prem jab se apne ghar se nikala tha, kabhi chinta me nahi aya tha. par ab aa gaya tha. baat hi aisi hui thi. prem ke dada ji ramakant ko major heart attack aaya tha. zindagi khatre me pad gai thi. ab koi karan nahi tha prem ghar laut kar na jata. hina khan sana shah ko chod kar prem bada fresh ho gaya tha. hawaon me udne laga tha. samjh chuka tha, mount everest ki choti fateh kar gaya hai, tha bhi aisa hi. par dada ji ko aane wale heart attack ne prem ko hila kar rakh dia tha.
ye khabar pal bhar me hi pure hospital me phel gai thi. prem ki ankhon me jo hamesha hi zindagi se bharpur chamak dikhai diya karti thi. prem ki unhi prem barsati ankhon me ansu the. sab dukhi ho gaye the. hina khan, sana shah, doctor asha sadaf muniba faheema kai dusre doctors prem ko ghere hue the.
doctor asha....... maine abha ko call kar di hai. woh dada ji ko apne hospital me transfer karwane me busy ho gai hai.
abha doctor asha ki bahan thi. abha bhi doctor thi aur prem ke ganv ke karibi city kanpur mein uska apna hospital tha.
prem sar jhukaye betha tha. hath me mobile pakade hue the. ghar se bar bar calls par calls aati ja rahi thi.
tabhi basit khan daudta hua wahan aa pohncha. usay dekh sab side hat gaye. hina khan ko fakhar hua tha prem ke liye apne husband ko aisi chinta me aaye dekh kar. akhir prem ne unki ikloti beti ki zid todi thi.
basit........maine sab set kar dia hai prem.
asha ko dekh kar bola tha..... abha didi se meri baat ho chuki hai. mera dost furqan kanpur ka richest person hai. heart specilist ke sath bass wahan pohnchta hi hoga.
prem ke kandhe ko thapthapate hue bola tha......... prem tumhare dada ji mere bhi dada ji hai. yakeen rakho, unhe kuch nahi hoga.
prem ne shukar guzar nazron se basit khan ko dekha tha. baat hi aisi thi, prem ka dimag hi kam karna band kar gaya tha. yahan uski herogiri koi kam nahi dikha sakti thi. relations aur paisa hi kam aa sakta tha.
prem ki bheegi ankhen dekh basit ne prem kumar ko jhatke se khada kiya aur apne gale se laga liya.
hina khan aur sana, asha, sadaf ki ankhen nam thi. faheema to rone lagi thi. achanak se hi prem uske liye sabse badhkar hog aaya tha. prem ko bada hosla mila tha.
khabar milte hi woh turant kanpur ke liye nikal jana chahta tha. par yahan sabne usay sambhal lia tha, hadbadi me jaane nahi dia tha. wahi bethe bethe phone call par dada ji ke liye sare intezam karte ja rahe the.
1 ghante bad prem kumar doctor asha ki gadi me betha kanpur ja raha tha. yahan doctor asha apne swarth ko pahle jana tha. apni sharir agni ke hathun majbur hokar prem ke sath jane ko bol gai thi. apni bahan abha se mile hue bhi bohut samay ho gaya hai, aisa hospital me sabko bataya. apni beti se boli thi, usay hospital ke kam se kanpur jana pad raha hai. 2 3 din wahi rahegi.
hina khan aur sana shah ko prem ki sabse zayada chinta thi, asha ne jane ki baat kari to sukoon ki saans leti Thanks bol gai thi.
prem hospital se nikalne laga to sadaf chupke se boli thi...... kash mai aap ke kisi kam aa sakti. dada ji ke liye main khuda se gidgida kar dua karungi. mujhe yakeen hai dada ji ko kuch nahi hoga.
koi aur moka hota to prem koi na koi bhuljhadi chhodta. par ghambir avastha me bola tha...... aap ne itna kar dia mere liye fir bhi kah rahi hain, kash aap mere liye kuch kar sakti. sach me is samay duaon se badhkar kisi chiz ki zarurat hai bhi nahi. mujhe khushi hai mujhe itna pyaar karne wale mile.
faheema ne to kah dia tha..... prem mere pass 55 hazar ki amount hai. woh main aap ko deti hon aap dada ji ke ilaj par kharch kariye.
prem.... shukriya faheema ji. paison ki chinta thi, lekin yahan sab ek dusre se badhkar sab kuch karte chale jaa rahe han. haan zarurat hui to main zarur aap se kahunga.
muniba ne koi baat nahi kari thi. bass uski ankhen nam thi. woh abhi prem se itni khuli nahi thi.
gadi doctor asha drive kar rahi thi. prem front seat par betha bahar dekh raha tha. asha kabhi saamne dekhti kabhi prem ko.
ek galat soch thi doctor asha ke mann me. usay apni galat soch kar gusa bhi aa raha tha. woh achanak se hi prem ke liye pagal si ho uthi thi. prem ke dada ji ko aaye heart attack ne usay avsar daan kar dia tha prem ke sath lamhon ko jeene ka. woh is moke ko hath se jane nahi dena chahti thi.
prem ke sivaye dada ji ke kuch aur vichar nahi the. buss me jo safar 4 ghanton me tay hona tha. asha ki mahirana driving ke chalte wahi safar adhai ghante me pura hua.
abha ke hospital ke parking area me gadi ruki to prem bina doctor asha se kuch bole bahar nikla aur bhaag kar andar ki orr jaane laga
asha prem ko bhaagte dekh kar badbadai...... prem!. tum sach me prem kiye jane ke layak ho. kitni chinta karte ho tum apne parivar ki. kitna prem bhi karte ho tum apne parivar se.
prem ki bahan mitali apni cousin sneha ke sath prem ke regular sampark me thi. jaise hi prem ko aate dekha
dono ek sath....... premmmmmmmmmmmm
dono bhi bhaag padi thi. prem ki latest pics woh prem se mangwati rahti thi. prem ki soorat badal chuki thi. bohut handsome ho gaya tha. koi aur lamha hota to dono bahne prem ko niharti thakti nahi. par prem se lipat kar dono phoot phoot kar rone lagi.
prem ke naina bhi sawan bhadon bane bethe the. barson bad apnu se mil raha tha.
mitali..... bhai aap aa gaye
sneha...... prem dada ji
mitali..... bhai dada ji humen chhod kar--
prem ne uske honto par hath rakh dia.......... kuch nahi hoga dada ji ko. main hon na.. kahan hain dada ji
asha bhi karib aaa gai thi.
mitali...... unka operate chal raha hai.
asha....... prem aap apni bahno ke sath aao main andar chalti hon.
asha jane se pahle sneha aur mitali se boli...... prem jaisa bhai ho jiska, usay chinta nahi karni chaiye. kuch nahi hoga dada ji ko. vishwas rakho mujhpar bhi, bhagwan par bhi aur prem ke prem par bhi.
asha andar jaane lagi. prem bhi apne bahano ka ek ek hath thaame andr jaane laga. dekhne wale inke prem ko dekh achambhe me the.
andar pohnch sab prem se mil buri tarah se ro pade the.. rone se dusron ko disturbance bani to side jana pada
ek kamre me prem sabse tasali se mila... sab jo prem ke aane se khushi ke ansu bahana chahte the. ab ramakant ke dukh me dard ke ansu bahaye ja rahe the
pita prakash..... dekh lo yaar tumhare intezar me tere dada bhi thak se gaye the. kahin aisa na ho tujhe dekhe bina--
prem jaldi se...... pita ji himmat mat haariye.. aap dekh nahi rahe han, aap ka prem kitna powerful ban chuka hai. vishwas rakhiye aap ka prem dada ji ko kuch nahi hone dega
taya subhash..... shabash prem beta. aaj tak hum samjhte rahe the, tu humse door rah kar humen dard de raha hai. par tere sambandh jaan kar ashant mann shant ho gaya hai. sach me hum darr gaye the prem beta. pita ji ki halat aisi nahi thi, jo sambhali ja sakti.
prem....... acha kiya jo apne mujhe turant khabar kar di thi.
maa karuna.... humen to hosh hi nahi raha tha pita ji ko heart attack aaya to hath paon phool gaye the hamare prem beta.. bhala ho mitali ka. wohi hosh me rahi aur tujhe call mila di.
milati ansu saaf karti hui boli..... mere dil ne kaha tha maa.. prem bhaiya dada ji ko kuch nahi hone dengi.
tai sujata... aur dekho prem par tumhare vishwas ne dada ji ko bacha liya.
badi bahan anjali prem se mili thi to uski ankhon se ansuon ki jhadi lagi gai thi
anjali...... prem main bahan thi, par tere liye maa jaisa prem tha aur hai mere dil me.. aaj tujhe is sthan par dekh kar teri didi maa badi khush hai. bhagwan har bahan ko tere jaisa bhai de, har maa ko tere jaisa beta.
sonali jo anjali se 2 saal chhoti thi...... maine socha tha mera bhai aayega to main nachungi gaaungi phoolon ki barsat karungi apne bhai par.. par... par
prem ne usay khench kar apne seene se laga liya..... chup kar ja pagli kahin ki. ye khushi ka asvar hi to ha. dada ji ko kuch nahi hoga.
prem ki ankhon me ansu the fir bhi sonali ko pakad kar ghumata hua bola
prem...... chalo aise nachu, arre thumke to lagana jaise pahle lagaya karti thi
roti hui sonali has padi.. ajib hasi thi uski. sab ke honto par muskan bikhar gai thi.
taya ki beti shreya peeche se prem ko hug kar gai thi. pahle bhi mil chuki thi dobara se mili to uske mote chuche prem ki peeth me dhanas gaye. pahli bar prem ke andar hulchal machi. warna to dada ji ke heart attack ka sunte hi uska dil rona shuru ho gaya tha aur yahan aane tak rota hi raha tha. prem ka mood achanak se hi badalne laga
prem ne apni didi sonali ko alag kia. shreya ko khench kar seedha kia. usay neeche se upar tak dekha fir zor se apne seeene se laga kar bhenchne laga
prem..... aap to bhens ban gai ho didi
prem apne purane aur naye roop me aaya to sab ke moh ascharya se khul gaye the. fir sab chahre khil uthe the
dada ridhima kareeb hi khadi thi.. prem ke gaal par hath ferti hui boli
ridhima....... karuna sujata prakash subhash meri bachhiyon dekho to sahi, kyaaa prem pahle kabhi aisa hua karta tha. kitna sundar aur kitna payara ban kar aaya hai hamara prem beta
shreya ne prem ko dekha fir prem ke gaalon ko chumti hui khushi se boli
shreya..... sach kaha dadi aap ne.. hamara prem aisa to kabhi nahi tha. itna payara aur itna sundar bhi kabhi nahi tha. ummah ummah
swathi taya ki beti thi prem ki bahno me sabse badi thi. woh do bar prem se mil chuki thi. ab dadi ki suni to shreya ko khench prem se alag karti hui prem ka hath pakad side le gai prem ke chahre ko thaam kar ghor se dekhne lagi
fir roti hui prem ke mathe ko pure chahre ko chumne lagi
roti hui boli..... haan mera bhai sara hi badal kar aaya ha. pahle mai dhang se dekh nahi saki thi mere bhai tujhe.. mujhe shama kar de. apni didi ko shama kar de... anjali ne kaha tha tujhe maa bankar pala hai usne.. maa to mai bhi thi teri. kitne nakhre uthaye maine tere. apne hisssa ka sab kuch tujhe de dia karti thi. kyaa tujhe yaad hai mere bhai. tu bhola to nahi hai na purana sab.
prem.... prem kabhi apnu ke prem ko bhul sakta hai kyaaaa
maa karuna karib aane lagi
swati ne hath utha dia...... aap abhi wahi ruko chhoti maa
karuna tadap se boli thi..... mera bhi mann nahi bhara hai
mitali.... mera kaha bhara ha maa.
sneha..... hum sabse pahle bhai se mili.. fir bhi khul kar nahi mili han. hamare bhi dil tadap rahe han maa.
swati..... abhi aap mujhe thodi der do. fir prem ko le lena aap mujhse
swati kuch bolti tabhi door knock hua. mitali ne kundi hatai thoda sa door khola to asha honto par muskan liye khadi thi
asha..... badhai ho sabko. dada ji puri tarah se khatre se bahar han.
sab sunkar khushi se jhum uthe the. prem bhaag kar darwaze tak gaya tha
asha smile se boli..... abhi aap apni family ke sath rahiye prem. dada ji ko ek ghante bad ward me shift kar dia jaayega. waise yahan aap ki koi zarurat nahi hai. yahan ka pura staff puri lagan se dada ji ke liye active ho chuka hai.
prem..... shukriya doctor asha
asha..... shukriya to humen aap ko kahna chahiye prem. aap ne humen avsar diya. dada ji dikhne me so sweet hain. fir dada ji to sab ke ek samman hote hain. ye to mann ki shanti ki baat bhi banti ha. seva karne se koi peeche hatna chahta hai. aap chinta mukt rahiye. apni family ke sath time spend kijiye. mai abha ke sath wahi hon dada ji ke pass.
asha smile karti chali gai.
mitali ne door band kia kundi lagai fir prem ka hath pakadti side hone lagi
swati cheekhi thi...... meri bari thi
mitali usay ghoorti hui.... time up didi.
fir sneha ko dekh kar boli..... koi karib aaye to kyaa karogi aap
sneha mitali ki sunti sab ko ghoorne lagi...... kacha khaaungi jo koi bhi hamare bhai ke aur hum dono ke beech aaya bhi to
is baat par prem aur sab ki hasi chhooot gai thi.