- 291
- 735
- 94
Nice update broSorry dosto itna late se update Dene ke liye mai kisi Kam me busy ho Gaya tha is liye abhi Tak story start nhi kar paya tha lekin ab Mai free ho Gaya hu ab apko saptah me 3 din update jarur milenge
Story ki starting to jabardast haiUpadate 1..Dipti mai tumse bahut pyar karta hu Mai tumhare Bina nhi ji sakta Mera Dil bas tumhare liye hi dhadkta hai I Love youdipti
Rohan apne hath me gulab ke phul liye huye apne ghutne pe baith kar dipti ko prapose karta hai to Dipti badi pyar se muskurate huye uske hath se gulab ke phul le leti hai aur uske pankhudiyon ko pyar se todte huye Rohan ke muh par de Marti hai aur isi ke sath ek thapad bhi uske gal par rasid kar deti hai
Dipti- How dare you Tumhari himat kaise huyi mujhe prapose karne ki tum apni aukat dekhe ho bikhari kahi ke tumhare jaise ladke ko to Mai apna naukar bhi na rakhu aur tumhari itni himat ki tum mujhe prapose Karo
Rohan dipti ke bat sun kar udas ho jata hai aur uske ankho me halki aansu aane lagte hai aur wo ruwasi awaj me dipti se bolta hai
Rohan- Lekin dipti tum bhi to mujhse pyar karti ho
Dipti- Pyar my foottum jaise ladko se koi kaise pyar kar sakta hai tumme aisa kya hai Jo Mai tumse pyar Karu
Rohan- Agar tum mujhse pyar nhi karti thi to wo sab kya tha sath me ghumna shoping karna has has ke bate karna wo sab kya tha
Dipti- Hahaha.. mai tumhare thoda ghum kya li tum usko pyar samajh liya are tum to mere liye kewal ek naukar the shoping me bag uthane ke liye
Rohan- Lekin..
Dipti- Bus bahut ho Gaya tumhara drama lagta hai tum aise nhi manoge
Wahi pass me hi kuchh ladke Jaa rhe the jise dekh kar dipti unme se ek ko boli
Dipti- Dekho na Rohit darling ye Hero no. Zero mujhe chhed raha hai
(Rohan ek Amir bap ka bigda huya ladka hai jise sirf ladkiyo ke sath khelna aur dusre ladko ko marna pitna aata hai Aaj Tak na Jane kitne ladkiyo ki jindagi barbad Kiya huya hai lekin Aaj Tak uske khilaf koi bhi sabut nhi mila)
Rohit- Kyu be zero Tumahari itni himat ki tum meri dipti ko chhedo lagta hai pichhle bar ke mar ko bhul gaya hai
Rohan- dekho Rohit ye mere aur dipti ke bich ki bat hai tum isme tang nhi adao tum chup chap yaha se chale jao nhi to..
Rohit- Dekho Bhai ab ham to isme tang adayenge hi kyuki ye mere dipti darling ki bat hai aur waise kya bola tumne Mai yaha se chup chap chala jau nhi to tum kya karoge maroge mujhe dekho Bhai dekho ye mujhe dhamki de raha hai..
Chamcha- Ha Bhai iski himat ho dekho ye apko dhamki de raha hai lagta hai pichhli bar wala mar bhul gaya
Uske bat ko sun kar sare log hasne lag jate hai jise sun kar Rohit ko bahut gusa aata hai aur wo ladne ke liye Rohit aur uske gang ke tarf bhagta hai
Idhar Rohit ne bhi apne chamcho ke sath Rohan ke taraf bhagta hai fir Rohan un logo se ladke ka prayas karta hai lekin wo lad nhi pata hai wo log Rohan ko khub marte hai jab un logo ka mar mar kar man bhar jata hai to wo log dipti ko lekar waha se chale jate hai
(Rohan is story ka hero Jo dikhne me achha khasa kisi Bollywood ke hero jaisa lagta hai lekin wo sirf dikhne me hi achha hai na wo padhai me achha hai na khelkud me exam me uska number sirf pass hone bhar hi aata hai us sare log HERO NO. ZERO bulate hai wo abhi ek anath aashram me rahta hai uska aage piche koi nhi hai )
Idhar Rohan dipti se beijjati karwane aur Rohit se mar khane ke bad collage campus se bahar nikal jata hai
(Ye Sara scan collage campus me ho Raha tha)
Rohan campus se nikalne ke bad paidal hi apne aankho me aansu liye rod pe chala ja raha tha uske aankho se aansu kisi badh ki tarah bah raha tha itne me aasman me bhi badal chha jate hai aur fir barish bhi suru ho jati hai Aisa lagta hai ki aasman bhi Rohan ke dard dekh kar rone laga ho Rohan barish me bhigte huye rod pe chala Jaa rha tha aur apne man me bhagwaan ko gali diye Jaa rha tha
Akhir kyu bhagwaan kyu mere hi sath ye sab kyu hota hai Maine kisi ko kya bigada hai apne meri kismat aisi kyu likhe na Mera koi maa bap hai na hi koi rishtedar mujhse iske liye apse koi sikayat nhi thi lekin Maine apse sirf aur sirf ek chiz mangi thi dipti wo bhi apne mujhe nhi Diya dipti bhi mujhe thukra ke chali gayi mere pyar me kya Kami thi bas yahi na ki mere pass dhan daulat nhi hai
Rohan yahi sab sochte huye rod pe chala Jaa rha tha ki tabhi pichhe se ek gadi speed me aakar use takar Marti hai aur wo udta huya jakar uska sir divider se takra jata hai aur uske sar se khun nikalne lagta hai fir dhire dhire uska aankh band hone lagta hai
Gadi ko kisi se takrate dekh gadi Wale ne gadi roka aur jhumte huye gadi ka darwaja khol bahar nikalta hai ise dekh kar to Aisa lag raha hai ki jaise wo daru piye huye hai itne me gadi ke pichhle shit se kisi ka ladkhadata huya awaj aaya
.... are ye kya Kiya tumne kisi ko takar mar Diya dekho kahi wo mar to nhi Gaya
Itna bol kar wo bhi bahar nikla are ye kya ye Rohit aur uske chamche hai
Chamcha- dekhta hu bhai sala kon ha Jo bich sadak pe Marne aa gaya
Wo chamcha jakar Rohan ko palat kar dekhta hai to chauk jata hai aur phir hadbadate huye bolta hai
Chamcha- Bhai ye to apna college ka zero hai
Rohit- Wo to ye hai dekho jinda hai ya mar Gaya
Chamcha usko check kar ke dekhta hai aur bolta hai
Chamcha- Bhai ye to abhi jinda hai iski sanse abhi chal Raha hai kya ham ise lekar hospital chale
Rohit- Pagal ho Gaya hai kya ise hospital le jakar phasna hai kya ek Kam Karo chhodo mai hi kar deta hu
Itna bol kar Rohit apne gadi se ek rod lekar aata hai idhar rohan ke aankh jo toda thoda khula huya tha wo Rohit ko rod hath me dekh kar kuchh bolna chah Raha tha lekin bol nhi pa rha tha itne me Rohit ne rod ko Rohan ke sar pe mara jisse rohan kar puri tarh se phat Gaya aur isi ke sath Rohan ke aankh bhi band ho Gaya ye dekh kar Rohit ka chamcha dar Gaya aur darte huye bola
Chamcha- ye kya Kiya Bhai aapne aapne to use Jan se mar Diya aab kya hoga ab ab to police hame nhi chhodegi
Rohit- chup ek dam chup kuchh nhi hoga hame agar wo jinda hota to jarur ham pakde jate lekin ab wo mar Gaya hai ab hamko aur tumko chhod kar yaha koi bhi nhi hai na koi hame dekha hai aur Jo dekha tha wo mar Gaya ab kon policeko batayega aur waise bhi ye ek anath hai iske aage pichhe koi bhi nhi hai ise marne se kisi ko kya problem hoga ek Kam Karo iski lash ko gadi ke diki me dalo fir is ham dono kahi thikana laga denge
Fir dono mil kar Rohan ko gadi ke piche diki me dal Diya aur gadi waha se lekar ek pahadi ke upar aa Gaye fir un dono ne Rohan ko gadi se nikal aur pahad ke niche phek diya
Rohit- Ab yaha se nichhe fekne ke bad iski lash to kya iski Hadi bhi kisi ko nhi milega happy journey my dear hero no. Zero..
Itna bol kar dono gadi me baithe aur waha se nikal gye
Nice startUpadate 1..Dipti mai tumse bahut pyar karta hu Mai tumhare Bina nhi ji sakta Mera Dil bas tumhare liye hi dhadkta hai I Love youdipti

Bechara Rohan gaya tha Dipti ko prapose kerne kia bhi lekin Mila kia Dipti se thappad or Dipti ke so cald lover Rohan or uske chamcho se maar or fir baad Rohan ki carUpadate 1..Dipti mai tumse bahut pyar karta hu Mai tumhare Bina nhi ji sakta Mera Dil bas tumhare liye hi dhadkta hai I Love youdipti