- 8
- 28
- 14
part 2
resent time
kausli ke sunder khubsurat pahado se hoti hue ek nadi beh rahi hai
or us nadi ke side ek road jo ki abhi bilkul khali hai ... asman se halki suraj ki rikne jamin par aa rahi hai ...
or tabhi us road par ek car chalti dikhai deti hai ...
us car main ek song chal rha tha ...
Jitni Duaein Mangi Thi Humne
Chamki Falak Pe Banke Sitara
Sunlee Khudha Ne
Nikli JO Dil Sai
Hum Sadaa Hai Wahee
Subah-E-Wafa Ki,
Abb Shaam Ho Na,
Iss Zindagi Ka Anjaam Ho Na,
Mar Jaayein To Bhi,
Mar Ke Jiye Hum,
Ye Pyaar Ho Na Khatam..
Subah-E-Wafa Ki,
Abb Shaam Ho Na,
Iss Zindagi Ka Anjaam Ho Na,
Mar Jaayein To Bhi,
Mar Ke Jiye Hum,
hn hm hm hm
yeh wahi car thi jo ki afreen chal rahi thi
upload photos to the internet
.. uske dimag main es time bahut se khayal the .. use samjh nhi aa rha tha ki wo es Samay khush hoye ya apne abbu ke intekal ki khabar par dhukh...
afreen jab car se bahar ki tarah dekhti hai toh use
bgal main bah rahi nadi dikhti hai jo hu usi ke sath beh rahi thi jise dekh kar use mahsus hota hai koi toh hai jo mere sath hai .... mere hisab se chal raha hai...
bahr dekh kar us ek relief feel ho rha tha ... ..
tabhi kab uska ghar aa jata hai usko bhi pta nhi chlta ...
wo Carr se bahar aati hai or apne ghar ko dekhti hai .. or sochti hai aaj 7 sal ho gye ghar se dur gye hue ... lekin ghar bilkul nhi badla tha .. same wesa hi .. jaise phle tha bus uske ghar ke bahar ek ped tha jo ki ab bada ho gya tha jo ki usne hi lagaya tha jab wo choti thi....
tabhi uski ammi gate kholti hai ..
or dekhi hai ki afreen uske samne khadi hai ... uski ammi aaj 7 sal baad apni bachhi toh dekh rahi thi.. uski ammi ke ankho main aanshu bhar jate hai ...
afreen bhagte hue apne ammi ke gale lag jati hai
afreen: ammi main aa gai mat rohiye
main aa gai .
noor ( rote hue ) : sorry beta .. tumhe jaldi aa jana chahiye tha ..
afreen: ammi sab thik ho jayega ...
phle aap chup ho jaiye ..
noor : beta ab hum kya karenge mujhe kuchh samjh nhi aa raha ...
tumhre abbu ...
afreen : ammi shant ho jaiye under chaliye aap ....
afreen ammi ko chup karwati hai or uske baad wo dono under jate hai ...
afreen: okk
noor : mujhe yakin nhi ho raha hum tumhre abbu ke funeral ke liye phol chose karenge ...
afreen: ammi janti hu.. aap sahi bol rahi ho ..
noor : beta tum wapas kyu aai aagr mere pass tumhre jaise job hoti toh wo job kabhi nhi chodti .
afreen: etna support or hosla dene ke liye thank u ammi ...... sach mai ...
aap bahut achhi ho... i love u
main saman rakhne ja rahi hu ..
afreen sidhiyan chadte hue apne room ki tarf ja rahi thi ...
noor : thik hai
afreen : Lily lena
noor : kya
afreen: funeral ke liye phol
noor : ohh achha ... beta main bahut khush hu tum aa gai ..
afreen: haa main bhi ammi
uske baad afreen apne kamre ki tarf chali jati hai uske baad afreen apne room ka gate kholti hai jaise hi wo gate kholti hai phle toh wo apne room ko dekhti hai uska room same wesa hi tha jaise wo 7 sal ke liye chhod kar gai thi. wo room ke under dakhil hoti hai .. uski najar samne diwar par lage photo par padti hai
jisme uski ammi or uske abbu ki photo thi .
wo us photo ko kuchh second dekhti rahti hai uske baad apna saman apne bed par rakh deti hai ... ... or edhar se udhar apne room ko dekhne lagti hai ....
es room main uski bahut si yaade basi hue thi ... uske abbu ne jab pahli baar usko doll thi thi usne wo abhi tak samal kar rakha tha .. or sath main ek
Chhota or pyar sa ladki ka ek boox jiske na jane kya chij thi...
wo us boox par hath ferti hai .. or apne room ki window ki tarf chali jati hai... ..
windows par lege cutton ko hatati hai .. uske thik samne ek bada sa ghar hota hai...
wo us ghar ko kuchh der ke liye dekhti rahti hai .. uske baad waps se usi boox ke pass waps aati hai ...
or ek lambi si sans le kar ummm aaaa
us box ko open karti hai .. box ke open hote hai ek pyar sa music chalu ho jata hai ..
or us boox main ek female or male ki ek doll hoti hai jo ki music ke sath dance kar rahe the ...
upload images to web
tabhi afreen ki nazar us boox main rakhe ek ladki ke bane hue hart par padti hai ..
how to upload photos to internet
or wo us hart ko uthati hai or us ko dekhne lagti hai or khuchh socne lagti hai...
tabhi ...
wo tumhe bahut pyar karte the
yeh baat ek dum se afreen ki ammi ne kahi jis se ek baar afreen chok gai thi ...
afreen: ohh ammi ...
noor: wo tumhe bahut pyar karte the ..
afreen: kon
noor : tumhare abbu
afreen: ek lambi si sansh leti hai aummmfffffff or us boox ko band kar deti hai ...
janti hu...... ha.. janti hu
or apne kamre main ghumne lagti hai
uski ammi gate se chal kar afreen ke bed tak aati hai
or bed par beth jati hai ..
noor : tumahe yaha aane main koi dikkat toh nhi hue ..
afreen: actually,, nhi ammi nhi hue ...
noor : apne abbu ke bare main 5 achhi bate btao jo tumhe achhi lagti thi..
afreen: ammi yeh koi sabji ki list nhi hai
noor : bus 5 chije ....... yeh.....aasan hai ......
Dil se socho tum bta skti ho ...
afreen abhi bhi apni ammi ki baato par dyan nhi deti bus room me edhar udhar Dekhi ja rahi thi..
afreen: ammi mujhe thoda nahane Jane hai ..
noor : thik hai ... tumhe yaad hai na Aaj sham kaha Jana hai ..
afreen: ha ammi yaad hai .
uske baad afreen nahane chali jati hai .. or ese hi samay bit Jata hai ..
afreen ke abbu apne area ke mla the jiske karan aaj unki party ne uske abbu ke shradhanjali ke liye aaj ek
logo ko bulaya tha jaha unke bare baat karne or uski family ke support ke liye party ke log aane wale the...
shradhanjali hall main
stage par ek admi : hum es sahar ke pyare or udar mla Riyad Shaikh ko sammanit karne ke liye edhar aaye hai .. jo sahar main sabke priy the .
wo noor saikh ke husband the jo apni family se bahut payar karte the or apni beti Afreen saikh ka khayal rahte the ..
admi : beta afreen stage par aa jao .
afreen apni ammi ko dekhti hai ..
noor (dheare se ) : beta jao ..
afreen khadi hoti hai or stage ki tarf jati hai.. or stage par chali jati hai ..
afreen: hello aap sab ka edhar aane ke liye sukriya .. main afreen Shaikh..
aap sab ko apne abbu ke bare main 5 achhi bate btna cahungi jo humse jhudi hue hai ...
or apni ammi ko dekhi hai .. or uske baad apne haath main main rakhe ek page ko dekhti hai jo ki uski ammi ne diya tha stage par jane se pahle ..
jis par likha tha
1...
2.
3..
4..
5.
wo us page ko jab kholti hai toh dekhi hai ki uske kuchh or nhi likha tha bus ginti likhi thi...
uski ammi chahti thi ki wo apne abbu ki sari bate khud btaye es liye usko khali page hi diya tha ..
afreen: toh a a...
or us page ko dekhti hai or sab logo ki taraf dekhti hai .. uske baad apni ammi ki tarf dekti hai ..
uski ammi ankho se eshara karti hai .. beta tum kar skti ho..
edhar afreen khali page ko bus dekhi ja rahi thi .. or ek dum se stage se jane lagi ..
afreen: ohhh i m sorry..... sorry
to be continued

Last edited: