha ke Kabir ke paas 3 months the practice ke liye.

Kabir-Mere itne bade amount of resources ko dekh kar 3 months mein Black Realm ke Advance Stage ko achieve karna zyada difficult nahi hoga. Abhi ke liye meri sabse badi weakness hai Marti Technique. Agar mei successfully Dragon and Elephant Pranja Palm ke fourth movement ki ya phir Sacred Sword Skill ke pure set ko practice kar saku toh Zelan ko harana easy ho jaayega.

Yeh sochte hue Kabir Space and Time Spinel ke andar chala gaya.
Nice update 👍👍
 
Status
Not open for further replies.
Top