• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Gulam (Completed)

Rudra chawla

Active Member
560
111
28
भाई कहानी में gif और xxx फोटो लगाओ कहानी के हिसाब से कहानी अच्छी लगेगी
 

Story Collector

The name is enough
Staff member
Sr. Moderator
137,678
116,115
354
Hello everyone.

We are Happy to present to you The annual story contest of XForum


"The Ultimate Story Contest" (USC).


"Chance to win cash prize up to Rs 8000"
Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 7000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Cash Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 15th February ko open ho chuka matlab aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 5th March 2024 tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.



Story se related koi doubt hai to iske liye is thread ka use kare — Chit Chat Thread

Kisi bhi story par apna review post karne ke liye is thread ka use kare — Review Thread

Rules check karne ke liye is thread ko dekho — Rules & Queries Thread

Apni story post karne ke liye is thread ka use kare — Entry Thread

Prizes
Position Benifits
Winner 4000 Rupees + Award + 5000 Likes + 30 days sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 1500 Rupees + Award + 3500 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
2nd Runner-UP 1000 Rupees + 2000 Likes + 7 Days Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-UP 750 Rupees + 1000 Likes
Best Supporting Reader 750 Rupees + Award + 1000 Likes
Members reporting CnP Stories with Valid Proof 200 Likes for each report



Regards :- XForum Staff
 

sandeepmaurya6560

New Member
34
34
18
UPDATE-4

Nisha- mujhe kuch samjh nahi aa Raha aakhir yaha chal kya Raha hai
Vo(jey) to bol rahe the ki bachpan se yaha hai dad bol rahe hai ki jab aaya tab tabhai macha di eska matlab bachpan se to yaha nahi the
I'm totally confused

Shivani- main bhi
Mujhe bhi kuch samjh nahi aa Raha
Logo Ko dekh kar to ye nahi lag Raha tha ki vo sab dar ki vajah se respect kar rahe ho
Dad kuch alag hi bol rahe hai
Dimag pura kharab ho Chuka hai

Priya- kuch bhi ho pata to main Laga kar hi rahungi
Vo kon hai kya chahta hai aur yaha kyu hai
Kuch to baat hai usme

Nisha- kya vo sach me Etna Nasha karte hai jitna dad bol rahe the
Mujhe to nahi lagta

Shivani- kyu tu pyaar karne lagi hai usse

Nisha- acha didi
Aur aap?

Shivani- main kya??

Priya- tum dono pagal ho Gaye ho
Dekha nahi kaise usne apna hath kaat Liya tha vaha
Vo to tumse bhi bada pagal nikala

Nisha- vaise pyaar to aapko bhi bahut aa Raha tha uspar
Par bhai kon banata hai didi
Aap bhi na aapne sath sath humare bhi kaam bhigad deti

Priya- acha...
Ek baat batao agar tum dono me se usne ek Ko choose kar Liya to??

Shivani- aise kaise ek Ko kar lega
Mana gudia Jada Sundar hai par mera bhi figure acha hai
Hum dono behane mil baat kar kha lenge

Nisha- sahi bola didi ne

Priya- ha vo to koe khane ki chhiz hai na
Jo mil baat kar kha loge
Tumhe to sharam hi nahi hai

Nisha- di vaise aapka man hai to aap bhi aajao
Teeno behane ek hi ghar me rahenge ek hi Insaan se pyaar karenge
Kitna Maja aaega na

Priya- oye bahut juban chalne lag Gaye hai teri
Ek Baar soch to Liya kar kya bol Rahi hai

Nisha- main to bas Dil ki baat Bata Rahi thi
Vaise bhi bachpan se aapne hi humara maa Bankar khayal Rakha hai
Vaha bhi aap rahoge to kitna acha hoga

Priya- beta Abhi na tum padhae par dhayan do
En sab bato me kuch nahi Rakha
Samjhi

Shivani- acha di ek baat to Bata do
Priya- ha tum bhi puch hi lo

Shivani- ye aap excercise to kabhi karte nahi ho fir bhi aapne Etna acha figure kaise maintain kar Rakha hai
Thoda tips dedo please

Priya ne bhi socha lecture to humesha deti hai aaj thode maje kar liye jaye

Priya- ye na Raaj ki baat hai kisi Ko Bata nahi Sakti
Nisha- aur ye Raaj kon hai didi
Hehehehehehehehehehe

Priya- ha koe
Nisha- acha Etna important hai ki Hume bhi nahi bataoge

Priya- jis din milega us din Sabse pehle tujhe hi bataungi
Nisha- aur uske liye Abhi se figure maintain karna Suru kar diya hai didi ne
Aap to bahut fast nikali di

Priya- tu na maar khaaegi mujhse
Kuch bhi bol deti hai

Nisha- acha didi aapko kaisa ladka chahiye?
Shivani- ye to mujhe bhi janana hai

Priya- honest,kind,caring
Nisha- mujhe to hot aur handsome chahiye
Jisse kabhi bed se uthne hi nahi dungi

Priya- gudia tu bigadti ja Rahi hai puri
Nisha- ab kya main aapse bhi Dil ki baat nahi kar Sakti
Bahut Bhola face Bana kar Bolte hai

Priya- to tere Dil me ye sab hai
Enke alava kuch hai kya
Nisha- hmmm Abhi to nahi hai

Shivani- main to ab so Rahi hu
Nisha- main to jey ke paas ja Rahi hu thodi baat karne

Shivani- meri taraf se good night kissi de Dena
Nisha- vo main de dungi sabki taraf se

Priya- vaise Jana kyu hai tujhe
Nisha- aise hi aapko bhi nind aa Rahi hogi main akele bore ho jaungi esliye unse hi baat kar lungi
Priya- agar dad ne dekh Liya to tera to kuch nahi hoga uske hath pair tut jaenge
Nisha- dad Ko kuch pata nahi chalega aur agar chal bhi Gaya to aap ho na Hume bachane ke liye
Hihihihihihihihihihihi karte hue Nisha vaha se bhag Gaye aur Priya bhi muskurate hue sone Chali Gaye

Jey kisi photo me khoya hua tha jab usse Apne door par knock ki aawaz aae usne photo chhupae aur gate kholne chala Gaya

Samne Nisha Ko dekh kar ajib expression diya par bola kuch nahi aur rasta chhod kar vapas room me aagaya

Nisha bhi muskurate hue uske room me guss Gaye

Nisha ne socha tha ki jey kuch bolega aur fir vo baat aage bhadaegi par yaha to aaj jey kuch bola hi nahi

To Nisha bhi soch me pad Gaye ki baat kaise kare fir thode der soch kar kuch bhi bol diya

Nisha- aap soye nahi Abhi tak
Jey- aapka intzaar kar Raha tha

Nisha Ko to yakin hi nahi hua jo Abhi jey ne bola vo hawa me udate hue

Nisha- to phone kar dete main bhagi Chali aati
Jey- uski jarurat nahi padi aap vaise bhi aa hi Gaye

Nisha- agar aap mujhe Nisha bulao to Jada acha lagega mujhe
Jey- vo main nahi kar Sakta
Aap Malik ho Naam leke nahi bula Sakta

Nisha- main Malik nahi hu mere dad hai
Main to friend ho Sakti hu agar aap chahe to
Jey- main to nahi chahta

Nisha- kyuuuuuuuu
jey- aap yaha kyu aae ho?

Nisha- bas kuch janana tha
Jey usko ajib tarike se dekhta hai jaise kahna chah Raha ho ki kya

Nisha- aap kon hai?
Jey- ek gulam

Nisha- mujhe bevakof banane ki kosis mat kijiye
Maine to kabhi English bolne wala gulam nahi dekha
Kis angel se aap gulam lagte ho batana
Padhe like ho, log izzat karte hai
Didi ke business join karne par dad ke samne bol Gaye
Aapka room mere room se double se bhi bada hai
Aisa gulam to maine kabhi nahi dekha

Jey- thik hai agar aapko mere room se problem hai to main servant quarter me shift ho jaunga
Fir aapka room mere room se bada rahega

Nisha- maine ye to nahi bola
Main bas sach janana chahti hu
Jey- yehi sach hai ki main gulam hu

Nisha- acha to aap gulam ho
Fir to sare order manne padenge na
Jey- hmm

Nisha- ye acha hai Abhi pata chal jaega
Kiss me
Jey- bacho Ko Nashe nahi karne chahiye

Nisha- main pure hosh me hu
Agar aap gulam ho na maine order dediya hai
Pura karo
Jey- aap yaha se ja Sakti hai

Nisha- Bina sach Jane to nahi jaungi aaj main
Jey- aap kya chahti hai mujhse
Aapka aur mera koe rista nahi hai fir bhi aap kyu mere piche padi hai
Main Apne galati sudharne ki kosis kar Raha hu
Please mujhe karne dijiye
Agar ab kuch hua to main Sambhal nahi paunga aur uska result Masoom logo Ko bhugatna padega

Nisha- mujhe sach Bata dijiye ya fir order pura kare

Ab jey Ko aagaya gussa usne jhat se Nisha ki kamar Pakdi aur apni taraf khech Liya
Nisha bechare ek gudia jaise ladki ek second me jey ki bahoo me jhul Gaye
Jey ke chehra ka expression bilkul Badal Gaya tha
Jey- ab I don't care about the results
You gave me the orders ha
Okay
Jey ki Sassoon Ko Nisha bahut ache se mahsus kar pa Rahi thi
Jo bas jey ki ankhon me hi dekhi ja Rahi thi mano unhe padhne ki kosis kar Rahi ho

Jey aur karib aagaya Nisha ke
Nisha ki dadkane etni tej hogaye thi ki bas....
Jey thoda niche jhuka kyuki Nisha ki height Kam thi

Aur jaise hi uske honth Nisha ke honth se Milne wale the Nisha ki ankhen Apne aap band hogaye aur agle hi second jey dhadam se piche wali diwar par gira

Aisa Laga kisi undruni takat ne jey Ko ye karne se roka ho
Nisha bhi aawaz ki vajah se apni aakhen khol li

Jey utha aur chhilaya
Get out

Nisha vahi khadi Rahi
Jey- I said get out from here

Nisha- Bina sach Jane nahi jaungi
Jey- sach
Sach janana hai na tumhe
To sach yehi hai ki tumhe sab pata hai
Aur agar nahi pata to main batana bhi nahi chahta
Agar tum etni aasani se bhul Sakti ho to batane ka fayda kya hai
Kuch to atleast kuch to dundli yaadein hongi kuch to
Jey gusse me apna chasma nikalta hai(pehle humesha kale rang ke glasses lagaye rahta tha)
Yaad aaya kuch
Yaad aaya kya kuch
Abhi bhi nahi aaya kuch yaad
To fir kabhi aaega bhi nahi yaad
Ek Baar bhuli hue chhije yaad karne ki kosis karo kya pata sach Apne aap pata chal jaeye aur agar nahi bhi pata chala na to mere paas aana fir main batunga ki sach kya hai
Now I want you to get the fuck out of here....
Mast ha Bhai
 

sam21003

Mirtyu hi satya hai
2,270
1,612
144
Update-53

Jey- yaha hum kyu aae hai
Priya- kyuki mujhe ye jagah pasand hai

Jey- Didi yaha sirf pahad hi pahad hai
Priya- betu yaha shanti bhi to hai
Aur pura sehar dikhata hai yaha se

Nisha- aapko acha nahi laga kya?
Jey- nahi acha hai

Nisha- juth bol rahe ho
Khao meri kasam
Jey- acha baba sorry
Mountain se jada river pasand hai mujhe

Nisha- Kal kisi river ke paas gumne chale jaenge
Priya- vahi aas paas camping kar lenge aur puri raat masti

Nisha- Bhai Didi ko aaj kal kuch jada hi masti nahi sujti hai
Jey- to fir tum mat karna
Main Priya di aur shivani di kar lenge
Hai na

Nisha- are main kab mana kiya
Main to bas mazak kar rahi thi
Priya- par mazak bhari bad gaya gudia tujhe

Nisha- ye to nainsafi hai
Jey- ab kuch nahi kar sakte

Nisha- main rone lag jaungi
Jey- hihihi
Koe baat nahi

Jey shivani ki taraf dekh kar
Aapko kya hua?
Shivani- kuch bhi to hai

Jey- kuch to hua hai
Etna chhup chhup ho
Shivani- kuch bhi nahi hai
Etna nahi sochte bhaiya

Nisha- bhaiya chalo top par chalte hai
Jey- are yaha hi sahi hai
Top par nahi pair vagra fisal gaya to

Nisha- dar gaye kya bhaiya
Jey- ha tum logo ke liye dar hai mujhe

Priya- chal na betu
Gudia ka etna man hai to
Jey- acha thik hai chalo
Par koe edar udar nahi gumega

Nisha- ha chalo
To sab bilkul top par chale jate hai

Jey- ab kya karna hai
Nisha- baatein

Jey- vo to niche bhi kar sakte the na
Priya- chhod na bhai
Aaj khule me baat karte hai na

Jey- kya baatein
Priya- sab ko sab kuch bata dete hai

Nisha- kya batana hai
Priya- Maine aur tumhre bhaiya ne dobara underworld me pair rakh diya hai

Nisha- par kyuuuu
Etni achi life chal rahi hai
Complicate karne ka kya matlab hai
Priya- beta ye hum sabki safety ke liye hai

Nisha- safety ke liye?
Uske baad problem jada badhegi
Priya- Uske baad koe hum par ungli uthane se pehle das baar sochega

Nisha- koe na koe to aisa bhi aaega jo aapki position se jalega
Aisi jagah par humesha khtra rahta hai

Jey- kisi ko pata nahi hai ki main operate kaha se kar raha hu
Sabko bas naam pata hai
Koe na sakal janta hai aur na jagah
Bas message se kaam ho jata hai
Vo message main aur Priya Didi me se Koe bhi kar sakta hai

Nisha- matlab Didi bhi aapke jitni powerful hai
Jey- mujhse bhi jada
Dimag to unka hi use hua hai

Nisha- agar Didi aapse jada powerful hai to aapki jarurat kaha hai
Jey- matlab??

Nisha jey ko galle laga kar
Kitne bhole ho aap
Matlab ye
Aur
Dhay dhay dhay dhay ki aawaz aae
Aur jey ke dil me ek ke baad ek goli gusti chali gaye

Jey ke chehre par Dard se jada shocking expression jada the

Uske chehre se aisa lag raha tha jaise puch raha ho kyu?
Nisha jey ke hontho jo jor se chumte hue
No hard feeling bhaiya
Par humara sath yahi tak tha

Aur jey ko niche dhaka de deti hai
Jey ke muh se ek hi aawaz aati hai
DIDI

Priya- we are not your sister

Aur jey apne hath kholte hue niche girne lagta hai
Usse ye laga sayad ye koe bura sapna hai aur abhi uski behan uska hath pakad legi aur bolegi
Prank tha

Par aisa kuch nahi hua
Uski behane usko dekh kar has rahi thi aur vo khud aankhon me ashon liye apni aakhiri saase gin raha tha

Thodi der baad teeno behane vaha se nikal gaye kyuki jey to bechara nikal chuka tha

Aaj yaha aane se pehle ka flashback

Shivani- ye kya hai?
Priya- tujhe nahi pata kya

Shivani- mujhe pata hai
Par ye yaha kya kar raha hai
Priya- safety ke liye rakha hai

Shivani- aur hume kisse khatra hai yaha
Priya- khatra bata kar nahi aata
Bahut muskil se yaha tak pahuche hai
Ab aur koe chance nahi le sakte

Shivani- esse fek do
Agar Bhai ne dekh liya to problem ho jaegi
Priya- usko bol denge ki ussi ki hai

Shivani- aur aapko lagta hai vo maan jaenge
Pagal nahi hai vo
Priya- kyu etni tension le rahi hai
Main sambhal lungi usse
Akhir Bhai hai mera

Shivani- aap kya game khel rahi hai unke sath
Priya- koe game nahi khel rahi
Main to unki help kar rahi hu uski dream puri karne me

Shivani- hume jo chahiye tha vo mil gaya na
Ab kyu
Priya- beta abhi kaha mila hai
Abhi to rasta dikha hai

Shivani- aur main abhi bata deti hu
Us raste me main aapke sath nahi hu
Priya- tujhe pata hai mere khilaf jane walo ke sath main kya karti hu

Shivani- aap don thi aur vo bhi bahut pehle
Ab bas ek ladki ho jo apne Bhai se chudti rahti hai
Aur sirf esliye taki uska maksad pura ho sake
Priya- shivannniiii juban sabhal ke
Maine jo kiya vo tum logo ke liye hi kiya tha
Aur meri vajah se hi tum jinda ho ye mat bhulna

Shivani- to ab hume sab mil gaya hai to vapas vahi Jane ka kya matlab hai
Priya- mere Bhai ne ek sapna dekha tha
Main to bas us sapne ko pura karne me uski madad kar rahi hu

Shivani- konsa Sapna aur konsa bhai
Apne aapse to juth mat bolo
Ye sab aap apne liye kar rahi ho
Aur aapko ache se pata hai ki jey ke bina aap ab kuch nahi kar sakti

Priya- ha main uske bina kuch nahi kar sakti
Ye fact hai
Par uske sath main dunia par raaj karungi
Shivani- jab usse sach pata chalega to

Priya- to chut kis kaam ke liye di hai bhagwan ne
Us jaiso ko chutiya banane ke liye hi to di hai
Shivani- mujhe ab bhi samjh nahi aa raha kyu
Etni achi jindagi ji rahe hai
Sab kuch to hai humare paas
Ye sab karke fayda kya hai

Priya- tere se achi to gudia hi hai
Sab samjh to jati hai
Shivani- aapne usko bhi apne jaisa bana liya
Aur uski shadi karane ki kya jarurat thi

Priya- mujhe konsa acha laga uski shadi kara kar
Usko hi lund chahiye tha aur vo chutiya usko bachi bachi karke chhod raha tha
To usne hi force kiya mujhe

Shivani- ab kya karoge aap
Ab to bhai ne almost India par kabja kar liya hai
Priya- ab tere Bhai ka koe use nahi hai
Esliye aaj tera Bhai marega
Aur essi gun se jiske karan etna baval kar rahi hai tu

Actually gun hi mili thi shivani ko Priya ke Almira se

Shivani- matlab kya hai aapka
Priya- tujhe pyaar to nahi hogya usse

Shivani- jaisa chal raha hai vaise hi chalne dete hai na
Aapko power bhi mil gae hai
Aur hume pyaar karne wala Bhai bhi
Priya- Aur jis din usse sachae pata chalegi na
Us din kaat dega vo sabko

Nisha piche se
Aaj hi marega vo
Main sab soch liya hai
Agar Aapko Bhai chahiye to dusra doond lena
Ye discussion yahi khatam hua
Aaj marega to marmarega
Ye bol kar Nisha Priya ki gun lekar vaha se chali jati hai
.
Mind blowing superb and very nice update
 

sam21003

Mirtyu hi satya hai
2,270
1,612
144
Update-59

Jey- aisa lagta hai ye naam kahi suna hai
Boss- tabhi to doond rahe ho
Par sabse pehle pardhan ko doondna padega

Jey- tumhri etni badi gang hai
Tum kaise nahi doond paye abhi tak
Boss- mera bas ek area hai
Main esse bahar nahi nikal sakta

Jey- ye jo bhi hai esko main doond lunga
Boss- fir tumhri pahchan bhi tumhe doond legi

Jey ke paas ek hi hathiyaar tha pardhaan ko doondne ka vo tha uske paas vo contact number jisne jey ko paise aur car di thi

Jey ne bina koe deri kiye us number par call laga di aur bol diya us bande ko doondne ke liye

Boss- ye kon tha
Aur tumne to kaha tha ki tumhe kuch yaad nahi hai
Jey- jaise tum mil gaye the vaise hi ye number bhi mil gaya

Boss- kya bola vo
Jey- 24 ganto me pata kar dega

Boss- impossible
Main kabse kosis me laga hua hu
Ab tak nahi pata kar paya
Vo kaise kar dega
Jey- kyuki ye mera contact hai
Ab humare paas waqt hai
To mujhe sari story batao
Aur koe achi daru bhi mangva lo

Thodi hi der ke baad dono aamne samne bathe hue the aur ek ek peg pakad rakha tha

Boss- 18 Saal pehle ki baat hai
*** vaha ek thakur apne pure parivaar ke sath rahta tha
Vo acha aadmi tha aur yehi uska dusman ban gaye

Jab uski achae ke kaaran uske dusman bahut jada badh gaye to usne apne bacho ko bachane ke liye vaha se bahar bejne ki sochi

Ladke ko to London bej diya aur ladkiyon ko **** me

Thakur ki wife meri behan ki tarah hi thi

To unhone mujhe un bachhiyon ka dhayan rakhne ko bola

Unhone mujhe unki photos beji aur bataya ki vo kaha hai

Lekin mujhe pahuchne me der ho gaye aur vo ladkiya mujhe kabhi mili hi nahi

Main bahut doonda par kahi pata nahi chala

Dar aur sarmindagi ki vajah se maine unhe kuch bataya hi nahi

Jab bhi unke phone aate to main juth bol deta ki sab thik hai
Aur pith piche unhe doondne ki kosis karta raha

Jab main kamyab nahi hua to dar ke mare vo jagah chhod kar vaha se bhag aaya

Par maine unhe dundna nahi chhoda aur aaj tak doond raha hu

Jey- matlab hum ek parchae ko dond rahe hai jisse pechle 18 saal me kisi ne nahi dekha
Acha hai
Boss- kisne bola ki nahi dekha
Bahut baar alag alag jagah par spot hue hai par humare pahuchne se pehle gayab bhi ho jati hai

Jey- jis thakur ki baat kar rahe ho kya usne kabhi kosis nahi ki
Boss- jab tak main tha tab to vo sirf phone par hi puchte the
Kabhi milne nahi aaye
Kyuki unhe dar tha ki sayad agar unke dusmano ko pata chal gaya to kuch galat na ho jaye
Mere jane ke baad kya hua mujhe nahi pata

Jey- ek confusion hai
Tumne kaha ki bahut baar alag alag jagah spot hue hai to tumhre paas new photo kyu nahi hai
Aur agar new photo nahi hai to tum logo ne pahchana kaise ki ye vahi hai
Boss- Hume bas news milti thi

Jey- OK so let me clear it
Tum log sirf kisi ke baato ki vajah se ye samjh rahe ho ki ye ladkiya jinda hai
Aur 18 saal me tumne aur tumhre logo ne actual me kabhi unhe nahi dekha
Nahi nahi
Tum ne to kabhi apni puri life me unhe nahi dekha

Hey bhagwan
Kaha fassa diya mujhe

Boss- ye hi humari aakhiri ummid hai
Aur tumhri bhi
Jey- main apna rasta khud dond lunga
Par jo tum log bol rahe ho vo mere to sar ke upar se ja raha hai

Boss- vo ladkiya jinda hai
Mujhe feeling aa rahi hai
Jey- ye feeling nahi tumhra guilt bol raha hai
Mujhe ye personal metter me nahi padna

Boss- tumhre aadmi ne ek din ka time manga hai pardhan ko dondne me
Bas ek baar vo mil jaye
Usse puchtat kar le
Fir agar kuch nahi hua to main khud tumhri help karunga tumhri identity dondne me
Bas ek din please

Jey- tumhe pata hai ki kuch nahi hone wala
Vo pardhaan jo bhi ho usse kuch nahi pata hoga
Ye bas time waste karna hai
Boss- mujhe ye time waste karna hai

Jey- thik hai fir
Ek din
Aur usse jada ek second bhi nahi
fir tum meri help karoge

Jey ye bolta hai aur vaha se daru ki bottle utha kar chala jata hai

Boss apna sar pakad kar bath jata hai kyuki usse pata tha ki jo bhi jey ne bola hai vo sab sahi hai

Vo bas apni sarmindagi aur nakamyabi chhupane ke liye ye sab kar raha hai

Par kahi undar se ek aawaz bhi aati hai ki kya pata kuch ho hi jaye

Kya pata vo ladkiya mil hi jaye
Kya pata vo apna promise pura kar hi le
Kya pata
Kya pata
Kya pata


Dusri taraf

Priya ek photo ke samne khadi hue thi

Priya- Maa humne badla le liya maa
Jis jis ne humare sath bura kiya tha un sabse
Aap yaha hote to pata nahi khush hote ya dukhi
Par main khush Hu maa
Aapko jitni sarmindagi uthane padi thi
Jitni aapki bejati hue thi
Vo sabka chhun chhun kar badla liya hai maine
Ab mujhe jindagi se aur kuch nahi chahiye
Ab main thak gaye hu
Shivani ki aisi halaat bhi nahi dekhi jati
Par usse kyu samjh me nahi aa raha
Kya vo sab bhul gaye
Kya uska man nahi karta badle ka

Kya vo aapke aashon bhul gaye
Ya kisi ke pyaar ke upar usse vo sab yaad nahi hai
Main aapse usse aur gudia se bahut pyaar karti hu maa
Aapko maine kho diya par main enhe nahi kho sakti
Main mar jaungi maa
Please kuch rasta dikha do
Kaise samjhau main usse

Gudia bhi to samjh rahi hai
Vo to bachi hai fir bhi sab yaad hai usse
Shivani kaise bhul sakti hai

Vo sochti hai maine ye sab power ke liye kiya hai
Par aisa nahi hai maa
Maine ye sab power ke liye nahi aapke apmaan ka badla lene ke liye kiya hai

Mujhe soch soch kar kabhi nind nahi aae
Jab bhi aankhen band karti to aapke aashon dikhte the

Ab jab maine chain se so sakti hu tab meri behan ke ashon dikh rahe hai

Kya kabhi main aaram se so paungi
Kya kabhi meri family khush rah paegi

Main sab chhod dungi maa
Par vo ek baar bole to
Ek baar muskuraye to
Jindagi luta dungi uske ek hasi ke liye

Maa Sach batau main bilkul bhi khush nahi hu
Mujhe aaj bhi jey ka chehra yaad hai
Uski masumayat yaad hai
Uska pyaar yaad hai
Uski care yaad hai
Lekin mujhe aapke ashon bhi yaad hai
Mujhe aapki bejjati bhi yaad hai
Mujhe aapki sarmindagi bhi yaad hai

Aur Kya karu mujhe ye jey ke pyaar se havi lag raha hai maa

Main bhi pyaar karti thi usse
Main aaj bhi pyaar karti hu usse
Mujhe aaj bhi uski yaadein sone nahi deti

Par Maa aapke liye main aise hazaro pyaar kurbaan kar sakti hu

Mujhe pata hai aap bhi usse bahut pyaar karti thi
Aur jo maine uske sath kiya uske liye mujhe kabhi maaf nahi karoge
Par mujhe uske maafi nahi chahiye

Aapne kaha tha uski behan tumhri behan jaisi hai aur hume unka khayal rakhna hai
To Maa main rakh rahi hu na unka khayal
Aapni khud ki behano se jada ache se rakha hai maine unko

Lekin aapne jey ke bare me to kuch bola hi nahi
To uske sath to kuch bhi kar sakte hai na

MAA
Mujhe pata hai vo jinda hai
Mujhe ye bhi pata hai ki uski yaadast ja chuki hai
Par maa
Main chahti hu ki vo vapas aaye
Uski yaadast vapas aaye
Vo mere samne khada ho
Uski ankhon me dekh kar main usse uski hakikat batau
Aur fir uske hatho se uski hi god me dam tod du

Main marungi to uske hatho se hi
Lekin main uski bahoo me marna chahti hu
Main usse batana chahti hu ki ye sab maine kiya hai
Apne pure hosh me kiya hai
Lekin please meri behano ko kuch mat karna
Aakhir kaar vo uski bhi to behane hi hai....
Bole to ek dum jhakkassss
 
Top