• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Ishq Hai Tumse - A Story Of Emotions [COMPLETED]

Rate this story (Before Rating, Read At least 10 Updates)

  • ⭐⭐⭐

    Votes: 4 4.9%
  • ⭐⭐⭐⭐

    Votes: 9 11.0%
  • ⭐⭐⭐⭐⭐

    Votes: 69 84.1%

  • Total voters
    82
  • Poll closed .

Qaatil

Embrace The Magic Within
2,216
13,286
159

DISCLAIMER
Dosto Ye Meri Pehli Story Hone Ki Wajah Se Isme Kuch Kamiya Reh Gayi He, Like Elaboration... Lekin Ye Sari Galatiya Mujhe Aage Ja Kar Pata Chali, Aap Sab Se Anurodh He Ke Is Kamiyo Ko Maaf Kar De, Or Is Story Ki Bhawnao Ko Samjhe, "Ishq He Tumse 2" Jald Hi Post Hogi Jisme Me Apni Sari Kamiyo Ko Dur Karne Ki Puri Koshish Karunga 🖤

 

Qaatil

Embrace The Magic Within
2,216
13,286
159

Sum3

Member
117
622
93
Update 22


Arshu: aap kaha chale gaye the, me kabse call kar rahi hu pick bhi nahi kar rahe ho. Mujhe akele chodd kar khud ghumte rehte ho.
Aarav to bas Arshu ka apne liye itna pyaar dekh usme kho sa jata he.
Arshu: ab bolo bhi, kaha the aap?
Aarav: wo...wo kuch kaam tha.
Or wo sidha apne room me chala jata he, Arshu upar ati he par tabtak wo Washroom me chala gaya tha.

Dinner ke baad Aarav sar dard ka bahana bana kar jaldi se sone jata he. Itna rone ke baad uski akhe bhi dard karne lagi thi or wo jaldi so jata he.
Kuch der baad Arshu bhi upar ajati he wo Aarav ke room me dekhti he to wo so raha tha, to wo bhi apne Room me chali jati he.

Is tarah inka aaj ka din nikal jata he, dono ek dusre se pyaar to kar bethe the, lekin dono ko is baat ka dar tha kahi is wajah se unka ye rishta bhi na kharab ho jaye. Lekin kabtak dono apni dil ki baat ko dabaye rakhenge? Jo bhi Aagey pata chal jayega ❤❤

_________________________________________________


Ab Aagey:


Aarav subah uth kar apne daily kaam karta he. Fir Wo apne room me ready ho raha tha. Aaj Sunday tha to Arshu der tak soti rahi.

Aarav: kese me sabse kahunga, ek kaam karta hu pehle papa se baat kar lunga or fir mummy se, Arshu se akhir me bataunga. Wo bahot gussa karegi lekin or koi rasta bhi nahi he mere pass.

Wo ready hokar niche ajata he, or apne liye coffee bana kar backyard me chala jata he. Kuch der baad Arshu uth jati he, sab log breakfast kar rahe the.

Sandeep: accha beta sorry me kal ye baat bhul hi gaya, hum 3 din kahi ghumne chalenge.
Arshu: kaha jayenge papa Batao na?
Suman: tumhe kya karna he jaan kar, kal hi jana tha lekin inhe kuch kaam tha isliye nai jaa paye, aaj shaam ko jayenge hum okay?
Arshu: okay, and thank you mummy papa...
Arshu bahot khush thi, lekin Aarav apne plan ke bare me soch raha tha.
Aara(man me): yaar ab kya, abhi bol du? Nahi thodi der baad papa se akele me baat kar lunga me.

Arshu: aap please mujhe shopping par le chalenge bhai?
Aarav: Arshu tum mummy ke saath chali jao, mujhe papa se kuch baat karni he kaam ke bare me.
Arshu: please chalona.
Aarav: Arshu me ajata lekin mujhe bahot important project ke bare me baat karni he.
Fir Arshu maan jati he. Kuch der baad Arshu or Suman ghar se nikal jate he. Aarav sabse pehle apne Room me chala jata he or usne kuch files ready ki thi usko lekar Sandeep ke room me chala jata he.
Aarav: papa wo mujhe aapse ek project ke bare me baat karni he.
Sandeep: ha beta bolo kya baat he.
Aarav: papa mene iske regarding sari details is file me ready ki he agar aap ise ek baar check kar le to...
Sandeep wo file dekhne lagta he.
Sandeep: beta tumne to bahot hi accha idea lagaya he, is se bahot hi fayda hoga... Lekin ye destination?
Aarav: ha papa, is project ke liye mujhe Bangalore se acchi jagah nahi dikhi.
Sandeep: tum thik keh rahe ho, lekin ye new project hone se waha par bhi koi 24/7 available hona chahiye.
Aarav: isi liye me waha chala jata hu.
Sandeep: nahi aisa nahi hoga. Tum kahi nahi jaoge. Me kisi ko appoint kar deta hu sab sambhalne ke liye.
Aarav: papa please try to understand, mere waha hone se or koi or hone me difference he.
Sandeep: tumhari baat sahi he beta lekin....
Aarav: me kaha puri zindagi waha rehne wala hu. Bas ye project khatam hote hi me to wapis ajaunga, or ghar bhi ate rahunga milne aapse.
Sandeep: beta me sab samajh raha hu, or shayad me tumhe permission de bhi du, lekin Suman? Chalo wo bhi agar maan jati he to Arshu? Wo to kabhi nahi manegi.
Aarav: papa me use mana lunga.
Sandeep ko Aarav ka dur jana thik nahi lag raha tha.
Aarav: please papa...
Sandeep: okay, lekin agar Arshu or Suman me se koi maana nahi to tum nahi jaa sakte.
Aarav: unki fikr aap mat kijiye me unhe mana lunga. Thank you papa.
Wo Sandeep ko gale laga kar kehta he. Kuch der wo dono project par kaam kar rahe the. Fir Aarav apne Room me ajata he.
Aarav(man me): papa ko to mana liya, or mummy ko bhi mana lunga, lekin Arshu, wo to kabhi nahi manegi.. lekin kya me sabse jhut bolkar sahi kar raha hu, project ko to me kahi se bhi dekh sakta hu. Shayad yahi meri kismat me likha he.

Kuch der baad Arshu or Suman bhi ajate he. Arshu akar Aarav ko sari shopping dikhane lagti he, Aarav to use is tarike se dekh raha tha jese wo Arshu ko dobara nahi dekh payega.

Arshu: kya hua aap aise kyu dekh rahe ho.
Aarav usko hug karta he.
Aarav: tum ready ho jao mere saath chalo.
Arshu: kaha? Hume to nikalna he kuch der me.
Aarav: ha lekin tabtak hum wapis ajayenge. Project ki baat karni thi is liye tumhare saath shopping par nahi aapay. Mujhe bhi kuch kapde kharidne he.
Arshu: Okay.
Fir Arshu apne room me chali jati he, Aarav niche apni mummy ke room me jata he, Sandeep ghar se bahar tha.

Suman: Aarav tumne apni packing karli?
Aarav: ha wo ho jayega, lekin mujhe aapse kuch important baat karni he.
Wo Suman ke paas akar beth jata he.
Suman: ha bolo na beta.
Aarav: pehle Aap promise kijiye ki me jo bhi bolunga aap usko practically bhi samjhegi.
Suman: beta aisi baate kar ke mujhe kyu dara rahe ho tum? Bolo na kya baat he?
Fir Aarav Suman ko bhi us project ke bare me bata deta he.
Suman: koi zarurat nahi he tumhe kahi bhi jane ki. Kahi nahi jaoge tum samjhe?
Aarav: please try to understand....
Suman: mene keh diya na tum kahi nahi jaoge. Bas
Aarav: kya aap nahi chahti aapka beta bhi ek kabil insaan bane? Aaj har koi papa ki itni izzat karta he, aap nahi chahti apke bete ko bhi sab log izzat de?
Aarav Suman ke haath pakadkar kehta he, Suman thodi pighal jati he, lekin uska man nahi maan raha tha.
Suman: mene kabhu tumhe apnese alag nahi kiya he to ab kese jane du tumhe?
Aarav: mummy don't worry, me kaha humesh ke liye jaa rah hu, aapse milne to ata hi rahunga na me.
Suman: tum kahi nahi jaoge...... Accha thik he, ek shart par tum ja sakte ho.
Suman ke dimag me suddenly kuch ajata he.
Aarav: konsi shart?
Suman: agar Arshu manegi to hi me bhi tumhe jane ke liye permission de dungi.
Suman ko acche se pata tha ke Arshu kabhi Nahi manegi.
Aarav: done! Me Arshu ko trip se ane ke baad bata dunga.
Jese hi wo Suman ke Room se bahar ata he to uska to dil to mano dhadakna hi bhul gaya. Kyu ke door ke bahar Arshu diwar ko chipke hue khadi thi. Uski akho se Asu beh rahe the.
(Darasal jab wo Aarav ko dekhne ke liye niche ayi to wo apni mummy ke room me jane lagi lekin use Aarav or Suman ki baate sunayi deti he)

Aarav: Arshu.... Arshu.... Tum...
Arshu: jhute ho aap, jhute ho....
Wo bahot chillakar kehti he, tab Suman bhi bahar ajati he.
Aarav: Arshu please meri baat......
Arshu: kuch nahi sun na mujhe, jhute.... Chale jao jaha jana he aapko. Me kabhi baat nahi karungi aapse.
Wo rote hue kehti he. Tabtak Sandeep bhi ajata he, Arshu ki awaz sun kar wo samajh jata he ke Arshu ko pata chal gaya.
Aarav: Arshu.....
Wo kuch bolta uske pehle Arshu apne room me janeke liye mudti he, Aarav piche se use pakad leta he.
Aarav: Arshu please meri baat to sun lo.....
Lekin Arshu uska haath jhatak kar apne Room me bhag jati he.
Sandeep: Aarav mene tumhe pehle hi kaha tha, Arshu nahi manegi. Us project ko me dekh lunga. Tum kahi nahi jaa rahe.
Aarav jaldi se upar chala jata he.
Suman: me ja kar dekh ati hu Arshu ko.
Sandeep: nahi Suman wo bahot gusse me he, uska gussa sirf Aarav hi shant kar sakta he. Tum chinta mat karo.
Aarav jab upar pahochta he to Arshu apna room lock karke andar ro rahi thi.

Aarav: Arshu please meri baat sun lo ek baar.
Lekin andar se koi response nahi ata.
Aarav: Arshu sachme nahi baat karogi mujhse? Okay Fir me abhi chala jata hu... Bina tumse mile.
Ab kya tha, Arshu jhat se bed par se uthkar door kholti he, or Aarav ko kas kar gale laga leti he.
Arshu: me nahi jane dungi aapko kahi bhi..
Wo rote hue kehti he, usne Aarav ko is tarah apni baho me kasa hua tha jese kahi uski pakad thodi bhi kam hui to Aarav us se alag na ho jaye. Aarav uske sar se haath ferta he.
Aarav: thik he me nahi jata, lekin pehle tum rona band karo.
Fir Aarav use andar le ata he, Use bed par bitha deta he.
Aarav: mene kaha rona band karo.. ya chala jau me?
Arshu jaldi se apne chehre se Aasu saaf kar leti he.
Aarav: Arshu aise baccho ki tarah kyu behave kar rahi ho tum? Me kaha humesha ke liye jaa raha hu?
Arshu: agar aap mujhe yaha samjha ne aye ho to mujhe kuch nahi sun na...
Aarav(man me): yaar Arshu to kuch nahi sunegi, koi baat nahi ise baad me samjha lunga.
Aarav: accha me nahi ja raha kahi, lekin Arshu mujhe ek baat batao kab tak hum saath rahenge?
Arshu: humesha!
Or wo Aarav ko hug kar leti he, Aarav uske sar pe haath ferta he.
Aarav: Arshu practically dekho, humesha saath rehna impossible he.
Arshu: mujhe kuch nai pata, agar iske liye mujhe kuch bhi karna pada to me piche nahi hatungi.
Arshu ne shayad indirectly yahi keh diya ke jis rishte ko society me paap mana jata he, wo usi rishte me hasi khushi jud jayegi. Aarav ke paas koi jawaab nahi tha.
Wo Aarav se alag hone ko tayar hi nahi thi. Kafi der baad Aarav use sambhal leta he.
Aarav: accha tumne apni packing karli?
Arshu: mujhe nahi jana kahi par.
Aarav: ab ye kya baat hui Arshu?
Arshu: mene keh diya na mujhe nahi jana kahi.
Arshu ki zidd sab jante the, Aarav bhi chup ho jata he.
Aarav niche jakar apne parents ko plan cancel karne ko bol deta he. Raat ko dinner ke waqt bhi Arshu Aarav ko pakde hue apne Room me hi thi. Dono ne uske room me hi khana kha liya. Arshu ne Aarav ko apne saath hi sula diya. Ab itna rone ke baad Arshu jald hi so jati he. Wo ab bhi Aarav se chipki hui thi. Aarav uske baalo me apni ungliya fer raha tha.

Kuch der me hi Arshu hadbada kar uth jati he, use laga Aarav waha se chala gaya.
Aarav: kya hua Arshu?
Arshu naa me apni gardan hilati he. Wo firse Aarav ko pakad kar sone ki koshish karti he. Lekin ab use nind hi nahi arahi thi. Wo uth kar beth jati he.

Aarav: Arshu please ek baar meri baat thande dimag se sun lo, Arshu mujhe ek baat batao papa ne itni mehnat se apna business shuru kiya, agar unke parents bhi unhe in sab ke liye mana kar dete to kya aaj papa is position par hote? Nahi na. Tum nahi chahti me bhi apni taraf se jo ho sake wo karu, ya sirf papa ne jo itne salo ki mehnat se business shuru kiya tha use hi aage badhau? Or tumhe kya lag raha he, ke me agar Bangalore chala gaya to wapis kabhi nahi aunga? Agar tum chaho to roz tumse milne ajaunga. Bas ek baar project acchese complete ho jaye fir to me use ghar bethe sambhal sakta hu.

Aarav ki baat Arshu samajh rahi thi lekin uska dil ab bhi nahi maan raha tha.
Arshu: to fir mujhe bhi le chalo apne saath..
Aarav: Arshu tum pagal ho gayi ho... Please Arshu, mujhe jane do na.
Arshu bahot der tak soch me pad jati he.
Aarav: dekho Arshu me janta hu tum sab samajh rahi ho, Arshu me promise karta hu, me din me kayi baar tumhe call karunga, har hafte tumse milne aaunga, or jab aunga pura waqt sirf tumhare saath hi spend karunga.

Ab yaha Arshu ka pyaar Aarav ke liye bhale hi bacchi jesa tha, lekin Arshu bhi bahot samajhdar thi. Use Aarav jo bhi keh raha tha, sab samajh aarah tha.

Arshu: fir aapko har weekend par ana hoga, or agar kabhi mera call pick nahi kiya to dekh lena aap...
Arshu use warning dete hue kehti he.
Aarav: thik he baba, sari sharte manzur he.
Fir Arshu usko kas kar gale laga leti he.
Arshu kaha janti thi ke Aarav to kuch or hi soche betha he.

Kuch der baad Aarav apne Room me ajata he. Or Arshu ki photo ko niharne lagta he, uski akho se asu beh rahe the.
Aarav: i am sorry Sweetheart, mujhe pata he me tumhe bahot takleef dene wala hu. Shayad me jo bhi karunga us se tumhare dil me mere liye nafrat to paida ho jaye. Ek waqt tha jab me soch kar bhi ghabra jata tha ke agar tum mujhse nafrat karne lago to? Lekin ab tumhari khushi ke liye tumhari nafrat hi jhelni padegi.

Dusri taraf Arshu apne Room me sone ki nakam koshish kar rahi thi. Uska dil ab bhi nahi maan raha tha.

Arshu(man me): kya me unse jane se pehle baat karlu? Nahi agar unhe ye pata chal gaya to unhe kitna bura lagega, kahi wo mujhse baat karna hi na band kar de... Me kya karu? Kahi mene unse apne dil ki baat keh di to humara ye rishta bhi na kharab ho jaye.

Kafi der tak dono asu bahate rehte he, or kisi tarah dono so jate he.


Ab Aagey dekhna he ke akhir kese dono apne pyaar ko ek dusre ko samjha payenge, kyu ke dono hi is dar me he kahi unhone apne dil ki baat bol di to pata nahi kya ho jayega.
Kyu ke dono hi apne se zyada ek dusre ko pyaar karte he.

Or ye koi aisi situation bhi nahi thi jaha dono ek dusre se khul kar baat kar pate, kyu ke samaj me to ise paap kaha jata he, aisi baate karna ek abnormal si chiz thi. To kese wo dono ek dusre se apne pyaar ke bare me baat kar lete. Akhir in dono ki life me kya hona he? Jo bhi hoga Aagey pata chal jayega❤❤
"Woh Ibadat e ishq sikha de e rab, jis mein Teri raza b ho, aur ishq e wafa b ho...!!!"
Waiting for more......
 

Qaatil

Embrace The Magic Within
2,216
13,286
159
"Woh Ibadat e ishq sikha de e rab, jis mein Teri raza b ho, aur ishq e wafa b ho...!!!"
Waiting for more......
❤️❤️❤️
 

Enjoywuth

Well-Known Member
3,517
4,056
158
Aarav is intentionally behaving Arshu as he doesn't want pain, but Aarav's kind of behavior hurts Arshu and I don't like it.
:angryno:
Arshu's heart is like a rose and today you made her cry, why did you do it, tears does not suit that innocent face.
:verysad:
I think it is wrong not to live openly for fear of tomorrow and Aarav is doing so. I have said this before and even today I am saying that love does not diminish, rather it increases if we stay away from each other.
:approve:
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.
Thank You...

???
Agree with you brother....Agar aap.kisi ko pyar karte ho toh itna dukh nahi de sakte...Agree ki arav ko arhu ke dil main kya pata nahi hain par sayad itna dard aacha nahi hai...Felt sorry for Arshi...trust is critical in relationship...Not bare what will be the plot but jayada dard hurt permanently kardeta hai ...
 

Qaatil

Embrace The Magic Within
2,216
13,286
159

AlexMt

❤️ Interesting Stories ❤️
104
562
93
Update 22


Arshu: aap kaha chale gaye the, me kabse call kar rahi hu pick bhi nahi kar rahe ho. Mujhe akele chodd kar khud ghumte rehte ho.
Aarav to bas Arshu ka apne liye itna pyaar dekh usme kho sa jata he.
Arshu: ab bolo bhi, kaha the aap?
Aarav: wo...wo kuch kaam tha.
Or wo sidha apne room me chala jata he, Arshu upar ati he par tabtak wo Washroom me chala gaya tha.

Dinner ke baad Aarav sar dard ka bahana bana kar jaldi se sone jata he. Itna rone ke baad uski akhe bhi dard karne lagi thi or wo jaldi so jata he.
Kuch der baad Arshu bhi upar ajati he wo Aarav ke room me dekhti he to wo so raha tha, to wo bhi apne Room me chali jati he.

Is tarah inka aaj ka din nikal jata he, dono ek dusre se pyaar to kar bethe the, lekin dono ko is baat ka dar tha kahi is wajah se unka ye rishta bhi na kharab ho jaye. Lekin kabtak dono apni dil ki baat ko dabaye rakhenge? Jo bhi Aagey pata chal jayega ❤❤

_________________________________________________


Ab Aagey:


Aarav subah uth kar apne daily kaam karta he. Fir Wo apne room me ready ho raha tha. Aaj Sunday tha to Arshu der tak soti rahi.

Aarav: kese me sabse kahunga, ek kaam karta hu pehle papa se baat kar lunga or fir mummy se, Arshu se akhir me bataunga. Wo bahot gussa karegi lekin or koi rasta bhi nahi he mere pass.

Wo ready hokar niche ajata he, or apne liye coffee bana kar backyard me chala jata he. Kuch der baad Arshu uth jati he, sab log breakfast kar rahe the.

Sandeep: accha beta sorry me kal ye baat bhul hi gaya, hum 3 din kahi ghumne chalenge.
Arshu: kaha jayenge papa Batao na?
Suman: tumhe kya karna he jaan kar, kal hi jana tha lekin inhe kuch kaam tha isliye nai jaa paye, aaj shaam ko jayenge hum okay?
Arshu: okay, and thank you mummy papa...
Arshu bahot khush thi, lekin Aarav apne plan ke bare me soch raha tha.
Aara(man me): yaar ab kya, abhi bol du? Nahi thodi der baad papa se akele me baat kar lunga me.

Arshu: aap please mujhe shopping par le chalenge bhai?
Aarav: Arshu tum mummy ke saath chali jao, mujhe papa se kuch baat karni he kaam ke bare me.
Arshu: please chalona.
Aarav: Arshu me ajata lekin mujhe bahot important project ke bare me baat karni he.
Fir Arshu maan jati he. Kuch der baad Arshu or Suman ghar se nikal jate he. Aarav sabse pehle apne Room me chala jata he or usne kuch files ready ki thi usko lekar Sandeep ke room me chala jata he.
Aarav: papa wo mujhe aapse ek project ke bare me baat karni he.
Sandeep: ha beta bolo kya baat he.
Aarav: papa mene iske regarding sari details is file me ready ki he agar aap ise ek baar check kar le to...
Sandeep wo file dekhne lagta he.
Sandeep: beta tumne to bahot hi accha idea lagaya he, is se bahot hi fayda hoga... Lekin ye destination?
Aarav: ha papa, is project ke liye mujhe Bangalore se acchi jagah nahi dikhi.
Sandeep: tum thik keh rahe ho, lekin ye new project hone se waha par bhi koi 24/7 available hona chahiye.
Aarav: isi liye me waha chala jata hu.
Sandeep: nahi aisa nahi hoga. Tum kahi nahi jaoge. Me kisi ko appoint kar deta hu sab sambhalne ke liye.
Aarav: papa please try to understand, mere waha hone se or koi or hone me difference he.
Sandeep: tumhari baat sahi he beta lekin....
Aarav: me kaha puri zindagi waha rehne wala hu. Bas ye project khatam hote hi me to wapis ajaunga, or ghar bhi ate rahunga milne aapse.
Sandeep: beta me sab samajh raha hu, or shayad me tumhe permission de bhi du, lekin Suman? Chalo wo bhi agar maan jati he to Arshu? Wo to kabhi nahi manegi.
Aarav: papa me use mana lunga.
Sandeep ko Aarav ka dur jana thik nahi lag raha tha.
Aarav: please papa...
Sandeep: okay, lekin agar Arshu or Suman me se koi maana nahi to tum nahi jaa sakte.
Aarav: unki fikr aap mat kijiye me unhe mana lunga. Thank you papa.
Wo Sandeep ko gale laga kar kehta he. Kuch der wo dono project par kaam kar rahe the. Fir Aarav apne Room me ajata he.
Aarav(man me): papa ko to mana liya, or mummy ko bhi mana lunga, lekin Arshu, wo to kabhi nahi manegi.. lekin kya me sabse jhut bolkar sahi kar raha hu, project ko to me kahi se bhi dekh sakta hu. Shayad yahi meri kismat me likha he.

Kuch der baad Arshu or Suman bhi ajate he. Arshu akar Aarav ko sari shopping dikhane lagti he, Aarav to use is tarike se dekh raha tha jese wo Arshu ko dobara nahi dekh payega.

Arshu: kya hua aap aise kyu dekh rahe ho.
Aarav usko hug karta he.
Aarav: tum ready ho jao mere saath chalo.
Arshu: kaha? Hume to nikalna he kuch der me.
Aarav: ha lekin tabtak hum wapis ajayenge. Project ki baat karni thi is liye tumhare saath shopping par nahi aapay. Mujhe bhi kuch kapde kharidne he.
Arshu: Okay.
Fir Arshu apne room me chali jati he, Aarav niche apni mummy ke room me jata he, Sandeep ghar se bahar tha.

Suman: Aarav tumne apni packing karli?
Aarav: ha wo ho jayega, lekin mujhe aapse kuch important baat karni he.
Wo Suman ke paas akar beth jata he.
Suman: ha bolo na beta.
Aarav: pehle Aap promise kijiye ki me jo bhi bolunga aap usko practically bhi samjhegi.
Suman: beta aisi baate kar ke mujhe kyu dara rahe ho tum? Bolo na kya baat he?
Fir Aarav Suman ko bhi us project ke bare me bata deta he.
Suman: koi zarurat nahi he tumhe kahi bhi jane ki. Kahi nahi jaoge tum samjhe?
Aarav: please try to understand....
Suman: mene keh diya na tum kahi nahi jaoge. Bas
Aarav: kya aap nahi chahti aapka beta bhi ek kabil insaan bane? Aaj har koi papa ki itni izzat karta he, aap nahi chahti apke bete ko bhi sab log izzat de?
Aarav Suman ke haath pakadkar kehta he, Suman thodi pighal jati he, lekin uska man nahi maan raha tha.
Suman: mene kabhu tumhe apnese alag nahi kiya he to ab kese jane du tumhe?
Aarav: mummy don't worry, me kaha humesh ke liye jaa rah hu, aapse milne to ata hi rahunga na me.
Suman: tum kahi nahi jaoge...... Accha thik he, ek shart par tum ja sakte ho.
Suman ke dimag me suddenly kuch ajata he.
Aarav: konsi shart?
Suman: agar Arshu manegi to hi me bhi tumhe jane ke liye permission de dungi.
Suman ko acche se pata tha ke Arshu kabhi Nahi manegi.
Aarav: done! Me Arshu ko trip se ane ke baad bata dunga.
Jese hi wo Suman ke Room se bahar ata he to uska to dil to mano dhadakna hi bhul gaya. Kyu ke door ke bahar Arshu diwar ko chipke hue khadi thi. Uski akho se Asu beh rahe the.
(Darasal jab wo Aarav ko dekhne ke liye niche ayi to wo apni mummy ke room me jane lagi lekin use Aarav or Suman ki baate sunayi deti he)

Aarav: Arshu.... Arshu.... Tum...
Arshu: jhute ho aap, jhute ho....
Wo bahot chillakar kehti he, tab Suman bhi bahar ajati he.
Aarav: Arshu please meri baat......
Arshu: kuch nahi sun na mujhe, jhute.... Chale jao jaha jana he aapko. Me kabhi baat nahi karungi aapse.
Wo rote hue kehti he. Tabtak Sandeep bhi ajata he, Arshu ki awaz sun kar wo samajh jata he ke Arshu ko pata chal gaya.
Aarav: Arshu.....
Wo kuch bolta uske pehle Arshu apne room me janeke liye mudti he, Aarav piche se use pakad leta he.
Aarav: Arshu please meri baat to sun lo.....
Lekin Arshu uska haath jhatak kar apne Room me bhag jati he.
Sandeep: Aarav mene tumhe pehle hi kaha tha, Arshu nahi manegi. Us project ko me dekh lunga. Tum kahi nahi jaa rahe.
Aarav jaldi se upar chala jata he.
Suman: me ja kar dekh ati hu Arshu ko.
Sandeep: nahi Suman wo bahot gusse me he, uska gussa sirf Aarav hi shant kar sakta he. Tum chinta mat karo.
Aarav jab upar pahochta he to Arshu apna room lock karke andar ro rahi thi.

Aarav: Arshu please meri baat sun lo ek baar.
Lekin andar se koi response nahi ata.
Aarav: Arshu sachme nahi baat karogi mujhse? Okay Fir me abhi chala jata hu... Bina tumse mile.
Ab kya tha, Arshu jhat se bed par se uthkar door kholti he, or Aarav ko kas kar gale laga leti he.
Arshu: me nahi jane dungi aapko kahi bhi..
Wo rote hue kehti he, usne Aarav ko is tarah apni baho me kasa hua tha jese kahi uski pakad thodi bhi kam hui to Aarav us se alag na ho jaye. Aarav uske sar se haath ferta he.
Aarav: thik he me nahi jata, lekin pehle tum rona band karo.
Fir Aarav use andar le ata he, Use bed par bitha deta he.
Aarav: mene kaha rona band karo.. ya chala jau me?
Arshu jaldi se apne chehre se Aasu saaf kar leti he.
Aarav: Arshu aise baccho ki tarah kyu behave kar rahi ho tum? Me kaha humesha ke liye jaa raha hu?
Arshu: agar aap mujhe yaha samjha ne aye ho to mujhe kuch nahi sun na...
Aarav(man me): yaar Arshu to kuch nahi sunegi, koi baat nahi ise baad me samjha lunga.
Aarav: accha me nahi ja raha kahi, lekin Arshu mujhe ek baat batao kab tak hum saath rahenge?
Arshu: humesha!
Or wo Aarav ko hug kar leti he, Aarav uske sar pe haath ferta he.
Aarav: Arshu practically dekho, humesha saath rehna impossible he.
Arshu: mujhe kuch nai pata, agar iske liye mujhe kuch bhi karna pada to me piche nahi hatungi.
Arshu ne shayad indirectly yahi keh diya ke jis rishte ko society me paap mana jata he, wo usi rishte me hasi khushi jud jayegi. Aarav ke paas koi jawaab nahi tha.
Wo Aarav se alag hone ko tayar hi nahi thi. Kafi der baad Aarav use sambhal leta he.
Aarav: accha tumne apni packing karli?
Arshu: mujhe nahi jana kahi par.
Aarav: ab ye kya baat hui Arshu?
Arshu: mene keh diya na mujhe nahi jana kahi.
Arshu ki zidd sab jante the, Aarav bhi chup ho jata he.
Aarav niche jakar apne parents ko plan cancel karne ko bol deta he. Raat ko dinner ke waqt bhi Arshu Aarav ko pakde hue apne Room me hi thi. Dono ne uske room me hi khana kha liya. Arshu ne Aarav ko apne saath hi sula diya. Ab itna rone ke baad Arshu jald hi so jati he. Wo ab bhi Aarav se chipki hui thi. Aarav uske baalo me apni ungliya fer raha tha.

Kuch der me hi Arshu hadbada kar uth jati he, use laga Aarav waha se chala gaya.
Aarav: kya hua Arshu?
Arshu naa me apni gardan hilati he. Wo firse Aarav ko pakad kar sone ki koshish karti he. Lekin ab use nind hi nahi arahi thi. Wo uth kar beth jati he.

Aarav: Arshu please ek baar meri baat thande dimag se sun lo, Arshu mujhe ek baat batao papa ne itni mehnat se apna business shuru kiya, agar unke parents bhi unhe in sab ke liye mana kar dete to kya aaj papa is position par hote? Nahi na. Tum nahi chahti me bhi apni taraf se jo ho sake wo karu, ya sirf papa ne jo itne salo ki mehnat se business shuru kiya tha use hi aage badhau? Or tumhe kya lag raha he, ke me agar Bangalore chala gaya to wapis kabhi nahi aunga? Agar tum chaho to roz tumse milne ajaunga. Bas ek baar project acchese complete ho jaye fir to me use ghar bethe sambhal sakta hu.

Aarav ki baat Arshu samajh rahi thi lekin uska dil ab bhi nahi maan raha tha.
Arshu: to fir mujhe bhi le chalo apne saath..
Aarav: Arshu tum pagal ho gayi ho... Please Arshu, mujhe jane do na.
Arshu bahot der tak soch me pad jati he.
Aarav: dekho Arshu me janta hu tum sab samajh rahi ho, Arshu me promise karta hu, me din me kayi baar tumhe call karunga, har hafte tumse milne aaunga, or jab aunga pura waqt sirf tumhare saath hi spend karunga.

Ab yaha Arshu ka pyaar Aarav ke liye bhale hi bacchi jesa tha, lekin Arshu bhi bahot samajhdar thi. Use Aarav jo bhi keh raha tha, sab samajh aarah tha.

Arshu: fir aapko har weekend par ana hoga, or agar kabhi mera call pick nahi kiya to dekh lena aap...
Arshu use warning dete hue kehti he.
Aarav: thik he baba, sari sharte manzur he.
Fir Arshu usko kas kar gale laga leti he.
Arshu kaha janti thi ke Aarav to kuch or hi soche betha he.

Kuch der baad Aarav apne Room me ajata he. Or Arshu ki photo ko niharne lagta he, uski akho se asu beh rahe the.
Aarav: i am sorry Sweetheart, mujhe pata he me tumhe bahot takleef dene wala hu. Shayad me jo bhi karunga us se tumhare dil me mere liye nafrat to paida ho jaye. Ek waqt tha jab me soch kar bhi ghabra jata tha ke agar tum mujhse nafrat karne lago to? Lekin ab tumhari khushi ke liye tumhari nafrat hi jhelni padegi.

Dusri taraf Arshu apne Room me sone ki nakam koshish kar rahi thi. Uska dil ab bhi nahi maan raha tha.

Arshu(man me): kya me unse jane se pehle baat karlu? Nahi agar unhe ye pata chal gaya to unhe kitna bura lagega, kahi wo mujhse baat karna hi na band kar de... Me kya karu? Kahi mene unse apne dil ki baat keh di to humara ye rishta bhi na kharab ho jaye.

Kafi der tak dono asu bahate rehte he, or kisi tarah dono so jate he.


Ab Aagey dekhna he ke akhir kese dono apne pyaar ko ek dusre ko samjha payenge, kyu ke dono hi is dar me he kahi unhone apne dil ki baat bol di to pata nahi kya ho jayega.
Kyu ke dono hi apne se zyada ek dusre ko pyaar karte he.

Or ye koi aisi situation bhi nahi thi jaha dono ek dusre se khul kar baat kar pate, kyu ke samaj me to ise paap kaha jata he, aisi baate karna ek abnormal si chiz thi. To kese wo dono ek dusre se apne pyaar ke bare me baat kar lete. Akhir in dono ki life me kya hona he? Jo bhi hoga Aagey pata chal jayega❤❤
Don't know what to say ?
The good thing is they both love each other,
But how they will express their feelings?
Waiting for next Update
 
Last edited:
Top