Interesting Story Koshish karo suspence banaye rakhne ki is story ka best part to wo hai jab bahno ne goli maari aur jab jay ki maa ki maut huyi thi wo wala scene baki puri story me aacha ja rahe the abhi bhi ja rahe ho
Last ke update me jo priya ne kaha khud se ki wo wapas aajaye wo ajeeb laga thoda sa emotions ko dekha jaaye to wo scene perfect hai but aisa hota nahi hai
Aur ek cheej ajeeb lagi jab pradhaan ka pata laga hi sakt the jay ke aadmi to uski bahno ka pata kyun nahi ? Ye thoda ajeeb tha but pradhaan ko beech me laane se purani raaz ki bhi pata chal gayi
Khair good story hope next time aap agar kuch story likhna pashand kare to main chahunga ki aap ek reality( Jisme action real lage ) based action story likho
Socha tha full on sex ya hawas type story hogi isiliye mutu marne aaya tha par tumne to pyar karwa diya kahani se
Nice ll waiting for your next update