Awesome update bhai,
behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
suspence aur gahrata ja raha hai,
jey ko priya ki asliyat ke baare me sab kuchh pata tha,
aur uski maa bhi hamesha uss se milne london aati rahti thi,
kya sach me jey ko nhi pata hai ki uski bahane kaha hai,
aur ruchi se kya connection ho sakta hai,
mujhe lagta hai ki priya ne goli khud par chalayi hogi aur usme bullet nhi hogi,
dekhte hai ab aage kya hota hai,
Waiting for next update