• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Hasinaya Bani Meri Diwani

S M H R

TERE DAR PE SANAM CHALE AYE HUM
1,001
2,159
158
Nice



Location : Kumar House


Toh wahi Shilpa aunty ka Ghar mai , Shilpa aunty sofa par baith Hui ro rahi hoti hai , saath hi saath , Shraddha aur Adrija bhi sofa par baithi hui ro rahi hoti hai .


Ghar ka main door khila hua hota hai , Jiske chalte Mai aur Esha dono andar aate hai .


Hum dono Ghar ka andar aate hai , jiska pata , Shraadha , Shilpa aunty aur Adrija teeno dekhti hai .


Esha Joshi , sofa par jakar baith jati hai , jisma , Shilpa aunty baithi hui hoti hai .


Aur wahi , Mai dusra sofa jo Khali hota hai , usma Jake baith jata hu .


Esha Joshi [ Shilpa aunty ka kandhe par apna haath rakhti hai , aur kehti hai ] : " Shilpa ji . "


Shilpa Aunty , Esha ki awaaz sun kar , uska gale lag jati hai , kaske, aur gale lagte hi , Unki aankho sa aasu nikalne lagti hai .


Shilpa Aunty [ Roti hui kehti hai ] : " Esha , akhir kyu z mera saath ye hua , akhir kyu , Esha , mai mar kyu nahi gyai , ye sunne sa phela ki mera pati na ek ladki ka saath jabardasti karne ki kosis ki . "


Esha : " Shilpa ji , aap roiye mat , sab thik ho jayega . "


Shilpa Aunty [ roti Hui aage apni baat kehti hai ] : " mera toh sansar ujad gaya , sniffff .... Hhuuuhhh ...... Are , mero beti Adrija ka kya hoga , kaisa woh duniya ka samne apna muh dikhayagi , log uska samne uska baap ko ek rapist kahenga , hhuuuhh ..... Meri beti kahi bhi apna muh dikhane ka layak nahi rahegi ... "


Shraddha , jo Adrija ko uski goud mai so Rahi hoti hai , woh uth ti hai aur sidhe apni bhabhi ka pass chali jati haj aur apni bhabhi Shilpa ko samhalne ki kosis karti hai .


Shraddha [ Aankho sa aasu nikalte hua kehti hai ] : " Bhabhi , aap roiye mat , Bhaiya na jo Kiya hai unko unki saza mili hai bas , aap sochiye na , agar aj Bhaiya na pakde jate toh kal ho sakta tha ki woh Mujhe ya fir Adrija ko apni hawas ka shikar bana leta , kya aap woh shaen kar sakte tha ? . "


Shilpa Aunty , jab Shraddha ki baat sunti hai , toh usa realise hota hai ki ye toh sach hai , ki agar , aj uska Pati Sandeep napakda jata , toh sayad aage jakar woh apni bachi par bhi apni hawas utar ta ya fir apna bahen par bhi .


Jaisa hi Shilpa Aunty ye imagine karti hai , ki Uska Pati uski beti ka saath bhi ye sab kar sakta tha , toh woh andar sa pagal Ho uth ti hai , aur Sidha sofa sa uth kar , apni beti Adrija ko apna gale laga leti hai .


Shilpa Aunty : " Adrija , Adrija , beti tum mujhe kabhi chor kar mat jana , meri bachi . "


Adrija [ jo sofa par chup chap soyi hui thi , woh bhi apni mummy ko tight hug kar leti hai aur aage kehti hai roti Hui ] : " Mummy , mai aapko kabhi bhi chor kar nahi jaunga , Mummy , aj sa mera papa , mera liya mar gaye , mera liye sirf meri Mummy aur meri Bua hi mera zina ka shara hai . "


Ye bolkar dono , Maa beti ek dusre ko gale lagate hua rone lag jate hai .


Esha , Shraddha ka pass jakar batati hai .


Esha : " Shraddha ji . "


Shraddha : " Esha , aab aage kya karna hai ? "


Esha : " Shraddha ji , dekhiye uss ladki na FIR toh nahi likhwaya . "


Shraddha [ jo phela sa hi andar sa tuti thi , woh ab apna aap ko majbut karti hui kehti hai ] : " Esha , kuch bhi karna lekin mera Bhaiya aur uss Bhaskar ko salako ka picha pochwana , mai apni Bhabhi aur Adrija ko samhal lungi , tum bas unn dono ko acha sa sabak sikhana . "


Esha [ Shraddha ki baat sun kar , uski chera par ek muskaan aa jati hai aur kehti hai ] : " Shraddha ji , aap chinta mat kijiye , mai unn dono ko aisi saza dunga , ki woh dono agle Janam mai paap karne ka baare mai sochenga bhi nahi . "


Shraddha : " Hmm , aisa hi hona chaiye , Esha . ".


Esha : " Shraddha ji , ab aap Shilpa aunty aur Adrija ko lekar jaiye , unhe Sula dijiye , warna unki tabiyat kharab ho jayega . "


Shraddha : " Hmm , Esha , muskil hai , lekin aj mujhe hi ek maa bankar inn dono ko samhalna padega . "


Esha : " Thik hai , Shraddha ji . "


Fir , Esha ji mujhe ishara karti hai , chalne ko , fir Mai aur Esha dono Shilpa Aunty ka Ghar sa bahar aate hai aur hum dono hi aap sochne lagte hai ki aage kya kare ?


Toh , wahi , Esha Joshi , ab Subhankar uncle ka ghar chali jati hai , aur waha ka mahul dekhti hai , toh woh pati hai ki abhi bhi , Shilpa aunty roti ka rahi hoti hai , aur Bhavika toh ekdam sofa par chupchap gum sum baithi hui hoti hai , aur Subhankar uncle bhi sofa par ek laash ki tarah baitha hote hai .


Esha , Puja ko isharo sa apna pass bulati hai , aur usa puchti hai ki , Pratibha kaha hai ?


Toh , Puja batati hai ki aj Pratibha ki ek dost ka birthday hai toh woh wahi gayi hai , aur aj raat ko wahi rukegi .


Fir Puja , Esha sa Mera baare mai puchti hai , toh fir Esha batati hai ki Mai aur Aditi dono ek hi Gaye hai , aur jo bhi baat Hui woh sab kuch bata deti hai .


Ye sun ke Puja ka chera par ek sukoon bhari muskuraath aa gayi hoti hai .


Toh woh , Esha Joshi ko ek aankh Marti hai , Toh wahi , Esha samajh nahi pati ki uski choti bahen Puja na kyu aankh Mari ,lekin jab woh dekhti hai ki Puja na Aditi ko bulaya aur bahar bheja , toh Tab Esha samjhi , ki akhir kyu , uski choti bahen Puja na usa aankh Mari , sabhi baate samajh kar , Esha ka chera par bhi ek muskaan aa jati hai .


Idhar , Aditi , Subhankar uncle ka ghar sa bahar aati hai , aur bahar aakar jab woh mujhe dekhti hai toh uska chera par do expressions tha ek saath ek khusi ka aur dusra sharam ka .


Mai jab , Aditi ko dekhta hu toh mai bhi muskura deta hu , aur Aditi ka karib pauch jata hu .


Me : " Toh , Madam , chale aapke ghar , aapse kuch jaruri baate karni hai . "


Aditi , Mera samne saram sa maari ka rahi hoti hai , toh woh Bina kuch kahe , mera saath chalne lag jati hai , bas .


Kuch hi der mai , Mai aur Aditi dono Esha ji ka ghar pauch jate hai .


Ghar ka andar aane ka baad , Mai sofa par baith ta hu aur Aditi kitchen mai sa Jake paani le aati hai , jaisa Ek patni apna pati ka liye paani lati hai , jab uska Pati apna kaam kaaj sa Ghar aata ho , mai Aditi ki aisi harkat dekh kar muskura deta hu .


Aditi [ Pani deta time , mujhe aisa muskurate hua dekh kar kehti hai ] : " Tum , muskura kyu rahe ho ? "


Me [ muskurate hua Aditi ko jawab deta hu ] : " Kuch nahi , Tum phela yaha baitho . "


Ye bolkar , Mai Aditi ko sofa par baitha deta hu .


Me [ pyaar sa Aditi ka chera par jo Baal aa gaye tha , usa piche hatha hua puchta hu ] : " Aditi , aj agar mai chala jata toh sayad , hamara milan fir kabhi nahi ho paya , kyuki Bhavika ki ka thappad aur mera mummy papa ka baare mai aisi baate sun kar , maina ye decide kar liya tha ki Mai kabhi bhi yaha wapas nahi aaunga . "


Aditi [ bas meri baat ko khamoshi sa sun rahi hoti hai , Meri baat puri ho jane ka baad , woh mera baato ka jawab deti Hui kehti hai ] : " Dipu , tumhe pata hai , jis din maina tumhe dekha tha , Sonalika aunty ki party mai , toh mai puri tarika sa hayraan ho gayi thi , ki jissa maina apna sapno Mai hamesha dekha hai , woh mera samne hai , mai uss din ye soch bhi nahi pa rahi thi , ki mai mera sapna ek sapna nahi hai , balki hakikat hai , lekin aj jab , tum hamare samne aa bhagte hua gaye , jab tumhari aankho mai sa aasu ki bunde gir Rahi hoti hai , tab mera dil mai ek dard sa uth ta hai , aisa lagta hai ki mera dil ro raha hai , aur jab tum railway station mai mujhe kahi bhi nahi mile toh maina pata nahi kga kya soch liya tha , mai ye tak soch liya tha ki sayad tum meri zindagi sa chale gaye . "


Mai , Aditi ki baat sunne ka baad , usa apna pass khoch leta hu aur usa apna sa gale laga leta hu .


Aur uski baalo mai apna haath sa shelane lagta hu .


Me [ Pyaar sa ] : " Aditi , tum chinta mat karo , ab tumhara ye Dipu tumhe kabhi bhi akela chor ke nahi jayega . "


Aditi [ bhi mujhe , hug kar leti hai aur pyaar sa kehti hai ] : " Sach , Dipu ? "


Me : " hmm , Aditi . "


Aditi : " Dipu , mujhe tumse ek baat kehni thi . "


Me [ Aditi ko hug ki Hui kehta hu ] : " Kaisi baat , meri jaan . "


Aditi jo sofa par mera bagal Mai baith Hui thi , jaisa hi mera muh sa Jaan sunti hai , toh woh sharma jati hai .


Me [ jab apna sir niche karke dekhta hu , toh Aditi sharma rahi thi , jissa dekh kar mera chera bhi khil utha . ] : " batao , kya baat hai Jaan . "


Aditi : " Dipu , hamare kulguru na mujhe ek baat kahi thi , mujhe pata nahi , ki mai kaisa woh baat tumse karu . "


Me [ Pyaar sa , Aditi ko apna chati par kaska hug kar leta hu , aur pyaar sa kehta hu ] : " Aditi , tum jo bhi bolna chahti ho , bol sakti ho . "


Aditi : " Dipu , hamare kulguru na mujhse kaha tha ki tumhari 4 patniya hogi . "


Me [ Aditi ki baats unkar , pura tarika sa haka baka reh jata hu , kyuki Guruji na toh mujhse kuch aisa nahi kaha tha , mai man hi man Guruji ko bolna lagta hu ] ( kya Guruji , ye sach hai kya , are mujhe ek hi Patni chaiye aur woh bhi Aditi , kyu mujh bechare ko , itna sare patniya de rahe ho , mujhse lagta nahi ki mai ek ho hi samhal paunga toh aap sidha 4 patniya meri , yeh kaisi baat Hui Guruji . )







Idhar mai apni soch mai , Guruji ko bol Raha tha .


Toh wahi Dusri taraf , Guruji apna dhyaan mai baitha hua tha , aur woh pata nahi kis baat par muskura uth ta hai .


Aur man hi man kehta hai .


Guruji [ Dipu beta , tum itna bhagyashali ho ki tumhara kul 8 kanyao sa vivah hoga , aur ye 8 Kanya tumhare liya bahut kuch karne wali hai , tumhari ek ek patni tumsa bas pyaar karenga , aur ye saare 8 Kanya , apna pyaar sa tumhari raksha karenga , kyuki aane wale waqt mai tumhe Aisa Aisa insano sa ya fir kahe danawo ladai karni hai , jo iss pura dharti ko khatam karna chahta hai , ya kahe iss brahmand par kabja karke , apni paap ki duniya basane chahte hai . ]


Apna man me ge bolne ka baad , Guruji fir sa apna dhyaan mai chale gaye .







Idhar , Mai Guruji ko bata Raha tha , ki 4 patniya , mai pagal ho jaunga , ye soch soch kar ki mai kaisa apni 4 patniyo ko khus rakh paunga , kya woh sabhi ek dusre ko apnayenga ya fir kisi mai koi hinsa ka bhaw hoga , agar meri ek bhi patni na dusre ko nahi apnaya toh mai kya karunga , hey bhagwan kya kismat likhi hai aapne logo ki ek shaddi nahi ho rahi hai aur meri sidhe 4 patniya .


Aditi [ jo apni baat kehna ka baad , intezaar karti hai , mera jawab ka , jab woh dekhti hai ki mai uska baato ka koi jawab nahi de raha hu , toh woh apna saar utha ti hai aur mujhe dekhti hui , kehti hai ] : " Kya ho gaya , dipu , Tum konsi soch mai Dube hua ho ? "


Me [ Aditi ki awaaz sun kar , hosh Mai aata hu aur hosh Mai aate kehta hu ] : " Aditi , mujhe kuch samajh nahi aa raha hai , meri zindagi khud itni vichitra hai , ki bachpan mai Maa ka pyaar milna chaiye tha , lekin Bhagwan na unhe bhi mera sa chin liye , jab bada hua toh meri badi maa na mujhe apna mamta ka chaye mai bada Kiya , jab yaha ayaa toh pata chala ki jinhe mai apna Mata Pita samajh raha tha , woh toh Mera asli mata pita hai hi nahi , balki unhone toh mujhe Yamuna Nadi sa uthaya tha , uss din sa mai ye baat accept nahi kar pa Raha hu , ki jinhe maina bachpan sa hi , apna Mummy Papa mana toh woh asal mai mera mummy papa hai hi nahi , mujhe kuch samajh mai nahi aa raha hai ki meri zindagi mai kya likha hai , aage kya hoga , mujhe khud pata nahi ."


Aditi [ meri aisi baat sunne ka baad , woh mujhse alag hoti hai aur mujhe ek baar apni pyaari pyaari aankho sa dekhti hai , mai itna tension mai tha , ki mujhe samajh mai nahi aa raha tha ki mai karu , aur pata nahi Aditi ko kya hota hai , woh apna haath mera chera par rakhti hai aur mera chera ko apna chera ka karib le aati hai aur meri aankho mai dekhti hui , woh Meri Goud mai aakar baith jati hai aur apna dono haath mera chera par firane lagti hai aur firati hui mujhse kehti hai ] : " Dipu , tumhe ek surprise Dena chahti hu . "


Me [ mai Aditi ki baat sunkar sochna lagta hu ki surprise woh bhi iss waqt ] : " Kaisa suprise , Aditi. "


Aditi [ ye surprise sirf aur sirf mera hone Wale husband ka liye , ye baat Aditi bahut pyaar sa kehti hai , aur apna hoth aaage lane lagti hai , mera karib aati jati hai , jaisa jaisa Aditi mera karib aa rahi hoti hai , waisa waisa mera dil ki dhadkan badhna lag jati hai , Aditi ab mera itna karib aa gayi thi , ki uski Sansa mujhe apna chera par saaf saaf mehsus ho rahi hoti hai , Aditi bhi kahi na kahi excited ho rahi hoti hai , uski garam garam sanse , mera chera ko chu kar ek alag hi ehsaas dila Rahi hoti hai , aisa lag raha hota hai , jaisa ye pal kabhi khatam na ho . ]


Aditi mera aur karib aa jati hai aur ap hum dono ka hoth ek dusre sa itna karib hota hai , ki hawa bhi muskil sa pass ho rahi hoti hai .


Hum dono bas ek dusre ki aankho mai aankhe dal kar dekha ja rahe hote hai .


Aditi , abhi thodi aur aage badhti ki tabhi , Rashmika ki awaaz aati hai .


Rashmika [ muskurati Hui , hame bahut der sa dekh rahi hoti hai , lekin woh jab hum dono ka hoth ek dusre sa bas 1-2 cm hi dur tha , Rashmika hum dono ko awaaz deti hai ] : " Oo , Love birds , saram kar lo , thora sa , yaha par aisi harkate kar rahe ho tum . "


Jaisa hi hum dono ko Rashmika ki awaaz aati hai , dono phela toh uss taraf dekhta hai , aur Mai rashmika ko dekh kar , muskura Raha hota hu , kyuki mujhe pata hota hai ki Rashmika bas , apni choti bahen Aditi ki taang kich rahi hai .


Toh wahi , Aditi , apni Rashmika didi ko apne samne dekh kar puri tarike sa sharma jati hai , aur woh fatak sa mera goud sa utarti hai , aur khadi hokar , sidhiya chaharti hui , apna bedroom ki aur nikal jati hai .


Rashmika , jab apni bahen ko aisa sharmate hua bhagte dekhti hai , toh uski muskaan aur khilkar , dikhane lagti hai .


Aditi ka apna bedroom mai Jane ka baad , Rashmika mera karib aati hai aur dusra wala sofa par baith jati hai .


Rashmika [ aage kuch kehti hai , jisa sun kar mai hayraan ho jata hu ] : " Toh , uss din tum tha , jisne mujhe unn awara ladko sa bachaya tha , Kyu hai na Dipu jiju ? "


Me [ Rashmika ki baats unkar , uski taraf hayraani sa dekhta hu aur sochna lagta hu ki ye baat kaisa jan gayi ki uss din , Shivam aur uski gang ki pitai karne wala , Mai tha , mai yahi sab soch raha hota hu , ki tabhi Rashmika mujhe aisa sochte dekh kar , wapas sa kehti hai ] : " Kya , soch rahe ho ki maina tumhe kaisa pechan liya ? "


Mai , apna saar haa mai hila deta hu , toh mera saar haa mai hilta dekh kar , Rashmika mujhse kehti hai .


Rashmika : " Dipu , tumhe pata hai , ki jis insaan na hamari hifazaat ki hoti hai , bure samay mai , hum unhe pechan leta hai , waisa hi uss din jab tum mujhe bacha rahe tha , toh tumhari ye aankhe , jinhe mai kabhi nahi bhul sakti , yahi aankhe hai , jisna maina uss din dhyaan sa dekha tha . "


Me [ Rashmika ki baat sunkar , mai jo itni der sa tension le Raha tha , ab thora normal hota hu ] : " Acha , toh aapko itna din lag gaye ? "


Rashmika : " mujhe kahi na kahi lag toh Raha tha , ki uss din mujhe bachane Wale tum hi tha , lekin confirm kuch nahi keh sakti thi , lekin maina itna dino tak Sara chize soch kar dekha , lekin fir mujhe pata nahi kyu Mera dil na ye kaha ki woh tum ho sakte ho , aur sach kahu , mai toh bas abhi tumhare samne andaza laga rahi thi , aur mera andaza sahi laga , woh tum hi tha , jisne mujhe uss din unn badmash ladko sa bachaya tha . "


Me [ Rashmika ji ki baat sunne ka baad , shaant ho gaya , aur sofa par ekdam santi sa baith gaya ]


Rashmika : " Dipu , thank you , uss din tumne mujhe bacha liya , warna sayad , woh darinde mera saath kya karte , ye mai soch bhi nahi sakti . "


Me : " Rashmika ji , aapko Thank you bolne ki koi jarurat nahi . "


Rashmika [ meri baat sunne ka baad , ghambirtha sa ek aur baat kehti hai ] : " Aur , Dipu , tum meri bahen Aditi ko khush rakhna z kyuki bechari na aj tak kisi bhi ladka ko touch tak nahi ki hai , woh bas din raat yahi raat lagaye firti hai , ki woh sirf apne sapno ka Rajkumar sa hi touch hongi toh dhyaan ,
Rakhna meri bahena ka . "


Me [ muskurate hua kehta hu ] : " Jarur , Rashmika ji . "


Rashmika [ muskurati Hui kehti hai ] : " Ji nahi , Agar tum mujhe Didi kahoge , toh mujhe acha lagega , woh kya hai na mera koi bhai nahi hai , toh tum hi mera Bhai ban jao. "


Me [ Rashmika ji ki baat sun kar , kuch sochna laga , aur fir aage kehta hu ] : " thik hai. Rashmika ji ..... Oh sorry ... Rashmika didi . "


Rashmika : " Good boy , ab chalo mai tumhe tumhare ghar chor deti hu . "


Me : " Are , iski koi jarurat nahi hai , Rashmika didi. "


Rashmika [ Muskurati hui kehti hai ] : " Jarurat kaisa nahi , chalo mai chor deti hu tumhe ."


Me : " Chaliye , Aap meri baat toh manengi nahi . "


Rashmika [ meri baat sunne ka baad , khadi hoti hai aur kehti hai ] : " Aditi , aao jao , chup kar apni didiya ki baat kab tak sunogi . "


Jaisa hi Rashmika didi , thori jor sa ye baat bolti hai , toh Aditi , jo hamari baate sun Rahi thi , woh sidiyo sa hoti hui niche aati hai .


Rashmika [ muskurati Hui apni choti bahen Aditi sa kehti hai ] : " Aditi , meri bahen , mai Dipu ko uska ghar chor kar aa rahi hu , tu tab tak yahi par baith . "


Aditi [ meri aur dekhti hui , apni didi Rashmika ko jawab deti hai ] : " Okk Didi ."


Rashmika didi na , ye dekh liya tha , ki jab uski choti bahen uska baat ka jawab de Rahi hai , toh Aditi , Meri aankho mai dekh rahi hoti hai , toh isliya Rashmika ji muskura deti hai aur muskurati Hui chalti aati hai , mera pass aur Mera kaan mai aakar kehti hai .


Rashmika [ mere kaano mai ] : " Dipu , thora time bita lo , Aditi ka saath , mai didiya ka pass ja Rahi hu , aur jaldi bahar aana Tum . "


Ye bolkar , Rashmika ji nikal jati hai , ghar sa .


Aur hum dono premi bas ek dusre ko dekh rahe hote hai , Aditi mera karib aa jati haj .


Mai Aditi ka karib aa kar usa pyaar sa kehta hu


Me : " Acha , Aditi , chalta hu , kal milenga . "


Aditi [ meri aankho mai dekhti hui apni baat kehti hai ] : " Dipu , tumhe Jane Dena ka man toh nahi kar raha hai , lekin koi baat nahi , kal subha hum dono Jogging par milenga ."


Me [ Aditi ki baats unkar muskura deta hu aur muskurate hua kehta hu ] : " Thik hai Aditi . "


Ye bolkar , Mai Jane ka liye mudta hu , lekin pata nahi Aditi ko kya hota hai , woh mera haath pakad leti hai .
Jaisa hi Aditi mera haath pakadti hai , mai piche mudta hu , aur Aditi ki aankho mai dekhta hu .


Aditi bhi meri aankho mai dekhta hua , apni pyaari si awaaz mai mujhse kuch kehti hai .


Aditi : " Dipu , kya tum apni Aditi ko ek Good night kiss nahi doge ? "


Me [ Aditi ki baats un kar , mera chera par ek sukoon bhari muskaan aa jati hai , aur mai aage badhkar , Aditi ka karib jata hu , aur Aditi ka karib aa kar , mai uski aankho mai dekhta hu.


Aditi bhi meri aankho mai dekhna lag jati hai , Mai Aditi ka aur karib aata hu , aur ek pyaara sa Forehead kiss karta hu .


Jab mai Aditi ko forehead par kiss kar Raha tha , toh Aditi ki aankhe band ho gayi hoti hai , jissa woh iss lamhe ko hamesha apne dil mai sama Lena chahti ho


5 seconds tak forehead par kiss karne ka baad , Mai , Aditi ki aankho mai dekhta hua pyaar sa kehta hu


Me : " Bye , Aditi , kal subha milte hai ."


Fir , Mai waha sa nikal jata hu , toh wahi Ghar ka bahar , Rashmika didi hamara intezaar kar rahi hoti hai .


Jaisa hi mai bahar aata hu , toh Rashmika aage chalne lagti hai , toh wahi mai bhi Rashmika ka piche piche chalte hua , apna ghar ka samne aa jata hu .


Mai apna ghar ka darwaza par jo tala laga tha , usa kholta hu , aur andar aata hu .


Andar aane ka baad , Rashmika didi bhi andar aa jati hai .


Rashmika didi : " Acha , mera Bhai jab ban Gaye ho tum , toh meri kuch baate hai jo tumhe manni padegi ! "


Me [ unki taraf hayraani sa dekhta hua ki abhi konsi baat hai jo mujhe manni hai ]


Rashmika [ mujhe iss tarah sa sochta hua , dekh kar , muskurati Hui aage apni baat kehti hai ] : " Acha , Dipu mai chalta hu , kal milenga . "


Me [ Rashmika didi , aisa hi apni baat adhuri chor kar ja rahi hoti hai , toh mai unse puchta hu ] : " Are , Didi , aap kya keh rahi thi abhi . "


Rashmika didi mera karib aati hai , aur aapne haath mera gaalo par rakhti hai , aur dheera dheera mera karib aane lagti hai .


Me [ jaisa jaisa Rashmika didi , mera karib aa rahi hoti hai , waisa waisa mera dil ki dhadkan , bhad rahi hoti hai , mai soch mai lag jata hu , ki akhir Rashmika didi kya karna chahti hai ]


Rashmika didi [ mera karib aati hai , aur ab woh mera itna karib aa gayi thi , ki hum dono ka beech mai sa hawa bhi muskil sa pass ho sakti thi . ]


Me [ mai , Rashmika didi , ka aankho mai dekhta hu , toh unki aankho mai mujhe ek chamak si dikh rahi hoti hai , pata nahi ye chamak kis ka liye thi , Rashmika didi mera karib aati hai aur karib aati hai , aur apna hoth mera gaalo par laga leti hai , Mai Rashmika didi ki ye harkat dekh kar , shock ho jata hu ,toh wahi Rashmika didi , ek seductive voice ka saath mera kaano mai kehti hai ]


Rashmika ( seductive tone ) : " Dipu , mera Bhai , tumhe pata hai , meri bahut si fantasies hai , jo mai apna Bhai ka saath karna chahti thi , lekin kabhi kar nahi payi , ab jab tum mera bhai ban Gaye ho , toh Mai tumhare saath kuch naughty naughty harkate karungi , taki meri jawani jiski jwalamukhi , itna dino sa ubal rahi hai , woh tumhare saath Naughty harkat karke , khatam ho jaye , Be Ready , My Brother , for some Naughty naughty harkate , from your Rashmika didi , Bye mera little brother and Good night . "


Me [ Jab Rashmika didi , itni seductive tone mai ye baat Mera kaan mai kehti hai , toh mujhe pata nahi kya hota hai , ki mai andar tak hil sa jata hu , aur sochne lagta hu , ki akhir Rashmika didi , konsa naughty harkato ka baare mai baat kar Rahi hai ]


Mai idhar soch raha tha , toh wahi Rashmika didi mera ghar sa nikal kar , apna ghar ki aur chal padti hai , toh wahi Raste mai unhe , Esha ji aur Puja ji bhi mil gaye tha , unn sabna Sabhi party ko Sula diya tha , sulane ki baat kare toh Kay hi bole , lekin chalo sahi hai , sab so gaye tha .


Idhar , Rashmika didi ka Jane ka baad , kuch der baad , mai apna hosh Mai aata hu , jab mera phone baj Raha hota hai .


Mai , jaisa hi apna hosh Mai aata hu , toh sabsa phela apna ghar ka darwaza ko band karta hu , aur Phone dekhta hu toh pata hu ,ki phone Sonalika aunty kar rahi hoti hai .


Me [ soch mai pad gaya hota hu , ki akhir Sonalika aunty , iss waqt mujhe phone kyu kar Rahi hai ? , Toh mai phone pick karta hu ]


Conversation :
------------------


Me [ hayraani mai ki Sonalika Aunty iss waqt phone kar rahi hai mujhe ] : " Hello , Aunty , kya hua aap itni raat ko phone kar rahi hai mujhe ? "


Sonalika Aunty : " Dipu , woh kya hai na , mujhe nind nahi aa rahi thi , bas yahi soch rahi thi , ki kab tum aur mai .. "


Me [ Sonalika aunty ki baat sun kar , muskurata hua kehta hu ] : " Aunty , aap chinta mat kijiye , mai hu na , Maina jab aapko kaha hai , toh woh karunga , bas ek do din dijiye mujhe , taki aapki sewa kar saku . "


Sonalika aunty : " Dipu , mujhe intezaar rahega , bas , tum aur mai ek baar ek hi bed par aa jaye , fir mai tumhe pura raste karungi , uss din party mai bathroom mai tumhara hatiyaar taste karna chahti thi , lekin kar nahi payi , toh koi baat nahi , iss baar Mai tumhara hatiyaar taste bhi karungi aur usa apna teen jaagho mai lungi . "


Me [ Sonalika Aunty ki baat sun kar , mai confuse ho jata hu aur kehta hu ] : " Tin jagah? "


Sonalika Aunty : " Haa , tin jagah , ek apni pyaari si kamsin chut mai , ek apni badi badi Gaand mai , aur ek apna muh mai , mai tumhe pura maze dungi meri jaan . "


Me [ Sonalika aunty ka muh sa Jaan sabad sun kar , mai muskura deta hu aur aage apni baat continue karte hua kehta hu ] : " Acha , Aunty mai rakhta hu , subha jaldi uthna hai . "


Sonalika aunty : " Thik hai , Dipu , aur mai subha aaungi breakfast saath milkar khayenga hum . "


Me : " Thik hai , Aunty . "


Sonalika aunty : " Okk , gold night Dipu . "


Me : " Good night Aunty . "


Fir phone cut ho jata hai , aur phone cut hone ka baad , Mai Sona ka liye chala jata hu aur sota sota sochna lagta hu , ki akhir aj pura din kaisa bita , Phela , Bhaskar , Subhankar uncle ko jail bhijwaya , fir Bhavika ka thappad , fir Aditi ka milna , usa apna pyaar ka izhar karna , yahi sab sochte sochte mai apni aankhe band karke chain ki nind sone lagta hu .


Lekin kaitha hai na , ki chain shuk kahi nahi milta , thik waisa hi , meri zindagi mai aage kya hone wale tha , ye meri kalpana sa bahut bahar thi ye sab chize .







Vineet [ call par apna pantaro sa lagatar baat kar raha tha , aur ladkiyo ko dhamka bhi raha tha ] : " Sun , bahen ki lodi , agar tune apna maa baap ko ya fir kisi ko bhi ye bata batayi na , toh sabsa phela , tera photos aur videos jisma tu uchal uchal ka chudwa rahi thi , woh internet par dalunga , fir tera gharwalon ko dunga , taki tera maa baap ko dekh sake ki unki beti , kaisa apna University ka ek teacher ka saath chudwa rahi hai aur woh bhi mazze sa , yaad rahe . "


Ladki [ dusri taraf darit hui awaaz mai kehti hai ] : " De .... Dekkhh .... Dekhiyee .. aap ... Aii ... Aissaa .. kyuu ... Kar .... Karrr ... Ra ..... Rahhee ... Haiii. . "


Vineet [ Ladki ki baats un kar gussa sa kehta hai ] : " Abe Randi , ye bata tab yaad nahi aayi , jab tu , uss teacher sa chudwa rahi thi , haa , meri baat yaad rahe , agar koi bhi policewala Tera Ghar mai aaya , toh tu uss policewala ko koi bhi kahani bana degi , aur FIR likhwana ka liye bole toh tu nahi likhwayegi , warna . "


Ladki [ roti Hui , kehti hai ] : " Nahi .... Nahi ... Plz ... Plzz ... Kyuu ... Kyuu mera ... Saath .. ai .... Aisa karr ra ... Rahhhe .... Hooo . "


Vineet : " Sali , hup ekdam chup , phela toh chud gayi , aaram sa apna University ka professor ka saath , tab yaad nahi aaya ye sab . "


Vineet ye bol kar , gussa mai phone rakh deta hai , toh wahi uska pass , uska ek dost aata hai .


Raju : " Vineet , Sara kaam aur intezam ho gaya hai . "


[ Raju , Vineet ka sabsa acha dost , jo uska har galat kaam mai madad karta hai , jyadatar toh ye Raju , illegal weapons ka supplier hai , Police na sabhi Weapon dealer ko pakad liya hai , lekin Raju ko nahi , kyuki iska pechan bahut bade bade Buisnessman , Neta aur Police mai bhi achi khasi jaan pechan hai . ]


Vineet [ Apni baat kehta hai ] : " Haa , Bhai , sabhhi ladkiyo ko dhamki de diya hai , agar kisi ek na bhi FIR likhwana ki kosis ki , toh woh ladki ko maregi saath hi saath uska pariwaar Wale bhi marenga . "


Raju : " Haa , ab aage kya karna hai ? "


Vineet : " Woh , toh Vikash bhaiya hi bata sakte hai , kya karna hai . "


Raju : " Thik , hai tab apan chalta hai , jara kotha par jakar ek Randi ko pel kar aau . "


Raju , ye baat ek muskuraath ka saath bolta hai .


Vineet [ Raju ki baat , sun kar , woh bhi na chahte hua bhi muskura deta hai ] : " Thik hai ja , aur acha sa Randiya chod tu . "


Raju : " Chal , tab kal milte hai . "


Vineet : " Thik hai ,Bhai . "


Ye bolkar , Raju waha sa nikal jata hai .
Toh wahi Vineet bhi apna ghar ki aur nikal padta hai .







Toh wahi , Ranjeet iss waqt apna Godown jo Delhi sa thori bahari ilake mai shithit hai , jaha par , woh apna baki sabhi Aadmiyo ka saath rehta hai , aur apna jo bhi kaale karname hai , chaiye woh illegal drugs supply karna , illegal weapons ki dealing , kisi ko kidnap ya fir kisi ka murder woh sab yahi par karta hai .


Ye Godown , jungalo ka andar hai , aur Ranjeet na apna aadmiyo ka madad sa ye afwaa faila di hai , ki iss Jungle mai bahut sa bhoot rehta hai , kyuki Ranjeet na kuch logo ko mar diya tha , aur fir unhe fassi par latka diya tha , aur aisa ye kayi baar karta raha jiske chalte logo ka andar ye daar baith gaya ki iss Jungle Wale raste sa jo bhi raat ko jata hai , woh sidha maut ka ghaat utar ta hai , isliya ab raat ko na ka bara bar , iss road sa koi jata hai , aur Ranjeet isi ka fayda utha ta hai aur apna kale karnamo ko anzam deta hai .


[ Ranjeet , ek bahut bada criminal , aj tak isne bahut sa galat kaam Kiya hai , agar ginne lag jaye toh tin char kitab 500 pages ki likhi ja sakti hai , uska saath saath , Underworld sa bhi iska connection hai , isna India ka alag alag jagaho par apna drugs aur illegal weapons ka dhanda operate karta hai , aur saath hi saath jo India sa nafrat karte hai , unn desho ka logo ko bhadakaakar , India mai lakar alag alag tarah ka hamla karwata hai , India ka Jo Secret agencies hai , woh bhi isko abhi tak dhund nahi payi hai , kyuki aj tak kisi na isa dekha nahi hai , aur saath hi saath , Ranjeet ka saath jo dhoka dhari karta hai , Ranjeet unhe maut ka ghar utar deta hai , bahut tagdi security hai , iska pass , alag alag tarah ka commando , alag alag tarah ka hatiyaar sab mojud hai iska pass , Iski ek bahen hai , Jo iss kahani mai ek important role nibhayengi , apna Bhai ka saath aane wale episodes mai ]


Ranjeet apna baki sathiyo ka saath , Godown ka andar mojud tha , uska samne Pura Delhi ka alag alag jagaho ka blueprints table ka samne biche hua hota hai .


Ranjeet , unn blueprints ko acha sa dekh Raha hota hai , aur soch raha hota hai ki woh apna kaam ko kaisa anjam de .


Toh wahi , uska saath uska Right hand , Praveen Singhada , mojud tha .


[ Praveen Singhada , ye hai , Ranjeet ka right hand , ya kahe iska sala , Praveen waisa toh sidha sadha ghar ka tha , lekin jab iska bahen ki shaddi , Ranjeet sa hui , toh Ranjeet na apna kale karnamo ko ek alag uchayi Tak pauchane ka liye , apna sale ko apna saath kar liya , kyuki Praveen ki ek hi kamjori thi , ar woh hoti hai , Nasha , Praveen bahut hi nashedi hai , apna sabhi kaamo ko , sahi tarah sa anjam Dena ka baad , isa Nasha chaiye hota hai . ]


Praveen : " Jija ji , ye sabhi blueprints kis kaam ki ? "


Ranjeet [ unn blueprints ko dekhta hua kehta hai ] : " Praveen , ye sari ki sari blueprints hai , iss Delhi ka bade bade shopping malls , netao ka ghar , Bade bade offices , police station aur bhi kayi famous jagaho ka blueprints hai , jaha par hame apna kaam ko anjam Dena hai . "


Praveen : " Woh toh thik hai , Jija ji , lekin iss baar hame aur bhi logo ki jarurat hogi . "


Ranjeet [ Apna sale ki baat sun kar , uska chera par ek ajib si muskan aa jati hai , aur uss ajib si muskan ka saath , woh kehta hai ] : " Chinta , karne ka koi jarurat nahi hai , Maina kuch aadmiyo ko mangwa liya hai . "


Praveen : " Tab , thik hai jija ji , iss baar , ye sabhi khun ka aasu royenga . "


Ranjeet : " Khoon ka aasu hi toh , mai rulana chahta hu iss desh ka sabhi ko , jab mera samne log apna Pariwaar Jano ki laash ko nahi pechan payenga , royenga tadpenga , tab mujhe Mazza aayega . "


Ranjeet , ye bolkar , hasne lag jata hai .



----------
update
 
  • Love
Reactions: AGENT x SHADOW

AGENT x SHADOW

Staff member
Sectional Moderator
3,546
4,830
144
Dosto , new episode ka do parts honge , kya hai na , likhte likhta kuch jyada hi likh diya hai

Karib 9-11k words likh chuka hu , aur thoda baki hai , jo aj raat ko complete ho jayega , toh kal subha hi dono ka dono episodes post kar dunga .

❤️😁

Aur ek spoiler

" Kisi ki chahat thi , bade lund sa chudne ki , toh kal milte hai dekhta hai ki woh apni chudai , Dipu ka saath kar payegi ya nahi 😁❤️
 

parkas

Well-Known Member
30,653
66,016
303
Dosto , new episode ka do parts honge , kya hai na , likhte likhta kuch jyada hi likh diya hai

Karib 9-11k words likh chuka hu , aur thoda baki hai , jo aj raat ko complete ho jayega , toh kal subha hi dono ka dono episodes post kar dunga .

❤️😁

Aur ek spoiler

" Kisi ki chahat thi , bade lund sa chudne ki , toh kal milte hai dekhta hai ki woh apni chudai , Dipu ka saath kar payegi ya nahi 😁❤️
Besabari se intezaar rahega next update ka AGENT x SHADOW bhai....
 

dhparikh

Well-Known Member
11,717
13,329
228
Dosto , new episode ka do parts honge , kya hai na , likhte likhta kuch jyada hi likh diya hai

Karib 9-11k words likh chuka hu , aur thoda baki hai , jo aj raat ko complete ho jayega , toh kal subha hi dono ka dono episodes post kar dunga .

❤️😁

Aur ek spoiler

" Kisi ki chahat thi , bade lund sa chudne ki , toh kal milte hai dekhta hai ki woh apni chudai , Dipu ka saath kar payegi ya nahi 😁❤️
intezaar rahega....
 
Top