If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Recap
Apne abhi Tak padha ki Rohit ne Rohan ko pahadi se niche phek deta hai jab wo pahad se niche gir raha hota hai tabhi usse ek bijli aakar takrati hai wo niche gir jata niche ek pathar roshni ban ka Rohan ke sarir me sama jata hai iske bad Rohan ke sarir ko sadhu log utha ke le jate hai Rohan ka aatma kahi aur chala jata hai jaha use ek roshni milta hai aur ek awaj sunayi deta hai
Ab Aage
Mai use roshani ke taraf badha Jaa Raha tha mujhe kuchh der tak us roshani ka prakash mere aankho me chubh raha tha aur mere pure body me jalan ho Raha tha lekin fir bhi mai us roshani ke taraf badha Jaa raha tha
Kuchh der aise hi chalne ke bad mai jaise jaise us roshani ke pass pahuch Raha tha waise waise mere ankho ka chubhan aur mere sarir ka jalan badhta Jaa raha tha.
Mere sarir ka jalan itna badh Gaya ki ab mujhse bardast nahi ho rha tha lekin fir bhi mai aage badhe Jaa raha tha mai us roshani ke itna najdik jata wo utna hi aur dur hota Jaa raha tha mujhe ab samajh me nhi aa raha tha ki Mai ab kya Karu mujhe Aisa lag rha tha ki Mera sarir yahi jal jayega aur mere aankhe us roshani se jal jayega
Jab Mera sahan sakti khatam ho gaya to Mai wahi apne gutno ke bal gir gaya aur jor se chilaya ya..ya..ya..ya..ya..
Aur fir jor jor se hanfne laga mujhse ab ek kadam bhi chala nhi Jaa rha tha mere upar behoshi ka Alam chhane laga tha tabhi mujhe jay aur swati ka chehra dikhayi Dene laga.
Mai- (jor se chilate huye) ya...ya..yah... Nhi nhi Mai aise yaha nhi mar sakta mujhe yaha se kisi tarah bahar nikalna hi hoga agar mujhe yaha kuchh ho gaya to meri bahan swati ka kya hoga wo to is jalim duniya ko achhi tarah se janti bhi nhi hai mujhe yaha se apne bahan aur apne dost ke liye kaise bhi kar ke nikalna hi hoga..
Mai kisi tarah se apne dath ko bhichte huye khada huya aur dhire dhire aage badh Gaya mujhe Aisa lag raha tha jaise Mai yaha salo se chalte Jaa raha hu
Mai bahut der tak aise hi apne sarir aur aankh ke jalan ko jhelte chala Jaa rha tha ki tabhi mujhe fir se wo awaj sunayi di
Awaj- Utam ATI Utam Mubarak ho tumko tum mere pariksha me pass huye upar Wale ne tumhe chun kar koi galti nhi ki hai nhi to mere is prakash ko jhelna kisi ke bas ki bat nhi hai
Mai- Kon hai aap aur kaha hai mujhe aap dikhayi kyu nhi de rahe hai ye kya ho raha hai mere sath aur aap ye kya bol rahe hai mujhe kuchh samajh nhi aa raha hai
Awaj- Mai Nirankar hu Mera koi akar nhi hai mai ek roshani hu Jo mujhe tridevo ne apne ansh se tumhare liye banaya hai aur rahi bat tum kaha ho to tum abhi Janam aur mrityu ke raste me ho.
Mai- mai Jivan aur mrityu ke raste me hu to kya mai mar chuka hu Mai mar chuka hu (Jor se chilate huye)
Nhi.... Mai Mai mar Gaya nhi nhi aisa nhi ho sakta
Awaj- Are yar mujhe ye kaise insan se pala pad gaya hai
Are wo pagal insan tumhe kon bol Diya ki tum mar Gaye ho pahle meri puri bat to sun lo tum to pahle se rone dhone lage
Mai- To to kya mai sach me nhi mara.. lekin ek minat apne abhi hi to bola Ki Mai jivan aur mrityu ke raste par hu iska matlab to yahi huya na ki Mai mar Gaya aur ye pagal kisko bole aap aap pagal honge Mai pagal wagal nhi hu
Awaj- Ha Bhai tum pagal nhi ho
Ha to suno Maine bola ki tum jivan aur mrityu ke raste pe ho bhale hi tumhara atma tumhare sarir se nikal gaya lekin tum abhi mare nhi ho
aur tumhare sath ye Jo bhi ho raha hai wo bidhi ka bidhan hai tumhara accident hona tumhara pahad se pheka Jana ye sab Maine hi Kiya tha taki Mai tumse mil saku aur ye Jo mere roshani se tumhara sarir jal Raha tha wo Mera ek pariksha tha ye dekhne ke liye ki tum mujhe apnane ke kabil ho ya nhi lekin tum mere pariksha me pass huye
Mai- Achha to ye sab apne Kiya tha lekin kyu aur kyu milna chahte the aap mujhse apko mujhse kya Kam aa gaya tha Jo Mera sidha accident hi karwa Diya aur Mai to ye pahli bar dekh raha hu ki koi Milne ke liye accident bhi karwata tha aur agar Mai mara nhi hu to ye Mera atma kyu hai aur Mera sarir kaha hai
Awaj- Tumhara sarir sahi salamat hai aur rahi bat tumhara accident karwane ki to mere pass yahi ek option tha tum Tak pahuchne ka kyuki Mai pahli bar sirf tumhare atma se hi mil sakta tha agar Mai tumhare sarir ke sath tumse milta to tumhara sarir mere prakash ko jhel nhi pata aur jal kar bhasm ho jata samjhe
Mai- Achha to aisi bat hai lekin aap hamse milna kyu chahte the
Awaj- Mai tumhe tumhari sachayi se milwana chahta tha aur tumhari sachai ye hai ki tumhe brambhand ke Rakshak ke roop me chuna gaya hai aur Mai tridevo ke ansh se utpan ek nirankar tumhare is Safar me ek sathi rahunga jo tumko har kathin samay me madad karunga
Mai- Lekin Mai hi kyu chuna gaya brambhand ke Rakshak ke roop me Mai to ek sadharan sa insan hu is prithvi par hamse bhi achhe insan hai fir bhi mai hi kyu
Awaj- Tumhi isliye ki tum un logo me sabse uttam ho tumhara janm aise grah aur nakshatro me huya hai ki tumhare jaisa is prithvi par aur koi nhi hai tumhara atma itna sudh aur saktishali hai ki tumhare barabar is brahmand me koi nhi kar sakta agar tumhare jagah koi aur hota to Mera ye prakash se jal kar kab ka bhasm ho jata
Mai- ohhh achha to fir thik hai ab meri atma ko mere sarir me bhej dijiye
Awaj- ( kuchh der sochte huye nira se man se bola) aisa ab sambhav nhi hai abhi tumhari atma tumhare sarir me nhi ja sakta hai
Mai- ( ghabrate huye) le..le..lekin Aisa kyu meri atma mere sarir me kyu nhi Jaa sakta
Awaj- Ye isliye ki jab tum pahad se niche gire tab tumhare sarir me ek atma mani chala Gaya Jo tumhare atma ko bahut jyada andruni sakti de Diya agar abhi tumhara atma tumhare sarir me jayega to tumhara sarir itna jyada andruni sakti ko bardast nhi kar payega aur blast ho jayega
Mai- to ab Mai kya Karu kya ab mai kabhi jinda nhi ho paunga kya yahi Mera ant hai
Awaj- Mai Aisa to nhi kaha ki tumhara yahi ant hai ya tumhara sarir kabhi tumhari atma ko apne andar nhi sama sakta hai tumhara atma tumhare sarir ke andar Jaa sakta hai lekin uske liye tumhe bahut mehnat lagega
Mai- Mai dobara jinda hone ke liye kuchh bhi karunga chahe mujhe Jo bhi karna pade karunga bus mujhe sahi salamat apni swati ke pass Jana hai uske liye mujhe Jo bhi karna padega mai wo karunga
Awaj- To fir thik hai tumhe apne andruni sakti ko kabu karna hoga isliye Mai tumhe ek planet par bhejunga jiska name hai ABISIYA PLANET Is planet ka samay chakra bahut jaldi nikalta hai tuhare prithvi ka 1 din yaha ke 1 sal ke barabar hai
Mai- Mai.. mai dobara jivit hone ke liye kuchh bhi karne ko taiyar hu
Awaj- To thik hai fir jab tu ma taiyar ho to meri ek aur bat sun lo mai tumhare andruni sakti ko bandh raha hu ye tumhe dhire dhire kar ke kholna hai aur rahi bat ABISIYA jane ki to waha ke kuchh niyam hai tumhe waha Jane ke bad ek sarir milegi aur tum apne past ka sab kuchh bul jaoge

Shandaar update bhai
But ye kya hero apna past bhool jayega aur use kush yaad bhi nhi rahega ki Dipti aur Rohit ne Rohan ke sath kya kya Kiya tha ....?

Badhiya tow woh parkash ki priksha thi jisme Rohan paas ho gaya lekin abhi apne sharirbn nahi jaa Sakta uske liye or mehnat kerni padegi jiske doosre planet ABISIYA Jana padega dekhte h ab waha kon kon si kathinayi uthani padegi
Badhiya shaandar lajawab update