dhalchandarun
[Death is the most beautiful thing.]
- 4,595
- 9,276
- 144
Kya plan successful hoga pata nahi dekhte hain Zoya ke bhagya me kya aata hai... lovely update bhai.
Update 215
Kashi ne office sy off le rakha tha. Kyu k ghr me zara ki shadi thi aur ghr me zara ki shadi ki tayari chal rhi thi.
Zara ki shadi ka din aa chuka tha aur ghr me sb mehman aa rhe thy.
Kashi arman aur baki log mehmanu ko attend krne me busy thy.
Zara ki shadi bht dhoom dhaam sy hui
Rana farida aur zoya ne bhi zara ki shadi me shirkat ki aur zara ki bidai ho gyi.
Kashi kyu k rana group ka director tha iss liye zara ki shadi me shehr ki business community k sb logun ne shirkat ki.
Aur shadi k bd Kashi apni routine me office aa gya.
Kashi apne office me betha tha farida kashi k office me aai.
Kashi. Zara ki shadi me participate krne k liye thank you.
Farida. Thank you ki koi zrurat nahi. Tum hamare family member ki tarah ho.
Kashi. Lakin phr bhi thank you tou bnta ha.
Farida. Tum se ak bht important baat krni ha.
Kashi. Kehiye.
Farida. Rana zoya ki shadi krvana chah rhy hain. Aur iss bar vo serious hain.
Kashi. Aur zoya...
Farida. Pichli bar tou zoya nahi mani thi lakin iss bar kch krna zruri ha. Varna rana. Zoya ku nahi sunhain gy
Kashi. Mujhe zoya sy baat krni ho gi. Hm rana sab ko naraz bhi nahi ke skte.
Farida. Tumhain jaldi he kch sochna ho ga iss sy pehly k dair ho jaey.
Kashi. Thek ha me zoya sy baat krta hun..
Thakurs farm house.
Admi sir hamare log tayar hain.
Thakur. Bss thek ha. Apne admi ki call ka intzar kro.
Admi. Hm bss ap k hukam ka intzar kr rhy hain.
Kashi aur zoya office me bethy thy.
Donu preshan thy.
Zoya. Hamain jaldi he kch krna ho ga.
Kashi. Rana sab sy baat krni ho gi.
Zoya. Lakin agr dad na maane tou.
Kashi. Risk tou lena prry ga. Hm ak bar try kiye bgair tou kch bhi nahi kr skte.
Zoya. Tum sahi keh rhy ho ak bar koashish krna zruri ha.
Kashi. Agr rana sab na maane tou hm koi aur rasta apnaen gy.
Zoya. Me tumhara sath dene k liye tayar hun.
Kashi. Lakin pehly rana sab sy baat krni ha
Zoya. Uss k liye mery pas plan ha.
Kashi. Kesa plan.....
Zoya. Hmesha tum plan bnate ho iss bar me plan bnaon gi.
Kashi. Tumahre dimagh me kya chal rha ha.
Zoya. Tum sy agr dad
Office k bd kashi ghr aa gya.
Ghr me sb preshan bethy thy.
Kya hua sb itne prehsan kyu bethy hain.
Barkha. Zara k bina ghr soona soona lag rha ha.
Kashi. Zara ki yad tou mujhe bhi aa rhi ha. Lakin kisi din tou uss ne apne ghr jana he tha.
Ekbal. Haan kashi thek keh rha ha. Zara khushi khushi apne ghr chali gyi ye sb sy bari baat ha.
Kashi. Papa thek keh rhy hain.
Arman. Me ny subha vapas jana ha.
Ekbal. Haan thek ha. Tera kafi time zaya ho gya ha.
Arman. Ab agle kch weekends per me nahi aa skun ga. Mujhe extra duty krni parre gi.
Barkha. Koi baat nahi. Tu aram sy apna kam kr teri riya ka hm ache sy khyal rakhain gy. (barkha kashi ko dekhte huey boli)
Sb log apne apne kmre ne chale gaey.
Barkha arman aur riya k kamre me gyi.
Barkha. Mujhe tum donu sy baat krni ha.
Arman. Kya baat ha maa.
Barkha. Tum donu ki shadi ko itna time ho gya ha. Tum ne apni family bnane k bare me kch socha ha ya nahi.
Arman. Nahi maa. Abhi hamara koi irada nahi ha.
Barkha. Irada nahi ha tou irada banao. Mujhe ab iss ghr me bachun ki awazain sun ni hain.
Arman. Lakin maa.
Barkha. Lakin vakin kch nahi. Ab mujhe mery pota poti k sath khelna ha
Arman. Thek ha maa. Hm iss bare me sochte hain.
Barkha chali gyi.
Riya. Arman maa thek keh rhi hain. Ab hmain family k bare me sochna chahiye.
Arman. Tum bhi aisa he chahti ho.
Riya. Haan me bhi yhi chahti hun k ab hamari family complete ho jaey
Arman. Thek ha agr tum bhi yhi chahti ho tou phr aisa he krte hain.
Ye bol kr arman apne kapre utarne laga aur arman ko kapre utarte dekh kr riya bhi apne kapre utarne lagi
Aur kch dair k bd arman riya k upr tha aur uski chut ko apne lund k pani se bhar chuka tha.
Rana's house.
Rana apne kmre me betha office ka kch kam kr rha tha.
Zoya. Dad mujhe ap sy bht zruri baat krni ha.
Rana. Bolo beti kya baat ha.
Zoya. Dad me ne aj tk jo bhi manga ap ne mujhe dia.
Rana. Tum meri beti ho tumhari hr demand ko pura krna mera farz ha.
Zoya. Dad agr me ap sy ak aakhri cheez mang loon tou kya ap dain gy.
Rana. Tum maang kr tou dekho. Tumhare liye apna sb kch qurban kr dun ga.
Zoya. Dad. Mujhe aakash chahiye.......
Rana. Kyaa....... Kya matlab ha tumhara.
Zoya. Dad me aakash sy payar krti hun.
Rana. Tum hosh me tou ho na zoya. Ye tum kesi baatain kr rhi ho.
Zoya. Me sach keh rhi hun dad.
Mom ne mujhe btaya k ap meri shadi ka plan bna rhy hain tou mujhe laga k apko ye baat btani behtar ha.
Rana. Aakash....... Uski itni himmat.....
Zoya. Dad Aakash ko iss bare me kch pta nahi ha. Vo tou janta bhi nahi k me usko like krti hun.
Rana. Lakin beta. Tum ne aisa soch bhi kesy lia.
Zoya. Dad aakash bht acha ha. Ap ne jb sy mujhe aakash ki supervision me bheja me ne kreeb sy usko dekha ha aur me uski taraf attract hoti chali gyi.
Rana. Lakin beta aakash hamara employee ha.
Zoya. Dad mujhe nahi pta ye kesy hua. Lakin me aakash sy bht payar krne lagi hun.
Rana. Tum abhi na samajh ho. Tum apne kmre me jao. Aj k bd hm iss topic per baat nahi krain ge.
Zoya. Lakin dad
Rana. Me ny kaha na apne kmre me jao aur aakash sy kabhi iss bare me koi baat nahi krna.
Zoya apne kmre me chali gyi.
Farida zoya k kmre me gyi tou Zoya prehsan bethi thi.
Farida. Kya hua
Zoya. Jis ka Darr tha vohi hua. Dad nahi mane
Farida. Acha tum preshan mt ho. Me Tumhare dad sy baat krti hun.
Zoya. Dad nahi maanain gy.
Farida. Tum preshan na ho. Sb thek ho ga.
Aur kashi sy iss bare me koi baat nahi krna. Vo preshan ho jaey ga
Zoya. Ok mom.
Farida kmre me aai.
Rana bed per betha kch soch rha tha.
Farida. Kya baat ha kis soch me gum hain ap.
Rana. Tumhari beti dr aakash sy payar kr bethi ha.
Farida. Kya.... Dr aakash sy... Ap ko kis ne kaha.
Rana. Mujhe zoya ne khud kaha ha. K vo aakash sy payar krti ha. Tumhain iss bare me pta tha kya
Farida. Mujhe kesy pta ho ga. Ap jante hain zoya bachpan se he mujh sy zyada ap se close ha. Vo hr baat ap sy share krti ha issi liye ye baat bhi uss ne ap se he ki ha.
Rana. Aakash ko iss bare me kch pta nahi ha.
Farida. Usko kesy pta ho ga. Vo apka employee ha. Uss k dimagh me aisi baat aa he nahi skti.
Rana. Zoya ko samjhana ho ga.
Farida. Kya samjaen ge zoya ko. Agr vo aakash sy payar krne lagi ha tou vo kch nahi mane gi.
Rana. Tum aisa kesy keh skti ho.
Farida. Apko hamara time bhool gya kya. Mery liye ap meri aur apni donu families sy takra gaey thy. Zoya bhi ap ki he beti ha.
Rana. Lakin zoya aakash k pyar me kesy parr gyi.
Farida. Me janti hun. Kesy...
Ap aur aakash ak jesy hain. Ak larki hmesha apne hone vali pati me apny baap ki qualities chahti ha. Aur zoya ko aakash k sath reh kr uss me apki jhalak nazar aai ha.
Rana. Tum kya kehna chahti ho k zoya ka decsion thek ha??
Farida. zoya ka decsion thek ha ya galat ha iss bare me baat bd me ki jaey hi. Iss waqt important ye ha k ap iss bare me kya sochte hain.
Rana. Me ye sochta hun k zoya ka decsion galat ha. Zoya bewakuf ha.
Hm donu ko zoya ko samjhana ho ha. Lakin hm force sy nahi smajha skte.
Hamain zoya ko payar sy samjhana ho ga.