• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Hay Ye Jindagi........ Sabkuch

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
15,863
39,729
258
Update 3

Raghav gym me pahuch kar wohi Bane washroom me fresh hokar apne exercise me lag gaya 2 hrs Tak jamkar pasina bahane ke baad Raghav gym se nikal kar sidhe kitchen me chala gaya use pta tha uske Jane ke bad Tamanna wohi bed pe so gayi hogi jo ki uski roj ki adat thi, isliye usane bhi apne roj ki routine ko follow karte huye. Apne black coffe aur Tamanna ke liye chay bana kar dono hathon me so cup pakade huye apne bedroom ki taraf bad gaya.

Jaisa use pta tha Tamanna usake bed pe sakun se so rhi thi. Chay ko side table pe rakhkar usane Tamanna ke forehead PE kiss jisase Tamanna ke chehere pe ek muskan tar gayi aur isane ankhe khol di.

Tamanna: thank you Raghav meri subah ko roj ki tarah khushgawar banane ke liye.

Tamanna ki bat sunkar usake chehere pe muskan tair gayi.

Raghav: thank you kis bat ki Tamanna is makan me ham dono ke alawa Hain koun to ek dusare ka khyal to hame rakhna padega.

Tamanna bister uthkar baithate huye: bat to tumhari bhi sahi lekin main aaj sabkuch janana chahati hoon, Main pichale ek sal se tumhare sath hoon aur aaj ye mere samane tumhe 4 bar sapna aaya hain. Main tumhe janti kitna hoon mujhe sab janana hain

Raghav: main tumhe sab bataouga Tamanna magar pahle naha dho le vaise bhi aaj Sunday Hain kahin Jana to Hain nhi to Aram se fresh hokar breakfast pe sari bat karte hain lekin main abhi tumko itna hi bataouga jitna jaruri Hain aur sath sath ke tumhare bare me bhi sabkuch janana chahuga ki tum us situation me kaise pahuchi kya gujari Hain tumhare sath kyoki mujhe lagta ab tum bhi sambhal chuki aur un pareshaniyo se bahar aa gayi ho jo tumane jhele Hain to Aaj ham dono apna atit ek dusare ko sunayege.

Tamanna Raghav ki bat sunkar thoda hadbadai to magar khud pe kabu pakar boli "manjoor hain vaise to wo sab dukhdayi hain magar main apne dil bat tumhe batana chahati hoon ki kya gujara hain mere sath to thik chalo 7 baj gaye hain 1 hrs bat milate hain kitchen aur breakfast taiyar karte hain.

Ye bol Tamanna muskurate huye bister se uthakar Raghav ke pas gayi aur uske gal pe kiss kar ke apne room se bahar nikal gayai.

"Pagal ladki" ye bol kar Raghav bhi muskurata hua bathroom ki taraf nikal gaya.


*******

Ek dusare shahar me ek adami phone pe.

Adami: Boss us ladki is shahr se namo nishan gayab Hain hamne shahar ka chapa chapa chhan mara magar wo ladki is shahar me kahin bhi nhi Hain.

Boss: to usko jamin kha gaya asaman nigal Gaya. Kamin pta nhi kaise hotal ke kamare bhag nikali.

Adami: boss jaisa aapne khabar uske gayab hone ki di hamane har jagah cctv check kar dali, ek sal pure shahar ka Kona Kona, kothe, hospital aur bar kuch bhi nhi chhoda magar iska kuch pta nhi chal raha hain.

Boss: us samay footage ab bhi tum logo ke pas Hain.

Adami: ha boss, ham Kai bar dekh chuke magar koi clue nhi mil Raha Hain.

Boss: ek kam karo wo shahar chhodo aur adde pe aao ham ek bar fir se sare footage dekhate hain kyoki Jo footage mere pas thi wo laptok sath hi khatm ho gaya.

Adami: okay boss.

Wo phone kat ke apni car ko lekar shahr se bahar jane wale raste pe nikal gaya.
Nice update
 

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
15,863
39,729
258
Update 4

Tamanna aur Raghav dono is samay kitchen me milkar breakfast bna rahe the.

Tamanna: Raghav jab tak ham apna breakfast bna rhe hain tab tum sapne wali ladki bare me batao kyonki subah ki tumhari baton se lag rha hain is bar bahut kuch saf saf dikha hain har bar ke mukabale.

Raghav: ha Tamanna tumhara. Andaja bilkul shi is bar bahut saf tha aur mujhe bahut kuch clear dikha har bar main khud ko bhi dudhala dundhala hi dikhta tha magar is bar main apne aap ko pura tarah clear dekh paya isliye to mujhe apne Umar ka pta chala ki sapne me meri umar kya thi ladki mere se do tin sal badi thi magar uska chehera is bar bhi clear nhi tha

Tamanna: hmmm... Magar tumane apne alawa kuch to ladki me notice Kiya hoga.

Raghav: Notice to Kiya magar tumhe kaise batao Jo notice Kiya you know na what I mean?

Tamanna: common Raghav main pichale ek sal se tumhare sath hoon hamne apne atit ko chhod kar Kai bato discuss Kiya Kai bar ham inner wear ek dusare samane rahe to batane me kaise jhijhak.

Tamanna ki bat sunka halka jhijhaka fir khud man me kuch samjhaya " Bat to sahi kah rhi hain ye aur agar main apna past bataouga to bahut kuch aesa hain jo is batana Hain Jo is sase bhi jyada hoga to bata deta hoon."

Raghav: Tamanna is bar Jo sapana Aya Maine tumhe bataya ki kafi kuch clear sirf ladki ke chehere ko chhod kar. Main apni Umar aur ham dono ke kapade notice kiye ye to Maine tumhe bataya jisase ham dono kafi Ameer bhi lag rahe the. Iske alawa Jo wo jagah thi wo shahar 3 jaisi thi magar jo is bar clear dikha ki wohi ki pahadi area the.

Abhi Raghav kuch aur bolta Tamanna bich me: ye batane ke liye tum itna jhijhak rahe the ha ha ha ha....

Raghav: nhi Tamanna bat ye hain ki abhi tak jo maine notice sab batana shuru kiya hain us bat ko ab batane ja rha hoon, jaise ki maine bataya ladki mere hathon ke sahare pahadi lataki huyi thi tumhe yaad Hain.

Tamanna: ha ye to yaad Hain.

Raghav: to sidhi si bat Hain mere Nazar upar se niche ki tarah hogi.

Tamanna: ha ye bat bhi hain magar isme notice karne wali bat kya.

Raghav: ye hi ki jab main upar se niche dekh raha tha to meri nazar usake suit ke bade bich me bhi padi.

Ye sunkar Tamanna ki ankh choudi ho gayi.

Tamanna: matlab..

Raghav: tum itani bhi nadan nhi ho Tamanna matalab ki meri najar uske cleavage ander tak dekh rahe the.

Raghav apni bat ko decent hi rakhana chahata tha.

Tamanna: to waha notice karne layak tum dikh Gaya vaise ladkiyon ka wo hissa sabase jyada notice Kiya jata hain.

Raghav: janta hoon magar maine wo nhi kuch aur notice.

Tamanna: kya notice kiye?

Raghav: iske dono boobs ek dusare alag the bra ke karan aur dono ke bich bani ghati ke bichon bich ek birth mark tha gol sa kale rang me badi bindi ki tarah.

Raghav ye batane mahoul thoda akaward sa ho gaya. Jise halka karne ke liye.

Tamanna: hmm yani us ladki chehera na sahi magar kuch pahachan to Mila ab ham har ladki ka chek karege ha ha ha ha ha ha.

Raghav: very funny jute padege, dekho breakfast pura ban gaya chalo ab karte hain.

Fir dono muskurate huye breakfast table pe lagane lage.

##########

Inhe breakfast karne dete hain aur chalate Hain kahin aur tarah..


Ek badi haveli ke hall me baithi ek lady ro rahi thi. Uske bagal me ek adami baitha tha use samjha rha tha.

Adami: bhagywan us hadase ko 15 sal bit Gaye magar tum aaj bhi ro Rahi air Ridhima bhi iska khud ko dosi man kar apne aap me gumsum rahane lagi hain. Beta chala gaya ab betiyon dhyan rakhon Ridhima khud ko apradh bod man kar roti rahati hain aur Mahi use iska dosi mankar usase nafarat.

Aurat: maa hoon kaise bhool jao apne nanhe se bete ko.

Adami: kya apni betio ko bhul jaougi.

Aurat: aap sahi kahate hain main aaj se koshis karungi ye bol aurat washroom ki taraf chal di.


Aaj ke liye itna hi
Nice update
 

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
15,863
39,729
258
Update 5


Ek aurat washroom se fresh hokar nikali aur upar wale floor ki taraf chal di jahan uski betiya apne apne kamaron me thi.

Wo pahle apni chhoti beti ke kamare gayi.

Aurat: Chhutaki mujhe tumse aur tumhari didi se kuch bat karni hai kahani room me aougi.

Ladki (abhi filhal ise main chhutaki hi kahuga): Maa aap unhe meri didi mat kahiye unhone mera purana khilona kho diya.

Aurat: kya wo sirf tumhara tha hamara kuchh nhi tha khaskar ke badaki, tumhe kya lagta use kaisa lag raha hoga jab wo kho baithi aur sath sath ke uski pyari bahan ne us is bat ka doshi man bat karna band kar diya uski bhi soch.

Chhutaki apni maa ki baton sun shant ho gayi.

Aurat: Main tumhari didi ko lene ja rhi hoon tum mujhe wohi Milo kahani room me.

Chhutaki: thik hain maa.

Aurat uske kamar nikal kar samane wala room darwaja khatkhatay.

Ander: Darwaja khula Hain.

Aurat jab tak kamare me enter karti tab Chhutaki apne kamare se nikal ground floor ki taraf nikal gayo.

Aurat ne darwaja khol kar dekha to ander bed par ladki murjhaya sa chehara bethi thi jaise use bahut bada dukh ho. Use is halat me dekh kar aurat ki ankhein nam ho gayi. Wo ander nhi ghusi aur darwaje se hi.

Aurat: Badaki mujhe tumse kuch bat karni hain 5 minut me kahani room pahucho.

Ye kahakar wa darwaja fir khichkar turant ground floor ke taraf nikal aur air apne room jakar khud rone lagi.

Aurat: hey bhagwan meri bachchi ne apni kaisi halat bana li aur main khud khoyi Rahi. Ab nhi ab main apni dono betiyo ke jiwan me khusi bhar dugi.

Ye soch apni ankhon ke ansuon pochh wo washroom ki taraf chal di.

#########

Ek bade hal me kuch bande baithe huye hain aur led pe video chal rahe the.

Adami: boss ye us rat se lekar agale 5 din ke footage hain, jisme usake gayab hone wale area, toll, railway, airport aur bass addon ke video wo kahin Nazar nhi aa rhi hain.

Boss: Abe chutiye uske pass apne koi document nhi the isliye airport nhi jayegi, airport ke video ka koi fayada nhi. Railway ko dono stations me wo nhi Hain hata. Ab bacha byroad kyo ki ye jaruri nhi ki wo bus adde Jaye aur dusara wo kisi lift lekar bhi nikal sakti hain.

Adami: mujhe bhi ye laga tha isliye us rat buss adde se jitani bus aayi ya gayi maine har bus ke driver aur ticket chekar se agle hi din uski photo dikha kar poocha magar wo kisi bus me kahin se nahin chadi.

Ab apki bat Mane kisi se lift Li ho to boss aap dekh hamne shahr se bahar Jani wali har toll ki video 15 days Tak bariki se check aur us aream gujjarane wali car ko bhi achche cctv me dekh magar wo kisi car me Nazar nhi aayi. Ab agar usane shahar nhi chhoda hain to ye bhi nhi ho sakta Hain hamne shahar har ghar aur building chhan mara kabhi naukar to kabhi kuch banke.


Boss: to chutiyon ye ladaki gayi Kahan.

Adami: kuch nhi samajh me aa rha hain boss.

Boss: Abe agale sal wo 24 ki ho jayegi fir hame duniya ke samane road pe aana padega.

Adami: boss hame kuchh nhi samajh aa rha hain ki kya chhut Raha Hain.

Boss: ek kam karo wo Citi wali aur Toll wali video mujhe do aur jao kal jo mall aane wala Hain usko dekho.

Adami: okay boss.

Fir wo adami footage ka hard disk boss ko deta Hain aur wahan se nikal jata hain.



Aaj ke liye itna hi.
Super update
 

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
15,863
39,729
258
Update 6



Kahani Room, ek aesa Kamara Jahan pahuchate aesa feel hota ki ham bachchon ke sapano ki duniya me pahucha Gaye Hain jahan pariya hain , Charon taraf manoram drishya hain, titliya udh rhi hain aur Charon taraf pahad hain.



Ye haveli ki nichale floor pe hi ek taraf bada band hall tha jise haveli ke bachchon ke liye banwaya Gaya tha jiske haveli hall se ek darwaja tha jo kahani room khulta tha. Kahani room halive ke haal se bhi badi space me tha Jahan par mittiyon se chhote chhote pahad banakar unke biche se artificially jharna bhi banaya gaya tha sath sath ke sath kuch lakadi aur kapado ke madad se pariya aur titliya banayi gayi thi jinko stand fan ke madad hawa dekar hilati huyi dikhaya gaya tha wohi side lakadi slop banakar baithne ke liye jagah banayi gayi thi Jahan bachchon ke liye alag aur badon ke ke liye alag tarike baithaine ka system tha. Karib 10-15 log baith sakate the.



Chhutaki wohi baithi huyi apne bachpan ki yadon me khoyi huyi, tab darwaja khulane ki ahat huyi aur chhutaki ki nazar darwaje ke taraf gayi to use wahan uski didi use nazar aayi Jo ander aate hi ek taraf dekhate huye kho gayi thi.



Chhutaki ki nazar jab apni didi ki chehere gayi to uske chehere pe gussa aaya magar dil ro pada.



Chhutaki (man me): didi ki halat to mujhse bhi jyada kharab ho rakhi hey bhagwan Maine kya Kiya mujhe di ka khyal rakhna chahayi tha.



Chhutaki ne khud pe kabu rakha warna wo ro padati. Tabhi us par uske didi ki nazar padi aur uski nazar jhukaye aayi aur ek taraf baith gayi.



Ek bar fir darwaja khula aur is bar andar aane wali uski maa thi wo ander aa apne betiyon ko dekh rahi thi.



###############





Idhar boss jab ghar pahucha to uski wife.



Bwife: kuch pta chala us kalmuhi ka?



Boss: nhi yar pta nhi use jamin kha gayi ya asaman nigal Gaya nhi mili pura shahar chhana ja chuka hain, na shahar me mili na shahar bahar jate dikhi.



Boss kuch aur bolta tabhi ek awaj aayi sidhiyon ke taraf.



Awaj: koun kaha jate huyi nhi dikhi dad.



Boss: Tumhari Tamanna didi Priya.



Ab ladki ko Priya likhuga..



Priya: means unke bare kuch pta chala?



Boss: ha beta use last time shahar x me spot Kiya gaya tha magar uske bad se kuch pta nhi chal raha hain.



Priya: dad kuch bhi karke di ko khojiye main unse kab se milna chahati hoon last time wo jab aayi thi to mama ke Ghar thi.



Boss: ha beta ham bhi use khoj rahe pta nhi kha hogi mere bhai bhabhi ki nishani. Achchha tum kahin ja rhi ho.



Priya: ha dad, Neha birthday to usane bulaya jaldi hi.



Boss: thik hain jao magar apna khyal rakhana.



Priya: okay dad bye.



Priya Ghar se bahar chali gayi.



########



Raghav hause brekfast table...



Tamanna: ha Raghav ab batao..



Raghav kuch bolta tabhi uska mobile baj utha.



Raghav: hello Maya.



Maya: Hi aaj ek faceoff meet hain.



Raghav: kab ki aur kitani lambi.



Maya: 10 se 2 baje tak ki aur abhi 8:30 ho rhe hain xyz farmhouse pe.



Raghav: okay , ore kuch..



Maya: ha shahar x halchal Kam ho gayi hain kuch batein PTA chali hain jo phone nhi kar sakti.



Raghav: thik sari info kal luga, nazar banaye rakho.



Maya: kal rat me Milo tab info milegi. Nazar kabhi nhi hatati main jab Kam tumhara ho.



Raghav: okay fix. Bye





Maya: bye see you tomorrow.



Phone rakhane ke bad.



Raghav: Tamanna mujhe nikalna hoga to hamari batein sham ko, meeting aa gayi hain.



Tamanna: no issue, magar sham ko pakka.



Raghav: ha pakka



Fir dono ne Shanti se breakfast Kiya uske bad Raghav ready hokar nikal gaya.
Nice update
 

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
15,863
39,729
258
Update 7

Aayi ye yahan ham apne kuch patro ko jan le Jo main kahani bahut aage Tak ek alag kahani ki tarah chalege kyoki Inka main kahani judaw bahut bad me aayega magar wo sath sath chalate rahenge..

Sonpur ek aesa gaon jahan sach me log sone(gold) ke dil wale hain ye gaon 2 taraf pahadon se aur ek taraf Nadi se ghira hua hain ye Nadi unhi pahado se kahin se nikali hain. Ye Nadi Sonpur ko chhune ke bad dusari taraf mudkar nikal jati hain. In do pahado me kai choti choti pahadiya hain jo Nadi ke dono taraf Sonpur Tak bani huyi fir Nadi ek tikh mod le upar se niche girate huye nikal jati hain.

Sonpur gaon ke thakur hain Surendra Singh, Jo behad nek Dil aur khusmijaj adami hain. Gaon me sab unki badi ijjat karte hain aur kyo na kare jab wo gaon walon ki madad ke liye hamesha taiyar rahate hain.

Kavita Singh ye hain Surendra ki wife jo dil ki bahut achchhi hain aur apne Pati aur baccho se bahut pyar karti hain.

Inki kul teen santan hain Pahli beti Ridhima , Dusari Beti Mahi aur Ek beta Rohan.

Pahli beti ki umar is samay 22 Sal, Jo bahut hi khubsurat aur apne bahan aur bhai se bahut Prem karti hain magar 15 sal pahale kuch aesa ghata jisase iski chhoti bahan Mahi jiski Umar is samay 20 sal Hain apni badi bahan se naraj rahane lagi.

Kya ghata wo aage kahani me PTA chalega jab Kavita apni dono betiyon se kahani room me bat karegi.

Rohan ke jab 3.6 sal ka tha tab kuch hua jo apne pariwar se dur ho gaya kaha gaya Kahan Hain kisi ko nhi pta kya huabtha wo agle update me clear hoga. Ab is kahani me aurat, chhutaki aur badaki inke naam aap lognke samane aa gaye inki kahani maine kahani ke sath chalti rahegi.

##########$


Priya ke jane ke bad.

Boss: Anchal wo tumhara bhatiza Pawan Kahan Hain aur uski bahan Simran Kahan.

Anchal (boss ki wife): ji simran to Delhi gayi hain use Tamanna ki kuch khas saheliyon ka pta chala Hain unse Tamanna ki information lene gayi hain.

Boss: badiya hain sali kuch pta chale Kahan gayab hain. Pawan kya kar rha hain.

Anchal: wo ghar me kam ke liye jo maid hire huyi Hain uski verification karne nikala Hain.

Boss: chalo ye bhi sahi is samay sab dekhkar karna padega. Uski maa vaishali kab aa rhi hain dono ko sath me liye kafi time ho gaya.

Anchal: parso ayegi usaki bhi chut fadfada Rahi Hain bhaiya ke jane ke bad uska Jo intejam apke bina tha wo khatm ho gaya hain.

Boss: aane do ab to dono ki sath me luga.

Anchal: Mera tab tak kya hoga Simran bhi nhi Hain ki uske sath hi maze kar loon.

Boss: Rani Aaj Kam jyada Hain kal rat luga Teri.

Anchal: chalo aaj kisi tarah rat nikal lugi.

#########

Raghav Ghar se nikala aur apni bike se pahuch gaya ek alishan Ghar me aur phone ghuma diya.

Raghav: hello Maya, main ghar1 pahuch gaya saman kidhar hain.

Maya: Saman Studyroom me computer table pe rakha Hain Sara details bhi hain 15 minut gadi pahuchegi aur tumhe lekar nikalegi.

Raghav: okay.

Phone rakh Raghav computer room ki taraf badh gaya.
Shandaar update
 

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
15,863
39,729
258
Update 8

Pal pal Jo rang badalati hain usi ka naam to jindagi hain, ye kisi ke ek sath nhi sabke sath khel khelati hai kabhi kushiyon ka ambar lagati hain to kabhi dukho ka pahad sar par dal deti hai. Lekin jo bhi karti hain wo hamare sahi ke liye karti hain aesa kuch ghata hain Kavita aur Surendra ke pariwar me.

Kavita jab 18 sal ki tab uska pura pariwar ek road accident me ishwar ke pas chale gaye. Kavita aur Surendra ke papa bachpan ke Mitra the aur dono ko bus ek hi santan isliye dono ne in dono ke bachpan me shadi Tay kar di isliye Kavita ke pariwar me ke khatm hote Surendra ke pita ne dono ki shadi Kara ke 18 sal ko umar me Kavita ko apni bahu bana liye. Kavita ki duniya sawarne lagi.

Kavita jab Kahani Room me pahuchi to usne dekha Dono bahane ek dusare se kuch duri pe baithe huye the. Lekin Mahi ek Tak Ridhima ko dekhe ja rahi thi jo use thoda achchha laga Aaj Kai salon bad usane dono bahano ko ek jagah Shanti dekha tha.

Kavita dono bahano ko dekhate huye,

Kavita: Tum dono kuch kahon ya koi sawal puchho main tum dono ko ek kahani sunati hoon fir tum dono se kuch sawal puchhogi wo kahani ke bich me ke bich me bhi ho sakta hain aur ant me bhi. Thik Hain.

Dono ek sath: Thik hain maa.

Kavita: Janti ho ek gaon me khubsurat se ghar tha aur us Ghar me do log rahate the, Jo jahir se bat Hain pati patni the. Dono ek dusare ko bahut pyar karte the magar unke jiwan me ek dukh tha unki koi santan nhi thi, shadi ko do sal ho gaye the.

Tabhi unhe ek khuskhabri mili ki unke bachpan ke dost ke Ghar beta hua. Dono pati patni unhe badhai Dene unke ghar pahuche to wahan unki bhet ek tejaswi shadu huyi Jo udhar se gujar rahe the to bachche ko ashirwad Dene chale aaye.

Jab ye dono waha pahuche to stri ko dekh sadhu ji apne sthan se uth khade huye aur bole "Aho bhagya hamare Jo aap dono ke darshan huye."

Unki bat sunkar wo dono hi nhi unke Mitra ka pariwar bhi chakati ho gaya.

Pati: Pranam Shadu baba, kya ham pahale mil chuke hain.

Sadhu: Nhi putra ham pahle nhi mile magar hame tum dono ko dekhkar kuch abhas hua hain isliye hamane ye bat kahi.

Shadu ji ki bat sunkar Patni ko lag gaya ki ye koi pahuche huye Mahatma hain wo doud kar unke pair chhune gayi shadu ji pichh hat gaye.

Patni: kya main apke ashirwad ke layak bhi nhi baba.

Shadu: Devi aap to Naman karne yogy hain mujhe tuchh ke pair chhukar kyo mujhe narak bhagi bana rhi.

Patni: Jo stri maa na ban saki wo kahe ki Naman baba.

Shadu: putri tum maa na ban payi uska ek Karan hain.

Pati-patni: dono ek sath.

"Kya Baba"

Sadhu: apke Jo santan hogi wo kichvishes ke liye janm legi is liye uska janm kuch sharto pe hoga usi ke liye aaj main yahan tak aaya hoon.

Stri: wo shart kya hogi baba.

Sadhu: main pahle bata deta hoon tum ek putri ka maa banogi magar isake janm purv hi tumhe uska vivah Tay karna hoga.

Stri: magar ye kaise sambhav hain.

Sadhu: Sambhav hain putri kyoki usase vivah karne wala janm le Chuka hain.

Stri: Agar aesa to batayi wo kahan main aaj hi uske maa baap ke charno me gir kar apni honewali beti ki shadi Tay kar dugi.

Sadhu: kahi jane ki jarurat nhi tumhara damad us palane me khel raha hain.

Ye sunkar wo dono aur uske Mitra ke pariwar bhi chok Gaye.

Mitra: baba agar aesi bat Hain to main aaj hi apne ka rishta apne dost ke sath Tay karta hoon paristhitiya jahan jaisi bhi ho bavishya me in dono ki shadi hogi.

Sadhu: uttam ati uttam.

Stri: maharaj ab upaye bataye ki mujhe meri beti kaise prapt hogi.

Baba: Tumhe apne damad ka charano ko ganga jal se dho lo aur us jal ko ek patr me ektta Karo dono pati patni ye kriya din tak Karo bhagwan tumhari ichchha Puri karega.

Shadu upaye batakar chale gaye sabne milkar sari prakriya unke kahe anusar aur kahe din tak karte rahe hain.

Bhagwan ne unki suni aur pyari beti mili jise unhone nazon se pala lekin kahate na jab sukh aata hain to dukh bhi Lata Hain jab wo 18 sal ki huyi to uske maa baap ek road accident me chal base magar jaisa unke dost ne kaha tha unhone ladki shadi apne ladake Kara di.

Ab batao dono ko isase kya samajh aaya.

Ridhima: maa yehi sukh aate hain to dukh bhi aata hain.

Maa: dukh aata to sukh bhi aata hain jaise us ladki jivan me aaya uski shadi usi ladake usake papa ke dost Vada anusar Kara Diya.

Kavita: sahi samajhe.

Dono ek sath: maa fir aage kya hua.

Kavita: batati hoon ye sab to batein tum dono se karne aayi hoon.

Shadi kuch hi dino bad ladki jiwan me fir khushiya aayi wo maa banane wali thi magar kahate hain sukh dukh ka choli Daman ka sath hota hain aesa uske pariwar me hua. Jab 7wa mahina tha tabhi road accident me uske sas sasur chal base magar wo maa banane wali thi isliye pati ne us samjhaya ki wo gam bhul kar khus rahe hain aur 19 sal ki umar usane ek pyari beti ko janam diya dono ke jivan me fir khusiya bhar gayi.

Jivan fir apni raftar se chalane laga aur us ladaki jivan me khusiyon ka ambar lagane laga wo ek bar fir maa bani aur 21 sal ki umar usane dusari beti ko janam diya. Pati patni dono kush the magar vansh chalane ke liye unhe beta bhi chahiye tha isliye unhone fir ek aur bachche ka plan Kiya.

Jaise bhagwan us ladaki ki har mang pure karne baithe ho wo ek bar fir maa bani usane ek bete ko janam diya.

Ab tum dono batao ab tak kya samajh me aaya.

Dono ek sath: maa ye aap ki kahani hain.

Kavita: ha wo ladki main hoon jisane sukh dukh ke dono badal bahut bar dekh magar is bar ye badal kuch gahara chha gaya.

Us din Ridhima ki koi galti nhi thi 6.6 sal ki ladki thi tum us samay air mahi tumhari Umar bhi 4.6 sal ki thi. Ham dono bhi wo hi thi hamara dhyan nhi Gaya us tarah aur tum dono bhi boll khelan me vyasth ho gayi.

Ridhima isliye khud ko dosi manane lagi aur shayadi usi Karan mahi tumane bhi use isliye doshi Maan liya kyoki Ridhima ne Kahan tha wo hamesha apne bhai ka khyal rakhegi magar bhagwan pta nhi kya chhupa rakhe the apne garbh me pahadi pe khelate samay Rohan Nadi wali side badh gaya aur jab tak hamari Nazar gayi aur ham rokan ke liye doudw Rohan Nadi me palat ke gir kar uske Pani ke sath bah Gaya.


Ye kahate kahte Kavita aur uski dono betiron ke ankh se anshu bahane lage.

Mahi rote: didi mujhe maaf kar do Maine apka bahut Dil dukhaya agar aap nhi uska khyal rakh pati to mujhe dhyan dena tha.

Ridhima: na chhoti ye to sab bhagya ke khel the sukh tha dukh bhi aaya.

Kavita: kahani abhi khatm nhi huyi Hain tumhara Bhai jivit hain.

Dono ek sath: Kya ...? Kahan Hain wo????



Aaj ke liye bus itna baki agle update me.
Zabardast update
 
430
1,577
123
Update 9

Raghav jab computer room me pahucha to use computer table pe ek packet dikha jisme kuch equipment aur ek mask rakha hua tha, sath me ek chit thi.



images-2022-05-05-T095824-533
Aesa mask tha packet me.


Raghav ne khola to chit me ek details thi.

Name: Mrs. Sameera Sah (Code Name: Sami)
Age: 36
Like: Rough and Hardcore

Us ko nhi pta ki tumhe uski real identity pta hain pahli mulakat hain be careful bahut chalak lady hain utar Lena botal me. Aage bahut kaam aayegi iski hame jarurat Hain current mission ke liye kaise mulkat me bataougi, Noorbano ke refrence se meet fix huyi Hain, baki tumhari jarurat ki chij packaet ke sath rakhi huyi Hain.

Only yours
Maya

Raghav chit padhkar muskura utha usne packet ko dubara khola to mask ke nich ek chhota dibba tha.

Raghav ne dibba khola to usme ek nano technology pe bana Chhota chip tha usne use uthaya aur apne garden par gland wali jagah par chipka diya jo dekhane me ek til jaisa Nazar aa rha tha.

Raghav ne chip laga kar call lagaya Maya ko.

Maya: Hello,

Raghav: hello.. how's?

Maya: perfect totally change ho gayi voice, magar har bar test kyo karte ho.

Actually Raghav ne jo chip chipkaya tha wo voice changer tha.

Raghav: are dear ye machine hain kab kharab ho jaye kya pta isliye har bar check kar leta hoon.

Maya: ye bat bhi sahi chalo bahar pahuch car pahuch gayi hain compound me.

Raghav: okay darling.

Ye Raghav ne phone disconnect Kiya aur chehere pe mask laga bahar akar car baith gaya.

Driver ko jaise pahle se sab PTA ho wo Raghav ke baithe hi gadi ko gate bahar lekar nikal gaya ek taraf. Dekhate dekhate gadi shahar se bahar ko nikal gayi aur shahr se karib 10km aane ke bad wo left mud gayi.

Raghav is raste se puri tarah parchit tha ye rasta uski diwanee Noorbano ke farmhouse ki taraf jata tha. Kuch hi der me gadi farmhouse ke compound me khadi thi.

Raghav gadi se bahar utara aur maindore ki taraf chal diya, usane callbell dabayo to ek behad khoobsurat bsurat hasina ne ek knee length Tak one piece pahane jisme uski breast line chhup Kam dikh jayad Rahi thi aur niche uski lambi Gori janghe dikh rahi thi.



images-2022-05-05-T102645-097

Iski sundarta ka varnar aage story me hogi lady ne bhi Raghav ki tarah mask laga rakha tha jo kuch is tarah ka tha.


images-2022-05-05-T095531-766

Raghav ne ek bar uspar niche tak usko dekha aur hath aage badhate huye bola.

Raghav: hi Sami this Romeyo, Noor ne kaha tha aap mujhse milna chahati hain.

Sami hath milate huye: Ha Romeyo, bada suna Hain tumhare bare me Noor se isliye bulaya I hope mujhe nirash nhi karoge. Aao ander aao.

Ragjav: mujhe nhi pta aap ne Noor se kya suna hain magar aaj tak jo mila Hain mujhse nirash nhi hua.

dono chalate huye hal ke sofe pe bath gaye.

Sami: I like your confidence, bus meri wish puri ho jaye tab dekhege.

Romeo: Sure.

########


Aayiye aap se ek logon ko ore parichat Kara de Boss jiska naam Sanjay hain ab iska Tamanna se kya rishta hain ye aage story me PTA chalega.

Sanjay: achchha Anchal darling ye bta ye Simran kab mere niche aayegi.

Anchal: bhool jao usko sali lesbian isliye to aati hain to mere sath rahati hain. Use man nhi pasand aur ek uska bhai hain madhrchod use ladkiya aur aurat nhi pasand. Bade gajab bache paida kiya hain Vaishali ne.

Sanjay: kya itani khatrnak bachche hain paida kiye hain tere bhain.

Anchal: behanchod mere bhai ko kyo dosh de raha hain Pawan to Teri aulad Hain sala gandu hain.

Sanjay: tabhi to nhi samajh me aata sala mere lund aesa londa kaise paida ho gaya.

Anchal: mujhe lagata Hain dono maa ke gud alag alag Gaye wo bhi opposite Wale.

Sanjay: matlab

Anchal: are Vaishali ko dono pasand hain meri taraf lekin lagta hain uske auraton pasand Wale gun Vaishali me aur adamio ko pasand Wale gun Pawan me chala gaya.

Sanjay: iska karna ye bhi ho sakta hain jab Simran pet me the tum dono ek sath kyoki mujhe bahar Jana pad gaya thabtere Bhai ke sath aur tum dono ne us samay khub lesbian romance Kiya tha. Pawan ke samay Vaishali din me mere sath aur rat me tere Bhai ke pas hoti thi.

Anchal: ha ye ho sakta hain.

Sanjay: achchha chalo tum apne is lund se maja lo main chala Tamanna ki talash me ek bar un cctv ko dekhta hoon kuch mil jaye.

Anchal: Aaj rat usinka Sahara hain.

fir dono chal diye do kamron ki taraf.

######

Do log phone pe.

1: Kam hua?

2: ha mem ho gaya apka plan hi itna solid tha sala lattu ho gaya.

1: par wo to gay Hain na?

2: ha mem magar main ye kab kaha wo mujhpe lattu ho gaya.

1: Means


2: Are mem main plan ke mutabik jack ko sath lekar gayi thi uski body dekhkar sala uspe lattu ho gaya aur jack bhi gay Hain use bhi lounda pasand aa gaya. Maine jack ko apna boyfriend bata kar milayi thi to sale ne kaha naukari tab milegi jab mera bf uske sath rat bitayega.

sala jack ko dekhkar sare security bhool gaya aur meri verification ka reason dekar Aaj ghar se aaya hain pura din aur rat jack sath bitayega.

1: bahut badiya kaam kiya tumane jack meri taraf se shabasi Dena aur uski 3-4 din ki Goa trip mak sath hamare kharche pe inam me.

2: okay mam, aur mera inam.

1: mujhe pta Hain tumhe kya chahiye pahle waha set ho phir tumhar Inam mil jayega wo 15 days ke liye.

2: Thank you mam, bye.

1: bye and takecare.

iske bad dono ne phone disconnect kar diya.


abhi ke liye itna hi...


 
Top