• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Hamari Chutain Aur Mera Boyfriend.

Gaurav s

Member
227
551
64
Wo jab bhi aata dadi ke sath jyada baithta.
Unki tarif karta. Unke liye kuch na kuch lata isse wo dadi ki nazar main accha banta chala gya aur mujhe laga ki wo hamari baat kar raha hai.
Kai baar mere se bolta ki main unse akele main baat karunga to main waha se chali jati.
Aur wo jab bhi aata ghanto unse baat karta rehta.
Main khud kai baar confused ho jati ki aisi kya baat karta rehta hai.
Par haan ek baat maine notice ki ki meri dadi kafi khush hoti usse dekh kar aur khud usse apne room main le jati jaha wo ghanto baat karte
Ek baar sunny se maine pucha bhi ki akele main kya baat karte rehte ho to bol deta hamari shadi ki baat karta hu.
Ye sun kar main khush ho jati.
Pyar jo karti thi.
Par ek din jab sunny aaya hua tha aur dadi ke room main tha to ammi boli ja sunny ko cold drink de aa to main bina darwaja knock kiye huye room main chali gai jaha bed par dadi baithi thi aur sunny unkj godi main sar rakh kar leta hua tha aur sub se badi baat mujhe dekhne ke baad bhi na sunny utha aur na dadi ne uthaya ulta dadi uske balo main ungliyaan phirate huye

Dadi- lo sunny cold drink pi lo tumhari friend lai hai tab sunny utha aur mere hath se cold drink le kar pine laga aur main kuch na keh saki.
 
Top