Awesome update bhai,
behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
bhai har update me ek naya shock lag raha hai,
jey ki bahane ab bhi mistry bani hui hai,
jey ki yaddast wapas laut chuki hai,
ab phir se jey ka jaljala aane ko hai,
dekhte hai ab aage kya hota hai,
Waiting for next update