- 22
- 112
- 28
Hello dosto me ek silent reader tha bhot dino se, ye meri 1st story hai jo me likhne ke koshish kar raha hu ,aap kuch update read karne ke bad bata do kaisi lagi story ,
Update 1
Mumbi ke sadko par ek gadi bahot tez raftrar se bhag rahi thi ,rat ke 2 baj chuke the ,gadi ka driver khali sadak per gadi aisi bhaga raha tha mano vo koi race jetne ki koshis kar raha ho ,ek jordar awaj gunji sadko par jo goli ki thi ,us awaj ko sunkar to mano vo gadi aur jada zor se bhagne lagi ,car me driver ke sath 3 aur log they jisme 2 kamsin ladkiya aur ek aurat thi ,driver bhi ek aurat hi thi ,car ka Ac chalu tha phir bhi sab ke chere par pasina aur dar chalk raha tha ,gadi bhagane vali aurat boli ,shyad hum bach nahi paigne sema ,vo hame nahi chodega ,kash ham logo ne us ki bat man li hoti ,ab vo hamari izzat to utarega hi pat maut bhi bahot buri milegi ,
sema jo dusri aurat thi jo 2 ladkiyo ke sath gadi me thi vo boli ,neha tum janti ho me uski bat man leti par vo to hamari betiyo ko bhi apni rakhel bankar rakhne ki bat kar raha tha ,me marte mar jaungi par apni betiyo par koi buri nazar nahi padne de sakti ,vo bhale hi koi bhi ho ,par me uske samne nahi jhukungi ,
Neha gadi ko bhaga rahi thi uski nazar gadi ke shishe me apne piche ki taraf bhi thi ,vo bas sema ka jawab sunkar khamosh hi rahi ,ek ghate tak gadi sadko par ghumati vo apne ghar par lakar khadi kar di ,vo ghar kahna galt hi tha ,vo ek bahot bada bangla tha jis ki charo aur chardiwari thi jo 10 fite ke karib thi ,us bagle ko vo chardiwari ek bahot badi suraksha thi ,par vo charo jis ke dar se bhag rahi thi uske samne ye diwar kya kam ayagi ye to bas wakt hi bata sakta tha ,charo gadi se utarkar us bangle me dakhil ho gai ,apni dono betiyo ko lekar sema ek kamre me dakhi ho gai ,sema ne dono ki tarf dekh kar kaha ,tum dono ek bat yad rakhna aaj ke bad jab tak me khud tumhe nahi bahar bulati tabtak apne kamre se bahar nahi aana ,tum dono apne kamre meane besment me chali jao ,aur uska gate lock kar dena ,tum 10 sal bhi us basement me rahi to bhi tumhe koi pareshani nahi hogi ,us basement me har jaruri saman hai jo tumhe jinda rakhne ke liye kam ayega ,bas apne phone muze de do ,dono ladkiyo ne apane phone sema ko de diye aur us kamre me bane khufia basement me bina kuch bole chali gai ,un dono ke jane ke bad sema bhi us kamre se bahar aa gai ,aur neha ke pas jakar uske pas baith gai ,neha ne sema ki taraf dekha aur kaha ,dono ko bhej diya basement me sema ,neha ki bat sunkar sema boli ,ha neha uske siwa ab koi aur rasta bhi nahi tha ,vo basement hi hamari akhari umed hai ,me apne sabhi guard ko bol deti hu ki vo ye bangala chod kar chale jaiye ,
neha ,ye tum kya kar rahi ho sema sare gurad ko bhej dogi is bangle se to hum dono to aram se pakde jainge na ,hum dono kais mukable karenge uska ,vo admi nahi chalti firti mout hai ,uske samne hamare 100 guard bhi kam hai ,me ye kahana chati hu ki aur guard ko yaha turant bula lete hai abhi ,
sema ,nahi neha hum kisi ko bhi yaha nahi bula sakte ,tum meri bat puri sun lo ,phir apni bat kahna ,
neha ,bolo kya kahna chati ho tum ,
sema ,neha tum uske bare me abhi pura nahi janti ,me apne sabhi guard apne farm house pe bhej rahi hu ,taki sabko aisa lage hum sabhi vahi par he ,is bangle pe koi guard nahi hone se kisi ko bhi shak nahi hoga ki hum yaha par ho sakte hai ,tum hi socho kon yakin karega ki silver group ki family is bangle me hogi jisme ek bhi guard nhi ho ,are hum jab bahar nikalte hai to hum sabke sath hamesha 50 guarad hamesha rahte he ,aaj us kamine ne ek jhatke me hamrae sabse ak 50 guard mar diye ,me vo manjar kabhi nahi bhul sakti ,hamara ek guard 10 aam logko mar sakta tha ,us ne kisi kagaj ke tukde ki tarah chir fad diya sabko ,uske same hamra koi bhi admi nahi tik sakta neha ,me janti hu us kamine ko kaise thiknae par lana hai ,tum chinta mat karo me aaj hi us kamine ki maut ko bulane vali hu ,bahot din ho gaye hai duniya ko asli maut ke saudagar ki pachan phir se karnani padne Vali hai,
neha boli,sema tum hosh me to ho ,kya bol rahi ho ,kisi lane ke bare me bol rahi ho ,us kamine DJ ke samne kon khada ho sakta hai ,puri duniya uske nam se kamp jati hai, kon karega uska samna ,tum janti ho no ki vo DJ koun hai ,puri duniya ki underworld ka Don hai vo ,aur tum usko marne ki bat kar rahi ho ,kahi tum pagal to nahi ho gai ,tumne dekha na us DJ ne akele hamare 50 guard mar diye vo bhi bina kisi hatiyar ke ,kon kar sakta hai us ka samna ,
sema neha ki taraf dekh kar boli ,tum use nahi janti neha ,vo agar DJ ke samne khada bhi ho gaya to DJ use dekh kar hi bhag jaiga ,100 DJ bhi uske samne nahi tik sakte ,
neha ekdam pareshan ho gai ye bat sunkar ,vo sema se boli ,kon hai vo jise dekh kar hi DJ bhag jaiga
sema ek gahari sas lekar boli,
HITMAN

for New thread