Update 52.
Me ghr vapas aaya tou maa ny mujhe bola.
Barkha. Kashi subha tery mama k vahan jana ha tayar rehna aur apny boss ko bol dena 2 din ki chutti k liye.
Mama ka naam sun kr meri aankhun k samny anika mami ka chehra ghoomny laga. Meri dil ki dharkan tez ho gyi.
Hm ny khana khaya aur me kmry me chla gya.
Mery dimagh me anika mami ka chehra ghoom rha tha. Anika mami vo thi jis ko dekh kr pehli baar he me un ki sundarta ka dewana ho gya tha. Lakin mujhe un sy properly baat krny ka moka kabhi nahi mila tha.
Me bht time sy mama k vahan jaany k bary me soch raha tha lakin kabhi time he nahi mil paya.
Me anika mami ki sochun me gum tha k mera fone baja.
Zoya. Kesy ho kashi.
Me. Me thek hun meri jaan tum kesi ho.
Zoya. Tumhary bgair kesi ho skti hun. Tumhain miss kr rhi hun yar.
Me. Me bhi tumhain miss kr rha hun.
Zoya. Pta nahi dad mujhe vapas kb bulaen gy.
Me. Hopefully jaldi he bula lain gy. Aur tum preshan na ho dad ko hamary bary me kch pta nahi ha.
Zoya. Haan iss ka idea ho gya ha mujhe.
Me. Acha vo kesy.
Zoya. Dad bta rhy thy k tum ny unka office join kr lia ha.
Me. Haan.
Zoya. Agr dad ko pta hota hmary bary me tou vo kabhi tumhain apna right hand man na bnaty.
Me. Iska matlab tumhain hr chez ki report milti ha.
Zoya. Me ny tumhain btaya tha na k dad mujh sy hr baat share krty hain. Beshak me yahan hun lakin vo fone per mujhe sb bataty hain.
Me. Aur tumhari mom kesi hain
Zoya. Mom thek hain. Mery aany per khush hain bht.
Me. That's good.
Hm bht diar baatain krty rhy aur phr fone bnd kr dia.
Agli subha me utha tou maa tayar thi. Me ny nashta kia aur tayar ho kr bahar aa gya.
Barkha. Chlain kashi.
Me. Haan ma chlo.
Ekbal. Ab ja rhi ho tou kch din kabir k pas ruk kr aana.
Barkha. Haan haan ap tou yhi bolain gy na ta k apko uss churail shaila k liye time mil sky.
Ekbal. Kashi teri maa hr baat ko galat smjhti ha. Ly kr ja isko
Me. Chlo maa.
Maa car me beth gyi aur me drive krny laga.
Hmain ghr sy niklty huey subha k 10 ho chuky thy.
2 ghanty ki drive k bd hm uss town me pohnch gaey jahan kabir mama rehty thy.
Hm mama k ghr chly gaey.
Ye ak chota sa ghr tha jo unko company ny dia hua tha.
Hm ny darvazy per knock kia tou anika mami ny darvaza khola.
Anika. Arrryyy aapa ap. What a pleasent surprise.
(kabir mama maa ko aapa bolty thy iss liye anika mami bhi aapa bolti thi)
Barkha. Haan me. Kesi ha tu anika.
Anika. Me thek hun aapa andr aaen na bahr kyu khri hain.
Hm ghr k andr aa gey.
Anika. Kesy ho kashi.
Me. Acha hun mami.
Anika. Tum ny aany ka bola tha lakin aay he nahi.
Me. Aj aa gya na mami.
Anika. Bht acha kia.
Me ny ghr ki taraf nazar dali.
Ye ak chota sa ghr tha. Jis me 2 bedrooms ak hall aur corner me chota sa kitchen tha. Ak side py ak chota kmra tha. Jo shaid servent room ya guest room tha.
Anika. Aapa vahan sb kesy hain.
Barkha. Sb thek hain tum logun ko bht yad krty hain.
Anika. Kya krian aapa. Inko chutti he nahi milti warna hm zrur aaty.
Barkha. Kabir kahan ha.
Anika. Vo abhi nahi aay sham ko aaen gy.
Anika mami ny lunch bnaya aur hm ny lunch kia.
Barkha. Kashi jaa tery mama ko ly aa.
Me. Thek ha maa.
Me ny mami sy mama ke office ka address lia aur unko leny chla gya.
Ye Ali ki company ka ak franchise tha. Aur kabir mama yahan manager thy.
Me andr gya tou reception per pucha.
Me. I am dr aakash. Mujhe kabir sahab sy milna ha.
Admi. Sir manager sab office me hain lakin unhu ny disturb krny sy mana kia ha.
Un k pas koi guests bethy hain
Me. Koi baat nahi vo mery mama hain. Me andr chla jata hun.
Admi. Sir manager sab gusaa hon gy. Ap please wait kr lain.
Me. Tum tension mat lo me unko bolun ga k me ny kisi sy pucha he nahi direct andr aa gya.
Admi. Thek ha sir jesa ap behtar samjhain. Lakin please mera nam na lijye ga.
Me. Don't worry.
Me kabir mama k office ki taraf chla gya
Me Kabir mama ko surprise dena chahta tha.
Me ny darvaza khola tou dekha k kabir mama ki kursi per koi aur betha ha aur Kabir mama nichy bethy hain.
City me.
Thakur ny raja ko fone milaya.
Thakur. Me vapas aa gya hun. Chal ab bhej dy shabana ko mery pas.
Raja. Me ny tujhe pehly bhi bola tha k shabana ab tery pas nahi aay gi.
Thakur. Lagta ha tu aisy nahi many ga. Tery bank sy baat krni pry gi.
Raja. Jo marzi kr ly. Ab me teri koi baat nahi manu ga.
Thakur. Phr teri haveli gyi smjh. Kal he bank valy teri haveli khali krany aa jaen gy.
Thakur ny gussy me fone bnd kr dia.
Thakur ny fone nikala aur xxxxx bank k manager ko fone lagaya.
Manager. Thakur sab kesy hain ap. Aj kesy yad kia.
Thakur. Xxx gaon me jo raja ajmal ki zameen aur haveli bank k pas girvi thi usko notice bhejo k haveli khali kr dy.
Manager. Lakin thakur sab raja sab ny tou apna sara loan clear kr dia ha.
Thakur. Kyaaa. Clear kr dia. Kb??
Manager. Sir last week unhu ny sara loan clear kr dia ha.
Thakur. Thek ha. Fone bnd.
Thakur sochty huey. "Raja k pas itny pesy kahan sy aa gaey jo uss ny bank ka loan clear kr dia.
Agr raja hath sy nikl gya tou ye acha nahi ho ga. Kch aur sochna pry ga"
Laila Kavya k ghr bethi thi uska fone baja.
Laila ne fone uthaya tou ye isaac tha.
Laila. Kyu fone kia ha tum ny. Me ny bola na me tum sy koi baat nahi krna chahti. Na he tum sy milna chahti hun.
Isaac. Laila please ak bar meri baat sun lo.
Laila. Kya baat sunu. Tum yhi bolo gy k tumhary pas meri videos hain aur tum mery husband ko bhej do gy. Tou bhej do na.
Isaac. Nahi laila aisa kch nahi ha. Me ny tum sy maafi mangny k liye fone kia ha.
Laila. Maafi.
Isaac. Haan laila. Me ny jo bhi tumhary satb kia vo galat tha. Please mujhe maaf kr do. Mujhe meri galti ka ehsaas ho gya ha. Me kabhi aisa nahi krun ga. Mujhe maaf kr do.
Isaac ny ye bol kr fone bnd kr dia.
Kavya. Kya hua laila. Kya bol rha tha vo.
Laila. Maafi mang rha tha.
Kavya. Lagta ha sham ny apna dusra roop dikhaya ha usko.
Laila. Jo bhi hua acha hua.
Me ny kabir mama k office ka darvaza khola tou me ny dekha k kabir mama ki chair per ak orat bethi thi aur kabir mama uss k samny nichy bethy thy.
Orat ki tangain hava me thi aur kabir mama ka muh uss ki chut me tha aur uss k hath kabir mama k sar per thy.
Kabir mama uss ki chut chat rhy thy orat ki aankhain bnd thin.
Kabir mama ko mery darvaza kholny ka pta nahi chala kyu k kabir mama ki back darvazy ki taraf thi.
Orat ny aankh kholi tou uss ki nazar mery per pari.
Iss sy pehly k vo kch bolti me ny usko chup rehny ka ishara kia aur darvaza bnd kr dia.
Me darvazy k pas khra raha ta k agr vo orat koi baat kry tou mujhe pta chl jaey.
Uss ny koi baat nahi ki. Bss itna bola.
Orat. Kabir ruk jao aj k liye itna kafi ha.
Kabir. Kyu maza nahi aa rha kya.
Orat. Maza tou aa rha ha lakin itna kafi ha aj k liye.
Me ny darvzy per knock kia.
Kch dair bd kabir ki awaz aai andr aa jao.
Me ny darvaza khola tou vo orat mery samny sy nazar nichy kr k bahar nikal gyi.
Kabir mama. Arry Kashi. What a pleasant surprise. Kesa ha. Kb aaya.
Me. Acha hun mama. Aj he aaya hun. Maa bhi aai hain sath
Kabir. Kyaa. Aapa bhi aai ha. Kahan ha aapa.
Me. Unko ghr chor kr aaya hun. Unhu ny he apko leny bheja ha
Kabir. Ye tou bht achi baat ha yar. Chal chalty hain.
Me. Thek ha ap aa jao. Me bahar car me wait kr raha hun.
Me bahar car me chla gya aur kabir mama ka wait krny laga.
Thori dair k bd kabir mama bahar aay. Un k sath vohi orat thi jis ko me ny un k office me dekha tha.
Kabir mama ny gari k pichy vala darvaza khola aur uss ko bethaya aur khud aagy beth gaey aur me drive krny laga.
Ghr me.
Anika. Aapa ab kashi ki shadi ka bhi kch sochain ab tou uski job bhi lag gyi ha.
Barkha. Abhi soch tou rhi hun me lakin koi achi larki nahi nazar aa rhi. Teri nazar me koi achi larki ho tou btana.
Anika. Zrur aapa zrur bataon gi.
Thakur bht he gussy me tha.
Ak taraf raja ny shabana ko bhejny sy inkar kr dia tha.
Dusri taraf Ali Malik per attack fail ho gya tha. Aur ab police thakur k logun ko dhund rhi thi.
Thakur gussy sy pagal ho raha tha.
Thakur ny raja ko fone lagaya.
Thakur. Raja me tujh sy aakhri baar puch rha hun. Tu shabana ko bhejy ga ya nahi.
Raja. Me bhi tujhe aakhri baar bata rha hun. Mera tujh sy koi taluq nahi ha. Dubara mujhe tang kia tou tery liye acha nahi ho ga.
Thakur. Thek ha raja ab apny nuksan ka zimadar tu khud ho ga.
Raja. Thek ha dekh loon ga tujhe bhi
Thakur ny gussy me fone bnd kr dia.
Kch dair bd thakur ka fone ring hua.
Thakur. Hello
Admi. Rana shabbir bol rha hun
Thakur. Rana sab kesy hain ap.
Rana. Ak important baat batany k liye fone kia ha. Raja ajmal mera dost ha aur usko kisi kism ka bhi nuksan hua tou ap k liye acha nahi ho ga.
Thakur. Lakin rana sab
Flashback.
Kch din pehly.
Me. Thakur raja sb ko nuksan pohnchany ki koshish kry ga.
Rana. Me aisa nahi hony dun ga.
Me. Raja hmary liye important ha. Uss zameen per raja k log rehty hain.
Vahan ka control hasil krny k liye raja ka hamary sath hona zruri ha.
Rana. Me thakur ko warning dy dun ga
Thakur meri baat nahi taaly ga.
Present day
Thakur. Lakin rana sab mera raja sy purana hisab baki ha.
Rana. Aj sy apka raja sy koi hisab baki nahi ha. Agr raja ko kch hua tou apki aur hmari sari deals khtm.
Thakur. Thek ha rana sb jesy ap behtar samjian..
Me gari drive kr rha tha aur soch raha tha k ye orat kon ha aur iska kabir mama k sath affair kesy ha.
Itni sundar patni k hoty huay bhi kabir mama ny bahar Affair kyu bna rakha ha.