- 17,679
- 60,574
- 244
Update 21
Ritika aaj kuch jyaada hi sajdhaj ke college jaa rahi thi.
Ragini: Beta maana ke Sam ne tumhe maaf kardiya aur pyaar bhi accept karliya par itna bhi pagal mat bano. Tum college jaa rahi ho naaki kisi ki shaadi mein.
Ritika: Sharma ke. Kya mom aap bhi. Main toh bas aise hi.
Ragini: Lagta hai shaadi ke pahle hi Sharma wala tag lag gaya tabhi itna sharma rahi ho.
Ritika ka chehra sharm se laal hojaata hai. Woh sidha Ragini ke gale lag jaati hai.
Ragini: Achha achha thik hai chalo jaldi se nashta karlo. Kisi se milne mein late hojayega.
Ritika: Mom please.
Ragini hasti hui nichhe aajati hai. Ritika apna mobile leke Sam ko call lagati hai.
Sam: Good Morning Sweetheart.
Ritika: Good Morning jaan. Raat ko toh tumne kamaal hi kardiya. Pure sehar mein mere jaan ke charche hai.
Sam: Ab saza toh deni hi hogi naa. Yeh batao kya kar rahi ho.
Ritika: Tumhe jaisa pata nhi hai main kya kar rahi hu. Mujhe pata hai isswaqat tum mujhe hi dekh rahe ho. Batao kaisi lag rahi hu. College mein toh tum paas aaoge nhi.
Sam: Bahot smart ho.
Ritika: Bachpan se. Chalo ab batao.
Sam: Ab main kya kahu. Main shayad thoda badnaseeb hu jo itni pyaari aur sundar girlfriend cum biwi ko dekh toh sakta hu but pyaar nhi karsakta. Tum bahot jyaada khubsoorat lag rahi ho.
Ritika: Areee ree toh college mein milke pyaar karenge naa hum. Tum kyo tension le rahe ho.
Sam: Yehi toh problem hai. College mein kuch kar nhi sakte. Aur waha toh woh tumhara aashiq rahega.
Ritika: Uss harami ka naam matlo. Aur DEVIL ko kisse darr hai.
Sam: DEVIL toh kisi ke baap se nhi darta sivaay apni biwiyon se.
Ritika: Chalo koi toh hai jo DEVIL ko dara sakta hai aur darna bhi chahiye. Chalo college mein milte hai tum toh baat karoge nhi tum thoda tadap hi lena.
Sam: Ab tum aise aaogi toh pata nhi mera kya hoga. Bahot mushkil hoga khud ko control karna.
Ritika: Aur haa kuch bhi karna par class mein apne bagal ki seat khaali rakhna mujhe wahi baithna hai. Agar aisa nhi hua toh dekh lena. Ek se toh dur ho dusre se bhi durr hojaoge.
Sam: Aisa julm naa karna. Main karta hu naa kuch.
Ritika: Good Boy. Bye my darling hubby. See you in college.
Sam: Aao aur tadpao.
Ritika haste hue call cut kardeti hai phir nichhe jaake nashta karne lagti hai jaha issbaar Ragini ke saath Abhay bhi uski taang khichta hai. Phir woh college ke liye nikal jaati hai.
Sam Mahi aur Deepak bhi college ke liye nikal jaate hai. Sam ne Mahi ko aaj Ritika ke saath rehne ko hi kaha kisi bhi bahane se.
Yeh teen thoda pahle aajate hai jaha Rishi aur Kajal pahle se hi unka wait kar rahe the. Akash Karan aur Natasha bhi wahi the. Par dusre table pe.
Akash: Karan kuch pata chala kaun hai woh jisse Ritika pyaar karti hai.
Karan: Nhi bhai. Pata nhi kaun hai.
Natasha Sam ko dekh uske paas aati hai.
Natasha: Hii Handsome.
Sam usse kuch baat karta par Mahi usi ko ghurr rahi thi.
Sam: Hiii.
Natasha: Aaj toh kehar dhaa rahe ho. Kya hum kahi ghumne chale.
Mahi: Tu kya andhi hai. Dikhayi nahi deta woh pahle se committed hai. Chal nikal yaha se.
Natasha: Main kaun sa tumhara BF ko chinn rahi hu. Bas ghumne ke liye hi toh puch rahi hu.
Natasha ka aisa karna aur puchna Rishi ko achha nhi lag raha tha. Par woh kuch nhi kar sakta.
Sam: Go to Hell.
Abhi Natasha aur kuch bolti tabhi Ritika ki awaaz aati hai.
Ritika: Kya horaha hai guys.
Sab usko dekhne lagte hai. Jaise aasman se koi pari utar ke aayi ho. Sam toh palke jhapkana hi bhul gaya tha Ritika ko dekh kar. Bhale hi woh powers se dekh liya tha phir bhi saamne dekhne mein aur bhi jyaada khubsoorat lag rahi thi.
Sam ko ghurte dekh Ritika sharma jaati hai. Phir bhi woh khud ko control kar.
Ritika: Kya hua Kajal Rishi kya baat hai.
Kajal: Woh chor yeh bata tu itna sajdhaj ke kaha se aarahi hai koi shaadi hai kyaa.
Ritika: Nhi shaadi nhi hai. Bas aisi kar liyaa.
Mahi: Ritika bahot pyaari aur khubsoorat lag rahi ho. I am sure jisse tum pyaar karti agar woh tumhe dekh raha hai toh isswaqat usse jyaada ghayal insaan koi naa hoga.
Ritika: Sharma ke Thank You Mahi.
Kajal: Sach mein tujhe dekh kar mujhe naa ek jalan jaisi feeling aarahi hai. Koi itna khubsoorat kaise hosakta hai. Mujhe bhi thode tips de de.
Ritika: Yeh sab pyaar ka asar hai jisdin tujhe kisi se pyaar hoga naa tu bhi aise hi sajegi. Kyo Mahi.
Mahi: Haa bilkul aao baitho.
Akash: Tum bahat khubsoorat lag rahi ho darling. Maine tumhe choose karke koi galti nhi ki.
Ritika gusse mein ek thappad marti hai aur bolti hai teri himmat kaise hui mujhe yeh word bolne ki. Mujhe yeh saare words sirf wohi bol sakta hai jisse main pyaar karti hu.
Akash: Tum kal se mujhe insult kar rahi ho. Yeh mat bhulo main Singhaniya hu. Main agar chahu toh isi waqt tujhe apna bana sakta hu.
Ritika: Main jisse pyaar karti hu naa uske saamne tere aur tere baap ki koi aukat nhi hai. Agar woh chahe toh ek pal mein tujhe aur tere baap ko barbaad kar sakta hai. Tune mera achha khaasa mood toh barbaad kar hi diya hai ab shanti mil gayi hogi.
Kajal chal class mein chal. Yeh bol woh waha se jaane lagti hai aur ishare se Sam ko kuch yaad dilati hai.
Wohlog bhi apni beizaati karake waha se gusse mein nikal jaate hai.
Sam Rishi aur Deepak toh audience ki tarah sirf dekh rahe the. Phir yeh teeno bhi pichhe pichhe chale jaate hai.
Deepak: Bhai Ritika toh aaj teri lene ke mood mein hai.
Rishi: Aur woh bhi bina tel ke.
Sam: Wohi toh main soch raha hu. Pata nhi yeh mera kya karegi. Ussdin Natasha mere paas aake ke kya baith gayi dono sautano ne mujhe naani yaad dila di. Inse bach ke rehne mein hi bhalayi hai.
Rishi: Tu toh gaya bhai. Logo se 1 nhi sambhalti tu 2 ko kaise sambhalega.
Sam: Achha woh chorr Deepak tu jaa class mein recess mein milte hai aur tu meri help kar.
Rishi: Kaisi help.
Sam: Ritika ne mujhe khullam khulla dhamki di hai usse aaj mere saath baithna hai. Par main abhi kisi ko yeh batana nhi chahta ke humdono ek dusre se pyaar karte hai. Aur Akash ko bhi shakk nhi hona chahiye.
Rishi: Thik hai but ek baat bata yeh sautan ek kaise hogyi.
Sam: Jaha pyaar ho waha kuch bhi hosakta hai.
Rishi: Aur tumdono ko alag karne wale ka kya socha hai.
Sam: Pahle toh uski aur Singhaniya ki business deal cancel hogi. Phir kuch aur. Aur abhi tu meri problem ko dekh.
Rishi: Thik hai chal main Kajal ko bolke uske paas baith jata hu phir woh tere paas hi baithegi.
Sam: Dekhte hai par Kajal ko humdono ke baare mein kuch naa kehna.
Rishi: Kyo.
Sam: Hai kuch baad mein bataunga.
Rishi: Thik hai chal.
Phir yeh log class mein aate hai jaha Ritika Sam ka hi intezaar kar rahi thi.
Sam ko dekhte hi Ritika ne usse ishare se bola uske bagal mein baithne ko.
Rishi: Kajal mujhe tumse thoda kaam tha toh kya hum saath baith sakte hai.
Kajal: Thik hai phir Ritika kaha baithegi.
Rishi: Haa yeh bhi hai.
Kajal: Waise kya kaam tha.
Rishi: Aree tum toh jaanti ho mera accounts mein kya haal hai aur tumhara toh yeh best hai aur ma’am ka padhaya hua sab upar se jaata hai toh tum meri help kardo samajne mein.
Kajal: Haste hue kya Rishi tum bhi itna toh easy hai.
Rishi: Isiliye toh bol raha hu mere saath baith ke help kardo. Aur rahi Ritika ki baat woh mere seat pe baith jayegi.
Kajal: Matlab Sam ke bagal mein. Par indono ka toh jhagra chal raha hai.
Rishi: Ritika kya tum mere liye itna nhi kar sakti. Please meri seat pe baith jao.
Ritika: Main baith jaungi agar tumhare dost ko koi problem naa ho toh.
Rishi: Sam please baith jaa. Tu jaanta hai mujhe tera samjhaya hua aur samaj nhi aaya tu Ma’am se bhi hard hai. Please bhai main pass hojaunga.
Sam: Thik hai rona band kar. Sirf tere liye. Iske saath baith raha hu. Warna mujhe koi shock nhi hai.
Rishi: Lo hogayi problem solve.
Ritika ka toh khushi se naachne ka man kar raha tha.
Woh jaldi se jaake Sam ke bagal mein usse chipak ke baith jaati hai. Ritika ko aise baith te dekh Akash, Karan aur Natasha ko bahot gussa aata hai.
Sam aur Ritika ek dusre ko dekh kar ek smile pass karte hai. Phir sabse chupke message ke through baat karne lagte hai.
Sam: Ab toh khush hona.
Ritika: Bahot khush hu. Man kar raha hai tumko apni baahon mein bharke dherr saara pyaar karu.
Sam: Tum bolo toh kahi park mein chale.
Ritika: Jyaada udo mat. Chup chap yehi baithe raho.
Sam: Kaise biwi mili hai. Thoda sa bhi pyaar nhi karne deti.
Ritika: Biwi abhi officially nhi hui hu. Pahle officially declare karo phir pyaar karna. Aur thodi der pahle kyaa bol rahe the “Mujhe koi shock nhi hai iske saath baithne ka” ek baar officially biwi banu phir bataungi.
Sam: Baby gussa mat karo. Woh toh sabko sunane ke liye bola tha. Tumhare saath baithne ka kya mujhe toh tumhare saath pyaar karne ka shock hai. Tumhare inn hontho ko chusne ka man hai. Tumhari inn chuchiyon ko kas kas dabane ka aur unko chusne ka man hai. Tumhari pyaari si chut ko pyaar karna ka man hai.
Ritika: Bas bas bahot hua. Abhi main bahot gussa hu. Pahle mera gussa kam karo phir kuch sochungi.
Sam: Aur aapka gussa kaise shant hoga ma’am. Aur agar gussa kam hogya toh maine jo jo bola wob sab karne dogi.
Ritika: Mujhe dherr saari shopping karwani hogi, bahar dinner karwana hoga, movie dikhani hogi. Aur mere ghar aake mom dad se mera haath maang ke mujhe apne saath rakhne ki permission leni hogi. Aur jo jo maanga hai woh sab shaadi ke baad. Tab tak liye meri sautan se lo.
Sam: Pahle ka sab toh hojayega par last wala thoda jyaada jaldi nhi hai
Ritika: Thik hai usme discount sirf baat karke rakho.
Sam: Okk hojayega. Par maine jo maanga woh bahot late mil raha hai.
Ritika usko gusse wala emoji bhejti hai
Sam:Achha achha thik hai toh batao kab mera bank balance khaali karwana hai.
Ritika: Hasne wali emoji send karke. Yeh Mahi se decide karke bataungi. Tab tak ke liye thoda durr hoke baitho. Ekdum nhi chipkoge. Warna uss Akash ko shak hogaa.
Sam: Aur gussa toh tum ho phir usko kis liye. Aur aisa julm mat karo. Mere bagal mein itni khubsoorat ladki hai aur main kuch karu bhi naa.
Ritika: Jo mera hai woh uska bhi hai main agar gussa hu toh woh bhi hai. Aur Bola naa jyaada nahi. Pahle gussa shant phir aage kuch.
Sam: Matlab gussa shant hojayega toh main kuch bhi kar sakta hu.
Ritika: Youuuu. Bahot gande ho. Woh sab abhi sirf Mahi ke saath hi karo. Iss taraf abhi time hai.
Sam: Kya jamana aagaya hai. Biwi ko pyaar bhi nhi karsakta hai insaan. Thik hai tadpenge aur kya kare.
Ritika: Good Hubby. Chalo ab class mein dhyaan do.
Phir yeh log chat end karke class karne lagte hai.
Par Ritika ne Rishi ko Thank You ka message kardiya tha. Jiske liye Rishi ne pichhe mudd ke bas ek smile kiya.
Last edited: