• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Hayaan - Ek Insaan Ya Shaitaan

Hayaan-Insaan Ya shaitan Story kaisi hai..?

  • Total voters
    180

Vickey1211

Well-Known Member
7,541
16,040
188
Update..No..62*
MeGa..UpDaTe

Abb..Takk...
Gunda - Boss Ye to Maar khane se Pahle hi Behosh ho gaya...

Main to Kahta hu Dono ko Goli maro...
Aur Hum Chalte hain Apne Target ki Taraf....

Chairman2 - Chup pe Budbak... Jub baton ki samajh na ho to Beech mein nahi bola karte...

Humein Kahi nahi Jana...
Wo Khud hi Aa Rahe hain...??

Abb..Aage...
Mask Man - Budbak Wo Nahi Tu hai...
Shayad Tujhe Andaza Nahi..
Tum logon ne Kya kiya...??

Tum Sabki Maut aa Rahi hai... Jise Tum Sab Ne Bulaya hai..??

Chairman2 - Ek to Pahle Behosh ho gaya hai...
Ab Bacha hai tu..
Fir bhi itna ghamand...,
Tujhe Abhi Nahi Marunga...??
Main Bhi to Dekhun Kaun hai Aa Raha hai Hum sabko Marne Ke liye...??

Mask Man - Tum Sabki Iksha Bahut Jald poori hogi..
Main to Shikar ke Iraade se Aaya tha..
Lekin Ab Tum Sab Par Daya Aa Rahi hai...
Khas Kar Tum Par Chairman Aurf D6 ke Duplicate....!!

Abhi bhi waqt hai Sab Bhag Jao...
Warna fir mauka Nahi milega Bachne ko...??

Chairman2 - Ohh to tum Sab Jaante ho, Achhi Baat hai !!
Aane do...
Lekin Shayad Tumhein Andaza nahi Kaun Aa raha hai Kise lekar...??

Mask Man - Na Jane kiss Chutiye se Pala Pad gaya hai mera,
Chup Rahna hi behtar hai...!!

Mask Man mujhe Road ke Side le ja kar lita deta hai,
Aur Khud bhi Aane Wale Pal Ka Wait karne lahta hai...!!

Hayaan ki Tarf dekhte huye...
Mask Man - Kash Tumne Meri Baat Pahle Maan li hoti...
To Shayad Aaj Ye Din Na dekhna padta...,
Par Tum Thahre Ahinsawadi.. Sachayi ki Misaal banna tha tumhein...

Afsos Meri Baat Na Man kar Tumne Apnon ko Kho diya....??
Ab Misaal.Nahi Mashaal Jalana....??

Bas Ek Deal hi to karni thi....??

Main bhi dekhta hu Kaise Nipatte ho Iss Halaat se mere Begair....??

_____________________________
Aaiye Ab Chalte hai Anaya ki Taraf...
Akhir Kya wajah thi...
Hayaan ke Behosh hone ki...??
Aur Mask Man ke Aisa Kahne ki....??

Kabeer Family Jain Ke Saath Deharadoon ke liye Sonpur se Nikal Chuki thi....
Abhi Wo Deharadoon Pahuchne ke Kareeb the ki Kabeer Ne Jain se Gadi Rokne ko Kaha....

Kabeer - Jain ! Ab Tum Wapas Jao..
Yahan se Hum Sabhi Ghar chale jayenge.....
Waise Bhi Itni Security kaafi hai Hamare liye...
Tum Hayaan ke Pichhe Jao...

Jain - Okay Sir ! Main Ja Raha hu...
But Aap Sabhi Hoshiyar Rahna..
Kyuki Hamein Hayaan ne Sakht Nirdesh diya the ki Jaisa Usne kaha hai waisa hi ho...

Kabeer - Ab Humein Darne ki Jarurat nahi Bas 10 km hi to bacha hai...
Kuchh der Baad Hum sab Ghar Mein Aaram Kar rahe honge...
Aage Hum sab Sambhal Lenge...

Jain ko Bhi Kabeer ki Baat Sahi lagi...
Kyuki Chairman ke plan ke mutabik Attack Sonpur mein hone wala tha...
Issliye Jain Chand Guards ke sath wapas Hayaan ki Taraf Chal diya....

Kabeer aur Uske Sabhi Family Member Aane wale Khatre se Anjaan,
Ek hi Gadi mein Ikattha Kabeera Palace ki Oor Chal diye...

Aage Picche Do Gadiyan Chal Rahi thi Protection ke liye...

ljatra Kabhi Chetavani dekar Nahi aata... achanak hi Poori duniya Ulat - Palat deta hai....
Aisa hi kuchh Inke Saath hua...

Abhi 5km door hi gaye the ki...
Achanak Charon Taraf se Goliyon ki Bauchhar Shuru ho gayi...

Achanak Hamle Se Sabhi Ghabra gaye aur Darr ke mare Gadiyan Wahi Rok di...
aur Shayad Yehi Galti Kar di....

Ki Tabhi Kisi ne Ek Aur Fire kiya...

Pahli Gaadi Mein Visfot hua...
Aur Gadi ke Parkhache hawa mein udne lage...

Yehi Ganimat thi ki Pahli Gaadi mein Sirf security Guards the Koi Family Member nahi tha....

Kabeer Ko Yaha Par Rukna Safe na Laga..

Usne Turant Gaadi ko Full Speed mein Aage badhane ko Kaha....

Lekin Jyada door Na bhag Sake Kyuki Har Taraf se Goliyon ki bauchhar hone Lagi...
aur Unhein Beech Sadak mein Gher liya gaya...

Charon Taraf Gadiyan aur Beech mein Fansi Kabeer ki do Cars...

Achhi Baat ye the ki Sirf Golibari ki,
Bulletproof glass hone ki wajah se Sab Safe bach gaye...
Kli Nukasaan Nahi hua...

Agar Fir se kisi ne Bom fenka hota to Shayad koi bhi na bach pata....

Golibari Ruk chuki thi...
Tabhi Ek Gaadi se Do Log Utar kar Kabeer ki Taraf Badh gaye...

"Main ti samajhta tha ki Mera Waar Kabhi Khali Nahi Jata..
Lekin tumhari Khushnaseeb to dekho...Tum Bach Gaye..""

"Marr Ke Fir Se Jinda ho gaye..""

Sabhi Ko Bahar Nikalo...

Ishara milte hi Sabhi Gunday Jabardasti Sabko Gaadi se Bahar Nikaal Laye....
Aur Sab ko Ek line mein Khada Kar diya...
Sabke Saamne Bandook Taan Kar Khade ho gaye....

Kabeer Ko Ab Darr satane laga...
Shayad Usne Hayaan ki Baat na Mankar Bahut Badi galti kar di...
Par ab Pachtaye Kya Fayda...??

Kabeer - Dekho Tum Bahut Badi Galti kar Rahe ho...
Hamara Rasta Iss Tarah Rok kar...

Chairman - Main Kabhi Koi Galti Nahi karta....
Bas Ek Baar Bhool ho gayi thi..
Ki Tumko Marne ke Baad Check karna bhool gaya tha...
Lekin Ab Aisa dubara nahi hoga.....

Waise Kuchh Kami Si Lag Rahi hai...

Ha Yaad Aaya... Wo Kahan Hain..
Iss Virasat ka Chashm - o - Chiraag !!

Chairman Hanste huye...
Maine Suna tha Usne Mujhe Marne ke liye Koi Plan Banaya tha...??

Chairman Ki Batein Sun kar Anaya Ko Uss par Bahut Tezz gussa Aane laga..
shayad purane Jakhm Fir Se hare ho gaye the...
Anaya Kuchh Karne wali thi ki Zin! Ne Uska Hath pakad kiya aur Shaant rahne ka Ishara kiya....

Kabeer - Wo Jald hi Aa Raha hoga teri Maut ban kar....??

Kabeer Ki Baat Sun kar Chairman Jorr Jorr se Hasne laga...

Chairman - Wo Kya Mujhe Marega...
Jo Khud dhire dhire Maut ki taraf Khincha chala Ja Raha ho...
Pahle Uska Hi Intezam kiya, Fir idhar aaya hu....

Chairman ki baat Sun kar Kabeer Family ke mathe Darr air Ghabrahat ki Lakiren Saaf dikhne lagi....

Tabhi... Tez Awaaz mein....

Anaya - Are Tujh Mein kahan Itni himmat ki Tu use Hath bhi Laga Sake...

Use Kya Tujh Mein itni bhi taqat nahi ki Tu Mera,
Ek Ladki Ka Saamna kar sake....

Ek Ladki ke dwara aise lalkare jane se Chairman ko Beijjati Mahsoos hone lagi...

Aur Wo Gusse mein Anaya ki Taraf aage badh gaya..

Aur Jaise hi Usne Anaya ko Chhune ki Koshish Ki Achanak Tezz Jhatka laga...
Aur bahut Door Ja gira....

Sabhi Gundey Anaya ki Taraf Muh Faade dekh Rahe the..
Samajhne ki Koshish Kar Rahe the ki Aakhir Achanak Hua kya....??

Kisi Sherni ki Tarah Tezz dahad Marte huye Anaya... Garaz uthi...

Anaya - Tujh papi mein itni Shakti nahi ki Tu mujhe chhoo bhi sake...

Sonch Jub Tu Mera Baal Banka Nahi kar sakta,
To Uska Saamna kaise karega...??

Aur agar Saamna Karne ki Himmat hoti tu Khud Jata uska saamna karne na ki apne tattuon ko bhejta...

Chairman karahte huye Apni Jagah se Uth khada hua...
Aur Vismay Bhav se Anaya dekhne laga....

Chairman - Main to Samjha tha ki tu koi Aam Ladki hogi....
Jo Ek Bhai ke liye Apni Chinta jahir kar Rahi...

Lekin Tu Mujhe nahi Janti Main Kaun hu..??

Anaya - Tu jo bhi ho Mujhe Usse Fark Nahi Padta....
Lekin Maine Abhi Jo Trailer dikhaya Usse Bakhubi Jaan gaya hoga ki Main kaun hun..!!

Aur Agar Jaan kar bhi Agar tu Galti karna chahta hai To Fir Aa ja....
Tujhe dikhati hu ki Mere Saamne Teri Kya Aukaat hai...??

Ek hi din mein Itni Jyada Beijjati Shayad hi Kisi ne ki hogi Chairman ki...

Fir Jub Baat Aukaat ki ho to Bhala Shakti mein Choor Shaitan kaise Sahan kar Sakta hai...
Aisa hi Chairman ke Saath hua....

Usne Apni Aankhein Band ki aur Kuchh padhne laga....
Fir Anaya ki Taraf Apni Ungli ka Ishara kar diya....

Ek Energy Beam Uske Hath se nikalti huyi Anaya Ki Taraf Jane lagi....

Tabhi Ek Visfot hua...
Aur Hara taraf dhuan Chha gaya...

Kabeer Aur Meera uski taraf Bhagte huye Ek Saath Jorr se Chillaye... Anayyaa....

Nani Anaya ke bilkul Kareeb Khadi thi issliye Wo bhi uski Taraf Bhagi....

Saamne Ka Najara dekh kar Chairman Jorr jorr se Hasne laga....

Dhuan Chhatne laga Lekin Ye kya...
Anaya Wahan Par Nahi thi.....

Nani Chairman Ki Taraf Bhagti huyi Gayi aur Uske Muh pe Ek Jorrdar tamacha Jadd diya.....
Chairman Ekdam Bhaukhla Sa gaya....

Coller pakadte huye...
Nani - Haramjade Kya kiya Tune meri Beti Ke Saath...
Agar Use Kuchh bhi hua na, Main tera Muh Noch lungi...
Khoon Pee jaungi tera...!!

Chairman Gusse se Kheejte huye....

Hatt Budhiya Mujhse Door ! Teri Itni Himmat ki Tune Mujhe mara...
Ab Dekh Main tere Saath kya karta hu.....

Chairman ne Gusse se Ek Jorr darr Prahar Nani Maa ke upar kiya....
Jisse unka Sharir Aag mein jhulasne laga...
Aur udti huyi Hawa mein Uchhal gayin......

Lekin Ye Kya Nani Maa Hawa mein Thahar Gayi....
Samane ka Najara dekh kar Sabki Aankhein Ascharya se fatt gayi...

Kyuki Iss waqt Anaya Apne dono Hathon mein Nani Ma ko thame Khadi thi....

Anaya dhire dhire Jameen Par Aa gayi...
Aur Nani Maa ko Gadi ke Seat par Jakar lita diya....
Heal karne ki Koshish karne lagi...
Baaki Sab bhi Nani ke Ma ke Ko gher kar Khade ho gaye...
Iss waqt Nani Ma ke Sharir kafi Sari Chonte Aayi huyi thi...
Body Jagh jagh se Kat chuki thi Khoon Rish raha tha.....

Nani Ma ke Yeh Haal Dekh kar Anaya Gusse Cheekh uthi...

Bass ! Bahut hua... Tumne Sari Seemayein Langh di hai....

Anaya Aasman ki Taraf dekhte huye Jorr se Dahadi.....

Aisa Karte hi uske Haath mein Ek Talwar aa gayi....

Ek baar Pichhe Mudkar Apno ki taraf dekha firr gusse se Kisi Ghayal Sherni ki tarah Sabhi Gundon ke Beech kood padi...

Sabko Gajar muli ki tarah Kaatne lagi....

Har taraf Cheekh pukaar Goonjane lagi...

Kisi ki bhi himmat nahi ho rahi thi Uska samna karne ki....

Sab Apni Jaan Bachane ke liye idhar Udhar Bhagne lage...

Chairman chillate huye...
Bhago mat Bakiyon ko Nishana banao...
uski Family Par attack karo.
.

Sare gundey Kabeer Family ki taraf Lapke....

Lekin Iss taraf Bhi wahi Haal tha...
Abhi Tak Shanti se Khade Tamash dekh rahi Zin ne....
Hathiyar Utha liya....
Aur kiso ko bhi Aage badhne ka Mauka na de rahi thi....
Zin Ka saath dene ke liye....
Akhil, Mahi aur Gaurds bhi aage aa gaye...

Ek taraf Anaya Sabko Dauda dauda kar Maar Rahi thi..
To Dusri taraf Zin team kisi ko bhi Apni Family tak Pahuchne nahi de rahi thi....

Chairman bhi Apni Shaktiyon ka Poora Istemal Kar Raha tha Lekin Uska Koi bhi Waar Anaya ko Nahi Rok paya.....

use abb samajh aa gaya tha ki anaya ko Maar pana uske bas mein nahi...

Issliye Chairman Ne Bhi Family ko Nishana banana Shuru kiya...
Aur Kuchh Mantra Padhne laga....
Aur Jaise Ungli ka Ishara Karne ko Hua....

Ek talwar Udte huye Aayi aur Uska Poora Hath dhad se alag kar gayi...

Poore vatavaran mein Chairman ki cheekh Goonj uthi....

Anaya - Isi Hath se Ishara karta hai na....
Ab Karna ! Kya hua Ab Nahi Rahi Himmat.....

Chairman Dard se Chhat Patane laga....

Lekin Kahte hai Na..
ki Kutte ki Dum kabhi Seedhi nahi hoti....
Waisa hi Haal Chairman ka bhi tha....

Ek bar Fir se Koshish karne laga.....
Jaise hi Dusra hath uthane ko hua..
Anaya ne Dusra Hath bhi Jad se alag kar diya......

Chairman Ko Wahi Adhmara chhod Chhor Anaya Ne wapas Rukh Baaki Bache Gundon ki taraf kiya....

Aur Sabko Unke Sahi Anjaam tak Pahuchane lagi...

2 hi min mein Sabko Khatm kar diya....

Anaya wapas Chairman ki Taraf Palti...

Chairman Fir se Thik ho Chuka tha...
Haath bhi Wapas Aa chuke the....

Chairman Muskurate huye....
Tumne mujhe to Hara diya...
Lekin wo kaise bachega.... Ab tak to wo khatm ho chuka hoga.....

Aur Uss budhiya ka bhi Ant nazdeek hai..
Mere Iss waar se Aaj tak Koi Nahi Bach paya hai.....

Abhi to Main Ja Raha hu Lekin Ek Din Wapas Jaroor Aaunga....

Gusse se Til Milate huye.....
Anaya - Dekh Tune Mujhe Kya se Kya bana diya...

Main Tujhe bhi Ab Zinda Nahi Chhodungi...
Ruk be Kaminey Bhagta kahan hai...

Anaya Uss par Waar karti Isse pahle hi Chairman Gayab ho gaya.....

tabhi Anaya Ko Nani Maa ka khayal aaya...
Wo Turant unki taraf bhaagi....

Nani Maa ki Haalat Kaafi Kharab thi...
Dekhne Se Aisa lag Raha tha ki jaise Bas Kuchh Chand Saanse Bachi ho.....

Anaya Aage Badhte huye.....
Nani Ke Sar Par Haath Ferne lagi...
Aur Apni Healing power se Unko thik karne ki Koshish Karne lagi.....

Dhire Dhire Jakhm Bharne lage....

Nani - Rahne de beti ! Ab Shayad Mera Samay Poora ho chuka hai....??

Anaya - Nahi Nani ! Jub tak Main Zinda hu Aapko Kuchh Nahi Hone dungi....

Nani - Nahi Beti ! Ab Main Nahi Rukungi Mera Samay Poora hua....
Wo Dekh upar Wo Mujhe Lene Aayi hai...
Mujhe Uske Paas Jaane de....

Sab Upar Ki Taraf Dekhne lage....
Lekin Kisi ko Kuchh Najar Nahi Aaya...

Lekin Jub Wapas Nani ki Taraf dekh to....

Anaya - Nnnahhhiiiiin!
Meera - Maaaaaa!

Ek Saath do Cheekh Goonj uthi....

Nani Maa ! Rachna Devi, Swarg Log ko sidhar chuki thi....

Sab Unke Shareer Se Lipat kar Rone laga....

Lekin Kabeer Sadmein mein Baitha Bad badaye Ja Raha tha....
Ye Sab Meri Wajah se hua...

Mujhe Uski Baat Manni Chahiye thi....??

Aaj Ke liye Bas itna hi....

-------
----------

--------------
Likes, Comments, Votes aur Reviews ka rakhna dhyan.... aapka dost Hayaan..!!
Mast update h Bhai
Maza aa gya
 
amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144

Shaandar majedaar update
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,386
113,426
304
Welcome Iron Man Sir ji...
In My Thread....
Akhirkar Aap Aa hi gaye.. Lovkfown ne Aapko bhi Kuchh free time de diya..
Bahut khushi huyi Aapko dekh kar...

Thanks For reading and Comments On My thread...

Main Aapse Ek Achhe Review ki Cheshhta Rakhta hu.... Jismein Mere Syory ke Weak Points aur kamiyon ko darshaya gaya ho..!

Thanks !!
Abhi to story padhna hi shuru kiya hu .
Abhi to introduction ho raha hai characters ka .
Story aage padhkar aapko bataa hu .
Shuruaat achhi hai .
Good Work ???
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,386
113,426
304
Sonpur ke Nivasi ek bar fir Mana Ganv Jaane ke liye taiyaar hai.

Ab Aage...(in Hinglish)

Update - 5 (A beautiful Incident)

Maana Ganv pahunchkar sabhi sonpur vaasiyon ne apana-apana dera apane
man-mutaabik jagahon par
sabhee ne mil-julakar prem-bhaav se jama liya,

kyonki jyaada jagah gherana theek nahin tha sardee ke mausam mein.

kabeer aur usake pita jee ne bhee ek achchhee saaph-sutharee jhopadee mein apana saamaan aur bistar laga diya,

ab kaam to kuchh tha nahin
kabeer ne soncha chalo thoda gaanv bhee dekh liya jae..
vaise gaanv to jyaada bada tha nahin...
ghoomate-ghoomate gaanv ke baahar nikal aaya,

jahaan nadee kee kal-kal madhur dhvani ho rahee thee,
kabeer nadee kee taraph
badh gaya,

Nadi ka Jal ekdam swachh sheetal najar aa raha tha,

sooraj kee lalima se nadee kee shobha aur badhatee ja rahee thee,

shaam ka vaqt tha aasamaan mein laalima chhaee huee thee
yah ek ishaara tha ki sooraj doobane vaala hai,

kabeer ne jhukakar paanee ko apanee chulloo mein liya munh mein bhar liya,

jyon hee paanee ugalane ke liye doosaree taraph ko munh ghumaaya..
paanee munh ko rah gaya tha na andar ja raha tha na hee baahar ko,
ek bejaan patthar kee moorat kee tarah ek-tak dahine or bas ghoorata rah gaya....

Haan ek khoobasoorat kanya ko jo na jaane kin khayaalon mein khoee huee pedh ke neeche baithee thee...

15 min tk ghhoorte rahne ke baad achaanak halachal see huee aur kabeer ka dhyaan toota,

dheere-dheere kadamo ke saath usee taraph badhata chala gaya,

kareeb jaakar dekha to ek bahut hee khoobasoorat Ladki jaise koee khoobasoorat khwaab....
apane hee khayaalon mein baithe muskara rahee thee,

Kabeer ke kareeb aane ki Aahat se uss ladki ka bhee dhyaan toot gaya,

dheere se palaken uthaakar kabeer kee taraph dekha,
bas kya donon kee aankhen milane kee der thee
dono ek-dooje kee aankhon mein kho gae .........

kabeer ka dhyaan tab toota
jab koee door se chillaaya ...

are kya hua bhaiyya kahaan khade ho itane andhere mein,

kabeer khayaalon kee duniya se haqeeqat mein aa gaya tab jaakar ahasaas hua ki shaam dhal chukee hai,

bechain dil ke saath idhar-udhar
dekhane Laga,
are ladki ... vo ladki
tumane dekha kya yahan .... ??

aadamee-kya hua bhaee kuchh kho gaya hai kya ..?

kabeer- kuchh nahin, main chalta hoon, andhera kaaphee ho gaya,

Aur kabeer gum-sum sa Vapas aa gaya Apni jhopdi par
lekin usaka dil shaayad vaheen nadee ke kinaare rah gaya .....

bhojan karake let gaya .... bechain hokar,
kal phir milane vaalee aasha ke baare mein,….
lekin yahaan neend kise aa rahee thee ....

vaheen doosaree or ......

vo ladki ko jab ahasaas hua ki shaam dhalane vaalee hai to usane kaee - baar kabeer ko aavaaj dee lekin koee pratikriya na hone par apane ghar ko chalee aayee,

lekin dil usaka bhee rukane ko tha lekin andhera hone ke dar se chali gayi,

jab ghar pahunchee to Maa ke vahee savaal-javaab javaan chhokadee hoke din bhar baahar rahati hain,

na khud ka khayaal rahata hai na hee mera hai,
ghar mein man nahin lagata

Dekh kahti hun sudhar ja warna byah kar doongee phir rahana ek kothaaree mein dubak ke,

ladaki - are Maa itana pareshaan kyon hoti hai aa to gayee na, andhara hone se pahle,

dekh Maa too na Byaah ki Dhamki na diya kar,
na tera hai koi mer e siva aur na hee mera koee tere siva,

isaliye main kaheen nahin ja rahi hoon,

Maa jaldee se khaana laga bhookh lagee hai, mujhe sona bhi hai,

dono Maa-betee khaana khaakar ek hee bistar mein let gae

ladki ko phir se us ladake ke baare mein khayaal aane lage
ladki - ajeeb tha, kuchh bola hee nahin, naam bhee nahin bataaya ... ??
pahale to kabhee nahin dekha ...
kaun tha .. ??
Kitna pyaara tha..??
dhatt pagalee ... mujhe kya ..?

phir bhee naam-pata maaloom ho jaata to theek rahata ...

Kaske apani Maa ko gale se laga liya,

bada pyaar aa raha hai apanee Maa par, kisake khayaalon mein khoye hai beti Meera .. !!

kya Maa too bhee na had karatee hai .... sone do na mujhe ... !!

"Pahle he pal main dil haar gya tha,
Har baar samjhaya tha apne mann ko
Phir bhi har baar usi se pyaar kiya tha,

Khud se jyaada hone lga tha uska
Na jaane dil ne kya zid le rkhi thi,
Jb mujhe vo ek khoobsurat si ladki dikhi thi

Lga aisa ki Bhagwan ne shayad meri prem khaani bhi likhi thi,
Jb mughe vo ek khoobsurat si ladki dikhi thi...!!"

Yehi Sab Dil mein Sonchte huye
Kabeer Sapno ki Haseen Wadiyon men So Gaya....

Aaj ke liye Bas itna hi,

Thank You so much!!

Stay tuned keep supporting Give your best review,
waiting for your suggestions...??
Awesome update
Ye to dono ko prem rog ho gya . Dekhte hai ab inka kya hota hai 6 mahino me .
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,386
113,426
304
Yehi Sab Dil mein Sonchte huye
Kabeer Sapno ki Haseen Wadiyon men So Gaya....

Ab Aage.....Update - 6 (Mega Update)

रात में नींद देरी से आने के कारण कबीर की नींद सुबह थोड़ी देर से खुली पिता जी ! के जगाने से,

सुबह के सारे जरूरी काम कबीर ने बड़ी ही फुर्ती से निपटा लिए,

दोपहर का खाना बांधकर

अपने दोस्त बंसी (उम्र- 24) के साथ जंगल की और शिकार के लिये दोनो साथी निकल गए
पिता जी की उम्र अब ढल चुकी थी तो,

वो बस अपने मित्रों के साथ हुक्का पीते या फिर चौपाल पे बैठके यहां-वहाँ की बातें करते.. अब तो उनके प्रतिदिन का यही काम बन गया था..!!

एक तो ठहरे गांव के मुखिया साथ में शिकारी तो उन्हें जंगल और जड़ी-बूटियों का काफी ज्ञान था
और पिता जी के ज्ञान से गांव वालों को काफी कुछ सीखने को मिलता था,

जिसके कारण वो कभी अकेले नही रहते थे पूरे दिन कोई न कोई साथ बतियाने के लिए बना ही रहता था..!!

ठहरो बंसी.....
issshs एकदम शांत शोर मत मचाना वरना भाग जाएगा....

कबीर- देखा न लगा तीर एकदम निशाने पर..

बंसी- हाँ यार आज फिर तू बाजी मार ले गया....चल कोई नहीं अगली बार मेरा तीर निशाने पर लगेगा,

कबीर- हाँ देखे है तेरे जैसे बहुत....बस हमेशा ढींगे मरते रहना तेरे से होगा कुछ भी नही..

बंसी- ठीक है महाराज !
अब प्रस्थान करें अपने महल की ओर क्योंकि इस हिरण से तो दो दिन का पर्याप्त भोजन हो जाएगा...

कबीर- हाँ सही कहा यार, वैसे भी शाम होने को कुछ ही वक़्त बचा है,

बंसी- तो चल फिर देर किस बात की

और फिर हम झोपड़ी की तरफ वापस चल दिये,

नदी के निकट पहुचते ही मैन बंसी को कह दिया तू चल मैं कुछ देर में आता हूँ

बंसी हिरन को लेकर वापस चला गया और मैं उसी पेड़ के छांव के नीचे हाथ-मुँह धोकर इंतेज़ार करने लगा.....

इंतेज़ार भी कितना मुश्किल होता है ना,

"Kin Lafjon Mein Likhoon Main Apne Intezaar Ko Tumhen,

Bejuban Hai Pyaar Mera Dhoondhta Hai Khamoshi Se Tujhe."

न जाने कितना वक्त बीत गया लेकिन उसकी खबर कुछ न थी,

मैं भी यूँही पेड़ से टेक लगाए बैठा रहा.....

वहीं दूसरी तरफ आज मीरा की आंखें भी देर से खुली
घर का सारा काम-काज जल्दी कर लिया था,
मीरा की भी चाहत थी मिलने जाने की....एक-बार फिर देखने की,

लेकिन माई का सख्त निर्देष था आज तू घर के बाहर कदम नही रखेगी,

माँ - बेटी मीरा सुन जरा,
ले ये भोजन और कुछ फल उस झोपड़ी में दे आ,

मीरा- ठीक है माई

मीरा- नमस्ते चाचा जी, माई ने भोजन और कुछ फल भेजें है, बोली है मुखिया जी को दे आ..
अब मैं तो किसी को पहचानती नहीं इसलिए आप ही दे देना, अब मैं चलती हूँ

भुवन सोन - इधर ले आ बिटिया मैं हूँ सोनपुर गांव का मुखिया..

भुवन सोन- बिटिया तुम्हारा नाम क्या है..?? किसने भेजा है..??
मीरा - दादा जी नमस्ते, मीरा नाम है मेरा, मेरी माँ रचना देवी ने भेजा है,
पिता जी का नाम दुष्यन्त है, वो अब नही रहें,

भुवन सोन - अच्छा तो तू दुष्यन्त की बेटी है घनिष्ट मित्र था मेरा ,
बड़ा अच्छा नाम है तुम्हारा,

जब तू छोटी थी तब मैं आया करता था तेरे घर दुष्यन्त से मिलने,

भुवन सोन - अच्छा बेटी तू जा कल मैं आऊंगा तेरे घर तेरी माई से मिलने दोपहर को बता देना ...

मीरा- ठीक है दादा जी मैं बता दूंगी माई से, अब मैं चलती हूँ, नमस्ते

भुवन सोन - जीती रहो बिटिया,

मीरा फुदकते - लहराते चल दी आज फिर नदी की ओर...

भुवन सोन - यार शंकर कितनी सुंदर बिटिया है ना, संस्कार भी अच्छे दिख रहे,

शंकर - हाँ यार भुवन बात तेरी सौ- टके की है, ऊपर से दुसयंत की बेटी है....

भुवन - यार शंकर कबीर के लिए किसी रहेगी,
अपनी ही बिटिया है कहे को पराये घर जाए

शंकर - जोड़ी तो अच्छी है
भुवन - कल रचना देवी से बात करता हूँ....

ये तो लगता है सो गया...पक्का ये भी सोनपुर का रहने वाला है.... देखने में तो सुंदर है...

पेड़ के पीछे छुपी मीरा डोर से कबीर को देखकर बुद्बुदा रही थी मन में ही

जब काफी वक्त गुज़र गया और कबीर नहीं उठा

तो मीरा ने एक छोटे पत्थर को नदी में फेंक दिया और फिर तुरंत छिप गए पेड़ के पीछे,

कबीर का ध्यान तुरंत भंग हो गया, इधर-उधर खड़े होकर देखने लगा किन्तु वहां कोई न दिखाई दिया

कबीर वहीं खड़े बोलने लगा...

कल तो यंही पर मिली थी आज क्यों नहीं आयी...
और कितना इंतेज़ार करना होगा,
कमसेकम एकबार अपनी सूरत तो दिखा जाती,

कितनी सुंदर थी वो....

इधर मीरा ने जब कबीर के मुँह से अपने लिए ये बातें सुनी तो वो शर्माने लगी

मीरा- हे भगवान !! ये तो मेरा ही इंतेज़ार कर रहा है...
इसका मतलब ये भी मुझे पसंद करता है....

चली जाऊं क्या...?? न बाबा क्या पता कैसी नियत का हो...देखने में तो शरीफ लगता है.....क्या करूँ..??

आज नहीं..आज इंतेज़ार करवाया जाए...कल फिर आएगा तो मिल लूंगी... अभी मुझे घर जाना चाहिए वरना माई डाँटेगी.....

मीरा-पेड़ के पीछे से निकल कर सरपट दौड़ लगा दी...

ऐ लड़की सुनो जरा...
जरा रुको तो सही.....कबीर जोर से चिल्लाया

एकपल के लिए मीरा के पैर थम से गए.... लेकिन उस लड़के को अपनी ओर दौड़ लगते देख मीरा ने दौड़ लगा दी

और तबतक भगति रही जबतक कि वो लड़का आंखों से ओझल न हो गया....और घर पहुंच गई....

माँ - कहाँ से भागती आ रही है, तेरी सांसे क्यों उखड़ी है...

मीरा - अरे माई जरा ठहर तो सही...
खाना देकर वापस आ रही थी तो रमिया मिल गयी थी उसी के पास बैठके बतियाने लगी थी,

फिर अचानक तेरा ख़याल आया तो दौड़ लगा दी घर को..

माँ - कितनी बड़ी हो गयी लेकिन अकल पूरी बच्चों वाली,

मीरा- ठीक है माई, वो भुवन दादा से मिली, पिता जी और तेरे बारे में भी पूंछ रहे थे, कल दोपहर को मिलने आएंगे घर,

माँ - ठीक है, देख तू कल मत कहीं निकल जाना, घर में काम रहेगा,
जा हाथ-मुँह धोके आ खाना लगाती हूँ,

कबीर भी भगता हुआ घर झोपड़ी तक पहुंच गया,

कबीर - बड़ी तेज छोरी थी, न जाने कहाँ गायब हो गयी, सब कुछ छिप कर सुन रही थी, कल मिले तो फिर बताता हूँ,

बंसी - का हुआ भाई, काहे गधे के जैसे हांफ रहे हो,,, और कौन सी छोरी...??

कबीर ने फिर बंसी को कल से लेकर आज तक जो भी हुआ सब बताया,

बड़ी देर कर दी बेटा घर आने में, पिता जी बोले

कबीर- बस पिता जी गांव देख रहा था....काफी सुंदर है ना,,,

पिता जी - हाहाहा गांव बस सुंदर है ना कि और कुछ....चल आ खाना खा ले,

पिता जी - खाना खाते हुए....बेटा कल कहीं मत जाना एक मित्र के घर चलना है दुपहर को
तैयार रहना, और मुस्कुराने लगे....

मुझे थोड़ा अजीब लगा....मैं चुपचाप अपने खयालों की दुनियां में खो गया......

Aaj ke liye Bas itna hi,

Thank You so much!!

Stay tuned keep supporting Give your best review,
waiting for your suggestions...??
Awesome update
Kal dono milenge to dekhe hai kya hota hai .
 
Last benchers

Well-Known Member
3,055
6,821
158
Awesome fantastic Mind-blowing update Bhai..
Sandar majedar Dhamkedar action or dukh see bhara hua update hai ...
HAYAAN ka behoos hone ka reson Avi tk smjh SE bahr hai...clo Mana Hayaan Nani ko marte hue dekha to Anyy kiw chillaya phir behosh ho gya. .Nani ka role isliye khtm kiy gya story Mai iski koi jagh fit hi nhi baith rhi thi..
mask man and D6 ka duplicate ka bate majedar thi..
any or chairman ki fight aapne bahut ache se dikhaya .
kabeer ki apni glti ka ehsas v hua ..wo hayyan ki proper plain PR clta to kuch nhi hota. .but honi ko Kon tal skta hai hoga wohi Jo Hayyan Bhai chahenge.kiw writer Bhai Sach bola na ..
wait rahega next update ka
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,386
113,426
304
Ab..tak...
Taiyar rahna,,, aur muskurane lage...
Mujhe thoda Ajeeb laga...
Mai chupchap Bechaini Aalam me Charpayi me let gaya, aur neend aane intezar karne laga...

Update - 7 ( Ye ilu - ilu kya hai..?)
Ab.Aage.

Khat - Khat - Khat,

Meera ne Darwaja khola aur samne dekhkar.....
Arre Dada ji Aap Hum bas aap hi ka intezarrr karrr rrahe the.... bolte bolte ruk gayi Meera,

samne khade sakhs ko dekhkar Meera ek Achambhit ho gayi..

Kuchh Aisi hi Haalat Kabeer ki bhi thi,

Dono Ko aisa hone ki jara si bhi Ummid nahi thi...

Bilkul pagli hai kya Muh faade dekh rahi hai,
Darwaje se hategi bhi Ya nahi, Andar to aane de....Rachna devi jhalla kar boli..

Rachna Devi - Namaste Bhai sahab aaiyye andar, aao beeta Yaha baitho
Kabeer- Namastte Chachi, thoda ghabrate huye bola

Rachna devi - Kitna bada ho gaya Kabeer mai to pahchan hi nahi payi...kaise ho beta
Kaise ho bhai Sahab..??

Rachna aur Meera Dono ke Seva- satkar me lag gaye

Khana khane ke baad, Bhuvan Son bole...

Bhuvan - Rachna mujhe tumse kuchh jaruri baat karni hai..?? Meera ki taraf dekhte huye bole

Rachna devi - Boliye bhai Sahab, Ja beti Meera ja ke Gay ko paani dikha de...

Bhuvan - Mai seedhe baat pe aataa hu,
Mujhe teri beti Meera Bahut pasand aayi hai,
mai use apne ghar ki Bahu bana chahta,
Tu bata kya kahti hai..??

Kabeer ko jorr ka jhatka...dil hi dil bahut khush ho gaya...najre jhuke jameen me gaad di

Rachna devi - Mujhe koi pareshani nahi hai Bhai Sahab, aap hi ki beti hai,
Aap khud Meera se baat kar lo,

Bhuvan - Ja kabeer Meera ko bhej,

Kabeer - Suniye !! Aapko Pita ji bula rahe hai...ghabrate huye bola...

Meera ne ek najar Kabeer par daali aur andar chal di...

Dekh beti mera koi jor nahi tujhpar,
Tu hi apna faisla bata de..

Bhuvan- thik hai beti Meera, tu jake Kabeer se baat kar le....aur kuchh din mein apna faisla bata dena...

Rachna devi - Rukiye na Bhai Sahab abhi to aaye ho..!!

Bhuvan - fir kisi din Aaunga...ab to aana- Jaana laga rahega...

Kabeer - Hakklate huye,
Tumharra nnaam kkkya hai..??

Meera - Sar niche kiye huye huye...Ghahri sans lekar Mmeeraa naam hai..
.
Kabeer - Achha naam hai..!!
Uss din bin bataye chali gayi thi...?
Kal bhi Nahi Ruki..??

Meera - Mai Chalti Maa bula rahi hai....

Kabeer - Thoda ruko na...
aaj fir aaogi...Nadi kinaare...??

Meera Sharma Kar bhag gayi..!!

Bansi - Kabeer bhai,
Bahut Muskura rahe ho, wo kya hai Jo tum chhupa rahe ho,. hanste huye bola...

Kabeer - ...........................""!!
Bansi - Chaunk kar Sach me kabeer !!

Kabeer - Ha re Bansi,
Sardi khatm hone ke baad hum-Dono ki shadi hogi...!!

Bansi - Khush hokar ohhh teri to, Manchaha mil raha bina kisi Pareshaani ke...!!

Pedh ki aad mein Tek lagaye Gumsum khadi thi, Mere aane ka Ahsas bhi nahi hua...

Aaj mujhse pahle hi Chali aayi,,,,,

Jameen ko ghoorte huye Mand-mand mushkura rahi thi...

Uska Yah roop dekhkar Mera dil jorro se Dhadkane laga....

Na jaane kya Kashish thi Uske Chehre mein mai uski oor Khincha chala gaya....Aur kareeb jakar uske Bagal mein khada ho gaya....

Sshshshs tabhi Meera ne Ek Siski li aur Apne Haath ko Chudaya...

Hua ye ki Jub mai kareeb aaya fir bhi Meera ka dhyan na toota to maine Meera ka hath Pakad liya tha....

Sach me tumhe bhi Pahli baar mein dekhte hi pasad aa gaya tha mai - Kabeer bola
Meera - Dhire se sar ko ha me hilaya,

Aise hi Pyaar bhari baate hoti rahi,
Nadi kinare Dono ek-duje ki bahon me lipte huye Baaten kar rahe the,

Ab to Meera aur Kabeer ka dono ka pratidin Yehi kaam ho gaya tha, Nadi kinare milna

Subah nashta, Dupaher ko khana Dene Jhopdi me Meera hi Jaati thi..

Jissdin Uski Maa jati, Muh fula leti,
Rachna bhi khush hoke Jaane deti meera ko...

Dono ka Prem parwan chadhta gaya
6 mahine to aise guzar Gaye jaise kal hi ki baat ho Dono ke liye...

Kal Kabeer ko Sonpur wapas Jaana tha..

Meera - Suno na,
Kal to tum chale Jaoge, ab mai akele kaise rahungi tumhare begairr..

Kabeer - Bas 2 hafton ki to baat hai, Teesre Hafte Baarat Darwaje par hogi...fir hum dono ek sath..

Meera - Dhatt,
Ek baat bolu Kabeer, Mai na Maa ko akele Yaha Chhodke nahi Ja sakti......udas hokar boli

Kabeer - to kya hua Maa ko bhi le lenge, waise bhi wo yaha akele kya karengi...

Meera - Sach me,
kabeer ke bahon me lipatkar boli, mai tumhein Bahut pyaar karti hu...

Kabeer - Mai bhi tumhe Khud se bhi Jyada Chahta Meera,

Achha ab ghar chale, dekho andhera bhi hone wala hai, Meera !! khade hokar boli..

Kabeer - Jaane ka to Mann nahi lekin jana hi padega,
Waise bhi, Bansi kahte firta hai ki
dinbhar Yahin pada rahata hai..

Meera - Hahahha Maa bhi yehi kahti hai, ki meri Natkhat beti ab badi ho gayi,
Aur ab Sharmane bhi lagi hai...

Dono Ek- dusre ka hath pakadkar Chal diye Ghar ki Oor......

Aaj Meera bahut Udaas thi,
chehra aaj poora murjhaya hua tha....Kabeer wapas jo ja raha tha Apne Ganv,

Kabeer ne Ek baar Meera ki taraf dekha aur muskura diya,

Fir Rachna devi ke pair Chhuve,
Namaste bola aur aage badh gaya,
Meera bhi kuchh door tak sath gayi....

Kabeer Ja chuka tha....
Meera bhi Wapas chal di apne ghar ki taraf.....

"Ja rahe ho Door mujhse Tum
Dekho meri jaan liye ja rahe ho...

Kaise reh paaoge mujhse door Tum
Ki mere armaan liye ja rahe ho...

Na reh sakoge Tanha Tum bhi mere bina
Bewajah hi ye gunaah kiye ja rahe ho...."

Aaj ke liye Bas itna hi,

Thank You so much!!

Stay tuned keep supporting Give your best review,
waiting for your suggestions...??
Awesome update
Milan se pahle ki judai
Ab dekhte hai shadi bhi aaram se ho jati hai ya kuchh shocking dhamake hote hai . Kyonki prem ki dagar itni aasan na hoti hai
 
amita

Well-Known Member
6,870
16,808
144
Awesome fantastic Mind-blowing update Bhai..
Sandar majedar Dhamkedar action or dukh see bhara hua update hai ...
HAYAAN ka behoos hone ka reson Avi tk smjh SE bahr hai...clo Mana Hayaan Nani ko marte hue dekha to Anyy kiw chillaya phir behosh ho gya. .Nani ka role isliye khtm kiy gya story Mai iski koi jagh fit hi nhi baith rhi thi..
mask man and D6 ka duplicate ka bate majedar thi..
any or chairman ki fight aapne bahut ache se dikhaya .
kabeer ki apni glti ka ehsas v hua ..wo hayyan ki proper plain PR clta to kuch nhi hota. .but honi ko Kon tal skta hai hoga wohi Jo Hayyan Bhai chahenge.kiw writer Bhai Sach bola na ..
wait rahega next update ka
Good review
 
Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,386
113,426
304
Ab.tak...,,,
Shaitan Eblis jo Dhyan me baitha tha Achanak uski Aankhe khul gayi,
Eblis Krodh me Jorr se Daharra Geryonnnnnn !!!!!

Ab..Aage.....Update No. 8 ( uff Devil se mistake )

Ab Kabeer wapas Ganv jaane dete hai taaki wo Shadi ki taiyari kar sake tab tak Hum Eblis aur Geryon ka haal chal jaan lete hai...

Geryon ka Virya Jub Queen ke andar Pahuncha to Achanak Geryon ko tez jhatka laga aur bahut door Ja gira,
aur Behosh ho gaya.....

Jub Geryon ko Hosh aaya....To use Uske Pita Eblis ki tez daharr sunayi di....Jo Geryon ko hi bula rahe the....

Geryon jub apne pita ke samne upastith hua to...
Eblis ne Geryon ki Gardan pakad li....aur wahin Jameen mein Jorr se patak diya.....

Aaj pahli baar Geryon ne apne pita ka itna bhayanak Raudr roop dekha tha...
Aankhon se angaare nikal rahe the...krodh se,

Ab Geryon ko bhi Ahsas ho gaya tha ki Usse koi bahut badi galti ho gayi hai...jiske karan uska pita itna tam-tamaya hua hai...

Eblis - Are murakh itni shaktiyon ka malik hokar bhi Jara si bi Buddhi nahi hai tere mein...

Tere Andar Mera khoon daud raha hai...Shaitan ka Andhere ka betaj badshah ka,

Tujhe pata hai tere andar, Pisach, Jinn, Manshya sabki Shaktiyan Samahi...Sabki Chhod meri Shaktiyan Black Energy Samahit hai....fir tune kaise itni badi bhool kar di,

Pari Lok ki Maharani se sambhog kiya...Jiske paas kewal White Energy hai,
Jo aajtak tere Baap ne bhi nahi kiya aur karne se darrta tha, wo aaj tune karr dala,

Murkh tujhe iska Anjaam pata hai kya hoga...??
Tune Pure Shaitan Lok ka Bhavishy khatre mein Daal, khud mera bhi,

Kaha Gayi Wo Angel Queen Elizabeth...Ebils bola,

Geryon - Achanak uske body ko charo aoor Safed Roahni fail Gayi, mujhe tez Jhatka laga, mai bahut door ja gira,
jub wapas gaya to Wo wahan nahi thi.....

Eblis - Le gaye use Angel (Farishte) uthakar, aur tu pade tamasha dekhta raha,

Teri ek galti ki Saja Poori Shaitan Nagri uske manne walon ko Bhugatni padegi...

Hawash mein itna andha ho gaya tha ki meri Di Huyi Taqat aur Gyan ka tujhe koi Hosh na raha...

Ishwar ko to Meri Bas ek aur galti ki der thi,
Jiska unhe Na jaane kitne samay se Intezaar tha,

Wo to Chahte the ki humse koi bhool ho aur uski Hamein saza dein,

Wo tune aaj kar di Gerryonnnn, Eblis Fufkarte huye bola bade hi kathor lahze mein..

Ab Jakar Geryon ko bhi Andaaza ho gaya tha ki Devil ka future ab khatrein me hai,

Geryon - Darr se tharrate huye bola, Ab mai kya karu Pita ji..??

Wo sab karne se pahle puchha tha kya..mujhse jo ab poochh raha hai...?? Eblis dahadte huye bola..

Eblis - Mai Pahle White Energy ka dharak tha, aur baad mein Devil bana, mujhme Aaj bhi White energy baaki hai,

Lekin tu Geryon...Kewal Black Energy ka dharak hai, tu kewal Kaali shakti ka Malik hai,

Tujh par hi to Puri Shaitan prajati ka Bhavishya tika tha,

Tu jisse Bhi chahe tu waisa karwa sakta tha..Apni kaali Shakti ke dum par

Lekin mai White aur Black dono Energy ka Upasak hu, mai Sirf Praniyon ko bahka sakta hu bure karmo ke liye,
Badhya nahi kar sakta, wo us prani ka faisla hota hai ki wo kya chunega...?? Achha Ya Bura..??

Lekin Tu kisi ko b badhya kar sakta hai Bure karmon ke liye

Lekin teri iss bhool Sabkuchh Tahas- Nahas kar diya,

Kya sonchke maine tujhe banaya tha....aur tune kya se kya kar diya...??

Geryon - Lekin ab mai kya karu..??
kaise sudharu Apni bhool ko..??

Eblis - 3 din sirf 3 din ka waqt hai tere Paas,
Kisi bhi tarah karke use Khoj aur Use Bandi bana le Apni shaktiyon ke Chakravyuh mein Faanskar use Patal Lok ke Anant Gahri khayi mein Chhipa de,

Aur uske Upar Apni Sampoorn Shakti Ka kawach laga de Jisse ki uska Nam-o- Nissan tak baaki na rahe....

Geryon - thik hai pita ji, mai use jaroor khoj lunga aur kaisa bhi kar lunga.. Kintu..??

Eblis - Kya..??

Geryon - Aapne kaha Sampoorn Shakti ka suraksha kawach....??
isse to meri Shaktiyan Khatm ho Jayengi..Mai to Ek insan ban jaunga..jo sirf Shaitan Ki upasna karta hai,

Eblis - Itna asaan nahi hai use pakad paana, Sayad use ab Pakadne mein hi teri Sampoorn Shakti Nasht ho jaye...Kyuki ab tu use maar nahi sakta..??
warna tu bhi mar jayega...

Mera kaha gaya ek-ek kathan Saty hai aur aisa hoga...tu bhi dekhega iska anjaam

Eblis - Ab tere kintu ka jawab,
Shaktiyan ekbaar khatm ho gayi to unki punah Prapti ki Ja sakti hai,
Kintu maut hone par Dubara nahi Jivit kiya ja sakta hai....Yah ek katu satya..

Geyron - Maar kyun nahi sakta...aisa kyu..??

Eblis - Tu mera Ansh hai, itna Na-samajh kaise ho sakta hai...??

Aaj ke liye Bas itna hi,

Thank You so much!!

Stay tuned keep supporting Give your best review,
Awesome update
 
Top