Update 10
Ridhima: maa Bhai Kahan Hain.
apni chhoti bahan ko chup karwate huye apni maa ko dekhate huye puchha.
Kavita: badi mujhe nhi pta tumhara Bhai Kahan magar ye PTA Hain wo jinda Hain.
Dono bahane apni maa ke bat ko samajh hi nhi pa rhi thi kyo ki unka man abhi sthir nhi tha aur sthir bhi kaise hota Aaj unhe PTA chala tha uske maa ke jiwn me kam dukh na aaye the fir bhi wo tuti nhi thi. Wo jindagi se sangrash karte huye ji rahi. Kahan ham bahan sirf apne Bhai ko khone se Tut Gaye the ji rahe the magar jinda lash ki tarah.
man Kahan se sthir rahata jis Bhai ko khone ka gam dono bahane salon se khel rahe the wo Bhai jinda Hain ye unke liye ek bahut chaukane aur sukhiyon bhara khabar tha magar maa kah rahi hain wo kahan iska unhe nhi pta.
Mahi Ridhima se alag hote huye: maa Bhai us samay sirf 3.6 year ka tha Pani ka bahaw AAP ne bhi dekha tha. Usme se ki jinda nikal kar aana bahut badi bat Hain. Jam bhi chahate hain bhai sahi salamat ho aur aap kah rhi ho bhai jinda Hain. Agar Bhai jinda Hain to Kahan Hain?
Kavita: Maine Kahan na beta wo jinda Hain Mera beta Rohan jinda Hain magar Kahan ye mujhe nhi pta.
Ridhima: magar apko pta hain Bhai jinda Hain to apko ye bhi pta hona chahiye Bhai Kahan Hain, aur agar apko ye nhi pta to apko kaise pta Bhai jinda Hain.
Mahi: haa maa aap hame batayi ki apko kaise pta Bhai jinda Hain.
Kavita: beta main wo badnaseeb maa hoon jise pta Hain ki uska beta jinda Hain magar Kahan ye nhi pta hain.
Tum logo ko kya lagta hain main kisliye roti Rohan ke jane ke liye nhi beta wo to bus main shuruwat ke 6 mahine hi royi thi uske bad to is gam royi ki jiske kho Jane se hamare ghar dukho kahar Tut pda Hain uski salamati ki khabar bhi apne bachchon ko nhi de sakti main isliye roti thi. Kab Rohan haste khelat bade hote to dekhi magar uska chehera na dekh payi use khana khate to dekhi magar khud na khila payi main isliye royi magar aaj mera ye intejar khatm hua to.
apne betiyon us gam se Azad karane AA gayi ki uska bhai jinda Hain mara nhi aur ek bat ye bat tumhare papa ko nhi pta chalani chahiye jab tak Rohan samane na warna unki mrityu ho jayegi kyo wo main tum dono ko bad bata dugi.
Ridhima: maa hame apki bat samajh me nhi aa rhi hain aap kah rhi apko pta nhi Hain Bhai Kahan magar aap use badhate huye dekhati Rahi, aur kya karan Jo hame batane liye aapne intna intezar Kiya.
Mahi: ha maa hame apki koi bat shi se samajh nhi aa rhi hain.
Kavita: samjhati hoon jaisa ki tumhe PTA Mera janam kaise hua, uske bad jab mere maa ki death huyi aur Ridhima mere god me aayi tab Jin baba ke ashirwad se mera janam hua wo aaye the.
Uhone kaha tha ki mere jiwan khushiya aani shuru ho gayi magar jaldi gam ke badal bhi aayege magar unse ladane ke liye mujhe sukh aur dukh dono wo swayam margdharshan karege sapane ke dwara.
jab mahinka janam hona tha uske ek din pahle sapane Maine dekha tha main ek pyari se betiya ko khila rhi hoon.
Ye mere sath Rohan ke janam se bhi pahle hua. Aesa swapn aaya ki mujhe ek beta hua hain. Tumhe Yaad Hain jab tumhare papa ka accident hua tha us din sabre uthate hi maine unhe khoja to pta chala rat me hi shahr ke liye nikal gaye the us din Mahi ki tabiyat kharab thi aur main Tum dono ko sath lekar soyi thi us din tumhare papa ka jaise accident hua maine vaisa hi sapne me dekha tha isliye tumhare papa ko khoj Rahi thi.
Ridhima: inse Bhai ka kya lena dena?
Kavita: Hain beta kyoki jab Rohan Pani me bah gaya aur ham sab gam me Dube main bhi manti Rahi ki mera beta ab nhi rha magar 6 mahine bad mujhe sapna aaya Rohan ek Ghar baith khel raha hain koi aurat use khelate huye khana khila rhi aur wo use maa bula rha hain thodi der ye chalta raha fir uska sapna band hua aur guru ji sapne me aaye.
Guruji ne Kahan Kavita tum dukhi mat ho tumhara beta jinda Hain ek bhale pariwar ke pass pal badh raha hain, magar ye bat tumhe Ghar me kisi ko nhi batani hain khaskar ke tumhare pati ko use ye bat tabhi PTA chalani chahiye jab Rohan samane ho warna uski mritu ho sakti hain. Aur jab Rohan 19 ka nhi ho jata ye bat tum apni betiyon ko nhi bataougi iska karna main tumhe bhavishy me bataouga.
USke bad guruji chale gaye aur meri ankhe khul gayi man khusi to thi ki beta jinda Hain aur sahi salmat Hain kisi ke pas magar pure pariwar ko dukh me mujhe dekhna tha isliye maine khud khusi aur gam dono ko apne ander dabayi aur sabka khyal rakhne lagi taki tum gam me sahi uske aane tak sahi salamat aur sahi dang se jidagi jite raho. Main roti thi Rohan ke liye magar usase jyada tum sabke liye magar maine fir bhi tum sabki padhai likhai Ghar ka kam kaj sab Nazar rakhi taki jiwan so sahi se chale. Aaj Rohan ke 19 sal pure ho gaye isliye maine tum dono se ye bat karne ki Sochi.
Ridhima: maa main nhi bata sakti aap ne aaj kya khusi di have n dur hi sahi magar Bhai sahi salamat to Hain.
Mahi: ha maa hame ye bat sunkar bahut khusi huyi uske bad koi sapna nhi aaya kya bhai ka.
Kavita: aaya na uske 10 ve janamdin Tak aaya magar jaise jaise wo bada hota Gaya uska chehera sapno me dhudhla hota Gaya, uske 10ve janamdin ke bad uske sapane aane band huye to main fir pareshan ho gayi ki mere bete ko kuch ho to nhi Gaya.
Lekin kuch dinon bad ek aur sapna aaya jisme guru ji aaye aur unhone bataya ki bus ab Rohan ki jindagi mere hi liye nhi duniya se bhi chhupi rahani chahiye kyoki uski niyati bahut kuch Hain Jo iske guru ke alawa sirf use PTA hona chahiye jise wo bataye. Isliye ab mujhe sapna nhi aayega aur ek din jab niyati ne Tay kiya hain hame hamara Rohan mil jayega. Uske bad na uske sapne aaye na guru ji aaye.
Ridhima: maa hame isi me khush hona chahiye ki Bhai jinda Hain jab nasibe hoga to mulakat bhi ho jayega.
Mahi: ha maa didi sahi kahati Hain bus hame bat papa se chhupane ke liye Bhai ke dur hone ko gam banakar jina hoga taki papa abhi is bat se dur rahe.
Kavita: meri samjhdar betiya to ab chalo khana Khao aur kal result bhi aane wala Hain to aage ki padhai ka socho warna Bhai aaye oreujhe tane de ki maine uske bahano ko puri padhai nhi karne di.
Dono bahane haste huye: thik hain mate apki Jo agya.
Apne dono betiyon ke chehere pe muskan dekh kar Kavita ke dil ko shakun aaya. Wo betiyo ko lekar khane ke liye chal di.
########