Part 24
Ab aage
Magar bhai kapde to sare bheege hue hain
Man Ko kya jawab denge...
..
Are Ghar pahunchte time tak kapde Sukh jaenge aur Raha maa ka sawal main Sambhal lunga..
Mahi bike start karke Suman ko bithakar Ghar ki or nikal jata hai ghar pahunchte waqt Tak Suman ke kapde halke hone ke Karan Sukh chuke the Magar Mahi ke kapde halke bheege hue the....
Jab donon log ghar pahunchte Hain to unki man kitchen mein khana banaa Rahi hoti hai....
Suman to chupchap Apne kamre mein Chali jaati hai..
Mahi veta Naha le aur taiyar Ho ja maine khana taiyar kar diya hai...
Jaldi taiyar hokar khana kha liya FIR chala ja apni didi ke yahan....
Kamla kitchen se awaaz dekar hi bolati hai....
Mahi fatafat kapde nikal kar underwear mein sidhe angan mein Lage nal per pahunch jata hai aur nahane lagta hai nahane ke bad Mahi undergar Nikal ke to liya lipata ke apne kamre ki or nikal jata hai.....
Kamre mein pahunchkar Mahi kapde pahan ke taiyar ho jata hai
..
Pata nahin hai ladka kitni der lagaega Aaj Tak kahin Gaya to hai nahin pahli bar kahin jaega samay se nikalna chahie kahin jaane ke liye aur Kamla Mahi ki taraf badhane lagti hai....
Nikamma gadha jaldi taiyar ho ya Jana nahin hai tujhe apni didi ko nibhaane ke liye....
Abhi ruko mummy a to raha hun bus thodi der....
Kamla Mahi ke kamre mein pahunch jaati hai aur Mahi ko dekhti rah jaati hai..
Mahi ekadam Aaj Hero lag raha tha..
Are mera beta aaj to ekadam Hero lag raha hai aur apna ek bar Tod ke man ki kalai mein bandh deti hai kisi ki najar n Lage mere bete ko...
Mummy aaj main Hero kaise lag Raha Hun main to ek gadha hun mujhe kuchh nahin aata hai...
Kabhi kutta kabhi bhainsa bolati Ho