- 98
- 291
- 79
UPDATE 2
Ahmad ki nazar jesy he tyre ki taraf gai to wo zor zor se hansany laga ye dekh ker Zara kehna lagi
Zara: Bhai ap bhi bandar ki taraf ho ge Jao mein nahi ap se bat karti ( Zara ne chehra dosri taraf karte huwi kaha)
ab aage
Ahmad ne Zara ko apni taraf ghoma ker kaha
Ahmad: (masoom sa chehra bana ker) to meri guriya mujh se naraz he
Zara niche dekhte huwe no reaction
Ahmad ne Zara ka chehra uper Kia to us ki aankhe num thi ye dekh Ahmad ki dil ghabra gya use Aisa laga jaise kisi ne us ki saanse cheen le ho...
Ahmad
ansoo pochate huwe) Kia Huwa meri guriya roo q Rahi ho
Zara
rote huwe)me ap ki sagi behen nahi hu Na bus iss liye ap....
chataaaak
bus Zara ne itna he kaha tha aik zordar thapar Zara ke chehra per para
Zara jiss se Ahmad ne aj tak unchi awaz me baat bhi nahi ki thi aj us ne use thapar mara to Zara full to full ghabra Gyi
Ahmad
rote huwe gusse me) aj to tum ne ye Keh Diya aage se ye baat kahi to mera mara muh dekho....
Ahmad ne bus itna he kaha tha Zara ne use Kas ker gale laga Liya
Zara: sorry Bhai me pagal hu jo ap Ke pyar per shak ker Rahi thi
Ahmad
kaan pakarte huwe)I am sorry to q ke me ne r
Tum per haath uthaya soooo sorry
ye Keh ker us ke gal ko sehlane laga
Ahmad:Kia thapar zada zor se laga
Zara: ap ko haq hai jub hum galat rah per chale ap Hume wapas laye aur ap to meri aur iss pori family ki taqat ho jan ho
ye sab kehte huwe Zara ke aankhe phir se num ho gae
Ahmad: chal zada senty mat ho aur ye baat kisi se mat kehna warna sub ko bohat dukh ho ga
Zara
guilty man se) ok Bhai
Ahmad
topic change Karne ke liye)chal aj us dosre pagal ko sabak sikhaye aj me tujhe college le ker Jao ga wo bhi us se pehle
Zara
kush hote huwe)Sachi bhai
Ahmad: Han meri guriya sachi
Zara
phir udas hote huwe) per Bhai car to punched hai to hum college kesay jaye
Ahmad: aj me apni guriya ko khud college le ker jao ga apni bike per
Zara: such me bhaiya phir to me chahti hu WO bandar roz meri car puncher ker de
Ahmad: chal zada baate na kar pehle he Arman bohat dur chala gya hoga
Zara: chalo Bhai chale
phr dono Ahmad ki bike ki taraf jaate hai
(Ahmad kisi ko peche bitha ker bike nahi chalata bus tub chalata hai jub koi majboori ho ya phir kisi ko bohat zada pyar karta ho use bitha ker kabhi kabhi chalata hai)
pehle Ahmad bike per beth jata hai phir piche Zara
dosri taraf
Arman Zara ko hara ker bohat khush tha WO college ki taraf ja raha tha raaste me signal aya to waha per ruk gaya
signal per abhi 27 sec ka waqt tha Arman waha ruk gaya thori der baad jub 6 sec reh ge to arman ne car start ki aur gear diya abhi signal khula hi tha
Arman ke paas se aik bike full speed me gayi jub Arman ne gor kia to bike Ahmad ki thi aur piche Zara bethi thi jo arman ko jibh(zuban) charha rahi thi aur phir arman ko msg aya Jo Zara ka tha
Zara: dekhte he bandar college pehle kon pohanchata hai its challenge
Arman ne jese he msg parha us ne car full speed me chala di lekin Ahmad ki bike ki speed bohat zada Tez thi bike itni speed me thi ke bike kuch he sec me kaha gayi Arman ko pata he nahi chala
Phir bhi Arman ne college ke liye shortcut liya jub WO college pohanaca to dekha wo dono college ke main gate per ruke the jaise he unho ne Arman ko dekha to Zara ne aik ada se ishara kia ke winner aur Ahmad ne bike aage barha ker college ke andar ker di
Phir Ahmad bike parking me le gaya piche piche Arman bhi waha aa gaya aur car park car di phir WO Ahmad Aur Zara ke pass gaya
Zara
sharart se) dekha bandar to mujhe hara nahi sakta q ke mere pass Ahmad bhaiya jesa Bhai hai
arman
thora chehra bana ker) WO to tu bhaiya ki wajha se jeet gayi agar Bhai na hote to pakka haar jati
un dono ki nok jokh dekh ker Ahmad bich me bolna parha ke pehle ja ker result dekh le phir jitna Marzi lar Lena
Arman: ap ko result se kiya ap ka to pakka hai top
ye sun ke teeno Hans pare
Ahmad: chal jalta q hai thori parhai ker lete to to bhi ker leta top
Arman: na Bhai na me aise he acha ap ki tarha multi talented mujhe nahi banna Jo karte bhi kare parhai bhi kare business bhi kare aur family ko bhi full time de na mein nahi aisa ban sakta
ye sun ker phir se teeno hans pare aur college ki taraf chal pare
andar jate he WO hall ki taraf chal pare jaha Zara apni friends ke pass chli gayi Arman apne friends ke pass Jaha jate he Sab se pehle unho ne us ke sur check kia (jaise ke Maine pehle bhi btaye Arman Aur Ahmad judwa hai same face body me thora difference hai Aur Ahmad ki eye brows per nishan hai)
Arman: mein Arman he hu
Aur phir wo in ke pass beth gaya Aur phir result Announced huwa Aur Ahmad ne phir se top kia tha Aur Arman Aur Zara bhi kafi ache marks se pass huwe the
bhair nikal ker Zara ne kaha
Zara: Bhai phir aik Aur top aj to treat banti hai
Arman: Jo bhi treat rakhni hai raat ko abhi me ne apne dost ke pass Jana hai
Ahmad thori aankh nikal ke bola
Ahmad: OK
phir arman waha se chala gaya AUR Ahmad Zara ko le ker ghar chale gaya Jaha ja ker Ahmad ne Mamo mami ko result ka bataya or treat ka bhi
Mamo: jo bhi treat rakhni hai kal parso ki rakh lo aj to party ho ge
Ahmad: OK Mamo
dosri taraf
Arman sidha apne dost ke ghar gaya Aur door bell di andar se aik khubsoorat larki nikli au arman ko dekh ker us ki ankho me chamak aa gayi
larki: aa ge Jan
Arman: han meri Jan
INTRODUCTION new character
dazy age 21 bohat pyari Arman gusse sache dil se pyar karta hai figure(34 26 32)
Aur phir wo dono andar chale gye
note: friends pehli update ke Baad bohat acha feed back Mila umeed he aage bhi aise he pyar mile ga
Ahmad ki nazar jesy he tyre ki taraf gai to wo zor zor se hansany laga ye dekh ker Zara kehna lagi
Zara: Bhai ap bhi bandar ki taraf ho ge Jao mein nahi ap se bat karti ( Zara ne chehra dosri taraf karte huwi kaha)
ab aage
Ahmad ne Zara ko apni taraf ghoma ker kaha
Ahmad: (masoom sa chehra bana ker) to meri guriya mujh se naraz he
Zara niche dekhte huwe no reaction
Ahmad ne Zara ka chehra uper Kia to us ki aankhe num thi ye dekh Ahmad ki dil ghabra gya use Aisa laga jaise kisi ne us ki saanse cheen le ho...
Ahmad
![Frown :( :(](/uploads/smilies/frown.gif)